Sir mere hyundai eon petrol me Cam sensor ke andr se oil seepage hoo rha hai....coupler me oil rehta hai check light ni hai car chal ri hai...what should i do?
Air meri duster 2016 petrol h kuch din se chekingine light aa rhi h starting me koi problam nhi h half self starting h kuch der chalne k baad gadi me chek ingine light lipzip karne lagti h or gadi me missing ho jati h band karke starting karni padti h bilkul picup drop kar deti h band karne par half self start ho jati h but missing khatm nhi hoti thodi thandi karne k baad ok ho jati h plug b ok h coil b ok h.
Ya sb symptoms hain Meri gari Mai code b ni aa rha koi or light b nai show kr rha meter Mai but ya sb problems hn petrol 2012 Corolla Gli ha . Kindly help
Osm sir
Nice
Thanks bhai
Sir mere hyundai eon petrol me Cam sensor ke andr se oil seepage hoo rha hai....coupler me oil rehta hai check light ni hai car chal ri hai...what should i do?
Check your cam sensors rubber seal
rubber seal bi chek kr chuke even chnge bi kr chuke but oil sensor ke andr se coupler me aa rha haiii@@TravelWithAshwanii
Meri ertiga old petrol 2014 modal Stratring problom h leking ceak ingine light nhi h mene plug coil sabhi ceak karva liye h
Cam sensor change karke dekho ek baar
Air meri duster 2016 petrol h kuch din se chekingine light aa rhi h starting me koi problam nhi h half self starting h kuch der chalne k baad gadi me chek ingine light lipzip karne lagti h or gadi me missing ho jati h band karke starting karni padti h bilkul picup drop kar deti h band karne par half self start ho jati h but missing khatm nhi hoti thodi thandi karne k baad ok ho jati h plug b ok h coil b ok h.
Ek bar spark plug change karke dekho
Sir meri car ertiga me same problem hai but chek lalit nai dikha rahi or folt code bhi nai hai kya same problem hai kya
Aap ek baar throttle body clean karo aur MAP sensor ko bhi clean karo
Diesel model hai
Ya sb symptoms hain Meri gari Mai code b ni aa rha koi or light b nai show kr rha meter Mai but ya sb problems hn petrol 2012 Corolla Gli ha . Kindly help
Cam sensor m khrabi nahi hoti koi jab tak tute na,mene change krke bhi dekhliya aur wiring bhi sahinh
Injine knoking karta hai kya
No bilkul nahi mast chalta hain
5:16
Ye kya hain 5:16