maine apni gadi me dalwaya tha 2019 me...uske baad ek ladakh ride kiya....5 saal tak koi puncture nahi tha....5 saal baad tyre me air ja nahi raha tha....toh baadme tube change kar di. ....5 saal tak without any problem chala
bhai kuchh log bol rahe hain ki high speed(above 80-90) pe tyre grip ka issue hota h. Can you please confirm this? I am planning to take this for my Himalayan too. Thanks
Bhai bekaar hai yeh saare sealant doesn't work properly...or uper se agr puncture hua to sir drd alag hai liquid poore tyre me spill ho jata or tube pe puncture bhi ni lgta

Great.... thanks for sharing your experience 👍
Tubeless conversation kyu nahi karwaya
not available near about.. .
👍 badiya paji
Thank you bhai 😊❤
❤️❤️❤️❤️❤️
😊❤
bhai kuchh log bol rahe hain ki high speed(above 80-90) pe tyre grip ka issue hota h. Can you please confirm this? I am planning to take this for my Himalayan too. Thanks
I'll test it 👍
maine chalayi hai...500cc classic chrom. mujhe koi problem nahi aaya
@@milindparab7148 Ok 👍
Is it really work?? Come on try step on the nail ??
Bhai bekaar hai yeh saare sealant doesn't work properly...or uper se agr puncture hua to sir drd alag hai liquid poore tyre me spill ho jata or tube pe puncture bhi ni lgta
Ok bhai, ab toh dalwa liya hai or dekhte hai kesa rehta hai 👍