Bablu Chakravorty on S.D. Burman Dada (Part Two)

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 22 сер 2024
  • Bablu ji: Dada, Chaahe koi bhi singer ho, unka gaana woh hameshaa unke style se gaake bataate the ki unko kaisa chaahiye, phir aage badhenge. Chaahe koi bhi singer ho.
    Itna mujhe yaad hai, jabhi Mili ka ‘Badi sooni hai’ gana tha, to Kishoreda ko bulaya tha, aur Kishore da sunaa tha gaana, gaana sunke he was almost crying, and he said, “I am going. Again I will come. Jab tak main ready nahin hoonga, yeh gaana recording nahin hoga”.
    In another beautiful anecdote, Bablu ji tells us that during the recording of 'Badi sooni sooni hai' song, how all the past arrangers and musicians of Dada turned up to play various instruments as a tribute to Dada who was not well.

КОМЕНТАРІ • 18

  • @girishgharpure8145
    @girishgharpure8145 Рік тому +1

    Yaadgaar samvaad.sun kar mere rongte khade ho gaye.badi suni suni hai ye geet sachindev Burman ji ki anupasthiti me record huaa thaa ye sarvvidit hai.vaise hi mahalo kaa raja milaa is geet ki recording Roshan Ji ke nidhan ke baad hui thi jisme us samay ke sabhi diggaj film sangitkaar studio me recording ke Wakt maujud the.aisi ghatnaao ko sun kar bahut acchaa lagtaa hai.jo sakshidaar rahte hai wo kaisaa mahasus karte honge ?

  • @devashishpandey7750
    @devashishpandey7750 4 роки тому +1

    वाह👌

  • @eraduttagupta
    @eraduttagupta 8 років тому +3

    Nice recalls by Bablu Chakravorty Saab on his experiences with Dada's family members and his family musicians and friends,especially also KISHOREDA's sentiments.

    • @lalwanimoti
      @lalwanimoti  8 років тому +1

      +Prem Kumar Sehgal Bablu ji is no more, but he left wonderful anecdotes about Dada Burman for us remember both of them.

  • @anjanabanerjee1452
    @anjanabanerjee1452 3 роки тому

    Avi. Sunke. Humevi. Rona. Aaraha. Hae. Sukria. Babloovai. Motiji. Bablooda. Up. Bolte. Jaie. Hum. Sab. Kam. Chhorke. Sun. Rahe. Hae..surhid. Kar. Sahab. Chitra. Singh. Ke. 1st. Husband..Ovi. Bahat. Contribution. Die. Hindi. Film. Industry. Me...Basu. Chackro. Bortyko. Pranam...sare. Singers. Or musicians. Ko. Sastang. Pranam. Kya. Sunaye. Babloovai...our. Sunao. Hum. Pichhle. Din. Me. Chale. Gaye. Bilkul. Chhavi. Dekh. Rahe. Hae..jarina. Or. Vupendra. Jiko. Kishore. Jikovi. Pranam... Sachin. Devko. To. Lakh. Koti. Pranam..

  • @anildulanidulani8155
    @anildulanidulani8155 Рік тому +1

    Salyut

  • @pradeep0705
    @pradeep0705 8 років тому +1

    Good one, informative. It may be true that Marutirao never played in Hindi films for anyone else other than Dada and Pancham. But before this, he also played for Vasant Prabhu in Marathi. His accompaniments to most Lata- Vasant Prabhu songs are memorable.

    • @lalwanimoti
      @lalwanimoti  8 років тому

      My information from my interview with Amrut Rao is that Maruti Rao came to Burman when he was in his shorts.

    • @pradeep0705
      @pradeep0705 8 років тому +1

      +Moti Lalwani -- Marutirao was a regular player with Prabhu between around 48 and perhaps mid 60's. From what I drew from Amrut Katkar's interview, I gathered he (AK) was in shorts when he began with Dada Burman and that he was mentored by Marutirao. In a book on Prabhu, there is a reference to Katkar as being a stand- in replacement for Marutirao for a recording in mid- late sixties.

  • @mr.incognito4719
    @mr.incognito4719 6 років тому +3

    Kiya azeem log thay ye sab... Great you all are !!!

  • @chawlajasmeenkaur2213
    @chawlajasmeenkaur2213 8 років тому +1

    Megha chhaye aadhi raat was a song well appreciated. by KJi A ji as most of their small wonders children were made to sing this again and again as they KA felt voice ka kamal yahan hi he

    • @lalwanimoti
      @lalwanimoti  8 років тому

      Sajjad Hussain music director was difficult person to please. “Once he raved to me about two songs of the Burman duo. Sachinda’s ‘Megha chaaye aadhi raat’ from ‘Sharmilee’ and RD’s ‘Raina beeti jaaye’ from Amar Prem.
      www.india-forums.com/forum_posts.asp?TID=229355&TPN=9
      Incidentally Raine beeti jaaye was composed by father SDB in it's present form. In an interview RDB has said it.

  • @malavikamukherjee2056
    @malavikamukherjee2056 7 років тому +2

    Sachin Korta , ghar me to woh KORTA (The Head of the Family) the hi ,poore Music World me bhi woh hi Korta the. Unko kewal matra apne geeton se pyar tha ,koi paisa, extra music,naam,yash,logon ki tariph kuch nahi chahiye tha . Unke geeto ko wohi samjh sakte the jo vastaw me sangeet ko apne hridye se pyar karte hon. unki baaten,Unke geeton me itni gaharaee hoti thi ki sadharan manushya ko samajh pana sambhaw nahi tha.Woh jo bhi gane ko dhun /sur dete the usko oosi roop me rakhna chahate the,koi extra music dekar oos gane ki sundarta ko samapt karna nahi chahate the,jabki baki sabhi apne-apne naam kamane,oos particular film ke geeton se paisa kamane ke peeche pade the. par hamare Sachin Korta,asli heera the. aise mahaan kalkaar ko mera satkoti Pranaam.

    • @lalwanimoti
      @lalwanimoti  7 років тому +1

      Malavika Mukherjee,
      Aap ne sab theek kaha hai, lekin ek baat 'ki sadharan manushya ko samajh pana sambhaw nahi tha', woh zara alag thi. Unhonein aise geet banaaye ki har ek aadmi samajh sake aur gaa sake. Isi liye apne ghar ke staff ko, cook-driver-helper wagerah ko bulaake sunaate the. Yeh baat unke baare mein sabhi bolte hain aur hamaare interviews mein bhi aa chuki hai. Aap ka shukriya.

  • @anjanabanerjee1452
    @anjanabanerjee1452 3 роки тому

    Sachindadako. Tabiat. Kharap. Hue. October. 1975. Me. Unhone. Kishoredadase. Rehursal. Karaneke. Bad. Final. Taking. Ke. Pahele.. Ak. Chhota. Sa. But. Bahat. Bare. Bat. Share. Karna. Chahungi... 1975. Me. Howrah. To. Delhi. Rajdhani. Express. Star. Hue. Mere. Papa. 31. October. Ke. Ticket. Lie. Hum. Panch. Ko. Rajdhanime. Delhi. Janeka..Buaji. Ke. Pass. Or. Diwali. Uhape. Mananeko. Kya. Train. Tha. Ab. Tonamhi. Hae. Or. Kuchh nehi. Calcuttase. Mapapa. Dovai. Or. Mae. Rawanahue. Snacks. Serve. Hue. Hum. Samke. Nasta. Kie. Uske. Thore. Der. Bad. Rajdhanike. Spear. Box. Se. Announcer. Ki. Awaj. Ayi. Ke. Ek. Jaroori. Ghoshana. Hae. AviAvi. Khabar. Aye. Ki. Sachin. Dev. Burman. Is. No. More.❤️🙏...papa. Ropare. Hum. Char vi sab. Rone. Lage. Tab. Ist. Class. Ki. Arrangement. Alagtha. Hume. Koi. Nehi. Dikhai. Die. Hum. Roeki. He. Vagaban. Ajjhi. Hum. Khu shoke. Nikle. Our. Khusi. Kelie. NikleOr. O. Mahan. Admi. Ajj Chal. Base.. Fir. Hum. Dusredin buake. Pohuchhe. Kashmiri. Gate. Me. Lekin. Us. Deepavali. Humara. Fika. Gaye..jaese. Koi. Bilkul. Apna. Hum. Khoe. . Abvi. Har. 31. October. Hum. Unko. Manse. Anjali. Detehae. Ganagake.. 1october. Janam. Or31. Ko. Tithi.Dhan. Teras. Ke. Dingaye...

  • @parthamusic
    @parthamusic 4 роки тому +1

    magic of Simplicity - personality and his music. I recon my musical sensibility is most influenced by his magic and I think his absence makes me realize it even more in last decade.

  • @manashbhattacharjee522
    @manashbhattacharjee522 7 років тому +1

    Motiji,
    Who's Bhupi at 4.54? Bhupinder Singh? I know Bhupinder Singh to be a fantastic guitarist and was in RDB's team besides being a famous singer.

    • @lalwanimoti
      @lalwanimoti  7 років тому +3

      Bhupi is Bhupinder Singh the only one who used to play 12 strings guitar those days. He has sung for Dada in in Jewel Thief (1967) only the words 'O Shaalu' in the song 'Honthon pe baat aisi' by Lata. He also sang in Prem Pujari for SDB.