Dekho bro wese to Ye bike Bohot comfort he par night pe muje problem de ra he because of Light Light not Good bro Apko extra light lagana hi pdega jese hi halogen light Hornet ka white light ko Jhat se kaat deta he baki Riding me muje koi problem Nahin hua. Aur Agar engine ka Baat Karun to vaise to Jyada heat Nahin Hota Hai Magar Jyada race Dene Se heat ka problem thoda bahut Hota Hai
Bhai har 15000 km pe Engine Flush karwa do Aur Honda ka Fully Synthetic Honda Throttle 10W30 Fully Synthetic Engine Oil use karo aur Usmai 50 ML Abro Oil Treatment Daal do Bike Puri smooth aur Refined ho jaygi
@@MuhammedShafiS ....yaar !! Mujhe ye bike best in segment lagti hai feature kam hone ke bawzood !! Makkhan malai engine hai ekdum super smooth, aawaz hi nahi hai bilkul😍😍, best in class 0 to 80 sprint, best in class average, best in class looks , best in class handling ....fir bhi ye bike flop ho gai !!! So sad!! Mai isko lena chahta hoon lekin ye shayad jaldi hi discontinue ho sakti hai poor sales ki vajah se!!😥😥 ...dusre ismei oil leak , over heating ke issues bhi sune hain maine !!😥😥
Engine oil leak hua tha jab mera bike new tha thn avi kuch problm nhi he mere bhi. Ar Engine Over heat nhi hota he agr jada race dene se toda bohot effect hota he
Long tour ka liya thik hai ki nahi
Badhiya video bhai👍🏼
its nice bike i recently bought it..❤
Do you feel difference in riding during day and night? Like when the engine is cool and the engine is hot?
Dekho bro wese to Ye bike Bohot comfort he par night pe muje problem de ra he because of Light Light not Good bro Apko extra light lagana hi pdega jese hi halogen light Hornet ka white light ko Jhat se kaat deta he baki Riding me muje koi problem Nahin hua.
Aur Agar engine ka Baat Karun to vaise to Jyada heat Nahin Hota Hai Magar Jyada race Dene Se heat ka problem thoda bahut Hota Hai
Konsa Mobil use karunga is modal may
Bhai kitna kM chalane ke baad 50+ milage dia neya me toh 40 tak deta hh
Brother what is it's crusing speed without any strain on engine on highway
90 to 100 at 5th gear
Mujhe v hornet 2.O lena hai kya lena thik hoga
le lo bhi
Oil kon sa daal rahe ho aur kitna km pe drain karte ho?
Me to 1500km hone pe drain krba deta hnu ar honda ka hi oil dalba ta hnu
Bhai kuchh yt wale bolte hai isme .oil leak hota he gear lever nikal jata he rear break bekar he .yesa koi problem he kya please reply
Oil leak problem hora he 2 saal k baad baki asa kuch nhi sk ok he
Speed aur rpm kitna maintain karte ho bhai?
Bhai har 15000 km pe Engine Flush karwa do Aur Honda ka Fully Synthetic Honda Throttle 10W30 Fully Synthetic Engine Oil use karo aur Usmai 50 ML Abro Oil Treatment Daal do Bike Puri smooth aur Refined ho jaygi
Bhai rpm ra problem rahuchi
Bhai 18 20 naya milage kaisa deti hai 😂😂😂😂
Superb 👏👏👏
Thanku My bro
54 mileage 🥰
ya bro
Dost !! Shayad tum bhi hornet 2.0 ke fan ho !! Har video mei tumhara comment dekha hai maine.😀😀
@@ampassionstruck9138 😊🥰 I have a hornet bro. I like to see videos of it 😉
Hahahha Hornet Bhi bhi
@@MuhammedShafiS ....yaar !! Mujhe ye bike best in segment lagti hai feature kam hone ke bawzood !! Makkhan malai engine hai ekdum super smooth, aawaz hi nahi hai bilkul😍😍, best in class 0 to 80 sprint, best in class average, best in class looks , best in class handling ....fir bhi ye bike flop ho gai !!! So sad!! Mai isko lena chahta hoon lekin ye shayad jaldi hi discontinue ho sakti hai poor sales ki vajah se!!😥😥 ...dusre ismei oil leak , over heating ke issues bhi sune hain maine !!😥😥
Kya engine oil leak hua ???
Kya engine over heat hota hai !!??
Engine oil leak hua tha jab mera bike new tha thn avi kuch problm nhi he mere bhi.
Ar Engine Over heat nhi hota he agr jada race dene se toda bohot effect hota he
@@DMotoVibe_DMV ok thanx.
Love from odisha
Nice
Thanku #sabitaodiavlogs
Same bike bro nd 31aug meri wali ko bhi 1yr complete ho jayega 💖
Are Whaaa Good good
Bro meliage kitna deti hai abhi
50 tk aram se deta he bro
Bahoot bhagata hai bhai 😂 tu gaadi
Aawaj sahi karo video ka
Sikh ja agbe bro
Bhai Mora be repsol model achi
Acha acha hela aaau
Ghatiya bike hai ye lock set 2 bar change karva chuka hu or ek bar wiering jal gaya hai or servise station me koi dhyan bhi nahi deta
Bahat achha jhut bola