Meri gadi main b aarhi hai..but problem yeh hai ko gadi start ni leti jab tak woh light jati ni....usko 10 min lagta hai light jane k liye...ni toh negative nikal k dalna padta hai..iska solution kya hai ?
Hi , Bhai Yeh jo light hai Mere Car me running me 2 to 3 second aata hai , fir band ho jata hai . Blink hota hai band ho jata hai , Kya issue ho sakta hai
Bhai meri kiwd me new pedal dala .. abhi normal sound hai car ka but light jab pedal daba rahe hai to off ho rahi hai and chodne k baad phir on ho rahi hai.. please eska reason batao
Bhai mere me ye orange light ati he or indicater lights off jati he... Jabki car se bahar niklke dekhte he to side lights ok dikhate he.. Jabki ecu me errow me jo green light hoti he vo nahi aati... Thodi der car bandh karke 4 to 5 hours ke bad vaps sab sahi ho jata he... Kya problem ho sakti he!!??
Excellent job. Very well done and explained 👌🏼
Ak nom bhai
Mera bhi yahi problem hhe
Superb bhai g
Thank you 👍👍
Baki video Super hai
Nice video bhai
Sir Maine kwid throttle body par spray maara hai uske baad ye orange malfunction light aa rhi hai iska koi solution bataye
Thank you Bhai
original pedal dalnase hogiya company ka
Nice bhai
Meri gadi main b aarhi hai..but problem yeh hai ko gadi start ni leti jab tak woh light jati ni....usko 10 min lagta hai light jane k liye...ni toh negative nikal k dalna padta hai..iska solution kya hai ?
Hi ,
Bhai Yeh jo light hai Mere Car me running me 2 to 3 second aata hai , fir band ho jata hai .
Blink hota hai band ho jata hai ,
Kya issue ho sakta hai
What will be the issue
Reply brother jaroor krna
Good luck 👨🔧👨🔧👨🔧👨🔧
Bhai meri kiwd me new pedal dala .. abhi normal sound hai car ka but light jab pedal daba rahe hai to off ho rahi hai and chodne k baad phir on ho rahi hai.. please eska reason batao
Mero bhi Same problem Haida he ap kaisa banaya
@@Purnamagarvlogsame problem solution kya kiya reply brother
Jai hind bhai
Thakse you
Sir how to adjust the clutch up down?
Sir kwid rxt fuel pump nhi chal rha hai..... Relay se direct krne pr chal rha hai.... Relay me ground nhi a rha hai...
Car scanning or wiring chake kro
@@JahidsAutoHub sir sabhi sensor ke code aa rhe hai.... Gaadi raat ko park kri aur morning me start nhi hui
Plz send ur no. I will send u the fault codes
Nice,,,
Nice
Sir tapped cover ke andar sound ane se kya kya cheak kre batao plz 🙏
Gadi name batao
@@JahidsAutoHub omni
Sbse pehle tepit play uske baad tepit arm or arm road
Nice video bro
Sir aapne wairing kaise check ki hai
Bhai mere me ye orange light ati he or indicater lights off jati he... Jabki car se bahar niklke dekhte he to side lights ok dikhate he.. Jabki ecu me errow me jo green light hoti he vo nahi aati...
Thodi der car bandh karke 4 to 5 hours ke bad vaps sab sahi ho jata he... Kya problem ho sakti he!!??
Bhai car scanning krao
Meri ranult kwid me bhe ye problem hai gadi 22000 km chali hai.
Bro u look like Shreyas Iyer
❤❤❤❤❤❤❤
मेरी गाड़ी में भी यही प्रॉब्लम है
Bhai video mein Koi kam kiya karo to Bhai uska wiring check karne ka process jarur Dala karo
Ok bhai
sar kiya kaam miljayega kiya
Df081 k keep solve kare bhai urjent h
Dost accelerator pedal kitne ka aaya tha
1600 sumthing
Bhai ,accelerator pedal kaha se liya
Renult se
Accelerator padel lagane ke bad programing karni padti hai ya nahi?
Nhi
Thanks Bhai👍
Hello
Kitana kharcha ata hai
Bhai meri gadi mein bhi hai Kami a rahi hai accelerator wali
I have something to know from you.
Brother please part number share kro accelerator pedal ka
180104150R
@@JahidsAutoHub how much the acceleration pedal or to fix this issue?
Meri bhi yahi brolam
What's wrong with the computer?
Naya accelerator padal dala hai tab bhi hi RPM ho raha hai kyon
Thotel body cleen or reset krabao bhai
Gadi ka temperature 90 ke cross hota hai gadi band hone Lagti90ke niche Chalti Hai gadi band Nahin Hoti Hai
To kya kiya aapne ?
Sir meri padel change karne baad bhi fault rahta hai
Padel kha se liya
After market khrab hote he jadatr
Mera apna shop hai
5 padel laga ker kr liya hai
Fir bhi whi fault aaraha hai
Chek engine light a rahi h
Duster. Accelerator problem
ये गाड़ी बहुत बकवास है
यह रेस पेंडल कितने का आता है
First it was 800 ₹ but in 2024 it's 7000 ₹ + labour in Renault garage
750
Cost of pedal?
First it was 800 ₹ but in 2024 it's 7000 ₹ + labour in Renault garage
Bhai aapka shop kahaa hai , pls share contact no.
Uttarakhand Rudrapur
8958557884
English please
Bhai ye bahut gandi company h.. Isse gandi company aj tk nhi dekhi india m..
Sach hai bhai bht bekar company hai
Accelerator pedal first it was 800 ₹ but in 2024 it's 7000 ₹ + labour in Renault garage. Too much cost