Sir app ka video bhut hi knowledgeable hota Hai please ye bhi bataye ki water flow kitna ho chaiye app is video mein kitne condenser use kar rahe Hai or pump ka specifications Kya Hai Thanks
Sir apko bahut bahut danyavad sir 🙏 🙏 ,,,,,, Sir compressor ka discharge pressure jyada hogiyato husme kya karan hai sir batav Sir please Sir please .....
Koi bhi compressor ho, liquid compressor ke liye poison ke samaan hota hai. Liquid aane par oil pressure kam ho jata hai aur iske sath - sath oil ki lubricating properties kam hone ke karan compressor ke andruni parts ghisne lagte hai aur compressor jaldi kharab ho jata hai isliye compressor par liquid nahi aane dena chahiye, thanks for watching.
@@AboutcoldstorageinHindi sir and every day when we start our compressor I find ammonia is always getting mixed with lubrication oil when compressor is not in use, why this happens is this because of check valve not working on discharge section or gate valve not closed tightly on suction side? Ty
Aap kahte hai ki 25 kg tak discharge pressure ja raha hai yani 355 psi, to ammonia based plant me amuman 300 psi se upar ka gauge nahi lagaya jata hai aur 355 psi ammonia plant ke liye bahut jyada pressure hota hai. Sabse pahle to aap pressure gauge ko check kijiye ki wah thik hai ya nahi. Agar gauge thik hai to plant ka aaj se ek month pahle tak ka puri history bhejiye jaiseki is bich me plant me kya kya kaam hua, kitna pressure chalta tha etc... kyo ki aap apne plant ko hame achchhi tarah jaante hai.
धन्यवाद सर कृपया आप व्हिडिओ बनाते रहे आपके माध्यम से हम नए सिखने वाले स्टुडंट को बहोत ही अच्छा नॉलेज मिल रहा हैं
Good information..explained sir👌
Sir bahut din baad aai hamari yaad video jaldi banate raha kariy
Good job sir
Very nice👍
Bahut din bad aaya apka video
Very good 🌹🌹🌹🌹
Think🥰👏 bhai
Nice sir 👌...🙏🙏
Hi bro 👌👌
Nice sir ❤️❤️❤️😀
Sir app ka video bhut hi knowledgeable hota Hai please ye bhi bataye ki water flow kitna ho chaiye app is video mein kitne condenser use kar rahe Hai or pump ka specifications Kya Hai
Thanks
Sir please reply
Please wait, mai iske upar ek separate video me bata dunga.
Mine bahut baar apko masg kiya h lekin koi reply nhi aya aj tk
Apki kripya ho rhi h guru ji
Sir apko bahut bahut danyavad sir 🙏 🙏 ,,,,,, Sir compressor ka discharge pressure jyada hogiyato husme kya karan hai sir batav Sir please Sir please .....
Bhai mujhe bhi cold storage banana h..koi bhai mujhe uske bare m bata sakta h
Aapko kya karna hai mai is video me bata chuka hun.
Nice 🙏🙏🙏🙏🙏
Sir discharge pressure jada hone ka karn sirf condenser hi to nhi ho skta na . Rh v ho skta ya valve v to pass ho skte h
Good sir
Sir ji doubble stage compressor pe bhi video bana do full detail k sath..plzzz🙏🙏
Ok, I will try
Thanks 👍
Ok sir
Nice sir
Jabki discharge pressure sahi hai section pressure sahi hai oil pressure sahi hai fir bhi compresser over trip cut jata hai
Sir kcx compressor me liquid aane se kya kya problam aa sakti hai
Koi bhi compressor ho, liquid compressor ke liye poison ke samaan hota hai. Liquid aane par oil pressure kam ho jata hai aur iske sath - sath oil ki lubricating properties kam hone ke karan compressor ke andruni parts ghisne lagte hai aur compressor jaldi kharab ho jata hai isliye compressor par liquid nahi aane dena chahiye, thanks for watching.
Hi sir campresser oil pump ki serviving vdo plz
TR sustem kya hai...compressor me
9c sir
Thanks sir
Sir system se air kaha se nikale ?
Nyc
Oil pump Ka video banye sir
Super
20 din pehle compressor ka bus bearing ring oil pump work sarvice sab kuch change kar diyaa hai
Sir all cause ammonia plant ko bataunu na
Sir ice plant main ice main pool bouth ratha hai
Sir g mere condenser ki unchai kam hai or chhat par hain discharge jada reheta hai kya karun
Bhai meri samassiya halkare compiresar chalane par apne AAP pistan sab lod pe aajaati hai
Kya karna ho sakta hai please send me solution this problem
Compresser mein oil change kiye uske bad chalaye to बार-बार compresser tip kar jata hai kya Karan hai
Sir Dishcharger 150 Chal raha use kaise badhayen
Discharge pressure thik hai.
Sir is time air kese nikalun hamara discharge jada chal raha
Sir discharge pressure high hone se kiya problem hota he
Sir intercooler kasa kam krta please bata do
Power kaatne se Koyal jaam Ho gai plant kaise chalu Karen
Running me compressor unload ho jata hai esake karan kya hai espe video banai
mai iske bare me ek Separate video bana kar bata dunga so please wait, thanks for watching.
Sir, for 50 hp two head colt compressor what is normal discharge pressure our is 180 -190 psi.and pls show proper adjustment of expansion valve.ty
Discharge pressure is almost fine but you can try to reduce it a bit if you want, thanks for watching.
@@AboutcoldstorageinHindi sir and every day when we start our compressor I find ammonia is always getting mixed with lubrication oil when compressor is not in use, why this happens is this because of check valve not working on discharge section or gate valve not closed tightly on suction side? Ty
@@AboutcoldstorageinHindi⁰
Sar ji crank agar fas Jaye to kaise nikale is per video mein naye
220psi dichgrge both palnt till
Kisa nikalneka
6 पिस्टन का कंप्रेसर के हिसाब से कितना कंडेनसर होना चाहिए
*12×20ft × 18
*20 foot ki 12 pipes ki 18 Condenser..... Fir bhi eak dho jyadha de... Tho hi acha hai. Mere plant pr 20 condenser hai.*
Ok
KC 2 compressor ka discharge pressure 20-25 kg ja raha hai compressor start karane ke turant bad
Condenser properly clean Karen, agar plant me air ho to use nikaalne ki koshish kare.
@@AboutcoldstorageinHindi Air bhai nekal di hai and condenser bhi clean kar leya hai but problem not resolved
Kaun sa refrigerant hai?
@@AboutcoldstorageinHindi Ammonia hai
Aap kahte hai ki 25 kg tak discharge pressure ja raha hai yani 355 psi, to ammonia based plant me amuman 300 psi se upar ka gauge nahi lagaya jata hai aur 355 psi ammonia plant ke liye bahut jyada pressure hota hai. Sabse pahle to aap pressure gauge ko check kijiye ki wah thik hai ya nahi. Agar gauge thik hai to plant ka aaj se ek month pahle tak ka puri history bhejiye jaiseki is bich me plant me kya kya kaam hua, kitna pressure chalta tha etc... kyo ki aap apne plant ko hame achchhi tarah jaante hai.
Ji sir ji aap गुङ Ka temrecher Kiya rakhna cahiye
44.6 to 48.2 °F
Thank you sir
Sar ji condenser ke pipe mein Khar a Jaaye to Kaise nikaalen Koi uska upay bataen
Khar kya hai?
Condenser ke pipe par papdi Ki Tarah jamak gaya hai use Kaise nikaalen koi aisa acid Hai To bataiye
Mai koshish karunga is topic par video banane ki.
Sir meopretabanachatahu
Ne w video bnao
Hlo
Sir aap ka number chahie tha
Section jyada chlega to nhi chlega kya
Air k to thik h baki sb bakwas btaya
bilkul bakwas nahi hai.