Lekin backup ki baat ki jaye to jaise 12V 6Ah(Lion)... aur 12V,6Ah lead acid battery ka backup same rahega ya fir alag?? Reply me...if load is given 100watt bulb???
Bhai ups ke transfarmer ko rewind karke 18swg ka copper wire maine lagya 12-0-12 banaya or usko 200w inverter se chalaya 1(celling fan 68w) 4 led bulb 9w ka glow kiya toh thoda heat ho raha he transfermer lakin mujhe usko max 150w tak chalana he toh colling fan lagne chiyea yah nhi 🤔❓
Sir: mai ektu student hun ( village) , eha jab power cut hota hai uske 30min-ke bad current ata hai phir 2ghanta chala phir 30 min power cut hota hai asa hota rahta hai. Mera pc+monitor 200 - 250 watt consume karta hai. Under rs 5000 me Koi haal bata do jisse UPS minimum 45 min backup dede. Please reply dena😢
Sir10000 ke lagbhag acid battery chahiye jo solar inverter dono se charge karke use kar sake best battery batane ki kripa kare Aapka ----subscriber hoo
I use combination of LiOn and Sealded Pb Acid
Nice 🤗
Sir mere pass 32ah ki baitry hai kya main use 40 wat solar panel se direct charge kar sakta hun
Lekin backup ki baat ki jaye to jaise 12V 6Ah(Lion)... aur 12V,6Ah lead acid battery ka backup same rahega ya fir alag??
Reply me...if load is given 100watt bulb???
Lithium ka backup thoda sa extra milega
@@MohitSagar aur ek baat...Lion cells ka life..5-10 years...lekin lead acid battery ka life less than that...
Bhai apki bat sahi hai, But sab log ka budget same ni hota h 🥲
Sir ups ki backup time badane keliye high cost ups lu aur uss price pe 60ah inverter battery aur external charger lu
Bhai ups ke transfarmer ko rewind karke 18swg ka copper wire maine lagya 12-0-12 banaya or usko 200w inverter se chalaya 1(celling fan 68w) 4 led bulb 9w ka glow kiya toh thoda heat ho raha he transfermer lakin mujhe usko max 150w tak chalana he toh colling fan lagne chiyea yah nhi 🤔❓
Han lagao bhai
Sir: mai ektu student hun ( village) , eha jab power cut hota hai uske 30min-ke bad current ata hai phir 2ghanta chala phir 30 min power cut hota hai asa hota rahta hai.
Mera pc+monitor 200 - 250 watt consume karta hai.
Under rs 5000 me Koi haal bata do jisse UPS minimum 45 min backup dede.
Please reply dena😢
40 Ah battery lagao, UPS pr
Sir: MAIN POWER => EXTERNAL BATTERY CHARGER => 40AH BATTERY( in charging mode) => UPS => COMPUTER
Asa hoo sakta hai kya !.
Ya fir dengerous hai
Ho sakta h, bus battery overcharge na 14.8 volt se jyada charge na ho ye dhyan rkhana
Thank you sir❤
14.5 max ho gya
Battery ko direct solar panel se jod de to kya battery ki gravity sahi ho jayegi kya?
Han aisa kr sakte h, kuch der ke liye
@@MohitSagar 2-3 hour ke liye laga sakate hai, mere pas koi external battery charger nahi hai, or battery ki gravity 1210 se upar nahi ja Raha hai
Multimeter laga lena battery pr, battery 15 volt se jyada overcharge na ho ye dhyan rkhna ok
Sir lead acid battery deley 50 % discharge karnese kitna sal chalega acha mentioned karneche ?
4-5 years
Hi Friend,
My mppt 100A get heat, i have two 585 watt solar plate.
Sir10000 ke lagbhag acid battery chahiye jo solar inverter dono se charge karke use kar sake best battery batane ki kripa kare
Aapka ----subscriber hoo
120 Ah inverter battery buy kriye
Nice information Mohit Bhai
Sir mere pass luminous solar tubular battery hai ise Kitna high charge kar sakte hain aur Kitna low discharge
13.6
11.0 set kar rakha hai
8-10 amp se charge kr sakte h
Achchi jankari hai ❤
Ye lifepo4 battery hai ye 14.6v tak jati hai bhai
Ye to jati h, but normal lithium ion battery to 12.6 volt jati h
Lifepo4 battery 14.4v wali 24ah ki 5500 mai mil rahi hai vo Keh rha hai kisi bhi controller pr use kr sakte hai kya lena sahi rahega
@@MohitSagar ise charger Lena ho toh wo bhi le sakte hain 14.4v 5amp bol rha hai
Bhai Bas 1 video banado
Solar charger cantrolar se wifi kaise chale ga
♥️🤜
Ok bhai
@@MohitSagar Thank you So Much Brother ♥️🤞
Frist comment 🎉
🤩🤗