Bhai mera pas rixoh 201 h add toner ki problem arhi h tonner bhi rifill krdia h but add toner ki problem arhi h setting krti ho but again problem ati j
Bhai agar ad toner ki problem nahi ja rahi to iske developer box ke gear kharab honge inhen check karo agar fir bhi Sahi na ho to WhatsApp per message karna 03071566316

Igar yeh cleaning Karneh k bad bi 390 cod ahi toh pher Kiya Karna chaiyeh
Bhai ye dram unit ka hi masla hai agr nhi theak ho rhi to dram change kr k dekh lo yan phr charging roller saaf kr k dekh lo
Bhai 391 problem kesy theek kry gy
Richo 301 me
Bhai iski charging ka msla han dram unit ko saf kro thek ho jay gi.
Bahi mere pass ricoh mp171 ha 8 print nikalna Ka bad sc390 Ka error Ata ha phir on Kar Ka chalna parta ha
WhatsApp:03071566316
Good sir
Slam
Assalamu alaikum bhai mere pass Ricoh MP2500 machine aur har 10 copy ka function reset ka error a raha hai.
Bhai is ki ink zada chali ho gi ya phr is ke dram unit ki servers krlo msla hall ho jay ga
Bhai ye masla mery machine me bhi hai..is me sensor ka ishue hai..TD sensor
G bhai TD sensor ka b ho skta hai and dram ka b ap is ke unit ki safi krke dekh lo masla hal ho Jay ga:yan T D sensor ko reset krlo