Bhai, mere new RE Marsh grey me , barish ka Pani gaya engine me bolke , Authorize service centre ne pura engine khol dala tha jo 540 km hi chala tha,, Wada kiya tha ki samne kholunga, lekin, kholte wakt mujhhe bola tak nahi...,, or 40-50 thousand ka approx kharch jayega bola tha, Kya engine kholna jaroori tha ? Bike ki aawaz me badlao aaya tha,, barish ki Pani me road par chalte chalte band ho gaya tha, agale din 1st service ko le gya tha mai. Banwane k bad v ab, Filhal Gair shirt karne me hard hai, or speed 85 tak jata hai,, us se upar mushkil se jata hai or upar kiya to aawaz kuchh aazib sa ghargharane jaisa aata hai. Normally chalate wakt v left pair k niche tak tak karke jhatka jaisa mahsus hota hai, Ab ese mai 10-12 sal purana bike jaisa mahsus kar raha hu,, Samajh me nahi aa raha hai kya karu.... Service centre wale bolte hai, sab normal hai,,
Nice👌
Nice video
Mekeni ap 1no ke ho kam karne ka tarika bohot acha he💯💯💯👍
Aapka vedeo bout bohut badiya he sir bohut accha kor ke samja te sir video dekhne bout maja ata he sir sikhne ki bi mokamilra he sir
Ji shukriya janab aese he support kare humare channel ko or aage bhi badhaye video ko ❤️
Sabji geyarbox ka pura detail do na bullet ka gear box ka samajh mein nahin a raha hai aapka video dekhkar Khush sikhane ka mil raha hai sir
Good
Very good
V good Knowledge
👌👌👌👌👌👌
Hi friend, I am watching your channel along with my friends you are very good in your explaining, keep it up, god be with you. Kent from chennai.
👍👍Good sir ji
Nice G
❤
Abi kiye 2 engine bhai..😊
Classic350 bs4 is best than the Classic Reborn
Basti
Camra saf nahi hai
Bhai engine aisi jagah per mat khula wiya karo shop par
Bhai taiming samaj nhi aa Rahi yr
Bohat simple hai aa jayega samajh mai
Bohot simple hai aa jayega samajh mai
Bhai, mere new RE Marsh grey me , barish ka Pani gaya engine me bolke , Authorize service centre ne pura engine khol dala tha jo 540 km hi chala tha,,
Wada kiya tha ki samne kholunga, lekin, kholte wakt mujhhe bola tak nahi...,, or 40-50 thousand ka approx kharch jayega bola tha,
Kya engine kholna jaroori tha ?
Bike ki aawaz me badlao aaya tha,, barish ki Pani me road par chalte chalte band ho gaya tha, agale din 1st service ko le gya tha mai.
Banwane k bad v ab,
Filhal Gair shirt karne me hard hai, or speed 85 tak jata hai,, us se upar mushkil se jata hai or upar kiya to aawaz kuchh aazib sa ghargharane jaisa aata hai.
Normally chalate wakt v left pair k niche tak tak karke jhatka jaisa mahsus hota hai,
Ab ese mai 10-12 sal purana bike jaisa mahsus kar raha hu,,
Samajh me nahi aa raha hai kya karu....
Service centre wale bolte hai, sab normal hai,,
8435972438 watsapp
Ek baar call pe baat karte hai apan
Bhai total kharcha kitna aaya tha
8435972438 whatsappp