Sir be ek baat bta dijiy ki kese mene y card bnwaya or recharge bhi counter se kraya h , Mera metro se jyada aane janaa nhi hota .to kya complory hota h ki apko jana hi hoga metro se ..
Bhai recharge online karne ke baad top up ko click karke wapis kuch paise bharne padte hain kya? Machine me dal ke top up kyon karna padta hain use recharge karne ke baad? Aur 150 ka card lene ke baad 100 rs. Ka recharge milta hain wo kisme add hota hain? Chip balance or card balance me? Pls reply bhai. U have explained it very easily. But these points are not covered.😊
@@itzDeepak1tell me one thing, I'm student of delhi university to smart card mein kuch benefit milega?if daily to daily travel krti hu 1hour gaziabad to new delhi to kitna dena hoga?
Bhai maine Apna smart card online recharge kiya lekin top up nhi ho rha Add value Me Show ho rha hai Not Register Smart card Mere card me recharge nhi hua kya kre Iska Upaay btao bro
Agr card minus m chla gya hoto , to bhi return pr pese milenge😂😂
minus me kaise gya
@@ragyl1311 pta nhi...mene balance check kia tha metro pr to -8rs show hua
Agar tumhara jitna balsnce available hei usse jada paiso ka travel karleto ho to apka minus mein chala jata hei@@ragyl1311
Sir be ek baat bta dijiy ki kese mene y card bnwaya or recharge bhi counter se kraya h ,
Mera metro se jyada aane janaa nhi hota .to kya complory hota h ki apko jana hi hoga metro se ..
Nhi
@@itzDeepak1 means recharge khtam nhi hoga...........jab tak ham use nhi krenge ????
@@Sheetalsai600 yes
bro kitna travel kr skte hai, 100 rs se...Ya fir kiraya normal jo lgta hai vahi lgta hai card se bhi
Token se kam hi lagta h
Distance k hisab se paise kate ha
Bhai recharge online karne ke baad top up ko click karke wapis kuch paise bharne padte hain kya? Machine me dal ke top up kyon karna padta hain use recharge karne ke baad?
Aur 150 ka card lene ke baad 100 rs. Ka recharge milta hain wo kisme add hota hain? Chip balance or card balance me?
Pls reply bhai. U have explained it very easily. But these points are not covered.😊
Kya card ki koi expiry date hoti hai
10 years Tak valid rehta hai bhai
Bhai online recharge ke bad phir metro me card lagana padega kya ditect online se recharge nahi hoga kya
Nhi
अलग अलग मेट्रो स्टेशनों के लिए अलग अलग कार्ड होता है या एक ही होता h
1 hi hota h bro
@@itzDeepak1 bhai ab toh Paytm se booking ka option aa gya na
Paytm se book krne pr ticket kitne hrs tk vaid rahti h
Thxx Help Ful
Mtlb online recharge krne k baad bhi metro pr jaakr top up krna hoga?
thanks sir for information
Koi bhi metro station se card nahin bana sakte
Paytm transist wallet ka card h wo bnd hogya h uski money ko kaise transfer kre bank me
Kya card se options hota hai ki ham 10 persons ka ticket khreed skate hai kya
Plzz bataye
No
Ha ,,,card me paise hone chahiye,,aap kitni bhi ticket le sakte ho
Card kesai use krai entry kai liyao or exit kai liyai kesai
Kya es card par phone number bhi lagta hai
@@drxsumitbhaskar6125 nhi
@@itzDeepak1 thanks
Sir 100 k reacharge krane pr kitne din travel kr skte i mean month ya ya fr kitne days
Depend on distance
@@itzDeepak1Bhai agar metro card recharge karana ho to ye bhi ticket counter se hi recharge hoga offline me ki kahi or se
@@mayankrawat694 plz Watch video care fully i explain everything
Card leke kitni bar use kr skte h
Unlimited
Thanks 🙏❤
Aur bhai validity kitne din ka hua
Kolkata ka to options nhi h Paytm me
Bro jo new metro card lenge usme bhi topup nhi krna hoga phir
New metro card m 100₹ balance phle se hi hota ha
@@itzDeepak1 bhai card payment ka kharcha kum hota hai kya uss qr code wale paper se ? ya fir log sirf time bachane ke liye lelete hai card?
@@bhavyabatra150 bht fayda hota h card ka qr or token se kam paisa lagta ha
@@itzDeepak1 ok sir thank you
@@itzDeepak1 I don't have QR code on my card is it valid
Bhaiya tell, in after me metro card bnvati hu and distance 1hour ka hai to kitna dena hoga monthly?
Monthly charge nhi lagta jitna travel kroge utna rs katega card se
@@itzDeepak1tell me one thing, I'm student of delhi university to smart card mein kuch benefit milega?if daily to daily travel krti hu 1hour gaziabad to new delhi to kitna dena hoga?
@@preetygirl2688 jitna apka token se lagta tha uss se kkm hi lagega
Smart card me -
@@itzDeepak1 of dear thankx
@@preetygirl2688which college ?
Thank You🎉 sir
Kitne din ki, koi card validity bhi rhti hai ??
10saal
Sir ek doubt hai ki 13 saal ke bache card vanwa skte h kya
Bro iske lie koi age limit nhi h
10 saal ke logo ko bhi mil jyga or 50 saal k ko bhi 👍
One month metro card kese banabaye ...jese train me MST ...hota hai usi prakar ...or kitane rupees me banega.metro card 1 mahine ke liye .
1mhina ka nhi bnta
App normal wala hi lelo 1 mahina use kr ke return krdena
@@itzDeepak1 usme karcha jyada ayga ...🤔 daily ka
Thankyou ❤
Gpay sa nhi kr sakte recharge 😢
Matro card use krke ticket kitne ka pdega bhai btao wase 50 rupees ka hota h card use kre to kitne ka hoga ❤
46rs...
😗😒😃
bhai mene online recharge kiya 200 ka lekin topup nhi kiya 10 din se jyda ho gye ab kya krna hoga
Bhai metro pe jakr topup kro machine me agr nhi hoga to wha jo
Staff hoga uss se krwa lena kr dega
@@itzDeepak1 thanks bro
Bhai maine Apna smart card online recharge kiya lekin top up nhi ho rha
Add value Me Show ho rha hai Not Register Smart card
Mere card me recharge nhi hua kya kre
Iska Upaay btao bro
Bhai 150 ka ata hai......
Hlo bhai
Çóc😊😊
Greet
Thankyou ❤