Bhyaa aapne jo Tisri video banai thi Usme aapne ne bina driver sarkit ke led bulb chlaya tha to aapne kese kya chij lagai he vo to me samajh gya or mere paas sara saman he lekin ic nhi to kya ac ko dc me kanvart karne ke liye dusra jugaad he kya
RAJ BHAI मर पास 7w led panel h pr ऊसकी smd led 5 volt adapter स जलती नही or 3.7volt ki battery s bhi 1light bhi nhi or vo बिलकुल ठीक है ओर +_ का ध्यान रखते हुए वायर लगाता हूँ पर नही जलती or 3 volt + 3volt सीरिज़ करने पर जलती है ऐसा कयू or y 9watt k panel ki led h jo 3 .7 battery s जल गयी ऐसा कयू राज भैया 💡🔌🔋🤔
Hello raj Bhai mere pass jo lithium battery hei me usse eak high ampier wala battery banane chahata hu jese ki 5ampier ki battery pack likin problem ye hei ki me uss battery ko 12volt 2am charger se charg kar sakta hu
नया मैटर नहीं है जुना बुधवार वीरवार शुक्रवार समय दिए राहु चुनाव रहै पहले शिकायत वह पराई लगती है हिजाब करोड़पति नजर नहि तुम्हारे धन तिगुना डब्लयू कैस है आप कुल सहि बहीखाता मालूम हो गया
Experiment Karke dikha rahe hain acchi baat hai lekin Is Tarah Se Koi Bhi Insan use Nahin Karega battery Lekar aaega abhi ko nikaalega LED bulb se FIR isko lagaega uski Roshani Aankh per Lagegi yah use Nahin Hota useful video Nahin Hai han Jankari Mila bahut acchi baat hai lekin yah use ful video Nahin Hai kam ke liye Nahin Hai Kuchh Bhi Hai
Bhai vo to logo ki apni apni soch hai apke hisab se video kisi kam ki nahi or kai logo ke hisab se video bohot Kam ki hai mai sab ki jarurat ke hisab se video nahi bana sakta
AC Dc me supply Dene per Bulb Glow nahi hota hai aur DC me Bhi nahi Glow hota hai but Supply de kar mpcb ko short karne per Sabhi LED Glow hota hai AC ka hoYa fir DC ko please mujhe Gaide kare ki kya Karu
BMS lagane ka main Karan hoti hai battery Ko protection ke liye battery Ko over charge mat karo aur battery ke dono terminal ko touch mat hone do bus BMS lagane ki jarurat hi nahi hogi
Thank you sir
Gjb bro
Bhai is led Pannal ko direct 3.7 volt se jalayege to ye khrab to nhi hoga kya kyuki ek led 3 volt ki hoti h isme.konsa resistance lagaye bhai
Nahi bhai itni jaldi kharab nahi hoga
Sir mera pas phone battery thi jo fug gayi
Toh mai use use nahi kiye par abhi 4mahine bad dekh raha hu toh we pass sahi ho gaya toh use kar sakta hu
Karlo bhai par thoda dhyan se
Diyod ki jagah 10 volt ka capistar lga sakte he bhyaa please reply
Nahi bhai capacitor ka alag kam hota hai or diode ka alag kam hota hai
आपने आईडिया तो अच्छा बताया है लेकिन मेहनत ज्यादा ज्यादा है इससे अच्छा ₹15 देकर नया खरीद सकते हैं
Bhai jab ham khud koi chi banakar use karte hai to uska maza hi alag hota hai
@@TechnicalJugaadHindi साहब यह बात आपने सही बोली मजा आ गया
@@TechnicalJugaadHindi
Nice ❤
Ok Bhai video pasad Aaya
👌👌👍👍💡💡
❤️🌹♥️👍
ISKO BADE SPEAKERS PE CHALANA HAI YO AMPLIFIER LAGEGA TO WO BHI BATA DIJIYE AUR ISME AUX HAI YA NAHI YE BHI BATAIYE PLZ
Bhyaa aapne jo
Tisri video banai thi
Usme aapne ne bina driver sarkit ke led bulb chlaya tha to aapne kese kya chij lagai he vo to me samajh gya or mere paas sara saman he lekin ic nhi to kya ac ko dc me kanvart karne ke liye dusra jugaad he kya
Bhai in4007 number ke 4 diode ka use karo
A smd DC voltage pe chalnewali hai ya AC?
Ha
@@TechnicalJugaadHindi AC ya DC?
RAJ BHAI मर पास 7w led panel h pr ऊसकी smd led 5 volt adapter स जलती नही or 3.7volt ki battery s bhi 1light bhi nhi or vo बिलकुल ठीक है ओर +_ का ध्यान रखते हुए वायर लगाता हूँ पर नही जलती or 3 volt + 3volt सीरिज़ करने पर जलती है ऐसा कयू or y 9watt k panel ki led h jo 3 .7 battery s जल गयी ऐसा कयू राज भैया 💡🔌🔋🤔
Bhai isme ek smd 9 v ki lagi hai bhai
Bhai ji 12volt solar plat say auto betri charj or auto Lights on of video banao jo subo charj ho aor sham ko chaly pllz
Ok bhai
Sir aapki dukan ka Kya name hi
Man leejiye praiya me pahunch gaya to aage Kahna jae
THANK YOU. ❤SIR
Nice 👍🏻👍🏻 🇮🇳 Kuki 12|09|2022
Thank you Bhai ❤️🥀🌻👍
Bhaiyon video Banaya hi sahi hai
Thank you Bhai ♥️🌷🌺👍
Bom dia parabens muito bom excelente
2
Nice Video Useful Information
So nice of you
Ye battary kitni volt ka hai
100
Mera matlab hai ki video mein aap kitne volt ki lithium ion battery ka use kar rahe hain
Hello raj Bhai mere pass jo lithium battery hei me usse eak high ampier wala battery banane chahata hu jese ki 5ampier ki battery pack likin problem ye hei ki me uss battery ko 12volt 2am charger se charg kar sakta hu
Ha bhai kar sakte ho bas bhai bms jarur use karna
LED markari ke Pati Ka Kya Karen
Sorry bhai mai kuchh samjha nahi aapka matlab
Kharab markari mere pas pari huyi he so kese riper kare
Pannel sahi hai lekin ek saath nhi jalte.....
Hello bhaiya is battery ka price kya hai Neeli wali ka aur is battery kya name kya hai
Lithium ion battery 18650
Charger ki dono wire pakad li current nahi lagta kya
Arre noob wo 5v ka hota hai tumko nahi lagega ghar par try karo
How many bulbs can we connect from a single battery?? 🤨🤨🤨🤨
Plz take this question 🤗
Watching from nepal🤔🤔
50
Bhai ek 12 volt 5 amp ka SMPS ban sakta hai vo bhi bina transformer ke
Nahi bhai uske liye sara saman yaha ki market me nahi mil payega
Mujhe idea do me bna lung
Thanks sir for help
Sir kya aap hame 12 module bord ka wiring karna sikha shakte ho?
Konsa module bhai aap bms ki to baat nahi kar rahe ho
@@TechnicalJugaadHindi nahi bhai jo Bord hamare garo me lagata hai jese ki extension Bord.
Neeli wali battery ke price kya hai iska kya name hai
Bhaiya ye battery bazza me se nikalta hai or solar light mese
120
Bhai yah sal se chalu ho jaati hai
नया मैटर नहीं है जुना बुधवार वीरवार शुक्रवार समय दिए राहु चुनाव रहै पहले शिकायत वह पराई लगती है हिजाब करोड़पति नजर नहि तुम्हारे धन तिगुना डब्लयू कैस है आप कुल सहि बहीखाता मालूम हो गया
Bhai yeh LED sal se chalu ho jayegi
That was good❤️Yway❤️❤️❤️❤️❤️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️💪💪💪💪💪💪💪💪💪 home from yesterday forgetiop about home now I'myio just wanted me too have fun at working out,
Thank you Bhai ♥️🌹❤️💐👍
Hello bhai battery reply kya hai
Ya me our thoda battery joad ke 6 ya 7 am ki battery pack banake ups computer ki ups masin se charg kar sakta hu
Wah bhai kya kamal kiya 😃😃
Thank you Bhai 👍
super idea sir ✌️✌️✌️✌️✌️
Thank you Bhai 🌹❤️🌻💐👍
Ek box(bulb) banao jisme chatting pin ho or swich or ye battry and dob light
Ok bhai 👍
Battery backup kitna rahega sir ?
2 ghante
Bhai isme toh soldering nahi ho rahi hai
Bhai maine kai video me soldering karne ka tarika bataya hai
Soldering nhi ho rha h is LED k bgl me
Bhai mai abhi kuchh din pahle hi ek video bana kar apne UA-cam channel par dali hai aap mere UA-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
@@TechnicalJugaadHindi usme to aap chhupke soldering kiye ho
Nice 👍
Thank you Bhai ♥️🌹❤️💐👍
Hello
So nice thanks sir
Ye light gayda power consume to nehi karega
SAR ye trik Mai ne ki hai
Achhi baat hai bhai
Sab kuch samaj aa gya gya par solder nhi ho rha.
Bhai koshis karo ho jayega
@@TechnicalJugaadHindi okay 👍🏻
Bhai tum ne scolding kase kare help me😓😓😓
Ye to maine kai video me full detail se bataya hai bhai
Halo sar kaysa hoon aap
Thik hu bhai aap jaise ho
Hey
Very nice video
Thank you Bhai 🥀🌹💐🌻👍
Experiment Karke dikha rahe hain acchi baat hai lekin Is Tarah Se Koi Bhi Insan use Nahin Karega battery Lekar aaega abhi ko nikaalega LED bulb se FIR isko lagaega uski Roshani Aankh per Lagegi yah use Nahin Hota useful video Nahin Hai han Jankari Mila bahut acchi baat hai lekin yah use ful video Nahin Hai kam ke liye Nahin Hai Kuchh Bhi Hai
Bhai vo to logo ki apni apni soch hai apke hisab se video kisi kam ki nahi or kai logo ke hisab se video bohot Kam ki hai mai sab ki jarurat ke hisab se video nahi bana sakta
Motorcycle ka battery se jalega
Ha bhai
Nice 👍 video
Thank you Bhai 🌻💐🌹🥀👍
❤❤❤
Ese ghumate hi rahoge?
Nahi bhai aap Puri video dekho
Me jaha rehetahu uss market bms nehi milta
amzn.to/3ArviXH 👈
Bms nehi laganese kaya hoga
Nice bro,,
Mere pass itna sufisent money nehi hai iss liye me buy nehi kar sakta
Ok bhai 👍
Nice done. Thanks.....
Thank you Bhai ♥️🌹❤️💐👍
Nice
Thank you Bhai
Agar aisa nahin Tiger ji
Sorry Bhai mai kuchh samjha nahi
Keya smd smd Karaha hai smd components nahe hai smd types hai koy components nahe
Bhai samjhne wale samjh gai or aap bekar me hi apna dimak kharab kar rahe ho
@@TechnicalJugaadHindi jo ap bolraha ho wo technical words nahe hai
Cute
Very nice bhai
Thank you Bhai 🌻🌹❤️👍
Koi bhi battery se nahin
Sorry Bhai mai kuchh samjha nahi apka matlab
Super
Thank you Bhai 💐♥️❤️👍
AC Dc me supply Dene per Bulb Glow nahi hota hai aur DC me Bhi nahi Glow hota hai but Supply de kar mpcb ko short karne per Sabhi LED Glow hota hai AC ka hoYa fir DC ko please mujhe Gaide kare ki kya Karu
Over acting .
Bhai aapko jaisa thik Lage
😆😆😆😆😆
Kya hua bhai
Now 05/11/1992
रमतथत
Sir aapki dukan ka Kya name hi
Man leejiye praiya me pahunch gaya to aage Kahna jae
Bms na lagaye to kaya hoga
BMS lagane ka main Karan hoti hai battery Ko protection ke liye battery Ko over charge mat karo aur battery ke dono terminal ko touch mat hone do bus BMS lagane ki jarurat hi nahi hogi
Good
Thanks