Ok.....aise har compressor me alag alag refrigerant dal sakte h aisa nahi h ki ye compressor me ye gas aaygaa .... company kis tarh ka banati h us par mention Kya rahta h
Kisi bhi jagh par laga ho Nam ek hi rahta h lp hp....... Hn bade unit me kya hota h alag se reading show karne ke lie transducer laga dete hai lp hp ka
Achhaaa .....Aapke liyeee ye vedio hai aap mere channel Ka vedio aap Dekho ek ek Karke bhut Kuch Sikh jayenge aap ....ye pahle dekhe aur batayeee ua-cam.com/video/ndQ1znFtIMU/v-deo.html
Jaydh muskil nahi in out valve band karke size ka coil manga Kar change Kar skate ho .,....abhi kabhi cool change hota h side par to me bana dunga wait Kare
@@sandipkumarbari3825 aap kisi bhi tarika se check kare kpa psi bar kg..... calculate karne par sab ka value ek milegaa ..jyahd tar system aapko kpa aur psi me check karne ko milega....aap convert Kar sakte h ...is par ek vedio bana dete h kpa psi aur bar kg ...kitna kitna ka eqal hota hai
Thankyou soo mujhe sir jab 2h chiller band rehta tha toh sahi se in karne me or 2h lag jate the or apke ek video ke pura problem khatam ❤❤❤❤
Welcome...bhut khushi hui jan kar ki mere vedio se kuch sikhne ko mila
Sir full video banaye bahot km time diye ap hm logo ko
But bahot hi achha information diye h thank you sir
Welcome 😊 thik hai
1 questions hai bhai ham kaise pata karenge ki kis compressor me kon si (R) Dali jati hai is par v koi video bana dijiye
Ok.....aise har compressor me alag alag refrigerant dal sakte h aisa nahi h ki ye compressor me ye gas aaygaa .... company kis tarh ka banati h us par mention Kya rahta h
@@Afzalalamhvac sukriya bhai abhi Mai HVAC AC ka course kar raha hu insaallah aap ki hi tarha best technician banunga
Ecco sound ke Karan video थोड़ा quality percentage down ho रहा है, इसमें सुधार कीजिए , explanation too good,
Mere liye sabse jyada important video h sir ji aise hi mai hr trip k bare me janna chahta hu kyo aur kis karan se hota h pls bataiye sir ji
Thik bhht sare topic par vedio Dale hue hai aap check karee aur dekhe bhut sara kuch Sikh sakte h
Sir ek video banaeya low side pe full details me plz
Aap ek karke vedio dekhe ham Dale hue low side ka bhut sare vedio ......aap kis tarh ka kah rahe h thoda explain kare
How to change the compressor demestic and cammercial
For this you will have to change the compressor and show how it changes, wait a bit, will upload it some day.
Thank brother.... good explain
Welcome
HP ka trip ka kya kya issue hota he sir ji piz video banaya
Thik hai hp ka 4 se 5 din ke andar bana Kar upload Kar dunga...ache se ....thoda sa wait kare
Very nice video use full
Job bare Mai video bnaye
2 se 3 vedio banaye h apne channel me ap dekhe
Sir small chiller me LP or HP switch lgtaa hai ,
Big chiller me LP or HP ka naam kya h
Kisi bhi jagh par laga ho Nam ek hi rahta h lp hp....... Hn bade unit me kya hota h alag se reading show karne ke lie transducer laga dete hai lp hp ka
Thank you sir.
Sir Koi v vaccume pump kitne CFM ka hai kaise ptaa krenge?
Uske disruption me likha rahega alag alag capacity ka Vacuum pump aate hai size me bhi
Knowledgeable vedio share kie hai sir thank you so much
Welcome
Sir mujhe exam me questions kiya gya h ki high pressure se compresor trip kr rha h kya reason h
Achhaaa .....Aapke liyeee ye vedio hai aap mere channel Ka vedio aap Dekho ek ek Karke bhut Kuch Sikh jayenge aap ....ye pahle dekhe aur batayeee
ua-cam.com/video/ndQ1znFtIMU/v-deo.html
Best video of UA-cam
Thank you
Allah aapko bahut bahut kamyabi ata farmaye 💯
Aameen
Make video on how to design condenser, number of tubes, size of tubes etc...
Ok coming soon
Sir mechanical low pressure switch ka alarm aa rha h kya krna chahiye
Pahle to pressure dekh lijiye uske bad sab sahi h to kabi kabhi pressure switch defective hota h
Sir air cool chiller diagram explain
Air cool chiller par ek vedio dala hua hai wo bhi live all components ke sath electrical machenical
Sir fcu bcu ke baare me bataye
sir air cool chiller plant me chiller me paani kaha se aata hai
Good explanation sir jee
Thank you 😊
sir timer relay ka kya Kam hai
Timer relay me time setting hota h usme aap time arjets kar sakte h kitna time me start karna h unit ....alga alag model me aate h
Sir bolowar motor ka kya kaam hota hai ac me
Room me cooling pahuchane ka Kam karta hai
Blower ko run karana
Hp switch ke bare me kab vedio dalnege
Bhht jald
Aur AHU ka coil kaisa change kare full process
Jaydh muskil nahi in out valve band karke size ka coil manga Kar change Kar skate ho .,....abhi kabhi cool change hota h side par to me bana dunga wait Kare
Shukriya
Sir low ampire kyon aata hai
Gas kam rahne par bhi aata hai
Very good
Sir ammonia kha bhi sem psi hoga
Nahi
Sir uska psi pressure 1 kg ke hisab se dekhna hota hai kya koi idea dijiye
@@sandipkumarbari3825 aap kisi bhi tarika se check kare kpa psi bar kg..... calculate karne par sab ka value ek milegaa ..jyahd tar system aapko kpa aur psi me check karne ko milega....aap convert Kar sakte h ...is par ek vedio bana dete h kpa psi aur bar kg ...kitna kitna ka eqal hota hai
Or r 22 me kitna hota hai
Kiya chiz.... Wo ap r22 ka me usr karne ke lie hp mangege usme set rahtaa all ready bade chiller me hamlog setting karte h
Nepal se he janakpur
Nice video🎉🎉🎉🎉
Wow
Sir aap kis country me he..
Oman
Grate
👍👍
♥️♥️♥️👍👍👍
Thanks.
Mai bhi hvac ka कोर्स कर रहा hu
Very good
🤞👉👉👉
अफजल भाई मै apko kine master app hack wala send kar duga
Thik hai
Thank you so much my friend
Jisme logo nahi rahe ga
Kiyaa samjhe nahi
Apka video me jo edit kar ke video dalte hai na jisme corner me kine master ka logo rah ta hai na wo nahi rahe ga
👍👍👍👍