Respected sir, may electra 2004 use kar raha hun. Engine oil castrol GTX 20w50 suru se use kar raha hun our clutch box ke liye castrol ki 10w30 engine oil use kar raha hun. Par GTX car ke liye recommended hay. Kindly advise kijiye kon si mineral engine oil use karun. Thank you.
Meri classic mein neutral mein bhi kabhi kabhi self nhi lagta....jaise ki bike thandi ho....tab nhi lagega amp meter mein thodi fluctuations hoti hai but self nhi lagta
Jo gt 650 dikhai aapne iss video me ussme cluch ke upper oil ke dabbi lagi hui. Hai ....kya aap usse hydrolic cluch karr rahe ho to plz iss pe bhee detail video banayo
My neutral light works fine when I put power key in but when I start the engine it goes off and doesn't come on again untill I switch off and on the key again..... Works fine when engine is not running/idle...what could be the problem????
Meri light neutral dikhati hai jab key on kartey hai lekin jaise hi bike start karte hai to neutral light gayab hojati hai fir tab tak nahi ati jab tak bike vapas off aur on na kar de... Kya problem hogi sir ??? Neutral switch to kaam kar raha hai lekin engine on hotey hi light gayab hojati hau
Bhai thunderbird mai metar problem bhut hai metar chalu hai neutral par metar ke light rahte hai or engine on karte hai 5sec bad light band ho jate hai or metar working rahta hai koe solution bto plzz
Hello Guys.... Apke channel ko Both UA-cam aur Instagram dono mai follow kar raha hu...Aur is problem ka Solution aapke videos me search karaha hu par mili nahi . HELP KARDO MERI Meri gaadi me ek problem hai Bike: Classic 350(2016) Problem: Battery Drainage Mai ne check karwaya tha battery barabar charge ho raha hai, battery bhi 6 months nayii hai, Lekin start karne wakt battery mai charge nahi hota, 30-40 kick maarne ke baad start hota hai,fir uske baa battery ek dam theek kam karta hai, agar iske baad bike 30min off karke bhi on karu to start hota hai, lekin vahi agar 2-4 hr ke baad start karu to nahi start hota hai... Do baar battery badal lii, charging bhi teek taak hai, Dikat kaha hoo rahi hai pata nahi, Lagta hai battery kahi se drain horaha hai.. Kya me teek hu yaaa kuch aur problem hai... Mera hindi galat hua hai to maaf karna,

Hamare bike repair ki shop hai par bullet ka kam nahi karte the apki video dekh kar karne laga hu love you brother❤❤❤
Are mere bhai kya baat hai lajawaab mashaALLAH 😅 👌👌👌
Always waiting for your new video love you brother
Respected sir, may electra 2004 use kar raha hun. Engine oil castrol GTX 20w50 suru se use kar raha hun our clutch box ke liye castrol ki 10w30 engine oil use kar raha hun. Par GTX car ke liye recommended hay. Kindly advise kijiye kon si mineral engine oil use karun. Thank you.
Bhai meri bike mai yahi dikat hai hai.same yahi problem hai.jaldi aapke pass aaunga
Classic ka sabse bhada problem tho self assembly ka he... jo itna daam he or saat me jaldi karab ho jata he
Meri classic mein neutral mein bhi kabhi kabhi self nhi lagta....jaise ki bike thandi ho....tab nhi lagega amp meter mein thodi fluctuations hoti hai but self nhi lagta
Love from odisha ❤
Jo gt 650 dikhai aapne iss video me ussme cluch ke upper oil ke dabbi lagi hui. Hai ....kya aap usse hydrolic cluch karr rahe ho to plz iss pe bhee detail video banayo
Exaact problem ki wajese parwshan tha rummy bhai. Clutch switch bhi badalaya tha mene par do din bad wapas problem ane lagi
My neutral light works fine when I put power key in but when I start the engine it goes off and doesn't come on again untill I switch off and on the key again..... Works fine when engine is not running/idle...what could be the problem????
Perfect mechanic good
Same problem
Liver up down
Electra self kitny ka hai bhai
Meri light neutral dikhati hai jab key on kartey hai lekin jaise hi bike start karte hai to neutral light gayab hojati hai fir tab tak nahi ati jab tak bike vapas off aur on na kar de... Kya problem hogi sir ??? Neutral switch to kaam kar raha hai lekin engine on hotey hi light gayab hojati hau
This salutations is very competitive
Bhai same problem hai Mera bike me kya keru ya new cluch Bina change Keya hua
Bhai apki ek help chiye thi old model ki all nut bolt kit ka part number mil skhta h kya
Bhai 30 days 30 video challange kro ❤
Informative video sir ji 👌👍.
Bhai thunderbird 350 mai tapit ka sound aa Raha hai aur rear brake bahut hi kam lag raha hai? Please suggest me how to fixed it?
Yeh btao turbo wali bike kha hai. Kab puri karoge
7:45 Bhaijan great information but Ek doubt hy jab aap self laga rahay ho tab indicator ki light blink ho raha hy is it good or something issue
Hazard flasher laga huaa hai
Bhai ko mehnat misunderstanding ke liye karni padti hai 🙂
Is there any problem in bs4...
bhai roots k horn k uper bnao video pls 🙏🙏🙏🙏
Tank me gas ban rahi h.. plz uspe ek video bana do
Bhai thunderbird mai metar problem bhut hai metar chalu hai neutral par metar ke light rahte hai or engine on karte hai 5sec bad light band ho jate hai or metar working rahta hai koe solution bto plzz
Bhai aapka face rajat dalal se kaafi milta hai
Bhai bs6 bullet reborn ko carburetor me convert ki video laao
I will prefer to change clutch switch only ₹50
Bhai master cylinder kb khrab hota Kaise pta chalta h informative video banao jisse hum educate ho
Bhai Google per shop ka name kya hai aapki
Bhai tumne hunter ke patakhe kaise
Sir ji mere pass same royal enfield hai bahut mising kar rahi hai kya kru
Bhaiya meri bike ka self kaam nhi kr rha H us me tik tik awaz ati H self marne pr kya kru
Make video on j series engine problems
Mera chamber toot gya tha wo new lgwaaya abi leak kr rha hai bhut what to do???
Nice video bhai
Mere bhai ek video gt ke con seet kese nikale banao
Nice information bhai
bhai hyderabad ma royal enfield blast hua 3 lok death
blast kyu hoti hai bhai bike
Winter me cold start se bhi chhutkara dilado
Bhai meri 2023 electra me el problem aa rhi h petrol hone k baad bhi missing krti h.. Kaafi.. 15-20 km chalane k baad ye dikkat aa rhi h
Petrol me water hoga shayad check kro, ho sake toh tank clean karwao
@@ayeraju6851 Nahi bhai aisa to nhi h.. Jb bike heat hoti h uske baad hi ye dikkat ho rhi h
Mera clutch dabane par bhi nahi hota kai bar
J series engine se jada uce engine wali bike market mae jada hai aur unme problem bhi.
God bless you
Thank you so mnch sir
Bhai turbo ke bare me koi update
Mere bike me same problem hai bhai
if you put pulsar clutch switch all this diodle always inbuilt
switch and lever set put of pulsar 180 new best and never problem
Very nice👍👍👍👍👍
Hello Guys.... Apke channel ko Both UA-cam aur Instagram dono mai follow kar raha hu...Aur is problem ka Solution aapke videos me search karaha hu par mili nahi . HELP KARDO MERI
Meri gaadi me ek problem hai
Bike: Classic 350(2016)
Problem: Battery Drainage
Mai ne check karwaya tha battery barabar charge ho raha hai,
battery bhi 6 months nayii hai,
Lekin start karne wakt battery mai charge nahi hota,
30-40 kick maarne ke baad start hota hai,fir uske baa battery ek dam theek kam karta hai,
agar iske baad bike 30min off karke bhi on karu to start hota hai,
lekin vahi agar 2-4 hr ke baad start karu to nahi start hota hai...
Do baar battery badal lii, charging bhi teek taak hai,
Dikat kaha hoo rahi hai pata nahi,
Lagta hai battery kahi se drain horaha hai.. Kya me teek hu yaaa kuch aur problem hai...
Mera hindi galat hua hai to maaf karna,
😊😊
What is the diot number ?
Nice English.
Ye problem mayre Honda shine may bhi hai
Good sir
Mera Bajaj v 15 bike me bi ase horahahai
Mera classic 350 asa hota hai kavi kavi
❤
Can u tell me your location bhai
Turbo???
Same problem last 2 year
Petrol tank me se avaj aa rahi hai bhaiya
Aapke pass bullet bhejna h Rajasthan se kese bheje
Bs 4 glamour me v hey
❤❤
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Ok I understand 😂😂😂
Ye problem hai par Jo tumne kiya wo jugad hai
Pura set part no bhejo
bro is he rajat dalals brother
My Apna old bullet
Kud banna chata hu
Gaedu chahiy
Itni let video esa chlega bhai
Nazla, zukham ho Gaya hai lag raha hai bhai ko
Turbo GT 535
Awaaz khaa gyi
Bhai work out karo aapka pet barhh rha hai
Jugad h bhai ye
RE ka material bakwas hi hota he
Contact ni. Please
Mobile number send krna bhai or Ap ki shop Kha h
Contact number apka
Asalamualaikum bhai pls aap ka number do