Sir ji is inverter se Sab kuch Chal Jayega Achhi Baat hai 👌👌par output mein perfect 50 h frequency or perfect AC 230 V ke Liye circuit diagram Hota Achha hota Please 🙏🙏
50 hz frequency ke liye bhut jyada circuit me component lag jayenge isliye voltage ko fluctuations ko rokne ke liye output me 2 mfd ka capicitor laga do bhai
Jitna jyada amp ka battery hoga utna backup milega or kitna ap load chala rahe ho us pe dipend krega baki iska life bhut long h bas copper transformer use kro
Sir muje eise hi vdo ki jarurat thi jo sir mere pass 24 volt 40 amr lithium battery pack he, muje 2-3 fan aur 4 led bulbs jalana he aur bettrey v charge hona he automatic inverter system ho.apne vdo pe circuit keise banaye woh v batao please
Hello sir,, mai 12v , 12AH ki battery se ek blackt electrotech BT31W motion sensor chalane ke liye 12v dc to 220v ac converter liya hu but is converter se sirf led bulb, tv hi chl pa rha mera jo sensor hai vo to kam hi ni kar raha hai to 12v ki battery se sensor ko kese chalauu
Sensor kitne watt tak work krta h phle ye dekh lo fir ek converter le lo ye jo converter h vo smps wale device pe work krta h video me mane jo phle wala inverter dikhaya h vhi work krega sensor ke liye 12v ki battery pe
Chal jayega lekin 15 min baad off ho jayega ups ki circuit hi aisa hota h auto cut or 60ah ki battery ko ups 15 ghante se jyada lag jayega charger krne isse achha ek inverter banao or us battery ko use kro
Bhai jab me 12 volt ka amplifier lagta. Hu ya koi bhi 12 volt ka laga rha hu to over load aa Raha h on of hota h bar bar please ky kru boliye kal hi liya hu
12v output me nhi de rha h bhai ye 220v ac out kr rha h jab bhi tum 12v pe chalne wala amplifier lagao ge ye short circuit ho ke overload dikha rha h direct battery se chalao Amplifier converter se nhi
@@vishaldevganLove or LED bulb bhi nhi jal rha h bhaiya 9 waat ka 12 waat ka fan jo 300 aata h wo bhi ni jal rha h isse ky acha se chalta h me isme ky use kru kuch smj ni aa rha h bhaiyaa kuch ni chal rha h kuch bhi connect krte h to over load batane lagta h Jo ki 9 waat ka bulb or 12 waat ka speaker tK ni baj Raha h mujhe lagta h koi fayda nhi h ise lake 😓
Uske andar falt h usko return kr do dusra manga lo jo mere pass h usse sab chalta h ek video upload kiya h inverter ka vo bna lo sab chalega bhut hi kam cost me ban jayega
Video me Jo bhi electronic products h vo sabhi apke loacal market me mil jayenge jaha tak set banane ki baat h ap video ke madhyam se apne Ghar pe bana sakte hai
Sir ye ac on kar sakta hai??
Nhi
😂😂
Ha chal sakta hai bhai your are electrical engineer bro 🤣🤣🤣🤣
36 volt 16ah ka battery use kar sakte hai
Sir ji is inverter se Sab kuch Chal Jayega Achhi Baat hai 👌👌par output mein perfect 50 h frequency or perfect AC 230 V ke Liye circuit diagram Hota Achha hota Please 🙏🙏
50 hz frequency ke liye bhut jyada circuit me component lag jayenge isliye voltage ko fluctuations ko rokne ke liye output me 2 mfd ka capicitor laga do bhai
@@vishaldevganLoveThanks Sir 🙏 ( Sir Fan siling Fan me Lagate 2 mmfd Vala Naa ?
सर यह कितने घंटे लगातार वर्क कर सकता है
Long life h iska 2 sal se jyada ho gya use krte huye
Jitna jyada amp ka battery hoga utna backup milega or kitna ap load chala rahe ho us pe dipend krega baki iska life bhut long h bas copper transformer use kro
Thank you bhi
Your welcome bhai 👍
Sir muje eise hi vdo ki jarurat thi jo sir mere pass 24 volt 40 amr lithium battery pack he, muje 2-3 fan aur 4 led bulbs jalana he aur bettrey v charge hona he automatic inverter system ho.apne vdo pe circuit keise banaye woh v batao please
Next video automatic inverter circuit leke aa raha hu sir ap ghar pe bna skte ho us video ko dekh kar ap sab ka support chahiye bas
Sir please jaldi vdo banaye please garmi me haal kharab ho rahi he please fast
Hello sir,, mai 12v , 12AH ki battery se ek blackt electrotech BT31W motion sensor chalane ke liye 12v dc to 220v ac converter liya hu but is converter se sirf led bulb, tv hi chl pa rha mera jo sensor hai vo to kam hi ni kar raha hai to 12v ki battery se sensor ko kese chalauu
Sensor kitne watt tak work krta h phle ye dekh lo fir ek converter le lo ye jo converter h vo smps wale device pe work krta h video me mane jo phle wala inverter dikhaya h vhi work krega sensor ke liye 12v ki battery pe
Transformer kitne Amp hai
Bldc fan chaleyga kya siling fan?
12 v ki two bike ki battery ko ye wala inverter me parallel me jod sakte hai bahi
Jod skte ho
Pc printer chal jayega
Printer nhi chalega
Thank u❤
Can I run directly on solar panel?
Yes
Conveter sa voltes up dwen hota hay kaya
Nhi
Is se DC celling fan chal sakta hai kya or chal sakta hai to kitni der chalega battery Jo aap ne le rakhi hai usse
Nhi chalega bhai is se bldc fan chal jayega
Ye sab saman kaha pr milega
Bhai ups me 60ah ka battery chal jayega kya
Chal jayega lekin 15 min baad off ho jayega ups ki circuit hi aisa hota h auto cut or 60ah ki battery ko ups 15 ghante se jyada lag jayega charger krne isse achha ek inverter banao or us battery ko use kro
Bhai 100W kit che sirf 100w hi chalta he ke jyada load bhi chal sakta he
Bhai iss inverter se 67w charger laga kar phone charge kar skte hai
Ha laga skte ho
Kya mai 25 volt battery use karsakta ho koie batao plz
Kr skte ho lekin ampere uska jayda hona chahiye
Sir merlai pass 45Ah battery hai kya mai use karsakta ho mai nai galti sai 25 volt lekh dya
Please reply
Ha laga skte ho koi problem nhi hai
Sir 12v battery kaise change kare
Uska charger will get 12V 2AMP Tech Suprime Ka Amazon Ma
8watt led strip chalega kya
Aram se chalega
Bhai jab me 12 volt ka amplifier lagta. Hu ya koi bhi 12 volt ka laga rha hu to over load aa Raha h on of hota h bar bar please ky kru boliye kal hi liya hu
12v output me nhi de rha h bhai ye 220v ac out kr rha h jab bhi tum 12v pe chalne wala amplifier lagao ge ye short circuit ho ke overload dikha rha h direct battery se chalao Amplifier converter se nhi
@@vishaldevganLove or LED bulb bhi nhi jal rha h bhaiya 9 waat ka 12 waat ka fan jo 300 aata h wo bhi ni jal rha h isse ky acha se chalta h me isme ky use kru kuch smj ni aa rha h bhaiyaa kuch ni chal rha h kuch bhi connect krte h to over load batane lagta h Jo ki 9 waat ka bulb or 12 waat ka speaker tK ni baj Raha h mujhe lagta h koi fayda nhi h ise lake 😓
Uske andar falt h usko return kr do dusra manga lo jo mere pass h usse sab chalta h ek video upload kiya h inverter ka vo bna lo sab chalega bhut hi kam cost me ban jayega
@@vishaldevganLove ok thanks bhaiya
Bhai pickup truck ki battery se chala sakte hai kya
Ha chalega Bhai
Ushi se chala Raha hu abhi bhai btw thanks Bhai
Sir mujhe padne ke liye bnnna hai sir eska price kya pad jayega ye Kit kha milegi
Flipkart pe mil jayega search kro
@@vishaldevganLove sir mujhe bananna nhi aata hai
Aapko direct message kaise kare
kitne watt ka hai
200 w
@@vishaldevganLove kaise banaye
❤ alhamdulillah
एसे सेट बनाकर भेज सकते है क्याबना कर भेजने मे कुल कितने रुपये खर्च भुगतान करना होगा
Video me Jo bhi electronic products h vo sabhi apke loacal market me mil jayenge jaha tak set banane ki baat h ap video ke madhyam se apne Ghar pe bana sakte hai
Micro tech converter ka switch band ho fir b USB port me out put milta he kyu ?
Nhi milta output
Bhai ups transfer se inverter kese banaye video kaha par hai
Bhai video mere channel pe h playlist me
Bhai transformor kaha milega
Electronic shop ya online le lo
Sir isko kaise banana hai vo video nai mil rha hai kya aap us video ka link de sakte hai
Video channel pe h
ua-cam.com/video/RQ92cEk9KQc/v-deo.html
Thank you
Yah circuit aap kitne rupaye mein de Doge
Bhai m bechta nhi hu
Plz circuit full video 😢😢😢
Full circuit video already uploaded check out playlist
Bhaiya aap Jo banae humko chahie
Thik hai bhai le lo koi dikkat nhi
Mujhe लेना है
रेट बताना
Transformer ka naam kya hai
Ups transformer
Kitne me doge
😮😮😮😢😢
Ek inverter mujhe bhi Banakar do Kitna Paisa Laga Kar Main de dunga
Bna dunga Bhai
Kitna rupya lagega @@vishaldevganLove
Bhaiya ko kaise banate hain Ek Bar aur banaa kar dikhao pura ful details mein
Video upload ho gya h bas public krna h new inverter ka ok
Bhai picha fan ka or ak wire dekhai da raha ha fake video
Bhai iska diagram bhejo n
Bhai diagram next video me de dunga
Bakwas hai
Hi
Solar se Kaise chalae
Bhai solar charge controller laga ke direct chalega