charging port should be universal for all ev scooters and most important there should be charging center in all the petrol pumps .This should be mandatory
@@bharatmanikanojia Ola come 750 kwh charger under 1.4 lakh. Simple one will come with 1.58 lakh with charger. They will give only fast charger as no one will wait 20 hour
Simple One Vs OLA S1 Pro Range All Mode Simple One Vs OLA S1 Pro Eco = 190km. Eco= 170km Simple One +20km Ride= 89km. Normal=135km Ola S1pro +46km Desh= 59km. Sports= 118km Ola S1 Pro +59km Sonic= 39km. Hyper= 94km Ola S1 Pro +55km Only First Mode me Ola 20km Kam Chalta Hai uske Bad Ola Ki Range Sabhi Mode Me 46,59,55km jada hai Ola S1pro Ki Sabhi mode me Range Management achha hai Abhishek bhai Simple one or Ola S1pro ki All Mode Range Kitna deti hai uspe video banado Customer ko achha rahega lene me
@@pinalbhandari7254 pura ka pura hi galat hai kyunki simple one me 5 kw ka battery hai aur ola s1 pro me 4 kw ka means 25% extra hai simple one me ola s1 pro normal mode me 150km chal jata hai toh simple one ride mode me 187 km chal jayega kyunki dono me same power ka motor dala hai ( electric vehicle ka range mode se badta aur kam nahi hota hai balki speed aur aur acceleration pe depend karta hai ) mai ola s1 pro ko hyper mode me bhi 150 km ka range nikal dunga speed 30-50 kmph pe chala ke
@@The_h8 Bhai Range nikal ne ki Bat me Nahi Kar raha hu Company ne Launch Event me Jo Scooter test drive ke liye Diya tha Tab Display me 100% Battery ke sath itna Range Dikha raha tha Aap check kar sakte ho Riview jake dekh loko
Bhai ola maat lo koi b Paisa app ka jayenga... Ola outlate service ke liye jatte he bolte he kaha se Li he kaun delivery diya waha jao... 2009 admi hum ho gaye OLA ko court le janne ke liye
Abhishek Bhai Simple One me Big Problem hai Range vala Ride Desh and sonic mode me Maximum Customer log Ride Mode Or Desh Mode Me use kare ge Or Abhi May 23 2023 Ne Launch Event me Model tha jiski Range 100% Battery par Eco 190Km Ride 89Km (Drope -101Km) Dash 59km (Drope - 131km) Sonic 39km (Drope - 151km) Software problem hai ya phir sach me itna hi Range mile ga Pehle Achhi Range thi Simple One September 2022 ka Test Drive Huva Tha Tab 100% Battery me Eco 200Km Ride 159km (Drope - 41km) Dash 119Km (Drope - 81Km) Sonic 79Km (Drope-121) Range tha Software Sabhi Mode me achhi Range Deta tha Abhi Kya Ho gaya Agar Ye Fix hai Itni hi Range milegi To Ye Bahut Achha nahi kiya Costomer ke sath September vala Battery Manegement Software achha tha Abhi ka bahut Bekar hai Ye Agar muje 80km jana hai To Muje 2 Ghante lage ge Simple one ke Sath Muje Speed chahiye to Range nahi milegi Or Range achhi milegi to Time Bahut Jayega Yar Ride or Desh Mode me to Achi Range dete Agar esha hi Raha To ye Simple one lene ka Faida nahi Hai..
Simple one range is only in eco mode in other mode range decreases more than 50-70%. Overall ola S1 pro is proven and more features and value for money Difference is in motor efficiency in which ola S1 pro is best and masters everyone ❤
Abhi apke sare video me dekhta hu or muje sab jayada aapki ek bat pasand aaye... truly aap review dete hai..kabhi mene kishi ek company ki site lete hua video nahi dekha...jo hai vahi bataya hai... good keep it up 👍👍👍
Simple one mai two battery options hai to kya mai mere choice se battery use kar sakta hu kya ..? Matlab pehli wali 20% se Kam rahati hai to kya mere choice se portable battery on karke fixed battery ka connection off kar sakta hun kya .. p Kyun ki review karte waqt kisine bhi ye to nahi bataya hai ..
Grid kis ka aur charging kisi aur ki, nahi hoga re baba😎 infrastructure ki cost aati hai. Abhi Ather bhi selfish ho gaya hai, Fast charging kewal Ather scooter ko.
Mucche 10 November dhanteras ko ola chaiye toh me 25 se 30 din pehle book krunga tbhi mujhe dhanteras pr milegi scooter lekin Diwali discount toh Diwali se 2 ya 3 din pehle ayega toh me scooty dhanteras pr kese lu discount ke sth
Abhishek bhai maine ola s1 pro 23 march 2023 ko book ki thi aur delivery 5 April ko hui thi But charger claim option nahi dikha raha kya karu ola ko 2 mail dropped kr diye but satisfactory result nahi mila
charging port should be universal for all ev scooters and most important there should be charging center in all the petrol pumps .This should be mandatory
Ha sr sb ka charger sem hona chahiye
Okay 👍
Simple one me 5 kw ki battery hai rate 145000 aur ola s1 pro 4 kw ki battery hai rate 139000. Yani 6000 me 1 kw battery extra de raha hai simple one
Simple one price is Rs 158000.
@@bhoomeshchandola7544 bina 750 ke charger ke 145000 hai. Ordinary charger ke sath 145000. Agar 750 watt ka charger loge to 13000 extra dena padega
@@bharatmanikanojia Ola come 750 kwh charger under 1.4 lakh. Simple one will come with 1.58 lakh with charger. They will give only fast charger as no one will wait 20 hour
@@bhoomeshchandola7544 humm
Double pe 140 ki renj de de gi kya plz ans
Ola charger refund ka notification & mail nhi aaya he abtak... N app me bhi nhi show kr raha... Kya kre?
Ola S1 Pro purchased on 15 July 2022...
Simple One Vs OLA S1 Pro Range All Mode
Simple One Vs OLA S1 Pro
Eco = 190km. Eco= 170km
Simple One +20km
Ride= 89km. Normal=135km
Ola S1pro +46km
Desh= 59km. Sports= 118km
Ola S1 Pro +59km
Sonic= 39km. Hyper= 94km
Ola S1 Pro +55km
Only First Mode me Ola 20km Kam Chalta Hai uske Bad Ola Ki Range Sabhi Mode Me 46,59,55km jada hai Ola S1pro Ki Sabhi mode me Range Management achha hai
Abhishek bhai Simple one or Ola S1pro ki All Mode Range Kitna deti hai uspe video banado Customer ko achha rahega lene me
you are absolutely wrong dude
( i'm a proud owner of ola s1)
@@The_h8 Thik se msg pado mere bhai Wrong kya laga tuje???
@@pinalbhandari7254 pura ka pura hi galat hai kyunki simple one me 5 kw ka battery hai aur ola s1 pro me 4 kw ka means 25% extra hai simple one me
ola s1 pro normal mode me 150km chal jata hai toh simple one ride mode me 187 km chal jayega kyunki dono me same power ka motor dala hai
( electric vehicle ka range mode se badta aur kam nahi hota hai balki speed aur aur acceleration pe depend karta hai )
mai ola s1 pro ko hyper mode me bhi 150 km ka range nikal dunga speed 30-50 kmph pe chala ke
@@The_h8 Bhai Range nikal ne ki Bat me Nahi Kar raha hu Company ne Launch Event me Jo Scooter test drive ke liye Diya tha Tab Display me 100% Battery ke sath itna Range Dikha raha tha Aap check kar sakte ho Riview jake dekh loko
@@pinalbhandari7254 ha display me show ho raha hai meko pata hai par jyada range milega
Bhai ola maat lo koi b Paisa app ka jayenga... Ola outlate service ke liye jatte he bolte he kaha se Li he kaun delivery diya waha jao... 2009 admi hum ho gaye OLA ko court le janne ke liye
मैक मोहन के छोटे भाई 👌👌👌👌
बिलकुल सही चार्जर एक जैसे होने चाहिए
Koi bhi nhi
Which is height for tall people ola or simple one
Simple one
SIR OLA,,UBER,,RAPIDO,,BIKE TAXI KE LIYE KAUNSA ACHA HAI IN DONO ME SE
ECO MODE ME HI USE KRNA HAI WITH PILLION RIDER
Ola ke Ola S1 X 2khw or. Ola S1 X 3 khw kee wali gadi ke price 20000 Sa kam he hogi to Simple one dot ko kadi takar price ma hogi ...
श्रीमानजी,सिंपल वन से कहिये कि पिछले हैंड ब्रेक लिवर की जगह फुट ब्रेक पैडल लगा दे तो बाइक चलाने वाले जल्द ही ev स्कूटी खरीदने लगेंगे, धन्यवाद 🙏🙏🙏🙏
Abhishek Bhai
Simple One me Big Problem hai Range vala Ride Desh and sonic mode me
Maximum Customer log Ride Mode Or Desh Mode Me use kare ge
Or Abhi May 23 2023 Ne Launch Event me Model tha jiski Range 100% Battery par
Eco 190Km
Ride 89Km (Drope -101Km)
Dash 59km (Drope - 131km)
Sonic 39km (Drope - 151km) Software problem hai ya phir sach me itna hi Range mile ga
Pehle Achhi Range thi Simple One September 2022 ka Test Drive Huva Tha
Tab 100% Battery me
Eco 200Km
Ride 159km (Drope - 41km)
Dash 119Km (Drope - 81Km)
Sonic 79Km (Drope-121)
Range tha Software Sabhi Mode me achhi Range Deta tha Abhi Kya Ho gaya Agar Ye Fix hai Itni hi Range milegi To Ye Bahut Achha nahi kiya Costomer ke sath
September vala Battery Manegement Software achha tha Abhi ka bahut Bekar hai Ye
Agar muje 80km jana hai To Muje 2 Ghante lage ge Simple one ke Sath Muje Speed chahiye to Range nahi milegi Or Range achhi milegi to Time Bahut Jayega Yar Ride or Desh Mode me to Achi Range dete Agar esha hi Raha To ye Simple one lene ka Faida nahi Hai..
Simple one range is only in eco mode in other mode range decreases more than 50-70%.
Overall ola S1 pro is proven and more features and value for money
Difference is in motor efficiency in which ola S1 pro is best and masters everyone ❤
Hame simple one lane hai kahase miilega????
ola bekar hai ...rakhe rakhe kharab ho jaati hai...servicing ke liye book karo to 10 din baad ka date milta hai
Bhai simple one mai bluetooth speaker hai
Nice abhi...👍
Abhi apke sare video me dekhta hu or muje sab jayada aapki ek bat pasand aaye... truly aap review dete hai..kabhi mene kishi ek company ki site lete hua video nahi dekha...jo hai vahi bataya hai... good keep it up 👍👍👍
Maine Oder ke hai ola s1 pro ye lekha raha hai Documents verified! Getting your scooter ready kaab tak deliver hogi
Simple one mai two battery options hai to kya mai mere choice se battery use kar sakta hu kya ..? Matlab pehli wali 20% se Kam rahati hai to kya mere choice se portable battery on karke fixed battery ka connection off kar sakta hun kya .. p
Kyun ki review karte waqt kisine bhi ye to nahi bataya hai ..
Kya ola S1 pro Diwali se pehle discount me milega agr mil toh kitna milega on road abhi 1.55 lakh h Diwali pr kitna hoga
Diwali late hai abhi bhut
Performance upgrade pe kitne paise diye the bhai ?
21000
Ab ola ne free kar diye hain ... aren't we duped ?
Kitna time lghta hai sirr delivery hone me
bhai mera gadi ka RTO temporary verification Ho Gaye mere ko purane price mein gadi milega ki nahin
Sir muja s1pro lena hai mai college student hu or muja ola ,uber and rapido mai use karna hai kya ola s1 pro thik rahega
Cheater one
Indore me simple one energy milegi ya nhi batao yr
Grid kis ka aur charging kisi aur ki, nahi hoga re baba😎 infrastructure ki cost aati hai. Abhi Ather bhi selfish ho gaya hai, Fast charging kewal Ather scooter ko.
But Future m Sabko karna padega allow, govt ki is se related bhi policy aa jaygi
@@AbhishekMoto Aasha hai Govt policy banaegi.
TVs iqube st ki kab tak delivery hogi
Ola ka price dekho yah kar fir se badh gaya hai Aaj aur badh gaya
sir ola S1 ka charger refund milega kya Nahin
Mucche 10 November dhanteras ko ola chaiye toh me 25 se 30 din pehle book krunga tbhi mujhe dhanteras pr milegi scooter lekin Diwali discount toh Diwali se 2 ya 3 din pehle ayega toh me scooty dhanteras pr kese lu discount ke sth
Abhishek bhai maine ola s1 pro 23 march 2023 ko book ki thi aur delivery 5 April ko hui thi
But charger claim option nahi dikha raha kya karu ola ko 2 mail dropped kr diye but satisfactory result nahi mila
Bhaiya Maine ola s1 book kri h out for delivery hogya h delivery kb tk ho skti h plzz btaeye
2-3 din m
Thursday ko hua tha abhi tk Date nahi aaya
@@BhashkarSSC aa jayega bro sabhi ke saath aesa hota hai...kuch dino me delevery mil jayega
@@bijaychowdhury3315 ji bhaiya
S1 ka charger refund ka icon aa Gaya he kya ?
Ola s1 8.5kwh kya hai
Maine ola scooter book kiya hai
Aaj insurance aaya ha usme likha hai
8.5 kWh toh uska motor ka power h
@@peterlobo3206 thanks
Ola waly chor hai
Bhai s1 ki charger refund waali video banao faltu ki video bana rhe ho
Simple one ke taraf se kitne mile ?
Apka toh WhatsApp h hi nhi
Tu to sale bahot fatafat video banata he.
Sir muja s1pro lena hai mai college student hu or muja ola ,uber and rapido mai use karna hai kya ola s1 pro thik rahega
yes
Sir muja s1pro lena hai mai college student hu or muja ola ,uber and rapido mai use karna hai kya ola s1 pro thik rahega
Ola S1 pro le sakte ho but waha par hyperchargers h kya ??
Sir muja s1pro lena hai mai college student hu or muja ola ,uber and rapido mai use karna hai kya ola s1 pro thik rahega
Simple one is better
@@zenfestics simple one ka delevery ka Tera pura kavi nhi hoga 😂😂