Ji mam jarur soil use kar sakti ha .....agr cocopeat ni ha to aap river sand le len.....aur filter kar usme compost mila le equal ratio me .....aur is ratio me aap seeds laga sakti ha .....seeds lagane ke bad aap usko playbag se cover de bas ....seeds 5 days me nikal ayenge .
Local phool ke seed lagaye 5 din ho gaye haiy koi result nahi,,koi sprout nahi nikla ,,ap bataye sukhey merygold ke seed ko agar hum lagaye to kitne dino mai Germenate hota haiy
Hi Maney first time kitchen compost s khad bnani shuru ki h.almost 1 month ho chuka h.abhi 1 2 din phley maney usmey makhen niklney k bad jo lassi bchti h vo dal di jissey usmey smell si aarhi h.plse tell me kya isse meri compost khrab ho jayegi kya? Ya kuch time bad smell apney aap chli jayegi? Ya mujhey compost fekni pregi?please ans.
Mam aap usme ab kuch na karen.....usko compost ban ne time lagega smell isliye aa rahi ha kyu ki apne jo material dala tha vo decomposed hona suru ho chuka ha .....ab aap usko tabi nikal jab material bilkul black ho jaye ......uske bad aap usko dhoop me dry kar len aur tab use karen ......apka compost bekar ni jayega .ok mam.
Plz same type video with update for veggies fruits n other flowering plants with updates n info of fertilizer n pesticides organic n with their timings
Good afternoon sir Sir cocopet ki gah dhan ki bhushe (Ric husk. ).ka use kar sakte hai aur cow dung composed ki gah vari composed.use kar sakte hai &. June me growing kar sakte hai. Sir please reply early as possible thanking you.I avaiting your reply Thanks again. Sir N K Gupta delhi 51
Mam aap ak kam karen .....river sand le lenn kisi bhi construction shop se aap usme barabar khad mix kar ke ....usko use karen ....apke seeds germinate ho jayenge .
Mam cocopeat coconuts ke chilkay ko dry karke usko cuttur se bhot Barik kar ke peesa jata ha. . ..is se accha ha aap cocopeat bana hua market se .....apni jarurat ke hisaab se Len len....aur usko use karen
बहुत सुंदर वीडियो
Thank you🙏
September month happy birthday wishes to my son cute little champ
बहुत बढ़िया तरीके से समझाया अपने
Nice information sharing
Bahut badhiya jaankari
sir kya hum flowers shop se genda leker sukhaker uske seeds bhi laga skte ha kya?
Seed kharid kar lga lijiye unse flower badhiya hogi
Nice video 🌹👍
thank you so much for your valuable information
Good sir g thank you so much ❤️😘
Nice explanation
Thank you
Gazzab bhai
Bilkul.bakwas. 5 din mea to beej bhi nahi photteta han. .my self experience bazar se bhi beej liye to bhi itne jadi nahi atte yeh sb zhoot ha
Very good
Nice vedio
Hm jyada long poudhe nhi like karte chote size good looking hote han kis mousm.main lgayen pneeri in foolon kee .please btayen .dhayavad .
August se lga sakte ho
Very nice👍👍👍
Very practical tips.
R dxhggh
Nice video Sir
Very useful video 👍 👍 Thanks a lot g ☺ ☺
Welcome ji Awesome Garden femily se jude rahe or gardening sikhte rahe
Very nice video sar
Thank you
Great job sir🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
सर जी जो आप गेंदें में दवाइयां बताएं हैं हिंदी में बता दीजिए 🙏 कौन कौन सी डालनी चाहिए
Very good video
Agar hum usi pot me plants Ko rehne de..to kya flowers nei ayenge ??
Aayenge but kam
@@AwesomeGarden why ?
Becz beej ugte time apne ander ka ek harmon chod deta h niche jis se growth kam hoti so @@Saanch
Bahut achhe bhaai ji par ju pehle 3 din hum kahan rakhein dhup ya chhao🤔
Shade m rakho fir full sunlight m waise abhi dec. Main thand hai toh aap full sun m bhi rakh sakte ho
Sir Ji genda ke bij Ki ropai Julia PE kr sakte h Ki nhi
Kar sakte ho
Namaskar sir csir pusa 500 gram hi per plant claim karta hai
Good information
Nice👍
Bhai genda ke Kalam ka seeds kon c company ka lay jo ki 45 din me flowers aa jay
धन्यवाद
Sir seeds lagane k bad pot ko dhup me rakhe ya shade me
5-6hour ki dhup m rakho ya pura din 75% green net ke niche
Bhayi sahaab best seeds kahaan se milte Hain
Thanks dear
Sir, jankari acchhi h , saath me ye bhi bata diya kro ki seeda kis month me lagane chahiyen. Thanks
❤
good job
पौधे लगभग 2 से 2•5 इंच की हाइट होने पर मुरझा कर जमीन पर गिर रहे हैं ओर सूख रहा है । कृपया उपाय बताएं ।
may me genga seeda grow kr skti hu kya please reply 🙏
Sir ji konse mahine par ugna hy biz
Aug to October tak uga sakte ab late ho
Wat we doing for hamorois
Nice planning.
Do patte ugne kebad mar jata hai.kea Karu? Keafood Dena hai
Nice
Cocopet nhi Rahi to kya kre mitti or vermicompost se ho jaye ga
Good video
Thanks alot
Lodge ko gileharin kha jaati hai Uske liye koi tips bataiye
Podheyko
Ok ji pani ka same bataye video par
Sir agar cocopeat nahi ho to soil me ise use kr sakte hai, plz btqaiyega
Ji mam jarur soil use kar sakti ha .....agr cocopeat ni ha to aap river sand le len.....aur filter kar usme compost mila le equal ratio me .....aur is ratio me aap seeds laga sakti ha .....seeds lagane ke bad aap usko playbag se cover de bas ....seeds 5 days me nikal ayenge .
@@RajSharma-fv2nl thanks for reply
@@priyaka_sharma happy gerdening 😊
Local phool ke seed lagaye 5 din ho gaye haiy koi result nahi,,koi sprout nahi nikla ,,ap bataye sukhey merygold ke seed ko agar hum lagaye to kitne dino mai Germenate hota haiy
Bihar me seed bone ka upyukt samay kya hai?
Mam aap sardiyo ke pahle mahinay me ......aap marigold ke beej laga sakti ha ......aur garmiyo me ap March me beej laga sakti ha .
सर मेने भी बीज से पोधे तयार किये हे पोधे बडे हुये हे लेकिन अभि तक कलिया नही आई क्या करे
Kong se month Mae been bone chiey
August or September
Dhup mein rakhna hai ?
Yes
Sahi kaam kiya bhai dharmik jagah par laga dena.
Thank you
आपने वीडियो में ट्रे में सीडलिंग लगाये थे। रिपोटिंग के समय आप जमीन से उखाड़कर लगा रहे हैं।
वीडियो में संदेह है।
Gaindha kab bona c hahie or kon se month me
Hi
Maney first time kitchen compost s khad bnani shuru ki h.almost 1 month ho chuka h.abhi 1 2 din phley maney usmey makhen niklney k bad jo lassi bchti h vo dal di jissey usmey smell si aarhi h.plse tell me kya isse meri compost khrab ho jayegi kya? Ya kuch time bad smell apney aap chli jayegi? Ya mujhey compost fekni pregi?please ans.
Mam aap usme ab kuch na karen.....usko compost ban ne time lagega smell isliye aa rahi ha kyu ki apne jo material dala tha vo decomposed hona suru ho chuka ha .....ab aap usko tabi nikal jab material bilkul black ho jaye ......uske bad aap usko dhoop me dry kar len aur tab use karen ......apka compost bekar ni jayega .ok mam.
Sir Ji mene bij Dala or barish chalu he to electric Balb se garmi de skate he
👌
Or Pani RojanA Dena hai ya first din hi,or September me girana hai to kya kare
Agar gende ke paudhe ki growth achhi ho Jaye lekin 5-6 mahine me bhi koi Kali ya ful Nahi Aaye to kya Karna chahiye
Mene Aaj 10 ko gende k sukhe fool gamle m boy h ab dekhti hu kitne din m ugte h podhe😅
Very good video sir 👌👌👌👌
Plz same type video with update for veggies fruits n other flowering plants with updates n info of fertilizer n pesticides organic n with their timings
Thank you sir.. Bhut hi aacha hey aapka video very nice sir.. Please aapka contact number shere Karen..
Thank you sir
Sir बीज कहां से लेे, कृपया बताइए।
Kha milega
Konsi web pe mile ge
किसी भी सूखे फूल से
SHREERAM YADAV बीज उपलब्ध है सम्पर्क करे 7737827974
Genda phool me bandhey petel hongey ya chhirey
Bhai mere marigold ke patte mud rahe he or jal rahe he kya Kare
Rose plant par video bana dijye
Coming soon
Gobar ki khad ki jagah hum vermi compost le sakate hai kya ?👍
Yes le sakte ho
Maine 4 plant lagaye the.... Abhi 4 din pahle.... But aj vo sab murjhaye hue the... Plz bataye kya Kare
Mam plant ko halki dup me🌞rak do theek ho jaega 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤
18 din ho gaya he lekin Hite nahi aati he kaya karu konshi dava du
gende ke plant ke liye gamle ka size kya hona chahiye
Good afternoon sir
Sir cocopet ki gah dhan ki bhushe (Ric husk. ).ka use kar sakte hai aur cow dung composed ki gah vari composed.use kar sakte hai &. June me growing kar sakte hai. Sir please reply early as possible thanking you.I avaiting your reply Thanks again. Sir
N K Gupta delhi 51
Yes use kar sakty ho
१२ din me itne bde hona impsbl hai
Hm bhi seedling krte hai aur gardning krte hai
Plz shi infrmtn Diya kijiye
Vaisab kon mahiname seed gamlame dalnesa jurmination ho jaygi Ganda please find.
15 aug. Ke baad kabhi bhi grow kre
Mujhay bij ka pata do please mujhay kha per mil skata hai
👌👌👌👌👌👌👌👌
In which month we have to propagate gendha through seeds
कोनसा फंगिसाइड ले पौधौ के लिए
Maximum 500gram hi production hoti hai
Please can you tell wenh ew can grow them
Cocopeet ki jagah upar kya dale
लकडी का भुसा भी चलता है।
Mam aap ak kam karen .....river sand le lenn kisi bhi construction shop se aap usme barabar khad mix kar ke ....usko use karen ....apke seeds germinate ho jayenge .
Saras mein dalte kya chij
Suru me tob ko kahan rakhna chahiye ?
Hamare gende ke paudhe me chintiya lg gyi he or phool nhi aa rhe he kya kre 🙏
अगर नये गेंदे के झाड एक ही गमले मै लगाया तो चलता है क्या?
Sir marigold seeds KO kis month me lgay
July se november tak aap marigold ki seedling kar sakty ho
Sir kya hm.cocopite gr.pr.tyar.kr.sakte.hn.pls.aap.ise.bnaaneka.tarika.batayen
Mam cocopeat coconuts ke chilkay ko dry karke usko cuttur se bhot Barik kar ke peesa jata ha. . ..is se accha ha aap cocopeat bana hua market se .....apni jarurat ke hisaab se Len len....aur usko use karen
Bhai ager ye sary plant ak he pot mn rahen to achay sy flowring karen gy plz is ka jawab lazmi dena🙏🙏🙏🙏
Nhi inko alag pot m transplant karne ke baad he achhe flower aayenge
Please send me name of fungicide
Saaf ya Bevistin dono best hai
Sir iske biz khna se le
Namaste sir 🙏🙏👑👑💎💎
Din bhut kam bta rahe ho
Main winner hunisme
I am M.S Dhoni like karo
Dusara ka nam se mat apneapko dikhlao apna nam bano
Mai bhi teem din pahle lagayi hoon lekin germinate nahi hua hai
Vermicompost le sakte hain?
Yes
Maine 2 din pehle seedlings lagai dhoop mei rakhni ya shade mei
Good morning
Me 3 din se beej bone he lekin padhe nehi ugraha he Kia karu ..