@@RideBugsRavishu mere bike wohi haal tha RPM chodh raha tha .. toh fuel filter chnge krne ke baad issue solve hua but ek bar battery aur ECU ka check up karva lo kuch prblm hai toh pata chal jayega
Honda name reliability but honda not 🚫 reliable, konsi company le jo ki honda se bhi reliability main aachi ho , raste par dhoka na dee PLEASE REPLY ANYBODY ❤❤❤
@saikrushnarath4194 bro aap thik kehereho lakin purane gadi CARBURETTOR pe thi tho boh acchi kya bohot hi aachi hai , aaj ke FI ke tulnamain kyuki FI itna Reliable nahi hai CARBURETTOR ki tara , iss lia main confused 🤔 hu Honda FI best hai yaa aur koi bhi FI , aaj kal toh 🆕 CARBURETTOR gadiye milti hi nahi , secondhand hi milti hai ... youtube pe kitne videos aate hai Honda FI system ki bajese yah problem hua vah problem hua , so i am confused. ❤️🙏🏽
@@DmVlogs01 I also have a 2024 BS6 Honda Activa. Already driven 10k kms. No issues till now. Bhaiya, sensor technology mein kabhi na kabhi kharabi ayegi. Par efficient zyada hai aur bar bar carburettor ko tune karne keliye mechanic ke paas nehi jana padega. Carburettor tuning bohot sare mechanic logon ko ache se pata nehi hota. Carburettor mein missing ka issue bhi aate hain and usko pehchan ke solve karna zyada muskil hota hai. Expert mechanic logon ko bas pata hoti hai.
@saikrushnarath4194 bro thanks for replying one suggestion please aap ko pata ho toh , batana konsi 300cc or 400cc ki brand ki bike aachi reliability main superb hai , jo ki problems kam aaye aur aaye toh problem ko service centre pakad pai ❤️b🙏🏽
@@DmVlogs01 Sare bikes ki FuelInjection System achi hoti hai. Aap agar nei naweli bike liye ho, wo bhi sahi hi chalegi. India mein sare bike manufacturers reputed hi hai. Hero, Bajaj, Tvs, Honda, Suzuki, Yamaha, KTM, kisiko bhi dekhlo. Kabhi kabhar kisika to bike mein problem ayegi. Ab usko leke hala machana bhi achi baat nehi hai. Aap befikar gadi chalaye, FI issue bohot kam logon ko aati hai.
Bhai ye thk how jayegi, meri me bh yhi same problem aayi, but service centre walo ne sahi krdi,
Same problem happened with me after 1minth of bike delivery, I changed back angel sensor and from then no problem.
Kiya solve hua hai?
Bhai mere sath bhi same issue tha..fuel filter check karvalo mere bike mai fuel filter ka issue tha petrol supply nhi ho raha thik se
Ok bhai... Bar bar vo hi problem hori meri bike m
@@RideBugsRavishu mere bike wohi haal tha RPM chodh raha tha .. toh fuel filter chnge krne ke baad issue solve hua but ek bar battery aur ECU ka check up karva lo kuch prblm hai toh pata chal jayega
Bhai accelerate q kar raheho start karte waqt
Change your battery new. It will run faster. Company battery is very bad.. I changed it and My bike is like ri5v3...belive me friends 👍🏾👍🏾👍🏾
👍👍
Is this the cheapest bike by honda till date ?
No
Are Bhai Back Angle Sensor ka problem hai yeh ....
Carburettor all times best full reliability ❤ ❤
FI jyada mileage aur smooth chalati hai gadi ko.
Kitna din hua ghar me khadi rhi bike
😂😂😂
1.4 years
2 years ka warranty he to
Same problem with my hornet 2
If u are facing the same problem,
Change Back angel sensor, change Fuel filter and clean Fuel injector.
u could have clamed the warranty
FI warranty m ni tha..
@@RideBugsRavishuWarranty is Der for PGM FI....It is clearly mentioned in honda spare parts warranty list
Same problem is there in my hornet . Missing in 2nd and 3 rd gear mai
Mere m bi same problem thi, maine back angle sensor change kara tha, tab se koi problem ni aayi
Same problem happened with me after 1minth of bike delivery, I changed back angel sensor and from then no problem.
Honda name reliability but honda not 🚫 reliable, konsi company le jo ki honda se bhi reliability main aachi ho , raste par dhoka na dee PLEASE REPLY ANYBODY ❤❤❤
Honda makes the most reliable & smooth engines. I have a 20 year old Honda Eterno Scooter. still runs like new till date.
@saikrushnarath4194 bro aap thik kehereho lakin purane gadi CARBURETTOR pe thi tho boh acchi kya bohot hi aachi hai , aaj ke FI ke tulnamain kyuki FI itna Reliable nahi hai CARBURETTOR ki tara , iss lia main confused 🤔 hu Honda FI best hai yaa aur koi bhi FI , aaj kal toh 🆕 CARBURETTOR gadiye milti hi nahi , secondhand hi milti hai ... youtube pe kitne videos aate hai Honda FI system ki bajese yah problem hua vah problem hua , so i am confused. ❤️🙏🏽
@@DmVlogs01 I also have a 2024 BS6 Honda Activa. Already driven 10k kms. No issues till now. Bhaiya, sensor technology mein kabhi na kabhi kharabi ayegi. Par efficient zyada hai aur bar bar carburettor ko tune karne keliye mechanic ke paas nehi jana padega. Carburettor tuning bohot sare mechanic logon ko ache se pata nehi hota.
Carburettor mein missing ka issue bhi aate hain and usko pehchan ke solve karna zyada muskil hota hai. Expert mechanic logon ko bas pata hoti hai.
@saikrushnarath4194 bro thanks for replying one suggestion please aap ko pata ho toh , batana konsi 300cc or 400cc ki brand ki bike aachi reliability main superb hai , jo ki problems kam aaye aur aaye toh problem ko service centre pakad pai ❤️b🙏🏽
@@DmVlogs01 Sare bikes ki FuelInjection System achi hoti hai. Aap agar nei naweli bike liye ho, wo bhi sahi hi chalegi. India mein sare bike manufacturers reputed hi hai. Hero, Bajaj, Tvs, Honda, Suzuki, Yamaha, KTM, kisiko bhi dekhlo.
Kabhi kabhar kisika to bike mein problem ayegi. Ab usko leke hala machana bhi achi baat nehi hai. Aap befikar gadi chalaye, FI issue bohot kam logon ko aati hai.