MENE BHI SAME TARIKE SE GROW KIA BUT MERE PLANT JO APKE 10 DAYS ME HAI VOHI SAME POSITION ME HE ABHI BHI, MONTH UPR HO GYA USKI GROWTH BHI NAHI HO RHI OR MAR BHI NAHI RAHE. TO KYA PROBLEM HO SAKTI HAI,? PLEASE KUCH SUGGEST KARE
Apne galat time par grow Kiya hai, maine jo video share Kiya hai jab mausam winter ki traf jaraha tha,jo marigold ka growing time he,or apke hisab se apne grow Kiya hoga March me jab mausam summer ki traf jaraha hai,jab marigold phool dena kam kar deta he, growth bhi kam rehti he. Isko grow karne ka jo best time he wo September month he. Abhi grow ho jayega par speed or flower kam hote jayenge jaise jaise temperature badega.
क्या स्तेमाल की हुई चाय पत्ती के स्थान फ्रैश चाय पत्ती भी प्रयोग की जा सकती है क्योंकि इसे दूध/चीनी/अदरक जैसे तत्वों को रिमूव करने के लिए धोना नहीं पड़ेगा।
Kar sakte hain, lekin matra kam rakhni padegi,ubli chaye ki patti ap jyada matra me da sakte hain, kyunki fresh chaye patti me preservatives bhi hote hain,jo plant ko jyada matra me khrab bhi kar sakte hain,ek chammach 15 din fresh tea de sakte hain
Jab plant par achhe se sukh jaye to, todkar kisi polythene me bandhakar rakh den,iske upar ek pura vedio he Mera , detail information ke liye ap use dekh sakte hain.
September October me, Abhi bhi laga sakte hain,agar seeds lagayenge to flowering thodi late milegi, Lekin seeds grow karne ka best time September October he,
Uttrakhand se agar Khalsa prdesh ko fects wise social or javik khad ke bawasta hotihai to factory wise prathimakta ke aadha par kharcha wahan kisan cuminuty nisulk or uriea vhe nichulk bawasta ho to ek jeevan nirwahanta ke taraha
samsya ye hae ki pooja ke liye market me jo phool aate hae wo phoolo me beej banne aur pakne ki parcriya poori hone se pahle hi taja hi tood liye jate hae
Mam meine last year aisehi sukhe hue gende ke foolon se grow kiya tha plant usper koi flower nahi aaye, plant ki pinching ki, bushy tha, green tha fir bhi, iss saal bhi grow ki toh vaise hi flowers bilkul nahi aaye, plant abhi bhi swastha hai, bushy hai, kya problem ho sakti hai pl. batayiye na, it will be very helpful.
Ma'am aisa tabhi hota hai jab, plant ko nitrogen achhe matra me mi rahi hoti he par mitti me phosphorus or potassium ki kami bani rehti hai,plant ko dhoop me rakhen,har hafte ek aisa fertilizer dale jisme phosphorus or potassium ki achhe matra ho,ap pyaz or kele ke chhilke ka fertilizer har hafte dalo.
Ab grow karoge to grow nahi hoga, September me kosis karna ap phir se,abhi season khatam ho Raha he iska,kuch hybrid variety hen jo sal bhar grow hoti hai,but iske liye apko nursery jakar pata karna padega,unke pas he ya nahi.
mere yaha to pehale ek phool bhi hota tha to usse bahut se ped aur unke flower se aur ped ho jate the par ab kisi ki nazar lag gai puri lari bo dali ek nahi uga 😞😏
Nice sharing friend 👌
Nice information good
Aapne paise bacha liye very good work
🙏
Very nice mam.apne bahut aachi jankari di hae.
ऐसे फूल के पौधे उगाने जैसा फूल काठी हो जाते हैं
Gd job
Pani roj dalna hai kya
Very very nice vdo mam ❤mam hm isitra uss pot m hi rhne de skte h ya repot krna zaruri h usefull vdo kly thnk u so much ❤🙏
आपकी जानकारी अच्छी 👌new subscribr🙏👍👍👍
Very nice video 👍👌🏼🌹💐🌹💐
Mne bhu grow kra❤❤🎉and i m very happy🎉
Khub valo laglo
Nice sharing friend 😍💚💚💚👍👍
Maine zamin mai pot. Mai lagaye ghar.k beej se.lekin kabhi grow nhi hua..kya.kru
Overwatering krdi hogi aapne
Awesome ❤thx sis❤
Very good job ma'am g 👏
Thanks for sharing this tips for Gend ka,Merigold ka plant.👌🙏😊
Thanks di
MENE BHI SAME TARIKE SE GROW KIA BUT MERE PLANT JO APKE 10 DAYS ME HAI VOHI SAME POSITION ME HE ABHI BHI, MONTH UPR HO GYA USKI GROWTH BHI NAHI HO RHI OR MAR BHI NAHI RAHE. TO KYA PROBLEM HO SAKTI HAI,? PLEASE KUCH SUGGEST KARE
Apne galat time par grow Kiya hai, maine jo video share Kiya hai jab mausam winter ki traf jaraha tha,jo marigold ka growing time he,or apke hisab se apne grow Kiya hoga March me jab mausam summer ki traf jaraha hai,jab marigold phool dena kam kar deta he, growth bhi kam rehti he.
Isko grow karne ka jo best time he wo September month he.
Abhi grow ho jayega par speed or flower kam hote jayenge jaise jaise temperature badega.
@@greenhouse1 Thanks for reply, 👌🏻
Mein ese hi grow Karti hun Marigold
Hamara Ku nhi grow hota
Maine bahut bar koshish ki gende ko bij se ugane Ki lekin ugta hi nahin hai kya Bina compost ke uga sakte hain
Thank you 🙏🏻
Kya fresh flower Kay beej Daal sakety hay plant ho jaygey,means germinate ho jaygey kya
Beez achhe se mature or sukhe hone chahiye tabi grow karenge, waise ap ek bar try kar ke de sakte hain,beez mature agar hga to grow kar Jaye.
Mere to sukhe hue the sep month m lgae h but ab tk nhi nikle
Kya hum fresh flower ko trod ke aur duph me sukha sakte hai
Nahi,jab tak mature na ho Jaye, plant par hi sukhne Lage tab tode, shade me sukhana he.
Barsat.jun July mai.ganda grow hoga kya
Soil mai kya khas mix karu
Good
क्या स्तेमाल की हुई चाय पत्ती के स्थान फ्रैश चाय पत्ती भी प्रयोग की जा सकती है क्योंकि इसे दूध/चीनी/अदरक जैसे तत्वों को रिमूव करने के लिए धोना नहीं पड़ेगा।
Kar sakte hain, lekin matra kam rakhni padegi,ubli chaye ki patti ap jyada matra me da sakte hain, kyunki fresh chaye patti me preservatives bhi hote hain,jo plant ko jyada matra me khrab bhi kar sakte hain,ek chammach 15 din fresh tea de sakte hain
@@greenhouse1 Thank you Madam for a prompt reply. Regards.
@@greenhouse1gg)?
@@greenhouse1.j
Fresh tea ही लेनी चाहिए।यूज़्ड टी में कुछ नही होता!सिर्फ भूमि को ऐसिडिक करती हैं।आप uesd tea का lab में टेस्ट करा सकते हैं।
mam ek baat vataw.....abhi grow karungato kya hoga....mere paas seeds hay....abhi sow karnese kya fark parega...
गेंदें के पौधे को तैयार करने के लिए किस मंथ में बोना है?
September month
Flower ko purana jldi kese bna sakte hai ? Jise purana hojae .10 days flower purana chalega ?@@greenhouse1
Nice 👌👌👍👍🤩💞💞♥️♥️🤩
Mam gobar ki uplay ki khad kaise dete hai bataye
Very nicely explained😁
Last year.k.sukhe fool kaise sambhale
Zip pouch mai.rakh.Skte.hai
Jab plant par achhe se sukh jaye to, todkar kisi polythene me bandhakar rakh den,iske upar ek pura vedio he Mera , detail information ke liye ap use dekh sakte hain.
Mane bhi aaj hi seed lagaya h may m kya ye ugega. Mene 3rd time laga rhi hu.... Results hi nhi aa rha h i hope aaj lagaya h vo grow kr le
Sahi time September hai grow karne ka
Nice sharing 🎉 stay connected frnd
mam ji ...do types k ful hota he..to jada pankhdewale ful k paudha kaunsa biz se milega?
Mem konsa gendha ke phool 12 month phool dete he
Mam kya hum February mai bhi bheej daal sakhte hai kya gende aa jayenge Feb march mai bhi bta dijiye
Beez ug jayenge,
Kounsi season me gande ka poudhe ugana chahiye?
September October me,
Abhi bhi laga sakte hain,agar seeds lagayenge to flowering thodi late milegi,
Lekin seeds grow karne ka best time September October he,
@greenhouse1 thanks alot
Hum issi saal ke sukhe hue phool germination ke liye istemal kar sakte hain
Kar sakte hain,abhi September achha time he grow karne ka
Uttrakhand se agar Khalsa prdesh ko fects wise social or javik khad ke bawasta hotihai to factory wise prathimakta ke aadha par kharcha wahan kisan cuminuty nisulk or uriea vhe nichulk bawasta ho to ek jeevan nirwahanta ke taraha
Barsat mai beej.dale hai.dhoop.nhi.hai.grow.hong kya
👍🏻👍🏻👍🏻.
Pune me barish ho rhi h... But main apne balcony me planting krungi kya abhi ye right tym h?
Abhi ye beez ugane ka right time nahi hai, September me grow karen
@@greenhouse1 ok thank you
Kitna vermicompost use kre
In which month marigold seeds are to be put in soil?
September month,can grow in August too.
main bhi in kay phlon ko save ker key lagati hun
Very nice mam, coffee de sakte mam ?
De sakte hain
Thanks for your ❤❤
🎉🎉❤
But purane bij se wasi ki phool kyo ni aate......mene yellow bij lgaye the but phool orenge aaye aesa kyo?????????
Bhar rakhenge to, Barish se jada pani aajata hai, uska kya kare
बहुत अच्छी जानकारी 🙏🏽👌
Mitti ke pot me hole karna jaruri hota hai
Bilkul hota hai,plant khrab ho jata he,beez bhi.
SUkhana jaroori hai ya do din pehle ka bhi le shakte hai?
कृपया बताने का कष्ट करे की गन्दे को कब बोया जाय धन्यवाद
Abhi october me bo sakte hain, September se bina suru kar dena chahiye
Abhi october me bo sakte hain, September se bina suru kar dena chahiye
Time aanea par rose or other crops vhe hai le jo
Thanks
Me be ase hi ugati hnu
Mam kya aapka dusra channel bhi hai kya, maine aapki rose care ki video ek dusre channel par dekhi hai
Nahi Ma'am,Mera koi dusra channel nahi hai
Thank you 🙏🙏
Warnig compos kaise bnaye
Vermicopost, market me nursery se mil jayega
Konsemosame
Bij lagae
samsya ye hae ki pooja ke liye market me jo phool aate hae wo phoolo me beej banne aur pakne ki parcriya poori hone se pahle hi taja hi tood liye jate hae
Ap sahi keh rahe hain, ab winter ke starting me ap khud se store karen.
Mam meine last year aisehi sukhe hue gende ke foolon se grow kiya tha plant usper koi flower nahi aaye, plant ki pinching ki, bushy tha, green tha fir bhi, iss saal bhi grow ki toh vaise hi flowers bilkul nahi aaye, plant abhi bhi swastha hai, bushy hai, kya problem ho sakti hai pl. batayiye na, it will be very helpful.
Ma'am aisa tabhi hota hai jab, plant ko nitrogen achhe matra me mi rahi hoti he par mitti me phosphorus or potassium ki kami bani rehti hai,plant ko dhoop me rakhen,har hafte ek aisa fertilizer dale jisme phosphorus or potassium ki achhe matra ho,ap pyaz or kele ke chhilke ka fertilizer har hafte dalo.
Ok ji thank u so much.
Kya abhi barish me seed grow hogi
Kar sakte hai
December m laga sakte h kya seeds
Nahi,beez achhe se grow nahi hoga
Maine dekh kr lgya h mgar 2din k baad usme fungus lga hua h... Germination v start nhi hua...ek v seed ka...Kaise thik kre... Kaise bachae
Ap galat time par grow kar rahe hain, September me grow karne,seeds store karke rakh den,
@@greenhouse1 ok thank you
Hello mam 🎉aapke terrace garden ka tour karaea na kya FIR video banaaiye na
👍
Konse month m lagae
Har flower ke liye alag alag time hota hai genda to 12th month rehta hai
Taje phulo se grow ho sakta hai kya
Kon sa mosam me grow kar skte hai
Sukhakar grow kare
Mara to nhi huva 15 din hogye 😢
👌👌👍👍🙏🙏🙏
Seeds lgane ke kitne baad pani dena hai .mene kal hi lgyea hai .plz tell me
Mitti hamesha halki moist rakhen
Do we get flowers whole year
No, you can't.Marigold is a seasonal flowering plant .
پودے کے اوپر سوکھے ھوئے پھول استعمال نہیں کیے جا سکتے
Kabhi bhi ugaa skte hai kya ya
Nahi, September me ugana
@@greenhouse1oh tbhi mein sochu ug kyu nhi rhe 😁🤣 and thanks for replying 🙏
Mre plants to ughta hi nhi
Bhut kam kam ate h bhut months ho gye h
M kya kru
Ab grow karoge to grow nahi hoga, September me kosis karna ap phir se,abhi season khatam ho Raha he iska,kuch hybrid variety hen jo sal bhar grow hoti hai,but iske liye apko nursery jakar pata karna padega,unke pas he ya nahi.
@@greenhouse1 okay
To Jo flower seeds h unhe dry krkr rkh skte h
Mne ek baar Kiya Tha but unme baad m fungus lg gye the
In which month we should grow marigold from seeds
In can grow in October
Hum seeds kis kis month main dal sakte hain
Abhi October me grow kar sakte hain
Konse month me augaye
September month, October month me bhi ug jayega
In which month plz reply
In September month
Aapnne.to bhot pani dal diya
कौनसी सीजन में करना चाहिए?? 🙏🏻
September
Which month is perfect to grow marigold,how to store marigold seeds for next season?
September month is best for seed growth.A detail video on how to store seeds already uploaded.
ua-cam.com/video/oPW7j_tdoME/v-deo.htmlsi=bKRkO9vdxV4fP841
Mere to khabhi bhi nhi uge
mere yaha to pehale ek phool bhi hota tha to usse bahut se ped aur unke flower se aur ped ho jate the par ab kisi ki nazar lag gai puri lari bo dali ek nahi uga 😞😏
Tumhara uge ga bhi nhi
@@howtorepair786 kyo aap ko malum hai kyo nahi ugega 🤔
इनको मार्च में उगा सकते है
Ug jayega
मई में उगा सकते हैं
Pr maine bhi aise hi ki aap per Mera to sirf two plant nikala 😢😢😢
Seeds mature store karen
Bhit try kiy par kbhi nhi uga
Lagega September me grow karen
zmm
zlm
x
lzms