Tuta hua tukra agar aap rakhe honge to cast iron rod se welding Kara de kyunki dusra road pakad nahi kar payega. Aur welding karane se pahle settle naal ko body me jaam karle aur tukra bhi sath me naal me sidha joint me chipkakar.. Uske bad right left niche se welding Kara de shuttle naal ko keval support mein rakhna hai ki tukra टेढ़ा joint Na ho jaaye naal welding Nahi karana hai dhanyvad
Machine ka shuttle jahan per kasa jata hai vahan per do khamba hota do khambhe mein koi ek khambha tuta hai to usi ka ilaaj hai agar naal aur shuttle tuta hoga to usko badal de
@AazamRain-p5s ban to jaega lekin mehnat jyada lagega kyunki tute hua jagah per koi dusra loha welding karna hoga aur shuttle baithane ka cutting banana padega aur hole Karke chudi banana padega kam bahut jyada hoga to aap koi welding machine wale se baat Kare ki vah banaa payega ki nahin
Bahut achha ❤❤❤
Bahut mehanati aur jugadu ho bhai aap aapke video se hme bahut hi achhe anubhav milte hai
Bahut aache bhai
❤ok
Very nice
ऐसे ही अच्छे वीडियो देखने के लिए चैनल को सब्सक्राइब करें
Main baht Kyushu hun, thanks
आप मेरे चैनल पर आए बहुत अच्छा लगा दिल से शुक्रिया
@@vishaljugadumachanic 😂का😭
very nice video ❤
Supperse dikhaaye sir thank you
Aap Khush to ham bhi Khush
Jisase aap pin nikale ho us aujar ka kya nam hai bhai
आप अच्छे हो ....
वैसे तो हम (कटर प्लास)कहते हैं लेकिन किताबी भाषा में पिन्सर शायद कहते आप से ज्यादा नही जानते
@@vishaljugadumachanic aise bat nhi hai Bhai aap bhi ek machin machenic hai
Ta1 ki mashan pyant ke jade kapade par kanni par dhaga todati he vor tap marati he to kya kare
Ta 1 समझ में नही आया आप फिर से सवाल पूछे धन्यवाद
Thanks you ji ❤❤❤
अंब्रेला मशीन का जुगाड़ बताओ अंब्रेला मशीन के शटल को बांधने का जुगाड़ बताओ
इस पर एक दो विडियो अपलोड है मेरे चैनल पर देखिए फिर भी समझ में नहीं आए तो मैं आप के लिए दुसरा सरल तरीके से बनाने की कोशिश करुंगा धन्यवाद
बन गया
Bohat aache se samazyaya aapane muze aapaka nambar chahiye
❤pk
Good
sir ji mere machine ka jisme shuttle fit karte hai wahi toot gya hai. jisme pech laga kr tight krte hai shuttle ko. koi upay ho to btaiyega sir
Tuta hua tukra agar aap rakhe honge to cast iron rod se welding Kara de kyunki dusra road pakad nahi kar payega. Aur welding karane se pahle settle naal ko body me jaam karle aur tukra bhi sath me naal me sidha joint me chipkakar.. Uske bad right left niche se welding Kara de shuttle naal ko keval support mein rakhna hai ki tukra टेढ़ा joint Na ho jaaye naal welding Nahi karana hai dhanyvad
Machine ka shuttle jahan per kasa jata hai vahan per do khamba hota do khambhe mein koi ek khambha tuta hai to usi ka ilaaj hai agar naal aur shuttle tuta hoga to usko badal de
ha sir wahi khamba ek tuta hai aur toota part kho gya hai .kya ab kuch nhi ho skta hai .
agr iska koi aur upay ho to btaiyega sir .qki maine apne area me dikhaya to bol rhe hai ab ban nhi payega .kabad ho chuki hai machiene .😢😢