यदि आप इस प्रवाह पर उपलब्ध वक्तव्यों के बदले किसी प्रकार की आर्थिक सेवा निवेदित करना चाहते हैं तो आप निम्न विवरण पर अपनी इच्छानुसार धनराशि का भुगतान कर सकते हैं। If you want to provide any financial support for the videos of this channel, you may pay the desired amount at these details. Shri Bhagavatananda Guru Bank of Baroda Ratu Chatti Branch 54240100000958 IFSC - BARB0RATUCH (कोड का पांचवां वर्ण शून्य है | Fifth letter of code is Zero) UPI - nagshakti.vishvarakshak@okaxis
@@tapansarmah9658 mujhe lagta hai hume swayam ko pariwar ko bachon ko film adi se door rakhna chahiye aur jeevan me pavitrata rakhna chahiye shastra anukool vavhar karna chahiye talwar se kaam nahi abhi lena hai
वर्तमान में धर्म के ज्ञान और सत्संग के लिए मैं सिर्फ एक ही संत महापुरुष का वीडियो देखता हूं और वो है महामहिम श्री विद्यमार्तंड निग्रहाचार्य श्री भागवतानंद गुरु जी 🙏😊❤
स्वनामधन्य श्री भागवतानंद गुरु जी के समतुल्य नित्य प्रातः वन्दनीय स्वनामधन्य शंकराचार्य श्री निश्चलानंद सरस्वती महाराज जी और नित्य प्रातः वन्दनीय स्वनामधन्य शंकराचार्य श्री अविमुक्तेश्वरानंद सरस्वती महाराज जी भी सनातन धर्म के एकमात्र ध्वजवाहक हैं। इत तीनों के चरणों में कोटि कोटि प्रणाम वंदन नमन।
स्वामी निग्रहचार्य जी को कोटि-कोटि प्रणाम स्वामी जी सनातन धर्म के प्रचार-प्रसार और जागरूकता के लिए जो कार्य कर रहे हैं वह वास्तव मे बेहद उल्लेखनीय कार्य है आम हिन्दुओं मे ईस तरह के धर्माचार्यों की जरूरत है जो सनातन धर्म मे सही ढंग से जागरूकता ला सके और आम सनातनी अपनी सनातन धर्म संस्कृति से अच्छी तरह से जुड़ सकें और जागरूक हो सकें 🚩🚩🚩🕉️🙏🙏🙏🌹🌹
jb tk ap jivit ho,tb tk bhagwan ke dvara sthapit dharam ki hmesa vijay hogi. or adharam ka nas hota rahega, apse muje inspiration mila,adharam ke khilaf ladne mai. mere family ne vesya s sadi krva di,tb s mere family+vesya+uski family+uski gang+many others sbka virodh kr ra hu. vo muje kh6 khilate jisse brain activity less hoti,bt 1000/day br gayatri bolne s vpis tej ho jata&many other things s presan krte bt mataji s muje rasta milta rhta. en sbko mai tantra mahavidhya bhakti s dand de ra hu,jise inki life m problem aa ri,muje bhakti s rokne ke liy bhot chije krte,jisse mai or jyda bhakti krta hu. u r my inspiration
bhaiya ji us dusta aur apne pariwar ka tyag kyu nahi kar dete koi sambhandh mat rakhiye koti bariyon ke saman unka tyag kar kijiye aur dusare sthan ka chayan kijiye sansarga dosh se aap kab tak bacheinge hey bhagwan aap kaha fas gaye
Jai Shree ManNarayan Nigarha Charya Ji Maharaj 🙏🌹🙏🌹🥀🥀🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🥀🙏🙏🌹🥀🥀🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🌹🙏🌹🙏🙏🙏🌹🙏🙏🙏🌹🙏🙏🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🙏🙏🌹🙏🌹🙏🙏🙏🌹🙏🌹🥀🥀🌹🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🌹🥀🥀🌹🙏🙏🌹🙏🌹🙏🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🙏🌹🙏🙏🙏
हर हर महादेव 🙏 श्रीमन् महामहिम विद्यामार्तंड स्वामी निग्रहाचार्य श्री श्रीभागवतानंद गुरु जी महाराज के चरणों में मेरा कोटिश: प्रणाम🙏 निग्रहाचार्य दिव्याज्ञा वर्धतामभिवर्धताम🚩
Pranam maharaj ji, shri ram diwivedi ji ke video ke baad aapki baato me ashraddha ho rahi hai...krupa kar ke samadhan karen...om namo narayan 🙏 jay ma bhagwati ...
श्री मन नारायण महाराज जी । मैने प्रेमानंद जी के वीडियो मे देखा था की उन्होंने बताया था की कृष्ण भगवान दो अलग अलग प्रकट हुए थे । एक नंदनन्दन और एक देवकी नंदन क्या नारायण और नंदनन्दन दोनो अलग थे। कृपया मेरा संदेह दूर करने मे मेरी सहायता कीजिये प्रभु। क्युकी मुझे आपके द्वारा सुनने पर हीं शांति का अनुभव होगा।🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Namaste Maharaji ji, mera ye prashna h ki ham youth ko santana dharma ki kis pustak se surauat karni chahiye taki ham apne dharma ko acche se jaan saken?
Gurudev Kya ek video Hanuman ji ke bare me ban sakti hai?🙏🙏 Hanuman ji ka janm Hanuman ji ki shaktiyan Hanuman ji ka aagam me or nigam me sthan Hanuman ji ke mata pita (pawandev, anjni mata , maruti??) Hanuman ji ka ghar kiskindha ya kahi or? Jitne bhi shstriya pramanik pahelu hain🙏🙏🙏🙏🙏🙏
ham prayas karenge shiv shiv ki ek din ek book release karenge jaha pe pashubali ke justifications honge 100 sources collect karke, alag alag shastra se jaise veda, tantra, grihya/shrauta sutra, puran etc
Maharaj ji ke Charanon Mein Das ka Satsang dandvat Pranam hai ki nivedan hai jo vyakti Ekadashi karta hai kya vah vyakti Krishna Janmashtami kar sakta hai kya
DWIVEDI JI NE SAMMAN KE SATH APKA NAAM LIYA HAI JO KI BTA RHA HAI VO RAAG DVESH SE RAHIT KEVAL SHASTRA SIDDHANT KI RAKSHA CHAHTE HAI IN DUST MINANSAKON KI BHATI APNI TUTI NAHI BULWANI UNHE
maharaj ji sidhi ridhi nast ho jati hai isliye use prapta karne me samay kya vyatit karna aur agar prapta ho bhi gayi aap jaise mahapurushon ki kripa se to usme asakti ho jayegi kintu anand to jeevan mukti me hai jo ki maha purushon ke mukh se suna hai kaise prapta karein jeevan mukti veer ras upasana se bhagwati ke ?? guru milna bhi asambhav hai aur agar guru mile to shishya na swikar karein aeise me kya kiya jaye??
पूज्य महाराज जी प्रणाम 🙏 महाराज जी मैं मानसिक संकट में हूँ कृपया रक्षा करिये! महाराज जी 1.5-2 वर्ष पूर्व एक 12 वर्ष के लडके को मैंने थोड़ा डांट दिया था पढ़ने के लिए क्योंकि उसका पिता दुःखी था। उसने मुझे रोकर कहा कि तुम कुछ नहीं बनोगे, महाराज जी मैं 26 वर्ष का विद्यार्थी हूँ, उसकी यह बात मुझे भयभीत कर देती है.... कृपया आप मुझ पर कृपा करके बताएं क्या बच्चों की बात सही होती है, क्या यह श्रॉप था, क्या सबके श्राप लगते हैं?? महादेव 🙏
Maharaj ji kuch tathyo pe video bnaiyo or hame gyan arjit kijiye, 1. Shastro me bali pratha 2. Manusmriti me sanshodhan kiya gya hai kya angrejo or hukumato dwara? 3. Shastro me mahilao ko kya sachme purusho ki tulna me kam adhikar or swatantrata mili hui hai?
Hmm bali pratha hai shastro me Stri aur purush ko saman mana gya shastro me lkin kuch bhed hote hai bhed bhaav nahi hai stri ghar kam sambhale aur purush bahar naukari krke dhan kamaye ye bhed bhav nahi hai niyam hai agar niyam nahi hoyenge to janwar aur insaan me bhed kese hoga dharmed hina pashubhi samana jiske jeevan me dharm nahi wo pashu saman hai kutte ka jab mn krega wo soyega khayega piyega mutra tyag krega lkin manushya me niyam hote hai smjhe tum behan ke samne mutra tyag nhi skte kyuki tumhe pta hai wo meri behan hai acha ye btap tumhe kese wo behan hai maa hai ya bhai hai wo shastro ne btaya janm dene wali maa hoti hai etc. dhanyawaad
@@ShrivasBhagwandas Jeevan yapan k liye grihastha ashram me purush kaam krk dhan kamaega, or stri gharka kaam karegi.. aap shayad bhul rahe hai pehle ke teeno yugo me striya bhi bahar ka kaam karti thi, dhoban, machuarin, or kai udharan hai, stree vidhya bhi grahan karti thi, janeu bhi pehenti thi, manusmriti k alawa koi or shastra me kahi bhi stri ko purush se kam nahi bataya gya hai.. Agar stri shastra nahi pad sakti to shastra bhi nahi utha sakti, or agar Rani laxmi bai shastra nahi uthati to aaj jhansi ka itihas kuch or hota... Apni choti soch apne tak hi simit rakhe aap.. Or aap thode murkhe bhi lagte hai mutra tyag maa, bhen, baap, beti ya koi anjaan vyakti, kisi ke samne nahi karna chahiye ye common sense hai, or kon behen hai, kon beti hai, kon maa hai kon dai hai, jo janwar jhund me rehte hai unhe bhi pta hota hai itna to, iss common sense wali baat k liye shastro ki awashakta nahi hai... Nastik log bhi discipline me rehte hai, dusre dharmo k log bhi discipline me rehte hai, samay pe sote, khate, nahate or karya karte hai, usme shastro ka koi yogdan nahi hai, ye prakartik har jeev me gyan hota hai... Or janwar bhi kabhi bhi kuch bhi nahi karte, app or hum se zyada niyam se rehte hai janwar... Isme sanatan dharma ka koi khas role nahi mana ja skta... Fir to sanatan me or dusre dharmo me bas yahi farak hua ki sanatam dharma me kisi bhi dev ko pujo koi mana nahi karega dusre dharmo me mana kiya jaega... Aapke adhe comment tak to aap sajjan lag rahe the, lekin baki ke adhe comment me apne apni murkhta ka praman de diya hai... Me prarthna karti hu, bhagwan aapko sadbhuddhi de... Jai Siya Ram🙏
@@ShrivasBhagwandas Brahmavadini ke bare me suna hai? Bina janeu ke itna gyan lena possible nahi hai.. 1) Goddess Saraswathi Devi, Brihadeshwara Temple Tamil Nadu 2) & 3)- Goddess Parvati Devi (British Museum) 4) Ambika Devi / Durga Devi, Jagat Temple, Rajasthan 5) Mahisasur mardini Durga idol, Andra Pradesh Agar vedic kaal me deviyo ki murtiyo me janeu tha to matlb stree bhi pehenti thi... Or manusmriti ke baad hi striyo ka janeu pehenne pe rok lgaya gya, usse pehle jitne bhi granth the kisime bhi stree ko janeu pehenne se mana nahi kiya gya hai .. Dharmashastra me bhi saaf bola gya hai do tarah ki striyo ke bare me ek wo jo bina shastro ka gyan liye sidhe grihastha le leti hai or dusri wo jo Brahmavadini hoti hai jo shastro ka gyan leti hai unke liye janeu pehenna jaruri hota hai or brahmacharya ka palan karna bhi... Aapko abhi bhi jhut lag rha hai to google kar lijiye ya visit karke aa jaiye ye sare mandir...
Maharaj ji species alag alag hai aur genus same hai aeisa to malecha log bhi mante hain humare ander Varna Sankarta badhane hetu duston ne aeisa kiya hai kripya is par kuch boliiye mere purohit apne shalgram ji ko isi ke doodh se snan karwate hai kya yeh apradh hai??
प्रणाम ब्रह्मसूत्र पर अलग अलग महापुरुषों ने भाष्य किए गए हैं, उनमें से किसका भाष्य आप प्रमाणिक, सिधांतिक, वेद का वास्तविक तात्पर्य प्रकट करने में समर्थ मानते हैं?
प्रणाम गुरूजी 🙏🏻 संध्यावंदन से पहले हम भस्म धारण करते है, उसमें ‘गुह्य’ स्थान में भस्म लगाने का विधान है। हमारे गुरुजी ने हमे उस मंत्र के लिए ‘नाभी’ में लगाना सिखाया है। क्या ऐसाही करना सही है? सही स्थान कोनसा है?
maharaj ji isi janma me matha thanak gaya mera ab dusara janma nahi chahiye aur isi janma me jeevan mukti chahiye ye dhan se milne se raha ab kya karein??
maharaj ji mai itani bada ho gaya mujhe arti uatarna nahi aata kripya batayea kis akar me arti utarna chahiye bhagwan ki arti puja aur anya logon ki arti me antar kya hai sankh jal ghomana vastra ghoomana karpoor se arti panchdeep se arti pusha se chawae se kaise kaise ki jati hai bhagwan ki preeti ke liye arti ?? Narayan
आर एस एस, बीजेपी, कांग्रेस या अन्य किसी विदेशी एजेंसियों का पैसा खाया होगा ।सारे अर्थवादी प्रक्षिप्तवादी। छिति सोमानी, राजेश बेंजवाल, वैजन्ती, मार्तण्ड आदि निग्रहाचार्य के विरोधी पैसे पर विका हुआ है।
Guruji, mera eek prasna ka kripa karke uttar dijiye🙏. Pranam. Kaya janmastami mee laxmi narayan ki chabi ko radha madhav maaan kaar samanyya dhup dip chandan puspa mithai faal jaal se bina mantra ke kuch vajan suna kaar puja kaar sakta hu?
वेदोमे स्पष्ट रुप से पश्वालंब के बारे में बताया गया है,उसका विकल्प भी नहीं है ,परंतु सांप्रत कालमे कुछ लोग पिष्ठ या आज्य पशू प्रयोग करते हैं , लेकिन वेदाज्ञा तो पशू की ही है
शास्त्र पुरान वेदादि के आप स्वरूप ही हो महाराज । लेकिन ये सब क्या काम करेगा अगर ब्राह्मणी अति नीच जाति से शादी कर रही है तो ! इसे तो सुधारो । शास्त्र विरुद्ध कानून के विरुद्ध आवाज दो तो शास्त्र पुराण बचे । असली निग्रह यहाँ होना चाहिए ।
@@SwamiNigrahacharya guruji Twitter aur UA-cam pe bahut stree aur peticoat aadmi log iska samarthan karte hai kehte hai ki Rishi panini ne kaha hai aur gargi aur dusre dusre vidushi streeyon ka naam lete hai. Isliye aap jaldi layiga aur ho sake to ek kitab likhiyega
hum sayam pidit hai varna sankarata ka virodh karne par gaon me kujat nikalne par jaan bhi khona padta hai shudha bhumiharon ki vedna sunne koi ayega nahi
यदि आप इस प्रवाह पर उपलब्ध वक्तव्यों के बदले किसी प्रकार की आर्थिक सेवा निवेदित करना चाहते हैं तो आप निम्न विवरण पर अपनी इच्छानुसार धनराशि का भुगतान कर सकते हैं।
If you want to provide any financial support for the videos of this channel, you may pay the desired amount at these details.
Shri Bhagavatananda Guru
Bank of Baroda
Ratu Chatti Branch
54240100000958
IFSC - BARB0RATUCH
(कोड का पांचवां वर्ण शून्य है | Fifth letter of code is Zero)
UPI - nagshakti.vishvarakshak@okaxis
आपके मुखारविंद से इस विषय को भी उठाया जाए ऐसा हमारा निवेदन है गुरुदेव
Guruji gau mata ki raksha gau seva mata behenion ki raksha aur hindyoin ke i utkarba hetu kya kar sakte hain
@@tapansarmah9658 mujhe lagta hai hume swayam ko pariwar ko bachon ko film adi se door rakhna chahiye aur jeevan me pavitrata rakhna chahiye shastra anukool vavhar karna chahiye talwar se kaam nahi abhi lena hai
गुरुदेव क्या भगवान के प्रसाद को हम गाय और अन्य जानवरों को भी खाने के लिए दे सकते है 🙏 कृपया उत्तर दे
@@विशालनामदेव DE SAKTE HAIN USKA KALYAN KI ICHA SE
वर्तमान में धर्म के ज्ञान और सत्संग के लिए मैं सिर्फ एक ही संत महापुरुष का वीडियो देखता हूं और वो है महामहिम श्री विद्यमार्तंड निग्रहाचार्य श्री भागवतानंद गुरु जी 🙏😊❤
स्वनामधन्य श्री भागवतानंद गुरु जी के समतुल्य नित्य प्रातः वन्दनीय स्वनामधन्य शंकराचार्य श्री निश्चलानंद सरस्वती महाराज जी और नित्य प्रातः वन्दनीय स्वनामधन्य शंकराचार्य श्री अविमुक्तेश्वरानंद सरस्वती महाराज जी भी सनातन धर्म के एकमात्र ध्वजवाहक हैं। इत तीनों के चरणों में कोटि कोटि प्रणाम वंदन नमन।
@@buransh117
आपके सत्य-सनातन-बोध को बधाई है।।
फिर आपको अपनी सोच और दृष्टि दोनों बदलने की आवश्यकता है मान्यवर
'विश्व को निग्रहाचार्य का need है, NEED है'
स्वामी निग्रहचार्य जी को कोटि-कोटि प्रणाम स्वामी जी सनातन धर्म के प्रचार-प्रसार और जागरूकता के लिए जो कार्य कर रहे हैं वह वास्तव मे बेहद उल्लेखनीय कार्य है आम हिन्दुओं मे ईस तरह के धर्माचार्यों की जरूरत है जो सनातन धर्म मे सही ढंग से जागरूकता ला सके और आम सनातनी अपनी सनातन धर्म संस्कृति से अच्छी तरह से जुड़ सकें और जागरूक हो सकें 🚩🚩🚩🕉️🙏🙏🙏🌹🌹
स्वामी निग्रहाचार्य भागवतानन्द गुरु जी का अध्ययन बहुत व्यापक है, वर्तमान समय के प्रकाण्ड विद्वान हैं महाराज श्री!
जय मॉं भगवती जय हो सत्य सनातन धर्म की जय हो श्री निग्रहाचार्य श्रीभागवतानंद गुरु महाराज जी की जय हो
jb tk ap jivit ho,tb tk bhagwan ke dvara sthapit dharam ki hmesa vijay hogi.
or adharam ka nas hota rahega,
apse muje inspiration mila,adharam ke khilaf ladne mai.
mere family ne vesya s sadi krva di,tb s mere family+vesya+uski family+uski gang+many others sbka virodh kr ra hu.
vo muje kh6 khilate jisse brain activity less hoti,bt 1000/day br gayatri bolne s vpis tej ho jata&many other things s presan krte bt mataji s muje rasta milta rhta.
en sbko mai tantra mahavidhya bhakti s dand de ra hu,jise inki life m problem aa ri,muje bhakti s rokne ke liy bhot chije krte,jisse mai or jyda bhakti krta hu.
u r my inspiration
bhaiya ji us dusta aur apne pariwar ka tyag kyu nahi kar dete koi sambhandh mat rakhiye koti bariyon ke saman unka tyag kar kijiye aur dusare sthan ka chayan kijiye sansarga dosh se aap kab tak bacheinge hey bhagwan aap kaha fas gaye
Jai Shree ManNarayan
Nigarha Charya Ji Maharaj 🙏🌹🙏🌹🥀🥀🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🥀🙏🙏🌹🥀🥀🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🌹🙏🌹🙏🙏🙏🌹🙏🙏🙏🌹🙏🙏🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🙏🙏🌹🙏🌹🙏🙏🙏🌹🙏🌹🥀🥀🌹🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🌹🙏🌹🥀🥀🌹🙏🙏🌹🙏🌹🙏🙏🌹🙏🌹🙏🌹🙏🙏🌹🙏🙏🙏🌹🙏🙏🙏
गुरुदेव प्रणाम 👏
परम पूज्य प्रातः स्मरणीय निग्रहाचार्य श्री भागवतानंद गुरु जी के श्री चरणों में कोटि कोटि प्रणाम 🙏🙇😊🌸👏
जगद्गुरु शंकराचार्य की जय।
धर्मराज निग्रहाचार्य की जय।
धर्मसम्राट करपात्रीजीकीजय।
धर्मनिष्ठ श्रोतासमाज की जय।
हर हर महादेव 🙏
श्रीमन् महामहिम विद्यामार्तंड स्वामी निग्रहाचार्य श्री श्रीभागवतानंद गुरु जी महाराज के चरणों में मेरा कोटिश: प्रणाम🙏
निग्रहाचार्य दिव्याज्ञा वर्धतामभिवर्धताम🚩
'विश्व को निग्रहाचार्य पे नाज है, नाज है'
नमः शिवाय । नमो महादेव्यै । नमो नारायणाय । जय श्री राम । जय श्री कृष्ण । जय श्री गुरुदेव । निग्रहाचार्य गुरुजीको प्रणाम ।
'उसके दुश्मन हैं बहुत, आदमी वो सच्चा होगा'
सत्य
Maharaj Jee Aap Ke Mata Pita Ki Jay Ho Jinho Ne Aap Ke Jaisa Bidwan Ko Janm Diya
guru ji ko bhi
जय गुरुदेव। श्री गुरु चरणेभ्य पुनः पुनश्च नमो नमः।
वाह स्वामी जी ग़ज़ब वक्तव्य 🙏 जय निग्रहाचार्य जी स्वामी 🙏
श्री मन्नारायण
Jai Shree Ram 🙏
Jay ho prabhu ⚘🚩🕉
Jai ho
श्रीमन्नारायण।
Pujay swamji ke shri charan me din ka naman dandwat
Maharaj ji parnam aap ki kirpa h
Shri ram jay ram jay jay ram
निग्रहाचार्य जी भीष्म पितामह ने भी यज्ञों में पशुवध का निषेध किया है।
Maharaj ke charanome pranam
🙏🙏🙏
राधा कृष्ण
Adhbhud vaktavya Apko koti koti 🙏🏻💐
Sreeman Narayan guruji
गुरु चरणों में सादर 🙏🌹
गुरु जी अच्छे से समझा दिया।
Narayan
हर हर महादेव 🙏
जय सियाराम
जय जय श्री सीताराम
Satya vachan . Sitaram🙏
Gurudev, agar apko samay mile to Kakbhushundi ji par ek video jarur banaye.
Pranaam 🙏🙏🙏🙏
सनातन वैदिक आर्य हिन्दू धर्म की जय🚩🚩🚩🚩🚩
Narayana
हिन्दू को भागवत गीता के साथ रहना चाहिए , अपने मन से काल्पनिक इस्वर और मान्यता छोड़ना चाहिए
सादर चरण स्पर्श और दंडवत माननीय गुरुजी।
क्या आप आगामी कुंभ में प्रयागराज में पधारेंगे, तो संभवतः दर्शन हो सके।
Pranam maharaj ji, shri ram diwivedi ji ke video ke baad aapki baato me ashraddha ho rahi hai...krupa kar ke samadhan karen...om namo narayan 🙏 jay ma bhagwati ...
@@freedomeofspeech1927 अश्रद्धा हो रही है तो हम क्या करें बन्धु ! कल रात्रि 3 बजे तक कार्य किया है, अब प्राण त्याग दें। समय जैसा रहेगा वैसा ही करेंगे
@@SwamiNigrahacharya praan tyag ne ka vichar bhi mat kijiye maharaj ji, aap jaise margdarshako ki samaj me bahut hi jarurat hai...jay ambe 🙏
Shri puri shanakarchrya ji, shri karpatri maharaj aadi ke vichar nigrahachrya ji ke sman hi h to ashrdha kaise ho sakti h
jai shri Krishna
@@vinay40022 ram dwivedi ji ke pisht-pashu khandan ke videos se... sabhi vidvad gano ka samman hai ji...🙏 jay shri krushna
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
छागो वा मन्त्रवर्णात्* जैमिनीयं सूत्रम्😊
Shiv
राम राम
कृपया वैदिक भूगोल पर वीडियो बनाइये
डबल श्री कां भी तो आपने खंडन किया था.. डबल श्री को भूल गये..ज्येष्ठ🌹🌹🌹
यज्ञार्थं पशव: सॅष्टा:*
🌺🌺🌺🙏🙏🙏
🙏🔱
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Maharaj ji dogali gai ko kaise hataye aur sudha gau mata laye iske liye. Gomati vidya dijiye
श्री मन नारायण महाराज जी । मैने प्रेमानंद जी के वीडियो मे देखा था की उन्होंने बताया था की कृष्ण भगवान दो अलग अलग प्रकट हुए थे । एक नंदनन्दन और एक देवकी नंदन क्या नारायण और नंदनन्दन दोनो अलग थे। कृपया मेरा संदेह दूर करने मे मेरी सहायता कीजिये प्रभु। क्युकी मुझे आपके द्वारा सुनने पर हीं शांति का अनुभव होगा।🙏🏻🙏🏻🙏🏻
पुराण आदि किसी शास्त्र से पुष्ट होता होगा तो मान्य होगा अन्यथा दोग्लानंद कुछ भी बोलता है
Namaste Maharaji ji, mera ye prashna h ki ham youth ko santana dharma ki kis pustak se surauat karni chahiye taki ham apne dharma ko acche se jaan saken?
Gurudev
Kya ek video Hanuman ji ke bare me ban sakti hai?🙏🙏
Hanuman ji ka janm
Hanuman ji ki shaktiyan
Hanuman ji ka aagam me or nigam me sthan
Hanuman ji ke mata pita (pawandev, anjni mata , maruti??)
Hanuman ji ka ghar kiskindha ya kahi or?
Jitne bhi shstriya pramanik pahelu hain🙏🙏🙏🙏🙏🙏
🌻🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌻
❤❤❤❤❤❤❤❤
गुरुजी से एक प्रश्न था कि क्या किसी के अधर्म का विरोध करना शास्त्रीय है अगर उनसे दीक्षा प्राप्त किया गया हो
Bhagwati ki upasana kaise prarambh hoti hai ??aur unki sudurlabh bhakti kaise prapta ho veer ras ki??
ham prayas karenge shiv shiv ki ek din ek book release karenge jaha pe pashubali ke justifications honge 100 sources collect karke, alag alag shastra se jaise veda, tantra, grihya/shrauta sutra, puran etc
Maharaj ji ji Raghavacharya ji
Shayad apni gau sahala me Jersey hybrid gau bhi rakha hai
कृप्या महाराज phone के पीछे Note मत रखिए heat होने पर आग लगने का खतरा है। ❤❤
maharaj ji Kya Chaitanya mahaprabhu avtar hain??
Jay shriman Narayan gurudev. Shriman Narayan mai shriman ka kya arth hai aur shreemaan hota hai ki shreeman dhandywad
Maharaj ji ke Charanon Mein Das ka Satsang dandvat Pranam hai ki nivedan hai jo vyakti Ekadashi karta hai kya vah vyakti Krishna Janmashtami kar sakta hai kya
Mera naam Shambhu Kumar Singh Hai Bihar se main bhi Bengaluru mein rahata hun mama ji
DWIVEDI JI NE SAMMAN KE SATH APKA NAAM LIYA HAI JO KI BTA RHA HAI VO RAAG DVESH SE RAHIT KEVAL SHASTRA SIDDHANT KI RAKSHA CHAHTE HAI IN DUST MINANSAKON KI BHATI APNI TUTI NAHI BULWANI UNHE
Narayana
Maharaja kripa karyi ,mai kaise kaam se bach sakta hu bahut prayas kiya phir bhi patan ho jata hai kya karu bhagwan.
Bhagwan ही कर सकते हैं 😂
😂bhai
Guruji aapko pranam. Kaya mya gopal sahasranam aaur ram raksha stotram sanskrit mee paar sakta hu?
maharaj ji sidhi ridhi nast ho jati hai isliye use prapta karne me samay kya vyatit karna aur agar prapta ho bhi gayi aap jaise mahapurushon ki kripa se to usme asakti ho jayegi kintu anand to jeevan mukti me hai jo ki maha purushon ke mukh se suna hai kaise prapta karein jeevan mukti veer ras upasana se bhagwati ke ?? guru milna bhi asambhav hai aur agar guru mile to shishya na swikar karein aeise me kya kiya jaye??
नमस्कार
पूज्य महाराज जी प्रणाम 🙏
महाराज जी मैं मानसिक संकट में हूँ कृपया रक्षा करिये!
महाराज जी 1.5-2 वर्ष पूर्व एक 12 वर्ष के लडके को मैंने थोड़ा डांट दिया था पढ़ने के लिए क्योंकि उसका पिता दुःखी था। उसने मुझे रोकर कहा कि तुम कुछ नहीं बनोगे, महाराज जी मैं 26 वर्ष का विद्यार्थी हूँ, उसकी यह बात मुझे भयभीत कर देती है.... कृपया आप मुझ पर कृपा करके बताएं क्या बच्चों की बात सही होती है, क्या यह श्रॉप था, क्या सबके श्राप लगते हैं??
महादेव 🙏
Maharaj ji kuch tathyo pe video bnaiyo or hame gyan arjit kijiye,
1. Shastro me bali pratha
2. Manusmriti me sanshodhan kiya gya hai kya angrejo or hukumato dwara?
3. Shastro me mahilao ko kya sachme purusho ki tulna me kam adhikar or swatantrata mili hui hai?
Hmm bali pratha hai shastro me
Stri aur purush ko saman mana gya shastro me lkin kuch bhed hote hai bhed bhaav nahi hai stri ghar kam sambhale aur purush bahar naukari krke dhan kamaye ye bhed bhav nahi hai niyam hai agar niyam nahi hoyenge to janwar aur insaan me bhed kese hoga dharmed hina pashubhi samana jiske jeevan me dharm nahi wo pashu saman hai kutte ka jab mn krega wo soyega khayega piyega mutra tyag krega lkin manushya me niyam hote hai smjhe tum behan ke samne mutra tyag nhi skte kyuki tumhe pta hai wo meri behan hai acha ye btap tumhe kese wo behan hai maa hai ya bhai hai wo shastro ne btaya janm dene wali maa hoti hai etc. dhanyawaad
@@ShrivasBhagwandas Jeevan yapan k liye grihastha ashram me purush kaam krk dhan kamaega, or stri gharka kaam karegi.. aap shayad bhul rahe hai pehle ke teeno yugo me striya bhi bahar ka kaam karti thi, dhoban, machuarin, or kai udharan hai, stree vidhya bhi grahan karti thi, janeu bhi pehenti thi, manusmriti k alawa koi or shastra me kahi bhi stri ko purush se kam nahi bataya gya hai..
Agar stri shastra nahi pad sakti to shastra bhi nahi utha sakti, or agar Rani laxmi bai shastra nahi uthati to aaj jhansi ka itihas kuch or hota...
Apni choti soch apne tak hi simit rakhe aap..
Or aap thode murkhe bhi lagte hai mutra tyag maa, bhen, baap, beti ya koi anjaan vyakti, kisi ke samne nahi karna chahiye ye common sense hai, or kon behen hai, kon beti hai, kon maa hai kon dai hai, jo janwar jhund me rehte hai unhe bhi pta hota hai itna to, iss common sense wali baat k liye shastro ki awashakta nahi hai...
Nastik log bhi discipline me rehte hai, dusre dharmo k log bhi discipline me rehte hai, samay pe sote, khate, nahate or karya karte hai, usme shastro ka koi yogdan nahi hai, ye prakartik har jeev me gyan hota hai...
Or janwar bhi kabhi bhi kuch bhi nahi karte, app or hum se zyada niyam se rehte hai janwar... Isme sanatan dharma ka koi khas role nahi mana ja skta... Fir to sanatan me or dusre dharmo me bas yahi farak hua ki sanatam dharma me kisi bhi dev ko pujo koi mana nahi karega dusre dharmo me mana kiya jaega...
Aapke adhe comment tak to aap sajjan lag rahe the, lekin baki ke adhe comment me apne apni murkhta ka praman de diya hai...
Me prarthna karti hu, bhagwan aapko sadbhuddhi de...
Jai Siya Ram🙏
@@RareSweety aap jhut n bolo stri ko janue dharan krne ka nahi hai parampara prapt guru se pucho arya samaji lgto ho tumhara nark ta hai
@@ShrivasBhagwandas Brahmavadini ke bare me suna hai? Bina janeu ke itna gyan lena possible nahi hai..
1) Goddess Saraswathi Devi, Brihadeshwara Temple Tamil Nadu
2) & 3)- Goddess Parvati Devi (British Museum)
4) Ambika Devi / Durga Devi, Jagat Temple, Rajasthan
5) Mahisasur mardini Durga idol, Andra Pradesh
Agar vedic kaal me deviyo ki murtiyo me janeu tha to matlb stree bhi pehenti thi... Or manusmriti ke baad hi striyo ka janeu pehenne pe rok lgaya gya, usse pehle jitne bhi granth the kisime bhi stree ko janeu pehenne se mana nahi kiya gya hai ..
Dharmashastra me bhi saaf bola gya hai do tarah ki striyo ke bare me ek wo jo bina shastro ka gyan liye sidhe grihastha le leti hai or dusri wo jo Brahmavadini hoti hai jo shastro ka gyan leti hai unke liye janeu pehenna jaruri hota hai or brahmacharya ka palan karna bhi...
Aapko abhi bhi jhut lag rha hai to google kar lijiye ya visit karke aa jaiye ye sare mandir...
@@RareSweety maa bhagwati ko manushshya se compare kr rhi ho wahh re wa 😆😆😆
Maharaj ji species alag alag hai aur genus same hai aeisa to malecha log bhi mante hain humare ander Varna Sankarta badhane hetu duston ne aeisa kiya hai kripya is par kuch boliiye mere purohit apne shalgram ji ko isi ke doodh se snan karwate hai kya yeh apradh hai??
प्रणाम
ब्रह्मसूत्र पर अलग अलग महापुरुषों ने भाष्य किए गए हैं, उनमें से किसका भाष्य आप प्रमाणिक, सिधांतिक, वेद का वास्तविक तात्पर्य प्रकट करने में समर्थ मानते हैं?
प्रणाम गुरूजी 🙏🏻
संध्यावंदन से पहले हम भस्म धारण करते है, उसमें ‘गुह्य’ स्थान में भस्म लगाने का विधान है। हमारे गुरुजी ने हमे उस मंत्र के लिए ‘नाभी’ में लगाना सिखाया है। क्या ऐसाही करना सही है? सही स्थान कोनसा है?
महाराज जी एक पण्डित जी ने दरवाजे पर शुभ लाभ की जगह पहले लाभ फिर शुभ लिखाया आप की राय से कैसे हैं ठीक या ग़लत
,, मैं आपके साथ साथ चलना चाहता हूं
maharaj ji isi janma me matha thanak gaya mera ab dusara janma nahi chahiye aur isi janma me jeevan mukti chahiye ye dhan se milne se raha ab kya karein??
maharaj ji mai itani bada ho gaya mujhe arti uatarna nahi aata kripya batayea kis akar me arti utarna chahiye bhagwan ki arti puja aur anya logon ki arti me antar kya hai sankh jal ghomana vastra ghoomana karpoor se arti panchdeep se arti pusha se chawae se kaise kaise ki jati hai bhagwan ki preeti ke liye arti ?? Narayan
Jersey hai ka doodh peene par parayaschitta kya hai??
आर एस एस, बीजेपी, कांग्रेस या अन्य किसी विदेशी एजेंसियों का पैसा खाया होगा ।सारे अर्थवादी प्रक्षिप्तवादी। छिति सोमानी, राजेश बेंजवाल, वैजन्ती, मार्तण्ड आदि निग्रहाचार्य के विरोधी पैसे पर विका हुआ है।
राष्ट्रीय गीत वन्दे मातरम् के रचनाकार स्वर्गीय बंकिमचंद्र चट्टोपाध्याय (बंकिमचंद्र चटर्जी) वो भी किसी से पैसा खायें थें? और किस से खायें थें?
@@sanjeevkrjha72 यह चटर्जी और चट्टोपाध्याय एक ही है क्या?
वैसे इनकी चर्चा तो हमने की ही नहीं है। फिर इससे तुम्हारा आशय क्या है?
Guruji, mera eek prasna ka kripa karke uttar dijiye🙏. Pranam. Kaya janmastami mee laxmi narayan ki chabi ko radha madhav maaan kaar samanyya dhup dip chandan puspa mithai faal jaal se bina mantra ke kuch vajan suna kaar puja kaar sakta hu?
हां। यदि उनमें वह भाव रखेंगे तो उसी अनुरूप स्वीकार करेंगे क्योंकि उनमें वैष्णवत्व ही प्रतिष्ठित है
@@SwamiNigrahacharyaaapko sadar pranam😊
Har Har Mahadev 🔱
7:26 यह बात तो आप पर भी लागू होती है ।
वेदोमे स्पष्ट रुप से पश्वालंब के बारे में बताया गया है,उसका विकल्प भी नहीं है ,परंतु सांप्रत कालमे कुछ लोग पिष्ठ या आज्य पशू प्रयोग करते हैं , लेकिन वेदाज्ञा तो पशू की ही है
Guru ji kya mai aapkaa chela ban sakta hoo
संभवतः अद्वैत विजय वैजयंती आशुतोष भट्ट या कोई क्षत्रिय चला रहे हैं जो पुरी शंकराचार्य जी के ही शिष्य हैं।
Are maharaj janmashtmi ki tithi ko lekar kafi duvidha hai kuch batao
Bhatiy jamanas me sita nirwan ko mishal ke rup me jante hai
शास्त्र पुरान वेदादि के आप स्वरूप ही हो महाराज । लेकिन ये सब क्या काम करेगा अगर ब्राह्मणी अति नीच जाति से शादी कर रही है तो ! इसे तो सुधारो । शास्त्र विरुद्ध कानून के विरुद्ध आवाज दो तो शास्त्र पुराण बचे । असली निग्रह यहाँ होना चाहिए ।
Shi baat striya Prem aur azaadi ka maam par adharam kar rhi hai
प्रेत lagne ke bad usse chutkara kese paaye ? need help
Pitamah ne jo tyag kiya wo aaj ka koi sant tyag nhi karte
वेद अदिखार पे कब वीडियो आयेगा?
ये सब विषय समाप्त हो, उसके बाद
@@SwamiNigrahacharya guruji Twitter aur UA-cam pe bahut stree aur peticoat aadmi log iska samarthan karte hai kehte hai ki Rishi panini ne kaha hai aur gargi aur dusre dusre vidushi streeyon ka naam lete hai. Isliye aap jaldi layiga aur ho sake to ek kitab likhiyega
श्रौत यज्ञ के विषय में निग्रहाचार्य जी के मत का खंडन पिष्ट पशु खंडन भाग 2
ua-cam.com/video/q-sY9n65Ynw/v-deo.htmlsi=BwPQSNhObMdTJ0q1
@@pranjalpathak115 भाग दो नहीं, तीन तक आ गया है और फिर अब हम कल से पांच वीडियो की शृंखला लायेंगे
@@SwamiNigrahacharya प्रणाम आचार्य जी 🙏
Kya karpatri ji ne kahi apne kisi book mai gaye ke vadh ka yagya mai nishedh kiya hai acharya ji
हाँ। वेदार्थ पारिजात में
videh mukt aur jivan mukt me kya antar hai.?
hum sayam pidit hai varna sankarata ka virodh karne par gaon me kujat nikalne par jaan bhi khona padta hai shudha bhumiharon ki vedna sunne koi ayega nahi
karpatri maharaj jin bhumihar bramhin ke vishay me bolna chahte the vo prasang aapko samanya lagta hai ??? nirasha hoti hai sun kar