Bhai LG inverter AC KA indoor pcb 2 baar shot ho chuka aur 5kv ka stabilizer bhi lgaya hai pure Ghar me Please kuch suggest Karo Jo Aisa problem fir bar bar na ho ac ko
Godrej Non-Inverter AC मेरा दोपहर 1 बजे से शाम 6बजे तक कूलिंग नहीं कर रहा है।हर सीजन में कोई समस्या नहीं होती थी लेकिन इस सीजन ही ये समस्या आ रही है। शाम 6 बजे के बाद से कूलिंग जबरदस्त करता है। क्या समस्या हो सकती है
@@deepaksher1155 1.5 ton lena bahut fast cooling hai. 10 min me chill ho jaega room. Mera room 10 ft x 10 ft ka hai. 10 min baad mai use c1 ( 40 %) pe ac ko chalata hu mast thandak ke sath electricity 0.6 ton ke ac jitna hi consume karta hai. 1 ton ka ac bhi thik hai lekin jab bahar ka temp 40 cross karega tab day time me cooling kum mehsoosh hoga fan bhi chalana hoga sath me.
Agar LG ke customer care pe call karke mechanic ko bulaoge tab pcb kharab hone pe new pcb change karega. Local mechanic ko bulaoge tab shayad wo usi ko repair karne ka try kar sakta hai. Waise 5 year to warranty rahta hai pcb pe. Accha rahega agar extended warranty le liya jae.
@@singhrajput6949 new ac ke pcb pe 5 saal ka warranty company ke taraf se aata hai. Aur 1 saal complete ac pe. Alag se warranty nahi liya hai 2000 - 2500 per year lagta hai alag se ek saal ka lene par aur 5000 lagta hai 5 saal ka ek sath lene par
aise hi kya apka UA-cam Chanel grow karega Bhai , Kam se kam comments aate h usme common questions ka answer de do , Dekho kitne log price ko puchhe hai , Sirf video bana ke dalne me hi chanel ni chalta
@@Bestnicevlogs kisi bhi karan se PCB kharab ho jaye to underwarranty change karega lg. Mere ac me 1 mahine me hi PCB kharab ho gayi thi us samay 1 year warranty hua karti thi. Stabilizer bahut jaruri hai chahe compny stabilizer free operation hi kyo na claim kare.
Mere yaha Onida ka Inverter AC hai. 5 month me hi PCB kharab ho gai thi. Kal hi Onida ne PCB replace kar di. Wo bhaiya ne bola iss PCB ki price abhi rs. 12,000 hai. V-Guard ka stabilizer bhi hai fir bhi patta nahi kaise PCB kharab ho gai
Pcb cost kitne ki hai......
Aur Detail me Vdo Banao
Testing ka tarika bhi batao
I am Subscribers Plz
❤
Inhone #Stablizer Nahi Lagwaya Hai , Shayad Isleye Hi PCB Pe Load A Raha hoga ☝☝
Bhai mere ac ka outdoor unit nhi chal raha kya problem ho sakti he capacitor bhi change kar diya 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Lg company m job karti ho aap
Sir, kharcha kitna tak aya ye pcb ka?, aur ye problem humko na ho iske liye kya karna chahiye ye bhi information dete rahiye video me to achha hoga.
Bhai muje indoor unit ka pcb chiye 1.5 dual inverter lg
Kitne ka hoga
Vai main apka bohut bara fan hu. Main vi apse ac fitting lagana chatihu to apko kyse contact karu.
Lg ac me. Yahi pcb problem ho jata h
Isliye non inverter ac hi sahi hota h
4 saal hogya Onida ac koi dikkt ni pcb mein stabilizer lagta kro
Nice work
Bhai LG inverter AC KA indoor pcb 2 baar shot ho chuka aur 5kv ka stabilizer bhi lgaya hai pure Ghar me
Please kuch suggest Karo Jo Aisa problem fir bar bar na ho ac ko
Earthing karwa lo proper
4kva stabilizer is enough, check if stabilizer is working or not?
ghar ka load kitna h
us hisab se stabilizer lagana chaiye
our nhi to ac ke liye onliy 4kv stabilizer lgao
Endor se kya error tha
bro pcb ki complend krna pr fi kam na kra to kya kru
lG 1.5 ton split ac kr outdoor ke pcb ka kya price hai ?
Free replacement kiye ky
Best ac kya ha inviter or
Or non inviter
Collar
Voltas AC me e6 aata hai
Godrej Non-Inverter AC मेरा दोपहर 1 बजे से शाम 6बजे तक कूलिंग नहीं कर रहा है।हर सीजन में कोई समस्या नहीं होती थी लेकिन इस सीजन ही ये समस्या आ रही है। शाम 6 बजे के बाद से कूलिंग जबरदस्त करता है। क्या समस्या हो सकती है
टेम्प्रेचर ओवर हिटिंग outdor के अन्दर पानी डालदो सिर्फ कॉइल मे 👍🏻
Same here brother
आउटडोर के उपर थर्माकोल रख दीजिए
Bhai pcb ka price batao
13000
PCB mein Fan motor Capacitor kharab ho giya hai .
Dc motors me capacitor nahi lagta
Speed mai fan show nai karega
Ehsan bhai outdoor pcb whirlpool ka kitna me lijayega aap apna no do
Dc motor chek karne ka tarika batao
LG के AC के PCB बहुत ही नाज़ुक होते है,बहुत बड़ी शिकायते इसकी PCB को लेकर लोगो को है।
Mere LG 1.5 ton ac 16 month purana hai uska pcb kharab ho gaya. 4 din me naya pcb lagaega Wo to accha tha ki pcb warranty 5 years hai.
Are osse jayda voltas okkk maii voltas me hu
Godrej ke pcb ka koi bataega maine 3 godrej lagwae hai haal me hi
@@parijat95cooling kaise h godrej ac ki 🤔
@@deepaksher1155 1.5 ton lena bahut fast cooling hai. 10 min me chill ho jaega room. Mera room 10 ft x 10 ft ka hai. 10 min baad mai use c1 ( 40 %) pe ac ko chalata hu mast thandak ke sath electricity 0.6 ton ke ac jitna hi consume karta hai.
1 ton ka ac bhi thik hai lekin jab bahar ka temp 40 cross karega tab day time me cooling kum mehsoosh hoga fan bhi chalana hoga sath me.
Kitna ka ata hai ye pcb mera bhi kharab ho gya outdoor ka
4k se5k tk
Kis camera se video banate ho
Gopro9
Pcb repair hota he ke nahi
Agar LG ke customer care pe call karke mechanic ko bulaoge tab pcb kharab hone pe new pcb change karega. Local mechanic ko bulaoge tab shayad wo usi ko repair karne ka try kar sakta hai. Waise 5 year to warranty rahta hai pcb pe. Accha rahega agar extended warranty le liya jae.
Extended warranty kitne ka milta hai @@parijat95
@@singhrajput6949 new ac ke pcb pe 5 saal ka warranty company ke taraf se aata hai. Aur 1 saal complete ac pe. Alag se warranty nahi liya hai 2000 - 2500 per year lagta hai alag se ek saal ka lene par aur 5000 lagta hai 5 saal ka ek sath lene par
@@faizshahmadar9625 pcb repair nahi hota hai ab new se replace hota hai.
@@parijat95 mera voltas ka ac hai to iske pcb warranty kitne sal ki hai
Nice
App ko akk barr motar bhi change karna tha
Super
aise hi kya apka UA-cam Chanel grow karega Bhai ,
Kam se kam comments aate h usme common questions ka answer de do ,
Dekho kitne log price ko puchhe hai ,
Sirf video bana ke dalne me hi chanel ni chalta
LG wale ac mein fraud bhut krte hai
Video me pad marrahahr gys chorke😂😂
Ha bhai sahi kiya tumne
PCB change Me Kitna Rupye Laga
7000 se 10000
@@dr.neeleshkumar2514 5 saal ki pcb warranty Lg deta hai uski isme kharaab ho jane me kya manyata hai
@@Bestnicevlogs kisi bhi karan se PCB kharab ho jaye to underwarranty change karega lg.
Mere ac me 1 mahine me hi PCB kharab ho gayi thi us samay 1 year warranty hua karti thi.
Stabilizer bahut jaruri hai chahe compny stabilizer free operation hi kyo na claim kare.
@@dr.neeleshkumar2514 okk bro
Mere yaha Onida ka Inverter AC hai. 5 month me hi PCB kharab ho gai thi. Kal hi Onida ne PCB replace kar di. Wo bhaiya ne bola iss PCB ki price abhi rs. 12,000 hai. V-Guard ka stabilizer bhi hai fir bhi patta nahi kaise PCB kharab ho gai
1st views
non inverter ac is best
the worst ac ever is lg
DC fan motor
Sir contac nmbr
Ch05 qqqq