Aap ye batayein ke ek shatar simple wala size 9 fit choda aur 11 fit lamba jismein ke 15×3 ke 4 spring daale, starting ke dono side spring mein 5 ,5 round sale aur beech ke dono me 4,4 round kiye, Par wo shatar full down karne par chodne par khud se 2,3 fit upar ja raha hai par beech mein 7 fit par chodne par neeche gir raha hai khud se , kahan kamu hai please bataein
Main Santosh Kumar Soni Ek sater mechanic hun aapko Sadar namaskar Mujhe aapse remote shutter width chain Lagane ke bare mein Janna hai agar aap Hamen Bata sake to video mein bhejen aapka Shubh Tak Santosh Kumar Soni
Vaise spring tight nahin hota hai hath se ghoom raha hai jyada loose ho gaya hai spring mein aur tight chahie ok main bhi chain kabhi setter bahut Kiya hai
Sab video me dekha,bus tumahara video mai meroko answer milgaya bahut bada shukriya🙏🫡
Achche tareeke se samjhaya apne
Bhai aap ne ache se samjaya
Thx
❤❤❤❤❤sahi hai ok ,
😅😮
Thank you bro apki wajah se mai aaj satar laga paya thank you so much
Mast dimag 👌☺️🥰
Gajab Ki talented bro
Jabardast idea super
Syed nayaz,,👌👍
Super bahut hi best trick hai ye
❤
Frice sir
Bhut hi badhiya
वीडियो बनाने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद
nice video achai is tarap shuter ko lageanga to phree hogha vaii sab
Super bhai
Good wark
Int wala idia to super hai bhai.ab kat koi nahi kya hai.
Super bro good
Veri nice
बहुत अच्छा है भैया जी
Very good Sir
Super G 👍
बहुत सुन्दर
Nice work bro
Super 🎉
Super idea
छोटू फैब्रिकेशन की तरफ से धन्यवाद
👍👍👍👌🙏🙏❤️❤️
Supar bro
Thanks
Suppar Bhai
satr banane ki puri video bano
Nice
Good
बहुत अच्छा मेरे दोस्त
Bahut acche se samjaye Bhai aap ne. ❤️
Very good job bro
Very helpful me
Nice video
Very nice
Bahat acha
Super work
Mast
Shaft me bearing nahi dale isse pipe jaldi cutting hota he
Sahi hai
Sar aap kahan se ho
Bahraich
नमस्ते मैं बिहार से हूं मेरे पास 1 सीटर आया है
मेरे पास एक सटर आया है जिसकी लंबाई 8 फीट है और चौड़ाई 17 फीट कितने स्प्रिंग कितने नंबर का डालो कितना टेंशन देना है कृपया मुझे बताएं
4 number 3spring dholke ke shath
Nic
Sutter ka weight kitna tha
Sir namaskar
Namaskar
Ek ek step acche se bataiye bhaiya
খুব ভালো 🔥♥️♥️
Super
Phiting charj. Kitana lagega bhai
2500
Bhai gear wali shuter ka braket side kitni duri par lagate hain
5inch
शटर ब्रैकेट साइड कितनी दूरी पर लगाते हैं
Normal shutter 10*10 ki h kya usme karwa sakte h gear wala system
kitna kharcha aayga
7000 extra kharcha
Sait flet k kese banaye satar gait
Hiii
Muze Sutter ka kam sikhna hai meri helf kar skte ho
Gair aur Kan plate ka gap Kitna inch rahata hai
👌✔️💯🌹🌹🌹🌹👍
Bhai rassi kitani badi badani hai
Spring kaise set karna hai sutter mein weight k ya height k upar
Kia new gear box mein bhi greasing karna hota h
Yes
सफ्तीन बनाने में बहुत मेहनत करते हो
Hs
Aap ye batayein ke ek shatar simple wala size 9 fit choda aur 11 fit lamba jismein ke 15×3 ke 4 spring daale, starting ke dono side spring mein 5 ,5 round sale aur beech ke dono me 4,4 round kiye,
Par wo shatar full down karne par chodne par khud se 2,3 fit upar ja raha hai par beech mein 7 fit par chodne par neeche gir raha hai khud se , kahan kamu hai please bataein
Kha se ho bhai
Pipe kitne kg ki use ki hai bhai sur size kitna hai pipe ka
40×40 18 kg
Tumhara workshop kidhar hai bhai
Bahraich
Bhai सेटर लगा हुआ है गियर के पिनियम निकल गया है कैसे सही होगा ज़रा आप
बताओ
Satar ke nap se pipe ko kitana bada karna chahiye
8 nich
or dosra koi tarika hai brother hai toh Thora bathaya
18x10 ka gear satar h bagal me jgah nhi h aksath parda dalna h koi jugad btaiye bhai mehnat km lge aur kam ho Jaye
Shutter rolling karke
@@Khanfabrication Koi video h Kya
Shutter ki poli k pipe 2 inch k hona chaiya..... Jinta bada pipe hoga itni hi tite chale gi poli
Ek video send
@@Khanfabrication ok bhai
@@Khanfabrication hum 30 feet ki dholki bna rhi h es video upload kro ga UA-cam pr... 40×6 ki angle m bna rhi dholki
Hum to dholki shop pr hi ready kr leta h.. Hume problem nhi hoti.. Girbox ki setting m
Or bhejiye
Bhai 12ft width 14 ft hight shutter me kitne spring aor konse gage Wale lagenge
18 inchi 5 spring
Normal jal se giyar jal me kitna inch ghatana chahiye
Or Bhai motar wali video banao
Paliz 🙏
Gear wali sweater ke bare mein jankari chahie bhai
Main Santosh Kumar Soni Ek sater mechanic hun aapko Sadar namaskar Mujhe aapse remote shutter width chain Lagane ke bare mein Janna hai agar aap Hamen Bata sake to video mein bhejen aapka Shubh Tak Santosh Kumar Soni
Kya
Nice 👍👍👍👍 వర్క్
Pipe me latak nhi aae uske liye kya kre
Heavy pipe daalo Apollo ka
Sifting pipe ka thickness kitna ho na chahiye
2 mm
10फिट मे कितना पिस लगेगा स्प्रिंग
,3
Vaise spring tight nahin hota hai hath se ghoom raha hai jyada loose ho gaya hai spring mein aur tight chahie ok main bhi chain kabhi setter bahut Kiya hai
Thank you so much
Bhai mene 3soring dala aur gear se full tight b kardia
Lekin jab shuter ko fit Kia woh uth hi naha raha he
Spring mein Kitna dam dala hai
Ase nhi ban hai bhi Bering laga te hai ta ki piep na kate 🤟🤙🙏🏻
sir 15 fiet hai 10 fiet haite hai kitena spring lagya
18 ka 3 laga do
4 bhi laga sakte ho
Bhaiya fitinge ka toh bataya hi nahi Or yeh sature kitane feet ka hai hight kitane hai or kitane feet me kitani pattiya lagti hai yeh bhi batao plz🙏
Jankari chahiye to reply karo adhe se jyada chutiya ki tarah bataya hai mai bhi wahi karta hu
@@khursheedalikhan3457 kya reply karu
Bhai ham to handle ghuma kar dam bhar dete hai
Ham log bhi
Gar shattar ka pipe kitna katu
Sutter Patti se 2Inch jayda
Roll dalne ka sabse easy way btaiye
Haw much Rs. Sq fit ?
Kg price 115pr kg
@@Khanfabrication wo to los hojaiga
May to Sq fit Me krtahu 1Sq fit ka 450 me thik hena
shatter teda rehne ke karan
Guide upar niche
without gear wala shutter ek taraf teda rehta hai upar Jane ke baad
niche ane ke baad pair se Dana kar lock lagna padta hai
level b kiya tha aur sahul b kar k lagte hai phir b teda hi rehta hai har shutter
😅😅😅😅
Shaftin free hai itni light patti nahi lagana shafting me
लेवल nahi hai
120
Aise thodi na karte hain bhai 🤣🤣
Rong
😂