Bhai plz meri question ka answer de do next video me...1st clutch ka babies ko alga kar dun ya unke parent se sath ek bada cage undar rehene dun.? Or kya unke sath rehene se kuch problem hoga? Or adult ke pair unke sath breeding to nehi karenge? Plz bhai rply 🙏
Rohit bhai aap ki thodi help chahiye mere yaha par 20-25 budgies the achanak se wo ek ek karke marne lage or wo sab phool kar bethe rehte hai ab mere pas 4 budgies hi bache hai mera pura setup kharab ho gaya kuch samajh me nahi aa raha hai mene enrovet antibiotic bhi di magar kuch nahi hua please 🙏 koi solution bataye
Bhai hamare bajis bird mataki mein bhi ja rahe hain aur hamari female budgies heat per bhi hai to ham Mel female ko 20 din ke liye alag kar de kya kyunki bahut din ho gaye unhone breed nahin ki aur ham unhen privacy bhi de rahe hain please is comment ka answer aap jald se jald agali video mein Bata Dena bhai please 🙏
Bhai vo comment meni hi Kari Thi aur me mere budgies ko calcium block, cuttlefish bone,kangni+bajra+evion capsule,ostovet +vimeral mix in water fhir BHI unke ande 3bar kharab ho Gaya isliya mene male change kardiya Kya mene correct Kiya Bhai plz reply❤😊
Rohit ji, mene matki change ke to bird ne bathna chor deya or ande fod deye, first breed h or ek saal bad deye the, matki choti thi isliye change ke,bataye aisa kyu keya usne,
Hamare yaha first breed me 3 mahine tak lagatar mating hone ke baad ande aaye the aur male ko proper mating sikhne mein 3 mahine Lage the, to kul mila kar agar male aur female dono ki first breed hai to pair lagne ke 6-7 mahine baad ande aate hai Bhai ek problem hai, female ne 5 ande diye hai first breed me aur candling se pata chala ki 4 ando mein bacche hai lekin 5th egg dene ke agle din vo bimaar parh gai hai aur ando pe baithna chhorh di hai, aur hamare paas vohi ek breeding pair hai baaki pairs ke males ki death ho gayi hai bimaari ke kaaran, to ab kya kiya jae Please Reply
Bhai aapki video bohut helpful hoti hai 🎉
केज मे अच्छी होगी
I love birds i like it
Happy new year 🎊 bhai 🙏 apka video bhot pasand aya hume very nice 👍
outside
9PM
Bahar acche hoti hai bro
First comment and like ❣️
Dono Taraf ache hi beriding krte hai bhai 😊cage me bhi aur colloni me bhi acchi beriding krte hai per khna pina acche se accha khilao pilao 😊😊😊
Please make video of that jhula you made up of wire..
Please make the video
इसके ऊपर एक वीडियोबना बच्चे नहीं उड़ पा रहे हैं
8
5-11-2024-13-11-2024
5ande java
❤❤❤
13 तारिक को पहला
10
🎉🎉
Cayaj ke andar achi briding hoti he mere andaj se
❤
11 date
Andr acchi hoghyi
4 egg
11 ko
Bhai plz meri question ka answer de do next video me...1st clutch ka babies ko alga kar dun ya unke parent se sath ek bada cage undar rehene dun.?
Or kya unke sath rehene se kuch problem hoga?
Or adult ke pair unke sath breeding to nehi karenge?
Plz bhai rply 🙏
Pani me jo dale ho wo kya hy bhai btao hm bhi denge apne bird ko
Bhai lohe ki stik lgha skte h chokot 0.5 inch wali srdi m koyi dikkat to nhi hoghi wo thndi ho jayeghi to
दोनों jagah
4 pair budgie tips
बच्चों के फ्लाइंग पर उखाड़ रहे हैं क्या करें बहुत परेशान हैं हम
bajis kaloni me achi breed karte hai
Bhai wild wild pair se yellow chicks nikalte he reply please
Bhai aap inke bacche sell nahin karte ho
Bhai, baher colony mai hi achi breeding hogi
Bajij ka joda 10 day ya 14 day me egg Dede ga..Andaj se
5.se7 den
Birds loose motion kar rahen hain kia khilan chahiye
Rohit bhai aap ki thodi help chahiye mere yaha par 20-25 budgies the achanak se wo ek ek karke marne lage or wo sab phool kar bethe rehte hai ab mere pas 4 budgies hi bache hai mera pura setup kharab ho gaya kuch samajh me nahi aa raha hai mene enrovet antibiotic bhi di magar kuch nahi hua please 🙏 koi solution bataye
Hii
Bhai hamare bajis bird mataki mein bhi ja rahe hain aur hamari female budgies heat per bhi hai to ham Mel female ko 20 din ke liye alag kar de kya kyunki bahut din ho gaye unhone breed nahin ki aur ham unhen privacy bhi de rahe hain please is comment ka answer aap jald se jald agali video mein Bata Dena bhai please 🙏
12 Nov,3-5 eggs 4 babies,Definitely cage
10 dey
Bhai yea 20 November tak egg. Dea dy gi AP dekh leana bhai
Aqeel Abdullah from Pakistan
7 se 8 din mein
Cagnee ka option dey...
Bhai vo comment meni hi Kari Thi aur me mere budgies ko calcium block, cuttlefish bone,kangni+bajra+evion capsule,ostovet +vimeral mix in water fhir BHI unke ande 3bar kharab ho Gaya isliya mene male change kardiya Kya mene correct Kiya Bhai plz reply❤😊
12तारीख तक मे
New budgies ko sale kaha or kese kre . Me jalaun se hu. Kafi budgies he ready for sale
Bhai log 4-5 month k budgies k bachhe hai mere pass,market me kya rate chal raha hai?? Please 🙏 batana... धन्यवाद.
8 din m 12 Tarik ko
1 pair cockatiel lao
Bhai Mera question h ki ye birds phli baar jo ande dete h unhe bahar kyu fak dete h
सिंगल पर लागा कर अची ब्रीद होतिचे भाई
Rohit ji, mene matki change ke to bird ne bathna chor deya or ande fod deye, first breed h or ek saal bad deye the, matki choti thi isliye change ke,bataye aisa kyu keya usne,
4 ande और 3 bacche
30 days mai
Bhai birds mating bhi kar rahe he sab theek he fir bhi breed nhi hori batao kya karu
By 14th November may lay 1st Egg
Bahar ache breeding
Mere ek jode ne 7 bacche nikale or pal bhi liya or baccho ne bhi breeding start kar diya
Bahar thik hogi breeding
Bhai Mera bird cross nahin kar raha
Java pinches 4 day me egg dude ge..Andaj se
Mere bagies ne 7 ande deye the par usme se
Yaar mere bajri mada ne 3 aande deye h
6 अण्डे जावा
Hamare yaha first breed me 3 mahine tak lagatar mating hone ke baad ande aaye the aur male ko proper mating sikhne mein 3 mahine Lage the, to kul mila kar agar male aur female dono ki first breed hai to pair lagne ke 6-7 mahine baad ande aate hai
Bhai ek problem hai, female ne 5 ande diye hai first breed me aur candling se pata chala ki 4 ando mein bacche hai lekin 5th egg dene ke agle din vo bimaar parh gai hai aur ando pe baithna chhorh di hai, aur hamare paas vohi ek breeding pair hai baaki pairs ke males ki death ho gayi hai bimaari ke kaaran, to ab kya kiya jae
Please Reply
3.4 अंडे देगी फींचा
Budgies ki babies bada hone ke kitne din ke baad matki dena hota hai koi please batana mereko ❤
17 November tk ande Aa jayege
3 me se bache nikle hai
Java pahli breeding failed so andaza 3 sey 5 Eggs and hope all will be fertile
Lagbhag 8 din me
Java 5 egg dege
Jawa 8 din me eggs 🥚 denge
15 तारीख तक अंडे देगी
Hum kya antar Yami hai 😂
AP khud nhi bol sakte ho accurate hum kaha se bole ge
10 din mein egg degi. Budgies ke naya pair.
Java 7 ande degi
भाई मुझे एक पर गिफ्ट करदो
Pani me jo dale ho wo kya hy bhai btao hm bhi denge apne bird ko
12