Subhan Allah..kia kehne...Molana sb ki urdu per dastras misali aur na qabil e taqleed ha...Admi sun ho jata ha..Khoob surat aur bermahal jumlay aur farsi ashaar ap ki zaban per behtay maloom hotay hain.salasat aur guftugu me rawani yaqinan kamal ki ha. Allama Iqbal k urdu kalam aur farsi kitab Asrar e khudi ki urdu teshreehat aur Mirza Ghalib k kalam ki sherha Nawa e sarosh bohot ehem khidmat hain.Me ne Molana ki kutub se behad faiz hasil kia ha...aur ye silsila jari ha... Allah unki maghfrat fermaey aur Jannat me alaa maqam atta fermaey. Aameen suma Aameen
Maulana was also known as Baba e Sahafat. One of my class fellows became his subordinate and joined an Urdu newspaper in the mid 60s. He was also an authority on Iqbal. Another famous literary personality Maulana Salik was one of his great contemporaries.
Mn ny Mohtaram Maulana Ghulam Rasool Mehr ke Kitab us waqt dakhee our Parhnay ke koshish ke jab mn 8th. Class mn parhta tha, Mery Bary Bhaee ( Muhammad Jahangir Khan) University sy Moahady k moabic Laibrary Science k Pahly 2 Badges ( 1964 -1967) ko Parha kar hamash k lee a America chaly ga ay to ail nayab Almare chor ga ay thy jis mn sare kitabain English mn theein Urdu mn sirf aik kitab the jo Mohtarm hulam Rasool Mehar Sahab ke thee.
Lutf Ullah Khan sahb ya khazana ap na kis tarha jama kia lakin.. Ya asa he ha Kay naginay Hain Jo app nay apni library ma jama kar rakhy Hain......Allah aap ko is ka ajar ata farmaye( ya woh log thay Jo yadgar e zamana thy) molana mehar kay Allah darjat bland kray(Ameen ya Rab ul alameen)
غلام رسول مھر مرحوم گذشتہ ایک ھزار سالہ فارسی شعراءکلام سے بخوبی بخوبی واقف اور بلا مبالغہ مھر مرحوم کو ان فارسی شعراء کے ھزاروں،لاکھوں اشعار یاد تھے- اور وہ اپنے احباب کے نام خطوط میں ان اشعار کو یوں بر محل لکھتے کہ یوں محسوس ھو تا کہ ان شعراء نے یہ اشعار اسی موقع کے لئے لکھے ھیں_ بلند پایہ افتتاحیہ نویس،اعلی درجہ کے صحافی، اردو ادب میں غالب پر سب ے اچھی کتاب لکھنے والے، وسیع المطالعہ موءرخ، محقق اور اردو،فارسی، عربی کے علاوہ انگریزی پر عبور رکھنے والی شخصیت(وفات 16نومبر1971) تھے- رحمت اللہ علیہ
واہ بہت اعلیٰ ۔
ایک عظیم شخصیت ۔
Subhan Allah..kia kehne...Molana sb ki urdu per dastras misali aur na qabil e taqleed ha...Admi sun ho jata ha..Khoob surat aur bermahal jumlay aur farsi ashaar ap ki zaban per behtay maloom hotay hain.salasat aur guftugu me rawani yaqinan kamal ki ha.
Allama Iqbal k urdu kalam aur farsi kitab Asrar e khudi ki urdu teshreehat aur Mirza Ghalib k kalam ki sherha Nawa e sarosh bohot ehem khidmat hain.Me ne Molana ki kutub se behad faiz hasil kia ha...aur ye silsila jari ha...
Allah unki maghfrat fermaey aur Jannat me alaa maqam atta fermaey. Aameen suma Aameen
درخواست ہے کہ ان عظیم ہستیوں کی تقاریر کے علاوہ ان لوگوں کی خدمات سے بھی نئی نسل کو آگاہ کیا کریں
Maulana was also known as Baba e Sahafat. One of my class fellows became his subordinate and joined an Urdu newspaper in the mid 60s. He was also an authority on Iqbal. Another famous literary personality Maulana Salik was one of his great contemporaries.
I apologize, Maulana Zafar Ali Khan was known as the Baba e Sahafat
بہت خوب مگر بہت طویل ہے۔اللا حافظ
Mn ny Mohtaram Maulana Ghulam Rasool Mehr ke Kitab us waqt dakhee our Parhnay ke koshish ke jab mn 8th. Class mn parhta tha, Mery Bary Bhaee ( Muhammad Jahangir Khan) University sy Moahady k moabic Laibrary Science k Pahly 2 Badges ( 1964 -1967) ko Parha kar hamash k lee a America chaly ga ay to ail nayab Almare chor ga ay thy jis mn sare kitabain English mn theein Urdu mn sirf aik kitab the jo Mohtarm hulam Rasool Mehar Sahab ke thee.
Amazing MASHALLAH
غالباً "ماحول کے ہماری زندگی پر اثرات" کے عنوان سے ہماری اردو کی درسی کتاب میں ایک مضمون غلام رسول مہر رح کا تحریر کردہ شامل ہوا کرتا تھا
Lutf Ullah Khan sahb ya khazana ap na kis tarha jama kia lakin.. Ya asa he ha Kay naginay Hain Jo app nay apni library ma jama kar rakhy Hain......Allah aap ko is ka ajar ata farmaye( ya woh log thay Jo yadgar e zamana thy) molana mehar kay Allah darjat bland kray(Ameen ya Rab ul alameen)
نوراللہ مرقدہ واعلی اللہ مراتبہ
MEIN QAIM DAIM HOON MERI PAK ARMY MERI ISI DONT WORRY
Mashallah
Khub ❤️
انٍترویو کی تاریخ اور جگہ کا زکر یونا چاہیے
T G ONLY KANEEZ OF NUSRAT ALI NO BODY ELSE ONLY T G
مصاحبہ کار محترمہ کشور ناہید صاحبہ لگ رہی ہیں. واللہ اعلم بالصواب
AALAA
مصاحبہ کار انوپا حیدر معلوم ہوتی ہیں ۔
Good