Kya Bidat Ke Types Hote Hai Aur Bidat Hasana Kya Hai By Adv. Faiz Syed

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 16 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 247

  • @IRCTV
    @IRCTV  3 роки тому +2

    Video Se Related Koi *Sawal Ya Masla* Ho To Call Karen *+91-80-5545-5545*
    Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat, Sadqaat Aur Donation Ke Zariye *UPI ID : IRCEWT@SBI*

    • @sayedakubara4924
      @sayedakubara4924 3 роки тому +1

      Hamare yahan bahuth zyada bidaten karthe hain hadees number boliye sir

    • @shifanavmali3553
      @shifanavmali3553 2 роки тому +1

      Assalamu walaikum wrwb.... Pls Inform me .. Yahan na bahut bahut Biddath karte hain Aur shirk bi .. Main hamare hi Ghar me zyada karte hain hamari maa behen bhai sab unko kaise samjay kyunki... O keheten hain ke muje... Tuje hi kuch pata nahi aisa kehethe hain pls pls .. Muje batayiye kaise samjaun mai un sab ko aur iske related hadees bi boliyega.. Pls.... 🙏..

    • @Mohd__Faiz__Sabri
      @Mohd__Faiz__Sabri Рік тому

      بدعت کی تعریف بتائیں جناب

    • @Mohd__Faiz__Sabri
      @Mohd__Faiz__Sabri Рік тому

      ہمنے بھی پڑھا ہے پر سمجھ نہیں آتا کہ کیا صحیح ہے اور کیا غلط

    • @Mohd__Faiz__Sabri
      @Mohd__Faiz__Sabri Рік тому

      @@shifanavmali3553 sahi to kah rhe h apke ghar wale

  • @shahid8673
    @shahid8673 3 роки тому +11

    mashaAlla... very nice.
    love u Faiz bhai... mere Zindagi me bahut badlaaw aaya he aapki lectures se...

    • @sunnycloud2
      @sunnycloud2 2 роки тому

      Don't follow any scholar blindly only follow Quran and hadeeses

  • @mdniyaj6237
    @mdniyaj6237 6 років тому +18

    beshak Allah pak hmko logo ko biddat se bachaye aur sunnat K mutabik aml krne ki taufiq ata farmaye aamin. summa aamin

  • @rizs2136
    @rizs2136 8 років тому +13

    Well said brother Allah bless us all Ameen

  • @tanweerahmedkhan4359
    @tanweerahmedkhan4359 2 роки тому +1

    JAZAK ALLAH KHAIRN FAIZ BHAI , ALLAH HAR MUSALMANO KO SAHI ISLAM PAR CHALNEY KI TAWFOLIQ AATA FARMAYE.

  • @mohammadqasim591
    @mohammadqasim591 4 роки тому +6

    Beshaq Allah hum logon ko bidat shirk kufr se bachaye Ameen

  • @shaikh7335
    @shaikh7335 2 роки тому +4

    Allah" hm Sabko Biddat se bachaye

  • @wajidhussain1290
    @wajidhussain1290 5 років тому +5

    Bhut zabardast sb biddati jal uthy hain is k bd...sirf usi ko aag lagi jo biddat krta ha Q k is main kisy firqy ki ya amal ki bt nhe hoi...

    • @mzamrohvi507
      @mzamrohvi507 4 роки тому

      Nahi Bhai apni apni Soch ki baat hai Hafiz log apni taqreero me dusro ke Amal or firqo ke naam leke Bolte Hain wo bid'at karte Hain log aajkal sabko sunte isliye maloom h Sab ko kaun kisko keh Sakta hai. Isliye log define karte Hain question kiye Hain Jo Amal aap Nahi karte ya Jo Amal aap karte Hain aapki Nazar me Sahi h meri nazar me ghalat h agar m kahu to aap bataoge aapki niyat ghalat karne ki h ya Sahi karne ki...isme aag Lagne wali baat Nahi Hoti..bas Kisi ke bare me hum tab kahein jab humko uski niyat pata hi Amal ki...sabse behtar Allah niyato ko janta hai.

    • @mzamrohvi507
      @mzamrohvi507 4 роки тому

      Bataiye azaan e fajr me Assalamo khairum minannaum...Kaha se Aaya maloom kijiyega....phir bataiyega wo bidaat hai ya Nahi.

  • @SafeerAhmed-o3m
    @SafeerAhmed-o3m 25 днів тому

    جی یہی حضرت عمر فاروق کی حدیث بخاری شریف جلد اول صفحہ نمبر 268 پر ہے اور اسی کے حاشیہ میں بدعت کی پانچ قسمیں لکھیں ہیں

  • @shaukatali8136
    @shaukatali8136 6 місяців тому +3

    حضرت عمر رضی اللہ تعالٰی عنہ نے جب تراویح کی نماز با جماعت شروع کروائی اور جب صحابہ رضی اللہ تعالٰی عنہ کو جماعت کے ساتھ پڑھتے دیکھا تو کہا کہ ہم نے یہ اچھی بدعت شروع کی

    • @inexplicable_sicario
      @inexplicable_sicario 2 місяці тому +1

      Rasool Allah(ﷺ) ne hukm diya Khulfa e Rashideen ko follow krne ka. Ye bidat nhi

    • @shaukatali8136
      @shaukatali8136 2 місяці тому

      @@inexplicable_sicario فالو کا مطلب جو انہوں نے کہا جو انہوں نے کیا اب حضرت عمر رضی اللہ تعالٰی عنہ نے بدعت کہا اور کبھی بھی جماعت کے ساتھ تراویح خود ادا نہیں کی اگر ہمارے لیئے یا جو گروپ کی صورت میں پڑھ رہے تھے انکے لیئے ہے انہوں نے اچھی بدعت بدعت صحیحہ کہا تو یہی بتانا سمجھانا چاہیئے پھر تو حضور اکرم صلی اللہ علیہ والہ وسلم کی اطاعت ورنہ؟

    • @inexplicable_sicario
      @inexplicable_sicario 2 місяці тому

      @@shaukatali8136 Bhai jaan Khulfa ki itaut ka hukm diya gya isi liye Taraweeh prhte hain. Inke ilawa agr koi baad mei deen mei koi cheez add kre to wo bidat hai. Or Achi Bidat Buri Bidat kuch nahi hoti. Sahih Muslim 2005 prhiye... "وَكُلُّ بِدْعَةٍ ضَلَالَةٌ".
      Itne sare references hain lekin ab mei sub nhi bhej skta... Ap Engineer ki video dekhein is pr. Mujhe pta hai Engineer controversial figure hai or usne heavy blunders mare hain lekin Is mamle mei wo sahi hai.
      Engineer ke diye gaye tmam References pr focus krna.
      Bhai jaan ye smjhna zyada mushkil nai.
      Sawal suniye :
      Adhan ki to itni fazeelat hai to Eid ki Adhan kioon nai hoti? Namaz e Janaza ki Adhan kioon nai hoti? Btayein!
      Ye bhi to Achhi Bidat hi hogi.
      Lekin nai! Iska jawab hai "Kioonke sabit nhi Rasool Allah(ﷺ) ya Sahaba se".
      Ab shayed "Ache Tareeqe" ko "Bidat e Hasana" bol rhe hain. To jan lijiye bhai jaan ke wo Bidat hai hi nai.
      Bidat or Tareeqe mei farq hai.
      Sahih Muslim 2351 jo ye brelvi daleel dete hain bidat e hasana ki... Arabic prhiye. "Bidat" ka word tk ismei mojud nahi. Ismei to "Sunnat" ka lafz mojud hai jo lafzi mani mei istmal huwa Yani "Tareeqa".
      Or ap agr poori hadees prhein... Context ke sath. To Rasool Allah(ﷺ) ne ye jis sahabi ke amal pr kaha, Wo bidat thi? Wo to bus ek acha tareeqa tha jo us ansari ne start kiya.

    • @A.R.S-cl3ughtur
      @A.R.S-cl3ughtur Місяць тому +1

      ​@@inexplicable_sicarioYOU ARE ABSOLUTELY RIGHT MY BROTHER 👍👍

  • @SafeerAhmed-o3m
    @SafeerAhmed-o3m 25 днів тому

    اور سکالر صاحب سے گزارش ہے کہ امام غزالی صاحب نے احیاء العلوم جلد نمبر 2 میں جو بدعت کے بارے میں لکھا ہے اس کا بھی مطالعہ کر لیں پھر بدعت کے بارے میں لوگوں کو بتانا

  • @muhammadirfanjutt4617
    @muhammadirfanjutt4617 8 років тому +14

    Allah Ap ko Jannat Naseeb Farmye

    • @thetruthwithproof8802
      @thetruthwithproof8802 5 років тому

      ⚠️ The truth is, the ONLY sect that will enter paradise is the one that follows QURAN & HADITH. Every firqa claims to be following the QURAN & HADITH : Yet the sect they are following will be teaching against the QURAN & HADITH on many matters. The main problem is people connect to a firqa & then end up going along with whatever they have been taught. No person should join a firqa, we should follow Allahs order QURAN & HADITH ONLY : IF a person IGNORES joining any sects & instead STRICTLY follows the QURAN & HADITH, after a while people will start naming him as a member of a firqa Which l am not going to mention now : However this PROVES which FIRQA is CORRECT. So the Way to be successful is follow QURAN & HADITH Only : ⚠️ No FIRQA.

  • @K47or56
    @K47or56 Рік тому +4

    आज बिदअत ईजाद करने का काम बरेलवा सीना ठोककर कर रहा है और ऐसा लगता है की बरेलवी फिरका बिदअत ईजाद करने की फैक्ट्री बना गयी है।
    🤣😂😂😂😂😂😂😂😂😂

    • @ayaankhan2068
      @ayaankhan2068 3 місяці тому

      @@K47or56 tune jo dp lgyi h wo to haram h tu to Barelvi se age nikal gya

  • @muhammadhassnainm1283
    @muhammadhassnainm1283 Рік тому

    Ja Zak ALLAH Hu khair ❤️

  • @milanraza6226
    @milanraza6226 Рік тому

    Subhan allah bahut bhetar

  • @ilyasqadri9693
    @ilyasqadri9693 6 років тому +5

    imam munzari ki kitab "at targheeb wal tahreeb"jild1 jiski tahqeeq ahle Hadees Shaikh albani ne ki hai aur Nam diya hai" sahi at targheeb wal tahreeb" (Urdu tarjuma), is book mein bidat ki qisme bayan ki, page 41,

  • @mohdaabid3793
    @mohdaabid3793 2 роки тому

    Be shak

  • @amvqueenishere8487
    @amvqueenishere8487 4 роки тому

    Shukrya

  • @SafeerAhmed-o3m
    @SafeerAhmed-o3m 25 днів тому

    مفتی طارق مسعود صاحب اور ڈاکٹر اسرار صاحب کو بھی میں نے گوگل سے سرچ کر کے سب کلپ سنیں ہیں وہ بھی دو نمبری کرتے ہیں

  • @SafeerAhmed-o3m
    @SafeerAhmed-o3m 25 днів тому

    بخاری شریف جلد اول صفحہ نمبر 268 اور جو حضرت عائشہ صدیقہ والی حدیث آپ نے پڑی یہ مشکوت شریف صفحہ نمبر 27 پر ہے اور نسائی شریف جلد اول صفحہ نمبر 234 پر کل بدعت ضلالت والی حدیث کے حاشیہ میں تینوں جگہ بدعت کی پانچ قسمیں لکھیں ہیں وہ بھی پڑھ لیں اور خدا کے لیے لوگوں کو غلط مسلے نہ بتائیں

  • @mohammadarsalan5234
    @mohammadarsalan5234 3 роки тому +2

    0.20 sec and 0.40 sec book refrences bata da plzzzzzz kon se book hadees number??????

  • @mirtaheralikhan83010
    @mirtaheralikhan83010 Рік тому

    Allah hu akber

  • @ilmibayan
    @ilmibayan 10 років тому +4

    Realy good

  • @raabkhan3608
    @raabkhan3608 4 роки тому

    Masha ALLAH ❤

  • @sumaiyaahmed5621
    @sumaiyaahmed5621 4 роки тому +1

    Ma sha Allah 👌

  • @muhammadhassnainm1283
    @muhammadhassnainm1283 Рік тому

    Beshak ❤️

  • @FfyugGfyj-wm9zh
    @FfyugGfyj-wm9zh 10 місяців тому

    AAP nae jaisa kaha ki har bidat gumrahi hai Mera ek sawal tha ki jb Qur'an ki aayatai. Nazil hoti thi toh wo bagair aairaf ka nazil hua phr hazrat hijaz bin Yousuf na iss main airaf lagaya kya yeh bidat nhi hai phr

  • @ilmibayan
    @ilmibayan 10 років тому +3

    Really nice

  • @jubairansari7662
    @jubairansari7662 3 роки тому

    Sallallahu alaihi wasallam

  • @MohdImran-hi3gu
    @MohdImran-hi3gu 4 роки тому +1

    Apka bahut bahut bahut shukriya k apne mera bahut bada doubt clear kr dia
    Sirf ek doubt aur hai k
    Talak ul sunnah aur talak ul bidaah me farq kya hai

  • @crazygirl5470
    @crazygirl5470 6 років тому

    Masha Allah
    May Allah bless you

  • @zishanzishan3045
    @zishanzishan3045 5 років тому +1

    فاروق اعظم نے بدعت حسنہ کی اصطلاح دی ہے

    • @muhammadyousaf8835
      @muhammadyousaf8835 5 років тому

      Wo sohaba thay or hadees ha agr mary baad koi nabi hota to umray farooq hota

    • @hanfaparveen6754
      @hanfaparveen6754 9 місяців тому

      Bro unhone Linguistic term m kaha tha shariat tor pr nhi

  • @afshii3207
    @afshii3207 4 роки тому

    Well said

  • @quransunnath6326
    @quransunnath6326 3 роки тому +1

    Why bidath bayan is incomplete in most of the uploads ?

  • @Samir00t
    @Samir00t 2 роки тому

    Iska daleel koi book se dijiye ga faiz syed sir🙏

  • @mustafakamal4907
    @mustafakamal4907 5 років тому

    Masha Allah

  • @shaikhaliabbas5733
    @shaikhaliabbas5733 2 роки тому

    Phir hazrat umar ke baare me kya kahoge taraveeh ke mamle me

  • @faisalbhai6533
    @faisalbhai6533 4 роки тому +1

    Assalaamualaikum
    Faiz Bhai, kya Kitaabi form me aaj hum Qur'an padhte hai ye biddat nahi hai, kya mic, speaker, social media ka istemal biddat nahi hai.
    Plz samjhaye

    • @ahsanumar8975
      @ahsanumar8975 4 роки тому +4

      Mic speaker social media deen ni hy deen ko pehlany ka ik zariya hy is ko ap deen ma biddat kasay kahain gy

    • @sportskiduniya8835
      @sportskiduniya8835 3 роки тому +4

      Bhai Mic speaker yh sab duniya ki cheeezay haai ..... Deeen ki cheeezo main bidat ki bat ki Rasool pak صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم na

    • @Mohd__Faiz__Sabri
      @Mohd__Faiz__Sabri Рік тому

      @@ahsanumar8975 faisal bhai ne 2 sawal kiye the dosra wala bhi jawab de

  • @chandanaaz689
    @chandanaaz689 6 років тому

    Jazak ALLAH beshak

  • @adeelvirgoo88
    @adeelvirgoo88 6 років тому +1

    Wo hadeesh bhi prh ka bata jismn zikr hai achi biddat ka ..wo nhi prehga q k apna bheed khul jayega..sirf itna prehga jis se apna matlb pora ho jye

  • @shahidkhan-sn7np
    @shahidkhan-sn7np 2 роки тому

    Allah ke nabi pak s.a.w ne kabhi tarawih nahi padhi umar faruq r.a ne magar tarawih padhi to kya ye biddat nahi hai?

    • @faisalahmad0118
      @faisalahmad0118 2 роки тому

      Pehle ilm haasil kijiye phir aaetaraz kijiye ga
      Rasulullah Sallallahu allaihi wasallam ne 3 din taraweeh ki namaz jamat se padhi hai. Jaake apne moulviyo se poocho

    • @saiyyadazharali7432
      @saiyyadazharali7432 2 роки тому

      @@faisalahmad0118 proof vese bhai

  • @shaikhumar6258
    @shaikhumar6258 2 роки тому

    Massahallah

  • @nazminsultana6668
    @nazminsultana6668 2 роки тому

    Good night Allah Hafiz

  • @indiannews5792
    @indiannews5792 Рік тому

    2:30

  • @shamaansari3910
    @shamaansari3910 7 років тому

    Maa sha Allah bhut ache se samjhae faiz bhai ......sahi kaha app ne

  • @loneumer6991
    @loneumer6991 4 роки тому +1

    Alhamdulillah, hum bees rakat taraweeh padte hain, yeh hazrat umar ra Ka tariqa hai, yeh biddat nahi hai.

    • @arshiyankhan1443
      @arshiyankhan1443 3 роки тому

      Allah ne hazrat umar ke tareeqo pe chalne ke liye kaha hai ki rasool muhammad (saw) ke tareeqo pe?

    • @arshiyankhan1443
      @arshiyankhan1443 3 роки тому

      Aur please brother proof bhi dedo sahih hadees ya quran se ki kaha hazrat umar ne farmaaya hai

    • @arshiyankhan1443
      @arshiyankhan1443 3 роки тому

      @@mohammadalichishti9054 aap kuch ref de sakte ho so that i can read, if you dont mind

    • @mohammadalichishti9054
      @mohammadalichishti9054 3 роки тому

      @@arshiyankhan1443 Hmare Nabi ne Tarawi jamaat se padhna band krva di thi lekin Hazrat Umar ne Phirse Shuru krvaai to Bidat hi hui nhi to Huzoor kyu rukvaate kya huzoor ko Ilm nhi?

    • @arshiyankhan1443
      @arshiyankhan1443 3 роки тому

      @@mohammadalichishti9054 samjha nahi bhai

  • @fishing_in_blood
    @fishing_in_blood 2 роки тому

    to is hisaab se hazrat UMAR r.a ne jo isha baad tarawih ka tarika shuru kiya hai un logo ke haq mey jo raat ke aakhri hissey mey nhi uth sakhte... ye amal kaise sunnat hua fir ?...ye to sunnat thi jisey chahe adaa karta jisey chahe chor deta farz nhi thi jo raat mey na parey to isha baad par letey...jabke aap s.a.w.s ne qayamul lail raat mey aakhri hissey mey sirf 3 din kiya jamaat se...aur rok diye takey ummat pr farz na ho...lekin aaj ye sunnat ummat pr farz hi hui hai ... koi masjid nhi jaha pura mahina ramdhan ka tarawih nhi hoti ya ek din bhi skip hoti ho...jis darr ki wajah se mana kiya o allah ne farz nhi kiya lekin ummat ne farz kiya...just bcoz hazrat umar ne ek naya tarika nikala aur aaj wahi tarike ki bina par tarawih sunnat nhi.farz bani hui hai masjido mey...ye alag baat h jo chahta hai parta hai jo chahta hai chor deta jaise farz namaz chorte...is barey mey aap kya kahenge faiz bhai

    • @aamirsadi1429
      @aamirsadi1429 2 роки тому +1

      Biddat hai
      Jo bat Nabi pbuh ki bat se takra jay woh bat biddat hai
      Jab Nabi pbuh ne mana kar diya aur kaha ghar mein ja kar parho woh bhi qayam ul lail karo wahan taraweeh to hai hi nahi qayam ul lail Nabi pbuh ne hameshah kiya woh bhi tahaujjud k time aur us ko tahujjud hi kaho ya phir qayam kaho .
      Taraweeh aik biddat hai kahin se sabit nahi

    • @fishing_in_blood
      @fishing_in_blood 2 роки тому

      @@aamirsadi1429 nayi aisa nhi hai hai bhai ..sirf nabi ki baat se nhi hai...khulfaye rasheedeen ki sunnat bhi follow karne ka hukm diya hai nabi ne...
      abu dawood 4607
      bukhari 6800 (INT 1017)

    • @aamirsadi1429
      @aamirsadi1429 2 роки тому +1

      @@fishing_in_blood khulfa e rashdeen ki woh sunnat jo Nabi pbuh ko muhabbat karne ka tareka ho bas
      Yeh nahi k ibadat mein changing ki jay aur jo bat Nabi pbuh ki hukam ki khilaf jati ho woh sunnat nahi baghawat hoti hai
      Jab Nabi pbuh ne kah diya k jao ghar mein ja kar ibadat karo aur woh bhi namaz ki qayam ul lail ki matlab jis mein tahujud aur wittar etc thay woh Nabi ne sari zindagi ada ki woh naz Nabi pbuh par farz thi
      Deen mein koi new cheez banana biddat hai aur nafli ibadat to imam k sath hoti hi nahi har tarha se jaiz nahi ab socho

  • @raufrauf5573
    @raufrauf5573 4 роки тому +1

    Feiz bhaai mera swal he me music nhi sunta lekin mere rom meat sunte hen me mna bhi krta hun lekin wo baz nhi aate to kia me gunagar hun

    • @raufrauf5573
      @raufrauf5573 4 роки тому +1

      Feaz bhai me Mera swal he me music nhi sunta lekin mere rom meat sunte he me mna bhi krta hun lekin wo baz nhi aate to Kia me gunagar hun

    • @madihasiddiqua2086
      @madihasiddiqua2086 3 роки тому

      @@raufrauf5573 in sha Allah kisi or ke sunne se apko gunah nhi hoga kyu k Allah to apki niyat janta hai

  • @Mohd__Faiz__Sabri
    @Mohd__Faiz__Sabri Рік тому

    Ap kya kahenge is bare me jab hazrat umar Farooq rzi allahu tala anhu ne farmaya tha namaz e tarawih ke waqt alfaz ye the ye kya hi acchi bidat h

    • @khandk1689
      @khandk1689 Рік тому

      Wo taraweeh new nhi thi rasool sallallaho alehi wassallam s sabit thi usko umar Farooq ne dobara stabilished kiya

    • @Mohd__Faiz__Sabri
      @Mohd__Faiz__Sabri Рік тому

      @@khandk1689 to bhai konsi tarawih new h

    • @Mohd__Faiz__Sabri
      @Mohd__Faiz__Sabri Рік тому

      @@khandk1689 ap hazrat umar Farooq rzi allahu anhu ko kya kahenge q k huzoor ne 2 din padhai phir uske bad nhi aye us namaz ke jaisa k apne kahin comment Kiya hua h

  • @tariquehasan247
    @tariquehasan247 5 років тому +1

    Kon konsi ibadat bidat kehlaygi matlb ye ki jess shabe barat aur jo bhi mahine aate h alg se ibadat krna chaiy ya nhi aur log halwe kheer sharbat kuch na kuch plz btaiy ye sb baate bidat m hi aati haina

    • @rukhsarperweenperween4793
      @rukhsarperweenperween4793 4 роки тому +1

      Ha ye sabb biddat h or biddat ki koi kisme nhi h biddat to sirf biddat h shab e barat m halwae wagaira banana ye Islam m phle s nhi tha aage pe joda gya h Jo biddat h

  • @hoooranni971
    @hoooranni971 7 років тому +3

    subhaanalllah

  • @shayanmemon3994
    @shayanmemon3994 5 років тому +2

    Jisne koyi acha zariya qayim kiyah jissay Deen ka Kam ho Uska Ajar Diya jaeyhga wo Biddat nai
    (Mishkat Shareef)
    2nd sawal yeh Deobandio se:
    Nabi Kareem ne Hajj k ilawa koyi ijtimah kiyah.???
    Raiwind waloo..!!!jawab do

    • @arbazahmadkhan9268
      @arbazahmadkhan9268 5 років тому

      Tum Biddat wale lagte ho

    • @syed.hidayath
      @syed.hidayath 4 роки тому

      Jisse deen ka kaam ho, na ki deen mai nayi cheez ho duniyawi koi aisi cheez jisse deen ki madat ho na ki o amal jo rasululllah salallahu alaihiwasallam apne waqt mai kar sakte the lekin unhone nahi kiya, are bhai samjhiye jo amal mai nabi salallahu alaihiwasallam ki sunnat aur kulfa e rashideen ki sunnat nahi ho o kaise accha ho sakta hai deen mai

    • @ahsanmalik4300
      @ahsanmalik4300 4 роки тому

      @@arbazahmadkhan9268 bhai pahle sahi alfaaz nikalna seekh lo. Sahi word "biddat" nahi "bid-at" hai

    • @arbazahmadkhan9268
      @arbazahmadkhan9268 4 роки тому

      @@ahsanmalik4300 Lafzo pe mt jao Bhavnaao ko samjho. Mistake kisi se v ho sakti hai

  • @sheikhnasir3437
    @sheikhnasir3437 Місяць тому

    Reference

  • @harissharifi7743
    @harissharifi7743 9 місяців тому

    ❤️❤️

  • @tauhidfaizan70
    @tauhidfaizan70 Рік тому

    To mike ka use hamare nabi ne kab kiya aur sahabane quraan paak me jo erab lage huwe hain kya wo nabi ﷺ ke jamane me tha

  • @faizanyousuf6530
    @faizanyousuf6530 7 років тому +3

    mashallah faiz bhai
    from, pakistan

  • @adinafatima2429
    @adinafatima2429 3 роки тому

    In dono ke alawa aur bhi kisme hn kya??

    • @IRCTV
      @IRCTV  3 роки тому

      Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      adina fatima Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare
      +91-80-5545-5545 (09:00 am To 10:00 pm)

  • @TheGamer-hw5ow
    @TheGamer-hw5ow 6 років тому

    beshak

    • @muradghalib3946
      @muradghalib3946 4 роки тому

      tumlogon gumrah karte ho yah bhi to
      hadith hai ke deen ke liye jo achha kaam karega us ka swab usko bhi milega quraan ko ekatha karna yani 30 pare ko ek ja karna abu bakar sidique r.a shuru kiya mukamal usmaan ghani r.a kiya taravih umar farooque r.a shuru kiya pahle masjide aalishaan nahi huwa karti thi ab masha allah tu coat paint pahan kar bidat lecture de raha topi ke jagh amama ekhteyaar kar gaariyan chhor ghore oont ka istemaal kar

  • @Davud-c1o
    @Davud-c1o 4 місяці тому

    I want references

  • @vampirekhan808
    @vampirekhan808 4 роки тому +3

    Jo dislike kar rahe hai wo andh bhakt hai... Yes musalmano me b andh bhakt hote hai.. Or ye makhlooq barelvio shiao me zyada payi jati hai

    • @mzamrohvi507
      @mzamrohvi507 4 роки тому

      Phle shiatko padhlo Bhai aur shia Alim se Jano Andh bhakt banke Ghar me baith ke dusro par ungli na uthao. Shaoor Ka istemal kariye.

  • @shaiknahid624
    @shaiknahid624 4 роки тому

    Assalamualikum warahmatullahi wabarakatahu, Mera ek sawal hai, Allah ka naam ka basan ki fathiha kya hai, Please quran aur hadees ki roshni main reply kijiya, agar hosak to iska bara main ek video banaya, Jazakallah hu khair

    • @madihasiddiqua2086
      @madihasiddiqua2086 3 роки тому

      Ye sab Allah ke rasool saw or sahaba ke karne ka koi zikr nhi hai isliye ye Sab biddat hai

  • @milanraza6226
    @milanraza6226 Рік тому

    Isse sabit hota h /Tablighi jmat p /100/: sabit hota h

  • @wajidhussain1290
    @wajidhussain1290 5 років тому

    Muslim wali hadees ka number bta den plzz..

  • @LashariBaloch47
    @LashariBaloch47 6 місяців тому

    سب سے پہلے عمر و عثمان پر فتویٰ لگا

  • @SafeerAhmed-o3m
    @SafeerAhmed-o3m 25 днів тому

    میں آپ کو حدیثوں کے اصل پیج شئیر کردوں گا پہلے بھی کہیں لوگوں کو شئیر کیے ہیں

  • @mohdnaved9113
    @mohdnaved9113 2 роки тому +2

    Bhai ye mic ka istemal kyu kar rahe h aap. Ye bhi toh bidat h.

    • @arslvghb
      @arslvghb 6 місяців тому

      😂😂😂 it is not part of islam biddat mean addition of new thing in islam which hav eno evidence from quran and sunnah

  • @mdshariquelodhi1674
    @mdshariquelodhi1674 6 років тому

    *Bidat/Bidah(بدعتہ) ka maani wa mafhoom(Meaning of Bidat):*
    1.Bidat ka lughwi mafhoom( Meaning of Bidat as per dictionary/literal): Iska maani kisi saabka(past) maddah(مادہ), asal(origin), misaal, namuna ya wujood ke begair koi nayi cheez eejaad karna hai
    Imam ibn Faris(1004ah) apni maroof lugat ki kitab 'maujim makiyas al lugat' 1/209 mein farmaya: Kisi saabka misaal ke begair kisi chiz ka aagaaz karna ya banana bidat kehlata hai.
    Imam Asqalani(852ah) apni maroof kitab Fath ul Bari sharha Sahih Bukhari 4/253 mein farmaya: Bidat ki asal ye hai ke usse begair kisi saabka namuna ke eejaad(invent) kiya gaya ho.
    Quran mein bidat ke mushtaqaat(derivatives) bayan hai ke kainat(world) ko Allah ne jab paida kiya toh lughwi aytabaar se ye bhi bidat hai(ki jo pehle na thi):
    *بَدِيۡعُ* السَّمٰوٰتِ وَالۡاَرۡضِ​ؕ وَ اِذَا قَضٰٓى اَمۡرًا فَاِنَّمَا يَقُوۡلُ لَهٗ كُنۡ فَيَكُوۡنُ‏ : Wohi(Allah) asmaano aur zameeno ko adam(shuru) se wujood mein laane wala hai aur jab wo kisi chiz(ke eejaad) ka faisla farma leta hai toh phir usko sirf yehi farmata hai, tu hoja bas wo hojati hai (Quran2:117)
    قُلۡ مَا كُنۡتُ *بِدۡعًا* مِّنَ الرُّسُلِ وَمَاۤ اَدۡرِىۡ مَا يُفۡعَلُ بِىۡ وَلَا بِكُمۡؕ اِنۡ اَتَّبِعُ اِلَّا مَا يُوۡحٰٓى اِلَىَّ وَمَاۤ اَنَا اِلَّا نَذِيۡرٌ مُّبِيۡنٌ‏ (Quran 46:9)
    Aap farmade ke main(insaano ki taraf) koi pehla Rasool nahi aaya(ke mujhse qabal Risalat ki koi misaal hi nahi)
    Note: Quranic ayat in arabic which is darked & this must be understood that every new thing is called biddat which doesnot have any examples of its past)
    2. Bidat ka istalaahi mafhoom(Terminal meaning) :
    Imam Nawawi(667ah) apni kitab tehzib al asma wal lughat 3/22 mein farmate hai: Bidat se muraad aise naye kaam ka eejaad karna hai jo eyhad e Risalat mein Aapصل اللہ علیہ والہ وسلم mein na ho.
    Allama ibn Taymiya(728ah) ne apni kitab majmua al fatawa 3/195 mein farmaya: Bidat se muraad aisa kaam hai jo ahtakaad wa ibadaat mein Kitab(Quran) wa Sunnat(Hadees) aur akhyaar e ummat ke ijma( consensus of ummah) ki mukhalif(against) kare, jaise Khawarij, Rawafid, Qadariya aur jahmitah(ye sab firqe ke naam hai) ke aqaid.
    Imam Ibn Rajab Hanbali(795ah) apni kitab jame al uloom wal hukm 1/252 mein farmate hai: Bidat se muraad har wo naya kaam jiski shariat mein koi asal maujood na ho jo uspar dalalat(prove) kare lekin har wo mamla jiski asal shariat mein maujood ho wo shar' ann bidat nahi agarche lughwi aytabaar se bidat hoga.
    Imam Shafii (150-202ah) ka qawl Imam Bayhaqi, Imam Zahbi, Imam Nawawi aur Imam Jalaluddin Suyuti likhte hai ke Imam Shafi ne farmaya:
    " Muhaddiseen mein do kisam ke umoor shamil hai - pehli kisam mein toh wo naye umoor hai jo Quran wa Sunnat, asaar e sahaba ya ijma-e-ummat ke khilaaf ho, bas ye biddat-e-dalala(wo naya kaam jisse Deen mein tazaad,ikhtalaaf aur intashaar waqey ho jaise naya mazhab waujood mein aaya- Qadariya,Hubariya,Murjiya) hai, aur dusri kisam mein wo nayi umoor hai jin ko bhalayi ke liye anjaam diya jaye aur koi inme se kisi(yani Quran, Hadees, Ijma) ki mukhalafat na karta ho, bas ye naye umoor napasandida nahi hai, ishi liye Hazrat Umar Farooq رضی اللہ عنھ ne ramzan mein tarawih ke qayaam ke mauke par farmaya tha : ye kitni acchi biddat hai"
    References:
    1. Imam Bayhaqi fi al madkhal ala sunan al kubra 1/206
    2. Imam Zahbi fi Siyar alam al Nabula 8/408
    3. Imam Nawawi fi tahzib al asma wal lughat 3/21
    4. Imam Jalaluddin Suyuti, Al Haawi al Fatawa :202
    5. Imam Jalaluddin Suyuti, Hasan al maqsad fi Amal Al Mawlid: 52,53
    Adv faiz ko ilm hi nahi h kuch... Bewakuf insaan...

  • @mdshamshadshaikh1993
    @mdshamshadshaikh1993 4 роки тому

    Assalamo alaykum
    Faiz bhai

  • @parvezsarguroh1290
    @parvezsarguroh1290 5 років тому +2

    to is hisaab se deen ke chaar tukde karke kisi ek imaam ko follow karna bhi to ek naya kaam hua na.......

    • @shayanmemon3994
      @shayanmemon3994 5 років тому +1

      Janab aapki baat bilkul theek hay
      Yeh Kehtay hum Nabi k ilawa kisi ki takfeer nai kartay
      Phir bukhari parh imam Bukhari ki takfeer Kari?
      Or sunun dawood b pari mtlb Biddat ki?

    • @alveenasalafi1719
      @alveenasalafi1719 4 роки тому +1

      @@shayanmemon3994 ......
      biddat ka myna hai....deen smjhjkr deen me nya kaan ijaz krna jbki vo isse phle n Muhammad saw n or n khulfae rashedeen ne kia ho ""
      Hadees ki kitabo(muslim,bukhari,abu dawud etc.) ke zarie apko Muhammad saw ki sunnat k pta chla .......agr vo jama n krte to ap sunnat pr aml kese krte? ???
      or quran ko jama krna khulaf ki sunnat h or usi pr aml krte hue hadeeth ko jama kia gya taki hm tak sunnat phunche or hm uspr aml kre......
      hadees ki kisi kitab me kya kisi alim ne apna amal likha h ki aese kren to ye hoga ye maine ye aml kia ap bhi kren??? nahi blki unhone ba khauf Muhammad saw ki or sahaba ki sunnat ko jama kia jo koi naya kaam nhi h

  • @rahbarkhan4692
    @rahbarkhan4692 5 років тому

    To nabi s a w ne masjid par minar baneye the quran par zabar zer lagwaye the kya phir esme tabaadla kyu yaha par tumhara biddat wala fatwa kaha jata hai.

    • @IRCTV
      @IRCTV  5 років тому

      Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      md akrar khan Aap ke jawab keliye in videos ko dekhe
      ua-cam.com/video/NmnTYF3K93Y/v-deo.html
      ua-cam.com/video/sMoHPCv_7Y8/v-deo.html
      Agar Koi Sawal Ya Masla Hai To Hamare Niche Diye Gaye Land Line No. Par Contact Kare Tel Nos. +912402336984, +912402330655, +91240 2359040 Jo Log India Se Call Karna Chahte Hai Woh +91 Ke Badle 0 Lagaye. (Friday Closed)
      Was-Salam

  • @aquibkhan5588
    @aquibkhan5588 6 років тому

    Yahan jo bhi hadees batay faiz bhai ne kya koi ye hadees ka number or kitaab bata sakta hai plzzzz

  • @gaziekashmir9244
    @gaziekashmir9244 2 роки тому

    Hazrat aap bi mic py waaz padty hy yai bi to bidat hy kah iss par nazar nhi hy

    • @kaishbharti
      @kaishbharti Рік тому

      Fir to Ap bike bhi mat chalao vo bhi biddat h for example sahaba mecca Haj karne camel se jate the aur ham aeroplane se jate hai ab ap yaha bhi biddat kahoge kya 🥴🥴🥴 biddat ka mtlb Jo chiz hadees se sabit na ho suko biddat kehte hai, for example: fatiha,chalisma , tija, kunde, moharram ka jaloos, shabe barat pr bedi ke patto se nahana aur bhi bahut kuch hai ab mera muh mat khul wao

  • @asrabegum4818
    @asrabegum4818 6 років тому

    nice v,good

  • @muhammadwaleed3253
    @muhammadwaleed3253 2 роки тому

    Reference hadees ki ktab ka ........

  • @dadapeerrh6913
    @dadapeerrh6913 5 років тому +1

    Ahle hadees bolna . 💥Rasulallah (صلى الله عليه و سلم)⚘ sabith ni hai.

    • @syed.hidayath
      @syed.hidayath 4 роки тому

      Sahi bola hai aapne lekin isse kya Sab itna karna chahte hain aap

    • @monafkhan437
      @monafkhan437 4 роки тому +1

      Hum to itne bolte ahle hadith
      Tum bhi barelvi Aur deobandi batate ho apne aap ko

    • @Mohd__Faiz__Sabri
      @Mohd__Faiz__Sabri Рік тому

      @@monafkhan437 ahle sunnat Wal jamat bolte h

  • @muhamadali380
    @muhamadali380 8 років тому

    beshak laikn Adab bhoht zarori hai intaqal ka lafz acha nhe

  • @ghum-e-hussain8840
    @ghum-e-hussain8840 4 роки тому

    ap k mutabik to hazrat umer bhi bidati hae us ne bi trabi ki jamaet aur azan me izafa KIA

    • @arifahmed3577
      @arifahmed3577 4 роки тому

      @Ghum-e-hussain
      3.58 minutes se bayaan suniye.. Allah ki kitaab, Nabi ka tareeqa, khulafa e raashideen ka tariqa... Tumhare user name se hi samajhme aata hai, hazrat umar se toh bughz rakhtay hi hongay aap aur aapki jamaat waale

    • @afshii3207
      @afshii3207 4 роки тому

      Aap jaise jahil insano ko smjhna mahabewakufi Hai kuch kehte hue sharam nahi aati

    • @afshii3207
      @afshii3207 4 роки тому

      Kya Suna Nahii tumne RASOOL ALLAH S.A.W ne farmaya (Mere Bad Mere 4khulefa Main sy Jo Koi bhi kisi bat ka hukum kre Samjho jaise Maine Hukum Kiya Hai)

    • @shahroseshariq936
      @shahroseshariq936 2 роки тому

      Bhai ye bataiye jo apne ye suna ye kon si hadees h sabit krenge?? Ki apne bss suna h

  • @SarfrazShanu
    @SarfrazShanu 2 місяці тому

    Sitat hi jhoot se kiya

  • @shadankhan1756
    @shadankhan1756 6 років тому

    Are adv sahab Ye apne suit pehna h ye konsi bidat hai ????

    • @brotherkashifali-maulanais5869
      @brotherkashifali-maulanais5869 6 років тому

      Ye Deen Nahi hai mere bhai

    • @arifahmed3577
      @arifahmed3577 4 роки тому +1

      @ shadan khan
      Aapki baat ke hisaab se toh You tube par comments section me comment karna bhi biddat hai.. Hahahahaha.. Kya bhai ye mazaaq karray aap. Dimaagh kaam nahi karta kya..

    • @shadankhan1756
      @shadankhan1756 4 роки тому

      Arif Ahmed apne bhi to cmnt ka rply krke bidat ka muzahera kiya waise bidat se bchna chahiye😂zruri nhi samne wala kre to khud bhi kro aur ha jis tarh cmnt ko apne kaha usi trh meri bato me bhi gaur p fikr kriyega ki maine kaha kya h

    • @arifahmed3577
      @arifahmed3577 4 роки тому

      @@shadankhan1756
      Ab aapki baat hi kuch aisi thi bhai jo aisa comment karna padha. Pehle Aap yeh maalum kariye ke biddat kis amal ka naam hai, biddat ka matlab kya hai.. Jab aap samajhme aayega..

    • @shadankhan1756
      @shadankhan1756 4 роки тому

      Arif Ahmed bhai apko bidat ka lugvi istelahi mana agr malum ho to ap hi bata dijiye neez ye bhi btye ki bidat ki qisme kya hain kyuki rply apne kiya h to baraye krm ap hi islah farmaye

  • @jabirinamdar2863
    @jabirinamdar2863 5 років тому +4

    Dekh adv bidaat to Tu khud Kar Raha hai
    Mike pe bayan Karna bhi 1 bidaat hai
    Stage pe bayan Karna bhi 1 bidaat hai
    Islam ki baat Karo to pure islami huliye main ho Kar Karo Court pant pehn k kab kisne bayan Kiya tha
    Aur tere chacha log Jo Saudi main baithe hai wo bhi to bidaat karte hai LAL roomal odh Kar wo bidaati Nahi dikhta tujhe

    • @rehanansari3913
      @rehanansari3913 5 років тому +1

      Jahil insaan ho tm khud to Islam nhi jante or dusro pr ungli uthane chle

    • @sabanaaz1970
      @sabanaaz1970 5 років тому

      Zara mat volume

    • @farhaankhan1810
      @farhaankhan1810 5 років тому +1

      Abe akhal ke andhe tu chicken biryani b khata vo b bidat hui

    • @arbazahmadkhan9268
      @arbazahmadkhan9268 5 років тому +1

      Jahil to tum ho jise baat karne ka tarika nhi malum
      Pahle Islam ki acchi knowledge rakho fir bolo

  • @shayanmemon3994
    @shayanmemon3994 5 років тому +3

    Yeh Hadees Jhoot parh rha hay
    1. Quran ko dhamlo
    2. ahl bait or khulfa ka daman thamlo

  • @syedasyeda3796
    @syedasyeda3796 4 роки тому

    👌👌👌👌👍👍👍

  • @syedsiddik5984
    @syedsiddik5984 3 роки тому

    Urdu zubaan me bayan karna kiski sunnat hai. kya a bidat nahi hai

    • @madihasiddiqua2086
      @madihasiddiqua2086 3 роки тому

      Deen me koi nai baat Lana jo rasool saw or sahaba ke karne ka zikr nhi h wo biddat hai language ka deen se kya relation h ???

    • @saiyyadazharali7432
      @saiyyadazharali7432 2 роки тому

      @@madihasiddiqua2086 To Nikah Me kyu Modern zamana late hai ?? Khane me kyu late hai ?? Sunnat ke according to nahi krte vo deen ke khilaf krhe ho Bid'ah krhe ho

    • @wojak5308
      @wojak5308 Рік тому

      ​@@saiyyadazharali7432Abe kafir barelvi lanat tere upar lanat Ahmed raza upar

  • @khatalshaikh5103
    @khatalshaikh5103 5 років тому +2

    Mobile me ye Sab upload kar rahe ho to ye kya hai ? Tumhare hisaab se to ye bhi biddat hua fir aap bhi biddat hue

    • @arslvghb
      @arslvghb 6 місяців тому

      😂😂😂😂 it is not a part of islam biddat mean addition of things in islam which have no evidence from quran and sunnah

  • @superstudio9705
    @superstudio9705 4 роки тому

    Jahil ko aalah din sahi samaj de

  • @outlwaplays2689
    @outlwaplays2689 6 років тому

    or mobile me quran parna bi to bidat he na? kio k

  • @aapkitalent6257
    @aapkitalent6257 5 років тому

    ua-cam.com/video/c31yXtEgw4g/v-deo.html Gaor se sunn

  • @SaddamHusain-ix7fu
    @SaddamHusain-ix7fu 4 роки тому

    Rasul Allah sallahu alaih wasallam ne
    Kot nhi phna jis tarah tum phone ho
    Iska Matlab tum dhutkar dye joge
    Ye bhi bidat h

    • @syed.hidayath
      @syed.hidayath 4 роки тому

      Haha aap biddat kya hai jaaniye , deen mai biddat haraam hai, " Jiski Asal Aur Misaal Sunnath Mai Nahi Hai Wo Biddat Hai", Kya Clothes pehnna sunnat nahi hai clothes ,kya clothes pehanne ke kuch rules nahi hai, aapko mustahab kya hai pata hai? Jazakallahu khair

    • @shaikhamiruddin5848
      @shaikhamiruddin5848 4 роки тому

      Abe wah chootiye shakal to tune aalimon wali banarakhi hai magar aqal jhant nahi hai, Duniya baqadre effort hai , kapdon ka deen se itna hi taalluq hai k kitna pehna jaye aur kitna jism dhankna zaroori hai ,design se koi talluq nahi hai iska, agar tere jaisi ghatiya soch wale log hote to Islam china, japan ,euorope, America, waghera mein na phelta bas tere pichwade tak mahdood hojata. Abe tum kisi ghair muslim ko konsa deen pesh karoge k woh islaam mein shamil ho ?

    • @SaddamHusain-ix7fu
      @SaddamHusain-ix7fu 4 роки тому

      @@syed.hidayath pahle bidat ki qism jano Kai qism ki hoti h

    • @SaddamHusain-ix7fu
      @SaddamHusain-ix7fu 4 роки тому

      @@shaikhamiruddin5848 bidat se ap kya smjhte Hain kon si bidat hraam h uski do qism h

    • @syed.hidayath
      @syed.hidayath 4 роки тому

      @@SaddamHusain-ix7fu mere bhai kisam aapne banaliya hai aap kulfa e rashideen hain kya ki aapko pata chal jaye kaunsi cheez acchi biddat hai aur kaunsi buri biddat hai, aur kya 3 din nabi salallahu alaihiwa sallam ke time par jamaat ke saath tarawee nahi padhi gayi thi, kya nabi salallahu alaihiwa sallam ke time par todha patthar par jaanwaron ke chamdon par quran ko likkha gaya tha, agar mai aaj se namaz mai 3 sajde karun toh, azan ko muhammadur rasoolullah par qatam karun toh kya a acchi hogi ya buri hogi batayiye, kullu biddatin zalala "har biddat gumrahi hai" " kullu" Meaning "har" "Everykind", ismai har tarha ki include hojati hai acchi aur buri, jaise kullu nafsi zayikatul maut " Har nafs ko maut ka maza chakna hai" , mujhe yeh batayi kya nabi salallahu alaihiwa sallam islam ki kisi acchi cheez ko bataye baghair chale gaye, kya jo cheez sunnat mai nahi hai o acchi ho sakti hai, jazakallahu khair bhai Allah Mujhe aur Aapko Seede Raaste par chalaye sunnat par chalaye Aamee.

  • @jawedgohar6452
    @jawedgohar6452 6 років тому +2

    to bhi to bid at hai napak

    • @AbdulBasit-ms2oj
      @AbdulBasit-ms2oj 6 років тому +1

      jahil hai tu

    • @afrozsyed322
      @afrozsyed322 6 років тому

      jawed gohar inhone rasool allah ki baat pesh kiya hai sabke samne, apko isme kya biddat lagta hai

  • @RaaheHaqq
    @RaaheHaqq 5 років тому +3

    Ye jahil adv sahab bde bde mujaddido se bde alim ho gye h jo bidat k types bta gye h wo b sahi ul asnad ahadis ka hawala de kr

    • @dadapeerrh6913
      @dadapeerrh6913 5 років тому

      Sahi bolre hai

    • @syed.hidayath
      @syed.hidayath 4 роки тому

      Allah tala Quran mai dilon ki bimaari ke bare mai batate hain o kya hai jaaniye, phir aap sach qubool karna seek jaayenge

  • @outlwaplays2689
    @outlwaplays2689 6 років тому

    quran majeed to sirf kitaab sakal me

  • @abdulalmas9297
    @abdulalmas9297 6 років тому +1

    tu suit kaiku paehna utaar de humare nabi ne nahii pehna tha ye bhi toh deen maeh nayi cheez layi hai tune

  • @wasim8829
    @wasim8829 5 років тому

    Ye aadmi jahil hai!isko pata hi nai dusre sahi hadees mein achi biddat sabit hai! please view this link
    ua-cam.com/video/67AMrBDSpgY/v-deo.html

    • @syed.hidayath
      @syed.hidayath 4 роки тому

      are bhai samjhiye jo amal mai nabi salallahu alaihiwasallam ki sunnat aur kulfa e rashideen ki sunnat nahi ho o kaise accha ho sakta hai deen mai

  • @ejazashrafi4361
    @ejazashrafi4361 3 роки тому

    Pagal hai ye to Aesa Kaesa Aalim Har bidat gumrahi hai ab Ahle hadis to Huzur ke zamane me kaha the???to gumrah huve

  • @delhidelhi4426
    @delhidelhi4426 Рік тому

    Ya padhai likhai jahil

  • @amazonsuggestedproducts5417
    @amazonsuggestedproducts5417 4 роки тому

    Adv.faiz. tum khud video me bidat kar rahe ho.aur dusro ko mana kar rahe ho mere nabi ke jamane me ye loudspeaker par bolna aur video shooting bhi nahi hoti thi to ye bhi bidat he.jara soch kar bolo aur fatwe dena choddo.haq dhundho fitna mat bano haq ahle sunnah barelvi

  • @rahbarkhan4692
    @rahbarkhan4692 5 років тому

    Gumraah to Tu ho gaya hai pahle tu sudhaar

    • @abdul97rehman21
      @abdul97rehman21 5 років тому

      Abay dhakan brelvi mslak choor mai b pehlay brelvi tha sudhar gia tu b sudhar ja

  • @aligarh_vaaasi
    @aligarh_vaaasi 4 роки тому

    Dr saab phrr to madarse band kardo.
    Madarso mai hafiz e qur'an banana band kardo,videos banana band kardo,videos mai aana band kardo, photo graphy allowed nahi band kardo, mobile par qur'an ya islamic cheezein padhna band kardo.
    Sab biddat h. Coat paint pehen na biddat h
    Three piece pehen na biddat h band kardo sab or Allah se toba karo.
    Ab mat bolna ki ye falan biddat h.
    Kyuki in sab cheezo ka zikr qur'an or hadees se sabit nahi h.

  • @thetravelerstoparadise1275
    @thetravelerstoparadise1275 2 роки тому

    Masha ALLAH ❤

  • @jubairansari7662
    @jubairansari7662 3 роки тому

    Sallallahu alaihi wasallam