1st like 1st comment bohat achi recipe share ki apne ot behtareen tareeqe se samjhaya specially for beginners .... InshaaAllah kabhi is recipe ko zaroor try karun gi .... Plzz pin my comment thanksss 🌹🌹
Sindhi biryani masala and Bombay biryani masala in dono ki recipes mere Channel per mil jaye gi ap ko. mere Channel ki play list mei chutney & masala k naam se folder hoga us mei dekhain. Ya pher mere channel k naam k sath biryani masala lekh kr serch krain.
Assalam u alikum jiii...mne apke hyderabadi sindhi plao k bd ye biryani try ki aj hi bht hi mzedar bni ksi ko ye yaqen ni arha tha k mne ghr k msale me bnai khushbo zaiqa dno hi acha rha..thnk u very much..
Phele ap 4 minute boil krain half rice ko aur nikal lain. pher 10 minute boil krain Baki k rice ko. Ager pher b samjh nae ata mein ne Madni beef biryani ki recipe di hi wo easy method hi ap us method se b bnaskti hain. Chawal boil krne ki b Alaag se recipe meri channel per hi ap wo dekhain wahn se b kafi help mil jaye gi.
Hello sis apki recipes ache han per log apk channel tk nahi punch parahy han ap youtube Pe ad laga den likes comments viewers sab bohat sare ajaen gay duao me yad rakhia ga
JAZAKALLAH dear. Ji bilkul inshallah ab mei soch rahe hn k ad lag dun but ye he soch kr ruk jati hn k phele apni mehnat se koshesh krun baat nae bane to pher ad laga lun gi agy jo Allah ki marzi. last option ye he rakha hi ☺. Ap b mujhy dua mei yad rakhain.
Dekhain jitni b degi biryani aur pulao deg waly bnaty hain wo log Chinese salt ka use krty hain.aur boht use krty hain. pher chahy chicken ki biryani ho ya beef ki. Mene Chinese salt ki jaga chicken powder use kiya hi taste aur acha hojata hi ap nae dalna chahti koe baat nae ap mat dalain☺ packet k jo maslay hoty hain un mei b Chinese salt hota hi.
@@Hareemskitchenmenu aap ny kha tha k rice ko 30 mint bhgona Phr ibtida min 3 mint ubalna Or last rice ko 10 mint Or dam py rkho to 15 sy 20 mint Yahi hm ny kia Or mix bhi aap k triqy sy kia Chawal 180 waly thy
Asa beta India mein chicken powder halal nahi milta hai chines salt humlog istamaal nahi karte hain bp and.heart problem hai mazah mein farqe toh nahi hoga plz beta ans dena
1st like 1st comment bohat achi recipe share ki apne ot behtareen tareeqe se samjhaya specially for beginners .... InshaaAllah kabhi is recipe ko zaroor try karun gi .... Plzz pin my comment thanksss 🌹🌹
JazakAllah Khush Raho .Allah kamyabi dy ap ko pin krdiya hi dear☺
Nise biryani bani
Biryani masala recepi kia h
Sindhi biryani masala and Bombay biryani masala in dono ki recipes mere Channel per mil jaye gi ap ko. mere Channel ki play list mei chutney & masala k naam se folder hoga us mei dekhain. Ya pher mere channel k naam k sath biryani masala lekh kr serch krain.
Ap ny ye biryani try ki h ?? Achi bani thi ?
Bohat he zabardast lag rahi hay dekhne mein Masha Allah
Apki recipes bhot achi Hoti Hain Maine kafi sari biryani or pulao ki recipes try ki hain
App k recipe boht achi Hoti hai
Waqi world best biryani ha
Ap buht achi pyari dua deti hn api
Anti main boy hoo mara dill kiya seekhna ka
Best biryani
Assalam u alikum jiii...mne apke hyderabadi sindhi plao k bd ye biryani try ki aj hi bht hi mzedar bni ksi ko ye yaqen ni arha tha k mne ghr k msale me bnai khushbo zaiqa dno hi acha rha..thnk u very much..
Good 👍👍👏
Awesome recipie
Apki bohot achi biryani hai bohot mazki bani, pls ratio batadein 10kg biryani k liye pls
Superb recipe
Koi pnjabi biryani b bnao
Big like for your video
Aoa...i tried it yesterday...result turnout awesome👍👍...thanks for such a nice receipe...love & respect from ireland
That's good ☺☺👍👍Madani biryani try krain inshALLAH passand aye gi wo b.
@@Hareemskitchenmenu i ll try madni one as well...i m a biryani lover....be safe & well...👍👍
Super
Hareem ap pyaz or tamatar grsm me bhi btaya kren q k qormy ki grawe in hi dono se bnti hy .6 pyaz kitny gram ho gi plz rpl me
Good
Bohat zaberdast 👍 ap bhi ana sis
Sure ☺
Love you
Plz biryani masala recepi btaden
AoA medum 👍 thanks but process is long
مجھے بھت پسند آۓ یہ بتائیں کہ یہ دو کنی اور 3کنی یہ سمجھ ہی نہیں آیا ہے آپ منٹ وغیرہ کے حساب سے بتادیں
Phele ap 4 minute boil krain half rice ko aur nikal lain. pher 10 minute boil krain Baki k rice ko. Ager pher b samjh nae ata mein ne Madni beef biryani ki recipe di hi wo easy method hi ap us method se b bnaskti hain. Chawal boil krne ki b Alaag se recipe meri channel per hi ap wo dekhain wahn se b kafi help mil jaye gi.
Commercial main pyaaz nahi use hota
Ap chawal kunsa use karti h.?
Yehi bryani 1 kg ki plz bta dn pr chicken me
1 kg bryani me hldi 1 teaspoon hi daly gi ya km dsly gi
1 kg me food color 1 teaspoon jaye ga ya thora km
Hello sis apki recipes ache han per log apk channel tk nahi punch parahy han ap youtube Pe ad laga den likes comments viewers sab bohat sare ajaen gay duao me yad rakhia ga
JAZAKALLAH dear. Ji bilkul inshallah ab mei soch rahe hn k ad lag dun but ye he soch kr ruk jati hn k phele apni mehnat se koshesh krun baat nae bane to pher ad laga lun gi agy jo Allah ki marzi. last option ye he rakha hi ☺. Ap b mujhy dua mei yad rakhain.
@@Hareemskitchenmenu g zaror ap b mujhe duao me yad rakhia ga
Ye Gol market nazimabad wali hai Biryaani?
Ingredients list btaa dya karn plzzz
For half kg meat the ratio of all masalas will be 1/3
The ratio of all masalas will be 1/2 not 1/3
Ankhen band krke masalah dalen ye bhi recipe ki requirement hai ?😁
Nice effort but beef biryani me Chiken powder Ka Kiya kaam
Dekhain jitni b degi biryani aur pulao deg waly bnaty hain wo log Chinese salt ka use krty hain.aur boht use krty hain. pher chahy chicken ki biryani ho ya beef ki. Mene Chinese salt ki jaga chicken powder use kiya hi taste aur acha hojata hi ap nae dalna chahti koe baat nae ap mat dalain☺ packet k jo maslay hoty hain un mei b Chinese salt hota
hi.
Authentic recipe hi dear is mei Chinese salt tha recipe mei.is ki jaga mene chicken powder dala hi. Taste aur acha hojat hi.
Salam behen I am going to make t today if
I have 750gm of rice how much water I need to add in gravy. Plz reply
Add 2 glass
Yi rice bnai hm ny aap hi k triqy sy magr sary rice toot gai or tota pnaspati chawal bn gayi
Oho ziyada mix krne ki wajha se toot gye? Ya Chawal naram hogy? Koe to mistake hogyi hogi ap se.
@@Hareemskitchenmenu aap ny kha tha k rice ko 30 mint bhgona
Phr ibtida min 3 mint ubalna
Or last rice ko 10 mint
Or dam py rkho to 15 sy 20 mint
Yahi hm ny kia
Or mix bhi aap k triqy sy kia
Chawal 180 waly thy
Orange food colour kahan sy milyga
Grocery store se mil jaye ga
this is not naseeb biryani at all. Karipatta nahi dalta naseeb biryani mai.
Itnee pyaz sy qorma.metha nhe hojaye ga kea
Nae ye rice k sath balance hojata hi .ap try krain ye recipe InshAllah passand ayain gi
Reply plz yeh nazimabad gol market wali biryani hai?
Mehmoodabad ki hi ye biryani. Karachi mei aur b kafi branches hain.
Gol market nhe Baray madan pe hai naseeb biryani 🧡
Asa beta India mein chicken powder halal nahi milta hai chines salt humlog istamaal nahi karte hain bp and.heart problem hai mazah mein farqe toh nahi hoga plz beta ans dena
Nahin inshallah achi bany gi ap without chicken powder key bnayain
Baydan k pool. Or taz pat kaha say Malay gay
Grocery store, kirani ki shop per ap ko sare masalay araam se mil jayain gy inshallah.
Dleshes
Onion too much