touta neza ae Kalam sabro shujat ke masail likh de main Teri fikra ka har waqt hu Kayal likh de main bhikhari hun Tera main Tera saell likh de yani tute hue neze ke fazail likh de Jung vo likh Jo kisi Daur mein bhi ki Na gai woh shujaat ke Jo maktal mein bhi dekhi Na gai Safai fikra mein hai Haider karrar ka war warak e zikr me hai Jafar e taiyar ka war yani maloom hai Hamza se Jigar dar ka war Jo Suja sabse bada tha usi jarrar ka war mujhko Batla de Jara Shahar ke alamdar ka war hasraton yaad se makhtal mein bahattar ka tawaf qasimo auno Mohammad Ali akhbar ka tawaf kabhi zainab kabhi Abid kabhi Asgar ka tawafh raat bhar Karta Raha khema e sarwar ka tawafh subah aaie hai to mhefuzh imamat dekhi bus humne tute hue neze mein kayamat dekhi sari talwaron per hoti hai kayadat iski yah Jahan hota hai hoti hai hukumat iski Sabra bhi gezo gazabh bhi hai aalamat iski ek hi beat me samjhaou qaramat. iski majiza neza e abbas ka sarmaya hai iski tazim ko Musa ka aasa aaya hai dil e haider ki bhi karta tha tilawat neza padhraha tha yade abbas ki aayat neza surah e Sabr ki Karta tha tilawat Nazar ek kayamat tha Qayamat tha kayamat Neza jisne toda tha usi shehre jari se poochho iski raftar Husain ibne Ali se poochho khema e aehle haram tha masiha Neza subah ashur tha Zainab ka Bharosa neza kya bataun main tumhen kya hai jari ka Neza hoga Rajat mein yah maloom hai kya Neza nahar per iska Kahan ja Ho Hashm dekha hai tumne neza nahin dekha hai Alam dekha hai humne har safea rajaat me yahi dekha hai sath me neze ke touta huwa mashqiza hai. fir se Abbas ka Ek taq suwe dariya hai neher pe aake ye Ghazi se koi kheta hai hasrat e hamla e abbas ko taqat denge aaj shabbir hi neze ko ijazat denge gebh se aaigi phir neher koi pe koi awaz aaj ek sher hawao me karega parwazh istarha hoga Qayamat ke safar ka aaghz aake Shabir hi batlayenge neze ka yeh Raaz Rukh hawaon ka labe Neher se Mouda kyon tha maine khud nezae Abbas Ko toda kyon tha gaibh se aaenge Sahil pe rahenge maula Jung Zahara ke bhi katil se karenge maula nehar ki samth kuchh is tarah badhenge maula Al Kama per yahi gazi se kahenge maula Fatima zehra ka Armaan nikaalo Abbas tashnagi Aaj to neze ki bujha do Abbas us taraf gazjbh zameeno mein gade Hain katil daen aur baen mere jadh ke pade Hain katil meri Jeddah ke yahi sabse bade Hain katil vo Madine ki fasilon pe Khade Hain katil Dard Amma ka kuchh is tarah mitana abbas pasliyon mein bhi koi nezaa chhubhana abbas zulm sare hi inhe yad dilana Abbas inki chhat inki zameenon se Milana Abbas Yun duaon ka asar Aaj dikhana abbas inko kabron ke sakifa se uthana abbas who Saza katil e Mohsin ko sunai jaaye ghar mein zhara ke bhi abh Eid manaei jayegi inke rukhsaron pe ho aisa Tamacha abbas zakhm par zakhm Lage aur tarotaza Abbas inke kano ki Loh par bhi ho hamla Abbas fir se makhtal mein bahe khoon ka dariya abbas is tarah namo Nishan Inka mitaya jaaye Ghar jalaya hai to inko bhi jalaya jaaye parda e hushn e shujat ko uthao abbas lash kare sham ko mitti me milao abbas kabhi qasim kabhi akhbar ko sada do Abbas Hamla e hazrat e shabbir dikhao do Abbas zulm hojaie tere zulm se bebas abbas abh ke maqtal me sada aai ke bas abbas bas abbas
Ye sher ghalat hai isme mazallah janab e ali akbar ki tauheen hai janabe ali akbar ne wada Kiya aur nibhaya nahi Aur dusri baat janabe ali akbar ne Milne ka wada nahi Kiya tha madeena se karbala le Jane ka wada Kiya tha Magar jalalpur jaise qasbe ke log bade bhole hain jo itna waah waah kar rahe hain
Are bhai shayar sahab ne ek nafsiyati baat ki hai aur in sab baton se kon si shariyat badal gayi jo Sher ghalat ho gaya aise to anees o dabeer ne na jane kitne sher CHUDI KANGNA BARAT MEHNDI waghaira ka istemal kiya ye sab hua kya magar ye sab nafsiyati sher hote hain
*चैनल को ज़रूर सब्सक्राइब करे*
*_#LIKE_**_ _**_#SHARE_**_ _**_#COMMENT_*
*_Subscribe To _**_#AzadariChitora_**_ For More Videos_*
Plz Name Theek Kariye
SHAMS
❤❤❤ماشاء اللہ زندہ باد زندہ باد ❤❤❤
सर्फ नाम काफी है मौला सलामत रखे हर परेशानियों से दूर रखे
سلام بھائی ❤
Beshak nice real world 🌎 true amin
Mashallah Bhai mola slamt rakhey
Mashallah bhai
MasSala
Mashaallah qibla maula salamat rakkhe aap ko
Jaan hai bhai
Beshak nice real true amin
Mashallah buhut umda
Zindabad Zindabad qibla maula salamat rakkhe aap ko
MashaAllah, Shams Bhai... Bohat Khoob, Kiya Kehne, Zindabaad, Maula Aapko Hamesha Salamat Rakhin Ameen Elahi Ameen
Masaallah maola salamat rke
Masha allah mola slamat rakhe bhai aapko
Kamal
Jiyooo mola salamt rakhy
Kargil ❤️se pyaar bharra salm
Mashallah❤❤❤❤❤❤❤❤
Mashalallah
Mashallah mulana
Masha allah
Subhan allah
Ya Abbas alamdar
Mashallah Shams Bhai
ارے واہ کیا کیا شعر پڑھا برادر ماشاءاللہ
Zindabad Zindabad Bhai
Zindabad zindabad janab maula salamat rakhe
Bahut khoob 👌
Mashallah 💖❤️
Subhan allh🥰🥰🥰
Salamat rhe ❤️
Bhai Maine pura Kalam ilha hai shamsh tabrezh ka pilse open👇
ماشاءاللہ بہت خوب
Zindabad bhai zindabad shams bhai salamat rahe ap ❤️
Mashaallah...
Mashallah umda
Wahh wahh bahut umda
Mashallah mola salamat rakhe
Masha allah maula salamat rakhe
Masahallah maula Salamat rakhe qibla aap ko ❤❤❤❤❤
Wah Mashallah 🙌
Mashaallah salamat raho ❤ 💖
Ya sajjad zinda bad
Mashaallah❤
Masahallah Mola salamat rakhe azadaro ko ♥️ love
I love you too 💓
Mashallah bahut khoob
Mashallah maula salamat rakhe janaab🙌🙌
kya kimti sher h
Masahallah subhanallah maula Salamat rakhe azadaron aap ne haq ada Kar diya❤❤❤❤❤❤
wah wah
Mashallah waah waah
Mashallah
Zindabaad...... ❤
Mashaallah zindabad ❤❤❤
YEs
Masha Allah ❤❤❤❤❤❤
Mashallah ❤️
Qayamat
Mashaalla ❤️🙌
بہوت خوب مولا سلامت رکھے 🤲❣️
Or hmm dua kare he ke ap ka channal success ho or Allah ap ko salamat rakhe 🤲❣️
A م e ی n❣️
touta neza
ae Kalam sabro shujat ke masail likh de
main Teri fikra ka har waqt hu Kayal likh de main bhikhari hun Tera main Tera saell likh de yani tute hue neze ke fazail likh de
Jung vo likh Jo kisi Daur mein bhi ki Na gai woh shujaat ke Jo maktal mein bhi dekhi Na gai Safai fikra mein hai Haider karrar ka war warak e zikr me hai Jafar e taiyar ka war yani maloom hai Hamza se Jigar dar ka war Jo Suja sabse bada tha usi jarrar ka war mujhko Batla de Jara Shahar ke alamdar ka war
hasraton yaad se makhtal mein bahattar ka tawaf qasimo auno Mohammad Ali akhbar ka tawaf kabhi zainab kabhi Abid kabhi Asgar ka tawafh raat bhar Karta Raha khema e sarwar ka tawafh subah aaie hai to mhefuzh imamat dekhi bus humne tute hue neze mein kayamat
dekhi
sari talwaron per hoti hai kayadat iski
yah Jahan hota hai hoti hai hukumat iski
Sabra bhi gezo gazabh bhi hai aalamat iski ek hi beat me samjhaou qaramat. iski majiza neza e abbas ka sarmaya hai
iski tazim ko Musa ka aasa aaya hai
dil e haider ki bhi karta tha tilawat neza
padhraha tha yade abbas ki aayat neza
surah e Sabr ki Karta tha tilawat Nazar ek kayamat tha Qayamat tha kayamat Neza jisne toda tha usi shehre jari se poochho iski raftar Husain ibne Ali se poochho
khema e aehle haram tha masiha Neza
subah ashur tha Zainab ka Bharosa neza kya bataun main tumhen kya hai jari ka Neza hoga Rajat mein yah maloom hai kya Neza nahar per iska Kahan ja Ho Hashm dekha hai tumne neza nahin dekha hai Alam dekha hai
humne har safea rajaat me yahi dekha hai sath me neze ke touta huwa mashqiza hai.
fir se Abbas ka Ek taq suwe dariya hai
neher pe aake ye Ghazi se koi kheta hai
hasrat e hamla e abbas ko taqat denge
aaj shabbir hi neze ko ijazat denge
gebh se aaigi phir neher koi pe koi awaz
aaj ek sher hawao me karega parwazh
istarha hoga Qayamat ke safar ka aaghz
aake Shabir hi batlayenge neze ka yeh Raaz Rukh hawaon ka labe Neher se Mouda kyon tha maine khud nezae Abbas Ko toda kyon tha
gaibh se aaenge Sahil pe rahenge maula Jung Zahara ke bhi katil se karenge maula nehar ki samth kuchh is tarah badhenge maula Al Kama per yahi gazi se kahenge maula Fatima zehra ka Armaan nikaalo Abbas tashnagi Aaj to neze ki bujha do Abbas
us taraf gazjbh zameeno mein gade Hain katil daen aur baen mere jadh ke pade Hain katil meri Jeddah ke yahi sabse bade Hain katil vo Madine ki fasilon pe Khade Hain katil Dard Amma ka kuchh is tarah mitana abbas pasliyon mein bhi koi nezaa chhubhana abbas
zulm sare hi inhe yad dilana Abbas inki chhat inki zameenon se Milana Abbas Yun duaon ka asar Aaj dikhana abbas inko kabron ke sakifa se uthana abbas who Saza katil e Mohsin ko sunai jaaye ghar mein zhara ke bhi abh Eid manaei jayegi
inke rukhsaron pe ho aisa Tamacha abbas zakhm par zakhm Lage aur tarotaza Abbas inke kano ki Loh par bhi ho hamla Abbas fir se makhtal mein bahe khoon ka dariya abbas is tarah namo Nishan Inka mitaya jaaye Ghar jalaya hai to inko bhi jalaya jaaye
parda e hushn e shujat ko uthao abbas
lash kare sham ko mitti me milao abbas
kabhi qasim kabhi akhbar ko sada do Abbas Hamla e hazrat e shabbir dikhao do Abbas zulm hojaie tere zulm se bebas abbas abh ke maqtal me sada aai ke bas abbas bas abbas
Ghr jalaya h...💔🥺
toh inko bhi jalaya jaye🙌
Ye sher ghalat hai isme mazallah janab e ali akbar ki tauheen hai janabe ali akbar ne wada Kiya aur nibhaya nahi
Aur dusri baat janabe ali akbar ne Milne ka wada nahi Kiya tha madeena se karbala le Jane ka wada Kiya tha
Magar jalalpur jaise qasbe ke log bade bhole hain jo itna waah waah kar rahe hain
Are bhai shayar sahab ne ek nafsiyati baat ki hai aur in sab baton se kon si shariyat badal gayi jo Sher ghalat ho gaya aise to anees o dabeer ne na jane kitne sher CHUDI KANGNA BARAT MEHNDI waghaira ka istemal kiya ye sab hua kya magar ye sab nafsiyati sher hote hain
Jab shayeri se waqif na hon sarkar to kisi ko ghalat na kahen .....🙏🙏🙏🙏 Shayerii.ka matlab samjhen pahle aur baat ka matlab ....
Lanat bar dushman e Zahra
Mashallah❤❤
Mashallah Mashallah Allah Sallamt rakhe ameen
Mashaallah ❤❤
Mashallah
Mashaallah
Masha allah
Masahallah ❤❤❤❤
Mashaallah ❤
Mashaallah
Mashallah
Mashallah 🎉🎉🎉❤
Mashaalla
Mashallah
Mashallah
Mashallah
Mashallah