Sir, mera ek ceiling fan supply dene par sirf ghun ghun ki aawaz kr rha, ghum nhi rha.. Capacitor chech kiya ok hai..Bearing jaam tha so maine change kr diya... Multimeter se dono winding check karne par proper reading aur resistance show ho raha.. Mein kya kru? Plz reply 🙏
@@TechnicalWork1 Ha..capacitor ko hatakar hi check kiya tha. Fan v open kiye the...Fan bearing jaam hone k baad aisa problem aaya..Kya series lamp se test karna hoga?
Agar Multimeter se check kiya hai to bhi koi problem nahi hai. 3 Wire pr Continuity aani chahiye aur Sath me 1 baar Winding aur Motor ki Body se Touch krke check kr lo kahi Motor short to nhi hai
@@TechnicalWork1 Body earth check kiya nhi hai...Tino wires mein continuity v aa rha... Dekhne par starting winding sirf toda heat lg rha...Check krne par Magnet kam ban rha hai.. Aisa kyun?
Mene esa nahi socha tha ki reply itni jaldi aayega..... Mene sare waire se short karke dekha sirf fan ki motor se ghun ghun ki awaaz AA Rahi he bataiye ESI situation me kya karna chahiye
Agar kisi bhi 1 Wire pr continuity nhi Aa rhi to fan nahi chalega .. Isi wajah se fan vibrate karta hai. Ho sakta hi koi Wire heat ho rakhi hogi ya fir 1 Winding coil jal gyi hai. Agar aap fan ko khol k check kar skte ho to 1 baar check kr lo koi Wire heat to nhi hua hai.. Ya fir kisi Electric Shop pr check krwa do.
Bohot badia sir ji
❤️🙏
चेक करने का तरीका तो आपने बहुत अच्छा बताया लेकिन जब ओपन होती है बाइंडिंग तो उसके बारे में नहीं बताया।
👌👌👌
Nice work
100watt ka light chalega kya
Haan 100 W k Bulb se ho jayega
Nice
Bulb ko connect kaise kiye the
Aap 1 baar is video ko Dekh lo Samajh aa jayega
👇👇👇👇👇
ua-cam.com/video/S4-__Xyk2-E/v-deo.html
Sir, mera ek ceiling fan supply dene par sirf ghun ghun ki aawaz kr rha, ghum nhi rha.. Capacitor chech kiya ok hai..Bearing jaam tha so maine change kr diya... Multimeter se dono winding check karne par proper reading aur resistance show ho raha.. Mein kya kru? Plz reply 🙏
Capacitor ko hata kr teeno Winding ki Wire ko check kiya hai aapne.
@@TechnicalWork1 Ha..capacitor ko hatakar hi check kiya tha. Fan v open kiye the...Fan bearing jaam hone k baad aisa problem aaya..Kya series lamp se test karna hoga?
Agar Multimeter se check kiya hai to bhi koi problem nahi hai. 3 Wire pr Continuity aani chahiye aur Sath me 1 baar Winding aur Motor ki Body se Touch krke check kr lo kahi Motor short to nhi hai
@@TechnicalWork1 Body earth check kiya nhi hai...Tino wires mein continuity v aa rha... Dekhne par starting winding sirf toda heat lg rha...Check krne par Magnet kam ban rha hai.. Aisa kyun?
Coil Weak hone ki wajah se bhi Aisi problem aati hai..
Mere pankhe ki speed bahut kam ho gai hai, capacitor change kar liya aur regulator bhi direct karke dekha tha tab bhi speed nahi aa rahi hai.
Fan ki Coil weak ho gyi hai.. 1 Baar Electrical Shop pr check krwa do.
Common wire ki winding jal gayi ho to😊
Ander se Wire jal gyi hai 1 baar Electrical Shop pr dikha do.
Mene esa nahi socha tha ki reply itni jaldi aayega.....
Mene sare waire se short karke dekha sirf fan ki motor se ghun ghun ki awaaz AA Rahi he bataiye ESI situation me kya karna chahiye