Kuch tips ko jarurat hai 1- physics padhte pahdte itna deep m chla jata hun uske baad brain m थकावट sa mehsoos hota jab tak neend nhi lun energy cover nhi hoti neend lene k baad energy recover hoti but time bahut chla jata hai sab kuch samjh aata but ek time baad brain kaam karna bnd kr deta 2- padhai 17hours ya 10 hours ki nhi agar time limit badh jaye to brain kaam karna bnd kr deta hai focus nhi bn pata 3 - thode time k liye neend lete hai tab uthne k baad headache shuru ho jata jab tak full neend n ho need solution to active brain power for 15 hours
Bhaiya mere drop 1st year me 120 marks aaye h bhaiya please tell me mera is baar ho jayega ya nhi me social media ❌ Abhi me PW se pd rhi hu yakeen 2.0 se bhaiya please reply de dena
💫💫💫💯
❤️❤️
❤❤❤
❤️❤️
😊❤🎉
❤️❤️
Bhaiya me aapki ek ek video dekhti hu bhdiya aap bahut acche se guide krte ho thankyou bhaiya
You are welcome ❤️😊
Physics chemistry nahi ban raha bhaiya kya karu please help me and suggest 😢 Reply me bhaiya 🥺
I have uploaded a video about it ....go and watch it...your all doubts will be cleared
Tq bhaiya I like your video....and physics chemistry week bhaiya 😢😢😢😢kuch samj nahi aa raha hai
Bhai same problem 😢
Maine dono subjects k upper video upload kr rakhi h aap jaake dekh sakte ho...
Kuch tips ko jarurat hai
1- physics padhte pahdte itna deep m chla jata hun uske baad brain m थकावट sa mehsoos hota jab tak neend nhi lun energy cover nhi hoti neend lene k baad energy recover hoti but time bahut chla jata hai sab kuch samjh aata but ek time baad brain kaam karna bnd kr deta
2- padhai 17hours ya 10 hours ki nhi agar time limit badh jaye to brain kaam karna bnd kr deta hai focus nhi bn pata
3 - thode time k liye neend lete hai tab uthne k baad headache shuru ho jata jab tak full neend n ho need solution to active brain power for 15 hours
I will explain it surely in my next video
Bhaiya ji mera physics aur chemistry weak hai ... Mai soch raha hu biology pr pura focus kru kya ....
Please suggest jarur kijiye ❤❤
Physics chemistry ko ignore nhi kr sakte ..... equally importance dena h teeno subjects ko
Sir kitne test series dena kam kam or jayada se jayada sir pls reply
Kam se kam 15 dene h .... Aur jyada aapke upper h
Bhai 11 aur 12 ki alg alg notes banane hai ki 1 hi sb bna de reply bhai
Alag alag banane h
@@abhaypratapsingh5424 tq bhai ❤️
Aap ye batao ki how can I manage my health issues? 😢
Have proper sleep and proper food on time
@@abhaypratapsingh5424 okay thank you 💜😊
🤭🥰😊🤭🤭🌚🎂😍☺️
❤️😊
Bhaiya aap hindi medium me 12th pass out kiye the ya English medium se
English medium se
Bhaiya mere drop 1st year me 120 marks aaye h bhaiya please tell me mera is baar ho jayega ya nhi me social media ❌ Abhi me PW se pd rhi hu yakeen 2.0 se bhaiya please reply de dena
Mere bhi 157
Give your 100% jarur hoga pakka
Bhai neet ki preparation hindi medium se thik rhega ki English medium se
Jisse 12 ki ho
@@abhaypratapsingh5424 Hindi medium se
Exams se kab free honge aap ??
Next month