Thanks bhayya.. Mera indica ke dashbord me koi lights nahi jal rahe hai, head light, horn kaam kar rahe hai.. Aur crank le rahi hai lekin start nahi ho raha hai.. Apne jo fuse box dikhaya,usme mere gadi me sirf 4 fuse hai.. 3, 60 amps ka aur ek 80 amps ka.. Jo fuse aap replace kiye the, wo nahi tha.. Baki sare fuses sahi hai.. Pls help me
Dost wire kahi cut gayi hogi..sensor pe 5V ata he ecm se..usko check karo aur ek Jo ki ground rehta hai aur ek output jata hai speedometer keliye (3 wire rehte he sensor ke)
Bhai humara gaadi start ho raha hai but 2km chalana ka baad self nahi leta hai plz bhai kya problem hai thanda jana ka baad start ho jata hai relay ya kis chiz ka dikka hai bro plz reply karna bro bahaut tension hai
Uska driver seat ke niche central locking ka unit he ..usme ek 4 digit code he..wo code ignition on off karke match karna padta hai ..wo match ho Jane ke baad car chalu ho jayegi..
Mere indigo me lock ka indicator all time blink karta rehta hai.......gadi chalu hoti hai....cr4 engine hai....kuch problem ho sakti hai kya badme???...plz reply
Tata indigo cr4 2013 model gadi over heat hokar meter light dekar band Ho Gai dobara start nahin Hui sare rok kar daliye boiler pump Dal Diya heater plug Dal diye timing BEL Dal Di gadi start nahin ho rahi hai iska Karan bataiye
@@PVElectroTech sir mere paas Tata Indigo dicor diesel engine 2009 model hai ,100000km chal chuki hai ,usme ek problem bar bar ho raha hai jo aap ne video me kaha uska fuse bar bar jata hai starting problem ho raha hai ,kya karu ECM change karu ya pura wearing
Indigo ecs me dheshboerd ke niche diod fuse Ka kya Kam he
आप ने बडीया माहिती दिली धन्यवाद
Thank you bhau
Thanks bhayya.. Mera indica ke dashbord me koi lights nahi jal rahe hai, head light, horn kaam kar rahe hai.. Aur crank le rahi hai lekin start nahi ho raha hai.. Apne jo fuse box dikhaya,usme mere gadi me sirf 4 fuse hai.. 3, 60 amps ka aur ek 80 amps ka.. Jo fuse aap replace kiye the, wo nahi tha.. Baki sare fuses sahi hai.. Pls help me
Bhaya aj ke date pe Indigo ecs cr4 2nd hand leni chahiya ya nehi pls suggest
Le sakte he..gadi acchi he injector ka problem Jada aata he..engine acche se check karke lena
@@PVElectroTech thank you bhaiya
Bhai mere pass tata indica ev2 2013 modal he. Bs 4 engine me. Us ke liye kon sa obd tool khari du.
Carpm personal le sakte he
Good morning and thank 😊
Thanks
Nice subscribe kar diya apko
Thanks
Bhai ,,, fuse black color kai se replace karte hai,,, 3 yellow fuse and middle one black fuse ,,,, please bataye ,,
Nice vedio
Thanks
Bhai rr htd fuse kisliye hota h
Aakhir ye rr htd hai kya?
This fuse used for Heating system in side mirror
Good job
Thanks 🙏
Bro mere pass indica vista petrol he speed meters not workings or sansore ok he
Bhai bteo
Dost wire kahi cut gayi hogi..sensor pe 5V ata he ecm se..usko check karo aur ek Jo ki ground rehta hai aur ek output jata hai speedometer keliye (3 wire rehte he sensor ke)
Sir aap log apna number add kyo nhi karte hai agr koi problem ke bare me puchna hai to kaise krenge
Super bhai
Sir isme coding karna padta Kya ECM change karne par
Nahi Bhai iska immonolizer programming ecm me nahi hota..central locking unit me hota hai...okkk
Good
Bhai Indica cr4 ka dash board khol ke fit Kara gadi start nai hori dash board me lights pure aare magar self nai ghumra
Starter protection unit green color ka nikal ke firse lagao loose ho gya hoga..clutch ka switch check karo kahi shocket nikal to nahi gaya..
Bhai humara gaadi start ho raha hai but 2km chalana ka baad self nahi leta hai plz bhai kya problem hai thanda jana ka baad start ho jata hai relay ya kis chiz ka dikka hai bro plz reply karna bro bahaut tension hai
Self khol lo armiture ka problem he car heat ho Jane ke baad load nahi le raha..aur solonied switch bhi check kar lo
@@PVElectroTech sir kitna kharch aayega tata indica hai sir no hai
Apporx Rs.1100
Cr4 mein injector ka problem kitne kms chalne ke bad aata hai?
Knocking ka problem aata he jada 30 k ke bad
How to remove the whole fuse box if is broken and replace with the new one
Single fuse box apply
Indigo ecs me engine check light ,heater light,d.filter light blinking hoti hai jab ignision on karte hai pls solution nikalo dost
Ecm dusra dalke dekho
naya fuze dal du kya sir
Relay ka problem hoga uska..change karo relay ecm ka
Sir meri tdi engine hai, or isme ecm ka left wale plug me ek pin tut gya hai, iska kya krna hai bataiye
bhai ECM kholke jaha ki pin tuti he waha se ek wire solder karo aur bahar nikal lo aur Jo pin tuti he uski wire dekho usko join kar do..ho jayega
Bhai aapaka kya model he..
Mere ka bi tut he aur vaham koyi fuse nahi he
Seat belt warning light nhi show ho rahi hai mere tata indigo cr4 me please suggest me
Seat belt ka connector aatak jata he usko 2 3 baar press karke dekho light aa jayega
Sir dashboard pe lock blink kar raha hai or gadi chalu nai ho rahi ...car indigo ecs?
Uska driver seat ke niche central locking ka unit he ..usme ek 4 digit code he..wo code ignition on off karke match karna padta hai ..wo match ho Jane ke baad car chalu ho jayegi..
@@PVElectroTech Thank you me check krke apko batata hu?
Fuse bhi thik ha ecm ka phir bhi stard nhi hori. Meter mein sari light aa rhi ha bto
nice content
Thanks bhai
Mere indigo me lock ka indicator all time blink karta rehta hai.......gadi chalu hoti hai....cr4 engine hai....kuch problem ho sakti hai kya badme???...plz reply
Model kabka he
Sept 2012 ka
Usko manually reset marke dekho bhai.. battery ka positive terminal kholke negative ko short Karo..aur firse laga do..aur check Karo..ho jayega..
Nhi hua to aage ka process Bata ta hu fir apko
Meri car me bhi yahi issue hai... lock and check engine light all time show hoti hai
Tata indigo cr4 2013 model gadi over heat hokar meter light dekar band Ho Gai dobara start nahin Hui sare rok kar daliye boiler pump Dal Diya heater plug Dal diye timing BEL Dal Di gadi start nahin ho rahi hai iska Karan bataiye
Bhai head ko fase maro halka sa aur head gasket new dalo chalu ho jayegi
Meter light nahi aati hai gadi on karne ke bad bhi nahi aa rahi hai kya problem hai
Thanks 👍
💓💓
Bhai meri indica dls me ae light nhi arhi gadi chalu ho jati he lekin pickup nhi ho rhi
kar diya bhi
SUPERB
Thanks for comment 💓
Can anybody please translate it what fuse that we need to change? Because i dont understand the language
It's hindi, he meant to check the ECM fuse green color (first fuse from right) in the engine bay.
Sir..same problem all fuse ok
But no starting
Help me comments sir
Check the relay of ECM or check ECM diode fuse 5A
All indication are OKButt Sam Starting Problem What to do sir
Check diesel line..high pressure pump
Bhai meri tata indigo gls hai idle valve cirrent mising gadi ban ho jati hai
Check karna padega usko
Sir meri car me vo wala fuse nahi hai aur toh aur ABS aur kuch lights nahi aa rahe hai solution please
Chalu ho rhi Kya car..
Nice
Tnx for comment...
Good bro
Thanks bhai.. auto repair 74
Bhai meri car me speed meter, oil meter and rpm meter and km bhi nhi sho ho rhe ...
Car konsi he
Bhai same fault he mere indigo me scan bhi nahi no raha he gadi..fuse check karwata hu ..
Okk
Meri indgo cs hai ghadi start.kro turant band kr do fir bhi regiveter fain chalta 1 2minut sr
Temp sensor change karke dekho
Dekha hu sr
ECU problem ho skta hai
Blover fain chal raha hai hit nhi kr raha hai
@@mrindian4611 coolant heat hoga tabhi heat karega
Sir my car cr4
A/c on rpm hi low hi low
Clauc prasing to rpm is ok
Problem?
Contact number?
Cr4tata intica
Solve kiya??
Bhai meter me lock ka nishan aa gya h to kya kru
Gadi start ho rhi h
Jaldi batao bhai
Konsi gadi he bhai
Bhi meri car running gadi chalu nahi hora avajbi nahi ara
Konsa car he
ECM kitne main milta hai please
Nine thousand..
@@PVElectroTech sir mere paas Tata Indigo dicor diesel engine 2009 model hai ,100000km chal chuki hai ,usme ek problem bar bar ho raha hai jo aap ne video me kaha uska fuse bar bar jata hai starting problem ho raha hai ,kya karu ECM change karu ya pura wearing
Kitne time me fuse jata hai.. wiring check Karo uska pahile..kisi mechanic ko dikhaya??
get back plez
Gadi jyada hit ho rahi hai to kya kare indigo cr 4
Radiator fan chal raha he Kya nhi check karo
same problem sumo gold cr4 me mere sath ho raha h
Uska ecm ka relay change Karo ho jayega
Bhai meri bhi Tata Indica hai on Nahin ho rahi
Kya problem hai
Uske andar number 2 Dinon jisse aap se Sampark Karke
Hello bro
Bhau tu Marathi aahis n
Ho
@@PVElectroTech kuthcha aahis bhau tu
RPM low problem
Mera pass indigo ls car hi
kar diya ap kar do
Done
Bhai contact no plz same problem on highway
Jo fuse video me bola hu wo check Karo aur battery ke side ko ek relay he ecm ka wo check karo ho jayega
Dosto
Starting late problem
Cr4 he ya tdi...
Cr4
Bhai same problem he lekin
Baar baar use udara hai
Kahi pe body ground mil rahi he..fuse ki wiring check karo..nahi to ecm me problem he
Phir Star nahi ho rahahe bhai
Kya
sir give me a no i have some problems
meri Tata indigo ecs diesel cr4 doctor engine starting me jyda crank Karnak baad chalu ho rahi hai.
battery new hai
Deisel pressure check Karo sabse pahile
CANTACT number
Abee gaddi mein fule nahi hai.
Kata band hai bhai uska ..fuel hai car me
Reply now