Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545. Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
Ha sir sahi kaha.. mere ghar me bahut zyada hai aisa mahol... unhe sahi bat samaj he nahi ati.. plz dua kijiye allah hum sabko sahi nasihat ata karey aur biddat se bachaye...
When My son was born we did Akikah only, and my nikah I refused haldi ceremony but no one understand my thought. Thanku faiz bhai for this information..jazakallah khair
Because of u i know lots of information faiz bhai...i follw what u say relly i chg my life ... I lov all vdo ....100 true..thx u all team as well as faiz bhai jazakallah...👌👍👍👍👍👍👍👍👍👍lots of votes ... U deserv that
kuch jhali log aise hote hai jo bina soche samjhe kissi bhi mudde par jo maan mai atta hai comments kardete hai arre bevakufo phele jo bayan faiz bhai karrahe hai usko tehkki karo agar vo sahi hai toh thik agar galat hai toh complane karo tumlog ummat kai jaga firaqe mai baat chucke ho plz bhaio or bheno kissi kalma padhne valo ko kafir ya usko galat na bolo shayad allah kai nazar mai unka makam tumsai achha hai Assalamalyekum faiz bhai love u ur great keep going allah hume sunne sai zayada amal ki taufiq atta far maye ameen
Mashaallah faiz bhai bht hi lajawaab apke btane or smjhane ka treeka Allah mere bhai ko jannat m ala mukaam de or hm sbko v bksh k sunnat k treeke s jeene ki tofeek ada kre...ameen🤲
Mashallah ek ek baat jo aap batate hai wo bohoth sahi hai aur shariat k hisab zindagi guzarna yehi sahi amal hai Allah humsabko amal karne ki taufeeq de ameen sumameen
Assalamu alaikm Allah raab ul izaath hum sab ko beedath se ifazath kare bhut easy hai humara Islam hum saab iske upar amaal kar ne ki thofeeq aata kare aameen suma ameen ...
@moin shaik bhai jahil ho kya yar bidat kya hoti hai jante ho wo kam jo deen Or neki samjh ke kiya jaye jabki wo kam rasool Or sahaba se sabit na ho quran se sabit na ho wo bidat hai ok or mobile use karna koi deen samjh k to krta nahi hai bhai thoda smjho to kya bat ho rahi hai ya hamesha jahil hi bane rahoge
_बीवियों के साथ अच्छा सुलूक करना_ रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फरमाया : *“ईमान वालों में ज़ियादा मुकम्मल ईमान वाले वह लोग हैं, जो अखलाक में ज्यादा अच्छे हैं और तुम में सबसे अच्छे वह लोग हैं जो अपनी बीवियों के साथ अच्छा बरताव करते हैं।”* 📕 तिर्मिज़ी: ११६२ *اہل فلسطین کو اپنی دعاؤں میں لازمی یاد رکھیئے۔ 🇵🇸* *_In’sha’Allah-Ul-Azeez ! Allah Ta’ala hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufik Dey ,.. Ameen …_*... ✨ ♥️
Assalamu alaikum plz dua karo sir mera nikah hai agle mahine Allah krein mera nikah aur walima sunnat tarike se ho Allah mere parents mere, in law's mjhe meri jawzha sbko biddat se bachae Ameen
Assalamu Alaikum Meri Shadi to Sunnat tarike se nahi Hui Magar Mere Marne Ke bad sunna tarike Se Meri maiyat karna hai main ghar mein bol kar rakha hun.Inshallah Meri Aakhri Khwahish yah log Puri Karenge ummid Hai Meri.
Aur mere ghar wale a sunni hai aur isliye Hamein bahut date sunne ko milta hi aap ki bahut bahut Shukriya aur aur doctor Jakir Nike ji ki bhi Assalamu Alaikum
mager shadi ki rasmen sawab ki niyat se nahi hoti aur her wo khushi ker sakte hain jis main be hayai naho sirf ladies mai ker sakte hain ......jiske lea mana nahi kiya rasool Allah salalahu alaihi wasalam ne
Sunan AL Nasai Hadees no 2555 Iss mein Rasool Sallallah Alaihi wo Sallam islam koi nai kaam ya amal ka zikr kar rahe hai aur uss par ajar milta hai yeh bhi bata rahe hai. Aap khud ijazat de rahe hain.. Ahle hadis muballig aur aalim iss hadees ko chupaate hain . aur bhi kai hadees ki kitaabon mein hawaale hain islam mein nai kaam ko karne ke liye ijazat hai aur yeh ahle hadis isko gumraahi bata rahe hain .. حضرت جریر رضی اللہ عنہ بیان کرتے ہیں کہ ہم دن کے آغاز میں رسول اللہ ﷺ کے پاس حاضر تھے کہ کچھ لوگ آئے ، ننگے بدن ، ننگے پاؤں ، تلواریں لٹکائے ہوئے ۔ وہ اکثر بلکہ سب کے سب مضر قبیلے سے تھے ۔ ان کی تنگ حالی اور بھوک دیکھ کر رسول اللہ ﷺ کا چہرہ انور متغیر ( مغموم ) ہو گیا ۔ آپ اندر ( گھر ) گئے ( مگر کچھ نہ ملا تو ) پھر باہر تشریف لے آئے اور بلال رضی اللہ عنہ کو اذان دینے کا حکم دیا ۔ انھوں نے اذان و اقامت کہی ۔ آپ نے جماعت کروائی ، پھر آپ نے خطبہ ارشاد فرمایا : {یٰٓاَیُّھَا النَّاسُ اتَّقُوْا… رَقِیْبًا} ’’ اے لوگو ! اپنے رب سے ڈرو جس نے تم سب کو ایک جان سے پیدا فرمایا اور اس سے اس کی بیوی پیدا کی اور پھر ان دونوں سے بہت سے مرد اور عورتیں پھیلائے ۔ اور اللہ تعالیٰ سے ڈرتے رہو جس کا نام لے کر ایک دوسرے سے مانگتے ہو اور رشتے توڑنے سے ( بھی ) ڈرو ۔ یقیناً اللہ تعالیٰ تم پر نگران ہے ۔‘‘ {وَاتَّقُوْا اللّٰہَ… لِغَدٍ} ’’ اللہ تعالیٰ سے ڈرو اور ہر شخص دیکھے کہ اس نے کل ( اگلی زندگی ) کے لیے کیا آگے بھیجا ہے ۔‘‘ آدمی اپنے دینار سے صدقہ کرے ، اپنے درہم سے صدقہ کرے ، اپنے کپڑے سے صدقہ کرے ، گندم کا صاع دے ، کھجور کا صاع دے ۔‘‘ حتی کہ آپ نے فرمایا :’’ چاہے کھجور کا ٹکڑا ہی صدقہ کرے ۔‘‘ انصار میں سے ایک آدمی اتنی بھاری تھیلی اٹھا کر لایا کہ اس کی ہتھیلی اس سے عاجز ہو رہی تھی بلکہ عاجز ہو ہی گئی تھی ، پھر تو لوگوں کا تانتا بندھ گیا حتیٰ کہ میں نے دو ڈھیر دیکھے ۔ ایک غلے کا اور ایک کپڑوں کا ، حتیٰ کہ رسول اللہ ﷺ کا چہرۂ انور یوں ( خوشی سے ) دمکنے لگا گویا کہ اس پر سونا چڑھا دیا گیا ہو ۔ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ جس شخص نے اسلام میں کوئی اچھا طریقہ جاری کیا ، اسے اپنا ثواب بھی ملے گا اور جتنے لوگ اسے دیکھ کر وہ کام کریں گے ، ان کے اجر میں سے بھی اسے حصہ ملے گا ، بغیر اس کے کہ ان کے ثواب میں کوئی کمی ہو ۔ اسی طرح جو شخص اسلام میں برا کام جاری کر دے ، اس پر اس کا اپنا گناہ بھی ہو گا اور ان لوگوں کا بھی جو اسے دیکھ کر وہ کام کریں گے ، لیکن اس سے ان کے گناہوں میں کوئی کمی نہ ہو گی ۔‘‘
Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545.
Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
Kya 7th day se pahele akika kar shakte hain kya ? Please reply
Biddat ka matlab kya hai molona
@@hashimsk5173 jo baatein Quran aur Hadith se saabit nhi he aur Deen me nayi cheez added karna biddat hai
@@hashimsk5173 innovation.. jo kuch bhi sunnat aur Qur'an me nahi hai use biddath kehte hai.
Ha sir sahi kaha.. mere ghar me bahut zyada hai aisa mahol... unhe sahi bat samaj he nahi ati.. plz dua kijiye allah hum sabko sahi nasihat ata karey aur biddat se bachaye...
I never feel bore to watch his videos...may allah protect us from bad deeds ameen😊
Yes.. He talk less but on point
Absolutely right... He teaches us with simple daily events
Yes he is right
Aameen
Aameen
Mashaallah, very good video. Summary of video
1. Paidaish ki bidatain
2. Nikah ki bidatain
3. Maut ki bidatain
When My son was born we did Akikah only, and my nikah I refused haldi ceremony but no one understand my thought. Thanku faiz bhai for this information..jazakallah khair
Because of u i know lots of information faiz bhai...i follw what u say relly i chg my life ... I lov all vdo ....100 true..thx u all team as well as faiz bhai jazakallah...👌👍👍👍👍👍👍👍👍👍lots of votes ... U deserv that
Assalamualaikum sis..yes u r right
eiliyah zahraa nvsgjâ
same here
Actually
Same here
sir after seeing such videos hum ispar Amal karte hai in Sha Allah hum Dua karenge ki Allah apko jannatul firdous nasheeb farmay
Fauziya Noordeen Ameen
Lambi umar ata karai inko Allah talla duniya aur akhirat donu dai ameen suma ameen
Aameen
Fauziya Noordeen
Aameen
Fauziya Noordeen agar ye harami ka bacha janat me chala geya to mai apna sar kata doon gaaa
MASHA ALLAH bht acchi baat janne kO mile. ALLAH hum sab kO ase biddaton se bachae
Mashaallah
Allah Faiz Sahab ko apne hifz o amaan me rakhen!
Aameen!
faiz sir bidat ka meaning Apne bahot Acche Se samjhaya jazak Allah-hu khair 😊
Jazak Allah Khair... Allah hum sab Ko sunnat pe Amal ki tufiq de... Allah bless you
MASHA ALLAH. FAIZ SHAB AP AISE HI HAR BUNIYADI MUSLIM KE MASAEL BATAIYEJAZA KALLAHU KHAI.
yaa we must walk the path shown by our prophet
Md.wasim
I'm watching him from last 3,4 years and for the first time i have say him sitting while giving lectures
May Allah protect us from all bidaat ..
Very true and useful information ..
Jazak Allah khair
A. A sir aap ki har aak videou sai bhoot fayida hota hai aur bhoot hi confisions clear hojatai hai...... U ARE ONE OF THE BEST SPEAKER ........
Mashaallah bahut khoob aapke bayan se inshallah har insaan gunahse bachne ki koshish karenge
kuch jhali log aise hote hai jo bina soche samjhe kissi bhi mudde par jo maan mai atta hai comments kardete hai arre bevakufo phele jo bayan faiz bhai karrahe hai usko tehkki karo agar vo sahi hai toh thik agar galat hai toh complane karo tumlog ummat kai jaga firaqe mai baat chucke ho plz bhaio or bheno kissi kalma padhne valo ko kafir ya usko galat na bolo shayad allah kai nazar mai unka makam tumsai achha hai Assalamalyekum faiz bhai love u ur great keep going allah hume sunne sai zayada amal ki taufiq atta far
maye ameen
Allah ke name ka pehla letter capital likha karein
masallah bhut hi acha andaz aur taqreer byan karte hai
Mashaallah faiz bhai bht hi lajawaab apke btane or smjhane ka treeka Allah mere bhai ko jannat m ala mukaam de or hm sbko v bksh k sunnat k treeke s jeene ki tofeek ada kre...ameen🤲
Allah hame har kisam k biddato se bachaye rakhe or hum musalmano ko neek hidayat de sahi raste par chalne ki tofik de Ammen 😊
Mashallah ek ek baat jo aap batate hai wo bohoth sahi hai aur shariat k hisab zindagi guzarna yehi sahi amal hai Allah humsabko amal karne ki taufeeq de ameen sumameen
Assalamu alaikum Apka Bayan sunke imaanme taazgi aayi Allah Hum aurthoun ko biddath karnese bachaye
Shaista Tarannum meri sister sirf orto ko apne bhaiyo ke liye dua karlo hum to sabke ke liye karte but aap keh rhe sirf orto ke liye esa na kro plz 😔😔
ALLAH APKO JAZAK KHAIR ATTAH FARMAYE
MAULANA FAIZ SYED BHAI KO HIFAZAT FARMAYE
IS MULK KE LIYE DUA FARMAYE
AMMI ABBU KE LIYE DUA FARMAYE
Allah Apko Sehat Salamti Attah farmaye aapke is khair k kaam ka sila Aapko Duniya aur Akhirat mai jaza e khair k saath mile Aameen
Àmeen
Aslkm... Bhai apke taqreeban bayaan main har waqt sunti hu.. MashaAllah bahut faydemand hai... Allah apko or tarraqqi de ameen... Jazakallahuqair
ALLAH...ham sabko Bidaat se bacha...Aameen
apke bayan se bhot kuch sikhne or smjhne ko milta hai bhai....allah kare aap hmesha aise hi allah wali baat karein...or hame bhi bataye
Asslamu alaikum ..
Aap bhot hi achcha byan karte Ho faiz bhia Ek hi bar me alhamduliilah dil Par asar Hota h.
bht ache bhai..ye sab cheeze jaan na zaroori hai humare liye jise hum mamuli samjhte hai
Bahetreen bayan..
Masha'allah 👌
Maulana Sahab u r my favourite. Allah apko lambi umar de
Assalamu alaikm Allah raab ul izaath hum sab ko beedath se ifazath kare bhut easy hai humara Islam hum saab iske upar amaal kar ne ki thofeeq aata kare aameen suma ameen ...
Ma sha Allah best bayan faiz bhai you are the bestt
Mashallha Adv.Faiz bhai Allha Aapn Ko Jazaiye Khaire De Ameen
Faiz ji apki batea apki ek ek lafz bohat acchi hea insaallha allha hamko EA sab amal Karnea ki toufik dea
Ma sha Allah faiz bhaie. Allah ap ko sehat de or lambi umer de or is nek amal or real information spread krne ki himat diay rakhe. Ameen.
Sir aap ki saari videos dekhta hu dil se aapke upar bharosa hai bhot bhot pyar hm sabki taraf se love you bhai allah apko acha rkhe
Mashaa Allah
V gud Explanation
Jazakallahhokhairan
Allah Ta'aala hum sub Ko Sunnat or Hadees pr chalny ki tawfeeq ATA kary
Allah muje beddat se baccha ameen
Ameen
Ameen
Ameen
Ameen
@moin shaik bhai jahil ho kya yar bidat kya hoti hai jante ho wo kam jo deen Or neki samjh ke kiya jaye jabki wo kam rasool Or sahaba se sabit na ho quran se sabit na ho wo bidat hai ok or mobile use karna koi deen samjh k to krta nahi hai bhai thoda smjho to kya bat ho rahi hai ya hamesha jahil hi bane rahoge
Masha Allah sir hum apke video ko dekar uspar Amal karte hai allhamdullilah
jazak Allah for such videos
Fauziya Noordeen
I m from Pakistan, I love u faiz bahi
I am also From Pakistan and I love him
mee too
Hii
I luv Pakistan
But i am from india
mashallah faiz bhai Allah aap ko lambhi umar de ameen
fathima shannu ameen
fathima shannu
Aameen
fathima shannu AMEEN
jaskallah bhai.....aapky lecs literally mko bahot fayda deyty....plzz aur lecs upload kijiye...inshallah.....
masha allah
MASHA ALLAH... Faiz bhai. Very well explained. 👍👍👍
Vir
Allah pak hum sab pe reham karain. Ameem
Beshak subhalla faiz sahab behethreen bayan karthe aap.allah aapko saheth de
Ap ka biyan karne ka tarika mujh baht acha lagta hai ekdam safe 100% Allah apko achi or lambi jindagi de in sah Allah ap baht ache lagte ho mujh
boht achy Fiaz bhai ap ko Allah or ziyada elam dy
Adv faiz syed a legend
u r superb faiz bhai Allah aap ko hamesha salamat rakhe
Bht khoob bhai Allah aapki zaban m taseer de
Ye Sab biddah qayamat tk chalte rahega bus Allah jis ko chun liye wahi qamyab hogaya Alhamdulillah Allah sab ko hidayat de ammeenn
_बीवियों के साथ अच्छा सुलूक करना_
रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फरमाया :
*“ईमान वालों में ज़ियादा मुकम्मल ईमान वाले वह लोग हैं, जो अखलाक में ज्यादा अच्छे हैं और तुम में सबसे अच्छे वह लोग हैं जो अपनी बीवियों के साथ अच्छा बरताव करते हैं।”*
📕 तिर्मिज़ी: ११६२
*اہل فلسطین کو اپنی دعاؤں میں لازمی یاد رکھیئے۔ 🇵🇸*
*_In’sha’Allah-Ul-Azeez ! Allah Ta’ala hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufik Dey ,.. Ameen …_*... ✨ ♥️
Jazakallahu khayran our ustadh ...pls upload more and more information...our ummah need ustadh like you ...
Alhamdulillah mein aise riwajo se waqif bhi nahi thi pehle k aisa bhi kuch hotha hain
ASSALAMALIKUM bhai Allah ilm mein aur izafa karre.Aameen
Allah reham kare hum sb pr .
Assalamu alaikum plz dua karo sir mera nikah hai agle mahine Allah krein mera nikah aur walima sunnat tarike se ho Allah mere parents mere, in law's mjhe meri jawzha sbko biddat se bachae Ameen
Allah aapko jazaekher ata kre aameen Allah hme biddato se bchae
sir this is great that you are spreading such knowledge.
Assalamu Alaikum Meri Shadi to Sunnat tarike se nahi Hui Magar Mere Marne Ke bad sunna tarike Se Meri maiyat karna hai main ghar mein bol kar rakha hun.Inshallah Meri Aakhri Khwahish yah log Puri Karenge ummid Hai Meri.
اللّه ہمیں بچنے کی توفیق عطا فرماے ۔
آمین ۔۔۔۔
very interesting lesson I got from this Dr faiz sahab
Assalam Walikum fazi Bhai ap ki waja se mujh baht kuch sikhne ko Mila hai or Jane ko v sukriya ap hums aisa ki achi achi hadis bataye gya plz
Bahut achcha bayan laga
Dear, you reminded me of Dr.israr. JazakAllah
Walaikum asalam Rahmatullahi Barakatuh bhai Mashallah Bahut Khoob
ماشاءاللہ جزاك اللهُ
asalamu alaikum barakallah faiz bhai aap bahut kidmat kare deen ki
Allah hme biddat se bchaye
ماشاءاللہ
Aur aapke a Har videos Dekhkar ham Hum ahle hadees ho gaye hain
Aur mere ghar wale a sunni hai aur isliye Hamein bahut date sunne ko milta hi aap ki bahut bahut Shukriya aur aur doctor Jakir Nike ji ki bhi Assalamu Alaikum
Masha Allah subhan allha jazak allhahu Khair 👌
Mashallah Bohot bohot umdah
allah aap ko jantulfirdos de
Please write "ALLAH" in capital
Bahut achi baat batayi......,,👍
Assalamualaikum faiz bhai allah talah apko jaza e khair de,
Apki bate bht achi lgti hai masha allah
Bahot shukrya ap ka
Allah hum sabko hidayat kare aameen.
ALLAH Hamari hifajat kare aisi bibato se Ameen
mager shadi ki rasmen sawab ki niyat se nahi hoti aur her wo khushi ker sakte hain jis main be hayai naho sirf ladies mai ker sakte hain ......jiske lea mana nahi kiya rasool Allah salalahu alaihi wasalam ne
Barikallah Sir!
from Pakistan
Subhan allaahi wabi hamdihi, Subhan allahil azeeem.
Mashallah awesome video
Allah paak SBI log bidatin krne se bchae Ameen.......
Àmeen
Mashallla bht acche..lekin logon ko smajna bht mushkil hogaya hai rishtedarei kharb horhi hai mi bht pareshan hun
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu jazakallah khair Sheikh
great message
جزاک اللٰہ فیض بھائی
Sunan AL Nasai Hadees no 2555
Iss mein Rasool Sallallah Alaihi wo Sallam islam koi nai kaam ya amal ka zikr kar rahe hai aur uss par ajar milta hai yeh bhi bata rahe hai.
Aap khud ijazat de rahe hain..
Ahle hadis muballig aur aalim iss hadees ko chupaate hain .
aur bhi kai hadees ki kitaabon mein hawaale hain islam mein nai kaam ko karne ke liye ijazat hai aur yeh ahle hadis isko gumraahi bata rahe hain ..
حضرت جریر رضی اللہ عنہ بیان کرتے ہیں کہ ہم دن کے آغاز میں رسول اللہ ﷺ کے پاس حاضر تھے کہ کچھ لوگ آئے ، ننگے بدن ، ننگے پاؤں ، تلواریں لٹکائے ہوئے ۔ وہ اکثر بلکہ سب کے سب مضر قبیلے سے تھے ۔ ان کی تنگ حالی اور بھوک دیکھ کر رسول اللہ ﷺ کا چہرہ انور متغیر ( مغموم ) ہو گیا ۔ آپ اندر ( گھر ) گئے ( مگر کچھ نہ ملا تو ) پھر باہر تشریف لے آئے اور بلال رضی اللہ عنہ کو اذان دینے کا حکم دیا ۔ انھوں نے اذان و اقامت کہی ۔ آپ نے جماعت کروائی ، پھر آپ نے خطبہ ارشاد فرمایا : {یٰٓاَیُّھَا النَّاسُ اتَّقُوْا… رَقِیْبًا} ’’ اے لوگو ! اپنے رب سے ڈرو جس نے تم سب کو ایک جان سے پیدا فرمایا اور اس سے اس کی بیوی پیدا کی اور پھر ان دونوں سے بہت سے مرد اور عورتیں پھیلائے ۔ اور اللہ تعالیٰ سے ڈرتے رہو جس کا نام لے کر ایک دوسرے سے مانگتے ہو اور رشتے توڑنے سے ( بھی ) ڈرو ۔ یقیناً اللہ تعالیٰ تم پر نگران ہے ۔‘‘ {وَاتَّقُوْا اللّٰہَ… لِغَدٍ} ’’ اللہ تعالیٰ سے ڈرو اور ہر شخص دیکھے کہ اس نے کل ( اگلی زندگی ) کے لیے کیا آگے بھیجا ہے ۔‘‘ آدمی اپنے دینار سے صدقہ کرے ، اپنے درہم سے صدقہ کرے ، اپنے کپڑے سے صدقہ کرے ، گندم کا صاع دے ، کھجور کا صاع دے ۔‘‘ حتی کہ آپ نے فرمایا :’’ چاہے کھجور کا ٹکڑا ہی صدقہ کرے ۔‘‘ انصار میں سے ایک آدمی اتنی بھاری تھیلی اٹھا کر لایا کہ اس کی ہتھیلی اس سے عاجز ہو رہی تھی بلکہ عاجز ہو ہی گئی تھی ، پھر تو لوگوں کا تانتا بندھ گیا حتیٰ کہ میں نے دو ڈھیر دیکھے ۔ ایک غلے کا اور ایک کپڑوں کا ، حتیٰ کہ رسول اللہ ﷺ کا چہرۂ انور یوں ( خوشی سے ) دمکنے لگا گویا کہ اس پر سونا چڑھا دیا گیا ہو ۔ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ جس شخص نے اسلام میں کوئی اچھا طریقہ جاری کیا ، اسے اپنا ثواب بھی ملے گا اور جتنے لوگ اسے دیکھ کر وہ کام کریں گے ، ان کے اجر میں سے بھی اسے حصہ ملے گا ، بغیر اس کے کہ ان کے ثواب میں کوئی کمی ہو ۔ اسی طرح جو شخص اسلام میں برا کام جاری کر دے ، اس پر اس کا اپنا گناہ بھی ہو گا اور ان لوگوں کا بھی جو اسے دیکھ کر وہ کام کریں گے ، لیکن اس سے ان کے گناہوں میں کوئی کمی نہ ہو گی ۔‘‘
Assalamalekum
meri beti meri jaan h or Allah ki rahemat h
... *JAZAK ALLAH* ...
Allah hum sab ko beddat sa mafusa rakha Ameen
Mashallah bohut achi baat batayee
Mashallah syed faiz bhai
Bilkul sahi kaha aapne faiz Bhai aj daur me ye sab chalreye log is ko bohat zarori sammaj le
Masha Allah faiz Bhai
Jazakallah faiz Bhai...
Bahut aacha faiz bhai
Assalamualaikum warahmatullahe wabarakatuho jazakallah khair