First comment didi you are my inspiration apke videos mujhe bahut hi jyda helpful lagti hai bahut ache se samjhate ho ap thank you so much apka ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@@ranjananimesh6849 so sad 😌 pahle cmnt padha hota sayad mai bacha leti Ok naxt time kabhi aisa ho to फिटकिरी को आधी spoon 1 ltr pani me ghol k ped me dal gmle ki mitti sukhi honi chahiye or next week adhi spoon coffee ghol k dal de Or gudai kar de phir aapke ped hare bhare ho jaenge 🙏
mam mera english rose boht shote flower dene lgg gya hai , kya kru ? aur flower ka colour bhi pehle maroon colour tha abhi red ho gya hai , baaki plant stem aur branches ka health bilkul 110 % ok hai
Mam mere orange colour ke gulab ke patte brown hokar tut gye h or gudai ke bad or jyada sukhne lga h or jo new branch nikli thi wo bhi sukh gyi or ab pura plant sukhne lga h kya kru
Madam,mere plant koi special nahi he,apke plant ke jaise in par bhi mausam ka asar hota he, fungus lagta he, insects lagte hain.. Plant sukhta bhi he, khrab bhi hota he...
Very important information to save Rose plant 😊
First comment didi you are my inspiration apke videos mujhe bahut hi jyda helpful lagti hai bahut ache se samjhate ho ap thank you so much apka ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Nice sharing
Mam mere white or pink colour ke hibiscus thik se growth nahi kar rahe. Unme leaf ka size bhi bohot chota hai 1 cm. Jitna . Please suggest something
Abhi thik hain aapke poudhe???
@@neeti.nurtures khatam😭
@@ranjananimesh6849 so sad 😌 pahle cmnt padha hota sayad mai bacha leti
Ok naxt time kabhi aisa ho to फिटकिरी को आधी spoon 1 ltr pani me ghol k ped me dal gmle ki mitti sukhi honi chahiye or next week adhi spoon coffee ghol k dal de Or gudai kar de phir aapke ped hare bhare ho jaenge 🙏
@@neeti.nurtures thanks 🙏
Very nice sharing friend 👌
❤❤❤
Very nice video friend ❤❤🎉🎉
mam mera english rose boht shote flower dene lgg gya hai , kya kru ? aur flower ka colour bhi pehle maroon colour tha abhi red ho gya hai , baaki plant stem aur branches ka health bilkul 110 % ok hai
Fertilizing or infection ka solution bhi banana mam please
Nice information 🙏🙏kya yh tips mograi kai plant pr bhi istemal ki ja skty hai.PL suggest
Nahi, mogra ka growing period he, jabki gulab ka growth is samay slow rehta he.
Ok
Mam mere orange colour ke gulab ke patte brown hokar tut gye h or gudai ke bad or jyada sukhne lga h or jo new branch nikli thi wo bhi sukh gyi or ab pura plant sukhne lga h kya kru
Mam
Kya m rose plant ko full shade m rkh skta hu
Rakh sakte hain
Hlo mam Mera gulab ka podha sukh rha h or uski groth bhi nhi ho pa rhi h to kya kar plz reply kare
Gulab ke paudhe me Patte zad Gaye hai aur shakhaye Hari ho to pahle kya karna hoga?
Mitti ki drainage thik rakhe,thodi gudai karke mitti thodi sukhne dena,koi khad mat dena jab tak pattiyan na aajayen.
aapki aawaj radio udghoshak jaise he kabhi kisi ne kaha he ye aapse ??
Mam dye back se bachene ka upay batayye plz
Uppar se jaha kala pad rha hai waha se ek inch niche tk kaat de uske baad uppar se fungicide lga de bas fungicide nhi hai to upar se haldi lga do
Mam mere desi gudhal ki kali kharab ho rahi hai kya karo please reply
Fitkari ka spray kar sakte hain, mitti me bhi de sakte hain,tez dhoop me na dalen,
Fertilizer bhi bhi ye de sakte hain jo video me bataya h
Mam
Meri chat pr din bhr tej dhoop aati h
Kya m gulab ko ghr k under rkh skta hu😢
Kisi deewar se satakar rakh do ap,usse bhi chaya bani rehti he...
Mam plant zameen mein laga hua hai
Same care he, kyunki plant jamin me laga he to,khad pani ki samasya kam rehti he, plant khud hi mousam ke hisab se khud ko change karta hai..
गुरहल ke paudhe se मिली बग हटाने का उपाय बताइए।
Fitkari ka spray kar sakte hain
Mere gulab shade me he fir bhi gulab ke plants sukh gaye he sab remedies kar ki fir bhi plants mar gaye
Gulab ko khad dena abhi may June me band kar do ap,bus pani do, drainage thik hik rakho paot ki ap..
Mam Maine ek month phle rose ki cutting lgai usme pr isme dieback ki problem ho gyi h ab kya kre..... please reply mam
kabhi bhi cutting lgao to please usmein upr se haldi ya lga de , ya dono taraf cutting mein aloe vera gel lga de
इस समय गुलाब की पत्ती जल रही है
Shade me rakhe poudhe ko, mitti moist rakhen, subah ek bar pani ka spray bhi karen.
M toh ab kabhi rose plant nhi lgaungi 50 plant phale mar gye or ab phir s lgaye vo bhi marte ja rhe h
Aise kaise maar daale
@@rajatthakur-xq5qg m khud kyu marungi bs samjhe hi nhi aa rha care k baad bhi fatilizer k baad bhi ye hua
@@kavyachoudhary268 fertilizer band Karo or plant ko shade me rakhke water spray karo
Mere sath b yhi ho rha h itni care krti hu fir b thode din me rose plant kharab ho jata h
Aap ke khud ke plants ka halat bahut kharab kiyun hai
Madam,mere plant koi special nahi he,apke plant ke jaise in par bhi mausam ka asar hota he, fungus lagta he, insects lagte hain..
Plant sukhta bhi he, khrab bhi hota he...