सर मैं भी इलेक्ट्रिशियन लाइन में हूं और हमने आज तक 8 फीट या 10 फीट से ज्यादा अर्थिंग के लिए नहीं खुदाई की बट आज आपकी वीडियो देखकर पता चला कि 40 फीट तक आर्थिक खुदा जा सकता है और टाटा का पाइप 100 साल की गारंटी शो आप वीडियो बनाते रहें हमें काफी कुछ नॉलेज मिलती है थैंक यू सो मच💯👍
Bore utna kare ki aap ko paani mil jaye, paani agar 15' par mil jaata hai 4-5' ka to bhi Aap ka 7-10 KW ka load araam se chalega agar aap ko pata hai ki aap ke yaha local area ke 50' tak paani nahi hai aur aap ke paas thoda jyada area hai To aap 2 Bore kare 20' + 20' ka aur Dono ka Gap 8-10' dur rakhe phir same jaisa bhai ne bataya waisa hi kare Saath me 1' gaddha kare un dono pipe ko connect karne ke liye aur unko aapas me connect kar de (Waise maine apne ghar me 7' ka hi pipe lagaya hai 2 pipe hai aur wo bhi Macchardaani wala almuniyam ka 😂 ) Aur unko rakha hai mere ghar ke peeche jaha se naali nikala hai maine to pehle naali ka (Nahane ka paani) waha girta (pipe par sidha) 4-5 saal se chala raha hu 2 fridge , 7 pankha (2x35wt wala hai baaki normala fan hai 60-75 wt) 15-17 Led (5 x 18 Wt, 4 x 9Wt Baaki 11-12 Wt) 2 Led Tubelight, 1 Water Pump (0.75 Hp) 2 Inverter (1700 + 1120, With 3 Battery, actually pehle ek liya tha 1700 + 2 battery abhi ek aur le liya hai 1120+1 battery) aur saath me 2-3 laptop chalta rehta hai) Abhi tak koi issue nahi aai hai Mera Stabilizer 7 KW ka hai Kabhi bhi Voltage ka issue nahi hota mujhe
Aap total load erthing par chala rahe electric company meter by pass ho jayega q ki meter me phase neutral jodne se meter consepition dikhayega.. earthing pe nai... Earthing work 1 number hey magar wiring me kahi earthing kahi lick huva to pure home wiring me likege current aa jayega or kisiko shock bi lag sakta hey.... apko last me protection device wiring me kaha instol karna hey oh batana chahiye thaa.... 👍👍👍
बहुत बढ़िया ढंग से बताया। धन्यबाद। मेरे बिजली वाले ने 2 मीटर का पाईप 5, 6 फिट गहराई में केवल एक कट्टा अर्थिंग केमिकल डाला। मेरा 3 फेस लाइन है। बाद में कोई परेशानी तो नहीं आयेगी। कृपया बताएं।
Sir Bahut hi shandaar video isse achhi earthing ho hi nhi skti. Mera ek sawaal hai ki kya boring haath wali naa kar ke machine se karwa diya jaye to successful rahega. Please sir reply jarur dejiyega. Aapke reply se mujhe bhi earthing karwaane me bahut sahayta milegi.🙏
Hello sir good morning, I was watching your video for earthing for heavy electrical load but didn't understand one of your material SARIYA KA RAMA KHANTI , 1. salt 2. Coal 3. Sora - potassium nitrate 4. Sariya ka rawa khanti - ? . Please yeh 4th Wale ko English me kya kehte he ya yeh hota kya he zarur bata dein. Dhanywaad
Sir is earthing se submersible machine chalega hamare yaha nueatral ka bahut dikkat hai sir plz bataye sir hum aapka wait karenge plz sir jawab dijiyega
Mujhe Earth+Phase se 3 Non inverter split aur Ghar ka Sara load chalana hai Kitna feet bore zaroori hai. Please reply must. 10 Feet par AP ne KAHA hai k Air-conditioners NAHI chale gay.
Loads pr depend h agar 1-3kv h to GI steel ki plates 2*2 feet ki 3 ya 4 plates le lo fir 4*3 feet ka gadda khod lo 5 feet gehra . Fir paltes ko lohe ke angle pr 1 feet ke gap pr welding krwa lo fir gaddee is material ( namak koyala or shora agr ho to) ke sath dal do .. or gadde ko ek do din pani se bhrte rhna fir use kr skte ho
chalta hai bhai meme aise hi kiya hai direct boar Karke koila ,namak or ik lohe ki bhari rod mai hole karke sath copper ki taar tight band kar niche bejdi or mitti se band kar dea tha .
Mere ghr ke cooler mein current aa rhi hai aur barsat ke mausam mein jab bijali Marta hai to ceiling fans ud jaate hain to Ye earthing ka kaam karane pe ye problem solve ho Jayegi pls bataiye
Copper earthing for ev vehicles in detailed video make sir!! What are the raw materials required. How to charge ev vehicles through copper earthing!! And so on related electric vehicles please make video related copper earthing for ev cars!!🙏
Sir hamara earthing ghar ke andar hai aur ghar me basement hai earth ka 8number wire tamba bala ghar ke dariya se touch hai to kya ghar ka pure sariya me current aagega ya nahi pls bataye
Sir agar pipe ki jagh 40 feet saria 3 soot wala ke saath 8 no wire wind kre to kaisaa rahega hum log dubai mai aisa hi karte the magar 6 feet saria pani mai hota hai
Bhai mere chapa kal abb use me nahi hai,pata nahi abb pani lega ki bhi nahi,lekin heavy duty pipe dalwaya tha Tata ka,kya mai usko earthing ke liye use kar sakta hoon,180 ft depth tak garwaya tha.Pls reply
Sir Five feet tak sahi nhi hoga earthing kya. जैसे हमने जे सी बी से खड्डा किया, फिर नमक और कोएला एड किया 5-5 किलो ग्राम। फिर सबसे नीचे ही कॉपर की प्लेट रख दी । प्लेट से ही कॉपर की तार जोड़ कर Pipe के सहारे ही बाहर कर के ले आए।
हमारे घर पर हैंड पाइप का बोरिंग है जो 45 फिट गहरा है जिससे पानी निकालते थे मगर अब पानी नहीं निकलता है क्या उसमें अर्थिंग बना सकते हैं पाइप लाइन पीवी सी
मेरे घर में 60 फुट का एक गड्ढा बोरिंग किया हुआ है। उस जगह पर पहले एक हैंडपंप लगा हुआ था लेकिन अब वह हेड पंप वहां से निकाल दिया गया है क्या मैं उस जगह को अर्थिंग के लिए यूज कर सकता हूं
5 feet gade ki jagah chemical earthing rod ate vo lage sakte hai. 5 feet gade ke liye best hai. Jaldi ho jayega. Earth check karne par 1 ohm ana chaiye neutral or earth ke sath check karna. Pipe vale main 40 feet best hai lekin 10 feet se 20 feet seelan vali jagah ke liye best hai dry jagah ke liye 5 feet jan 10 feet bilkul sahi nahi hai.
Copper wire ko video me khulaa hi chhod diya gya h. Mtlb ki us pr koi insulation nhi lagaa h. To kya wire kharaab nhi hoga. Yaa jaldi. Jang se gal v to sakta h???
Earthing ke wire Ko phase neutral ki tarah hi MCB box se hi har room me le jana zaruri hai? Agar earthing ke ek hi wire Ko loop karke har room me le jaye to koi problem? please describe
Sir voltage kam aane ka kya reasoin hai aur ye kaise fir sahi hota hai...aur kabhi kabhi voltage bahot jyada aa jata hai jiske karan hamara upkaran kharab ho jata hai.. & sec. Qa......Kabhi kabhi 3 phase me koi ek bhi phase chala jata hai to yah kaise sahi hota hai. Plzz reply me
Bhaiya ,,,,school ka kame mujhe mila hai but,,,,aarthing ka jo dimand hai. Wo 15, fit ka,hai keya ak pipe 20 fit ka dall sakte hai koi dikkat nhi hoga p,z bataiye kal hi krna hai
यह सोच घर में शामिल है फैक्टरी में शामिल हैं वर्तमान app ki Very good vibes Jay Shree kristena Good Friday and Saturday night
सर मैं भी इलेक्ट्रिशियन लाइन में हूं और हमने आज तक 8 फीट या 10 फीट से ज्यादा अर्थिंग के लिए नहीं खुदाई की बट आज आपकी वीडियो देखकर पता चला कि 40 फीट तक आर्थिक खुदा जा सकता है और टाटा का पाइप 100 साल की गारंटी शो आप वीडियो बनाते रहें हमें काफी कुछ नॉलेज मिलती है थैंक यू सो मच💯👍
Excellent demo & lecture on earthing.
I am very thankful to you for giving this electrical engineering knowledge.
Dhanyawaad🙏
ok
Bore utna kare ki aap ko paani mil jaye, paani agar 15' par mil jaata hai 4-5' ka to bhi
Aap ka 7-10 KW ka load araam se chalega
agar aap ko pata hai ki aap ke yaha local area ke 50' tak paani nahi hai aur aap ke paas thoda jyada area hai
To aap 2 Bore kare 20' + 20' ka aur Dono ka Gap 8-10' dur rakhe phir same jaisa bhai ne bataya waisa hi kare
Saath me 1' gaddha kare un dono pipe ko connect karne ke liye aur unko aapas me connect kar de
(Waise maine apne ghar me 7' ka hi pipe lagaya hai 2 pipe hai aur wo bhi Macchardaani wala almuniyam ka 😂 )
Aur unko rakha hai mere ghar ke peeche jaha se naali nikala hai maine to pehle naali ka (Nahane ka paani) waha girta (pipe par sidha)
4-5 saal se chala raha hu
2 fridge , 7 pankha (2x35wt wala hai baaki normala fan hai 60-75 wt) 15-17 Led (5 x 18 Wt, 4 x 9Wt Baaki 11-12 Wt)
2 Led Tubelight,
1 Water Pump (0.75 Hp)
2 Inverter (1700 + 1120, With 3 Battery, actually pehle ek liya tha 1700 + 2 battery abhi ek aur le liya hai 1120+1 battery) aur saath me 2-3 laptop chalta rehta hai)
Abhi tak koi issue nahi aai hai
Mera Stabilizer 7 KW ka hai
Kabhi bhi Voltage ka issue nahi hota mujhe
Neutral nhi hai kya apke yaha
Power hause ho kaya be tum
आपका हर विडियो बहुत ज्यादा अच्छा रहता है
यह अर्थिंग तो बहुत खर्चिली हूई।?
क्या बोअरवेल मे अर्थिंग दे सकते?
Bundle of thanks for uploading such kind of knowledgeable and useful video.
Kaya ham wire ki kwesi ghee board m laga salting h ?
@@rsgehlawat122 ਮਪਵਫਪਨ
Absolute perfection. Congratulations
Aap total load erthing par chala rahe electric company meter by pass ho jayega q ki meter me phase neutral jodne se meter consepition dikhayega.. earthing pe nai... Earthing work 1 number hey magar wiring me kahi earthing kahi lick huva to pure home wiring me likege current aa jayega or kisiko shock bi lag sakta hey.... apko last me protection device wiring me kaha instol karna hey oh batana chahiye thaa.... 👍👍👍
Meter bypass nahi kar sakte aaj kal ke meter single wire se bhi reading nikalte hai...
Bi
😎😎😎😎😎😎😎😎uuuuu us 😎😎 uuuuu 😎😎😎
Electronic meter pe ek phase se bhi load show karta he , earthing/ neutral k bina v reading milega
40ft ki Earthing Tum shock-safety
ke liye use kar rahe ho ya
main-Neutral ke liye used
kr rhe ho,sir
Dono ke liye chalega
200 sall ki chutti i totally shocked
I am Ishwar Electrician From Indore
It's very heavy to work with
Normal we used earth bar for earthing it can work like this and easy to empliment
Woow new idea Guruji jabardast
Current na lage usake liye bhi precautions batana chahiye tha aapko vedio me tareeka aur material perfect hai
Good to see your videos after a long time. Happy Ramadan. Stay blessed.
बहुत बढ़िया ढंग से बताया। धन्यबाद। मेरे बिजली वाले ने 2 मीटर का पाईप 5, 6 फिट गहराई में केवल एक कट्टा अर्थिंग केमिकल डाला। मेरा 3 फेस लाइन है। बाद में कोई परेशानी तो नहीं आयेगी। कृपया बताएं।
Sefty ke liye hoga to best hai
Sir ji iska kya kya benifit h btaa skte h ager hm ye use krte h to kya miter wala nutle htaa de kya btaana sir ji please
Sir Bahut hi shandaar video isse achhi earthing ho hi nhi skti.
Mera ek sawaal hai ki kya boring haath wali naa kar ke machine se karwa diya jaye to successful rahega. Please sir reply jarur dejiyega. Aapke reply se mujhe bhi earthing karwaane me bahut sahayta milegi.🙏
Agr ek sath 5se 6 Neutral ya earth karna ho to kitna fut ki duri hona chahiye kam se kan... 6 fut ya usse jayda..
Hello sir good morning, I was watching your video for earthing for heavy electrical load but didn't understand one of your material SARIYA KA RAMA KHANTI ,
1. salt
2. Coal
3. Sora - potassium nitrate
4. Sariya ka rawa khanti - ? .
Please yeh 4th Wale ko English me kya kehte he ya yeh hota kya he zarur bata dein.
Dhanywaad
Sir is earthing se submersible machine chalega hamare yaha nueatral ka bahut dikkat hai sir plz bataye sir hum aapka wait karenge plz sir jawab dijiyega
नमस्ते, हमको पि.सी.बी.कार्ड वाला वेल्डिंग मशिन चलाना है, हमारे यहां पेज है, न्युट्रल नही है, तो एेसा अर्थिंग वाला न्युट्रल बनवाकर चला सकते है क्या ?
क्या घर के पिलर के सरिए (छड़) में तार कनेक्ट करके उसे अर्थिंग जैसे इस्तेमाल कर सकते हैं?
It will work but the iron rod has higher resistance than copper rod.
Mujhe Earth+Phase se 3 Non inverter split aur Ghar ka Sara load chalana hai Kitna feet bore zaroori hai. Please reply must. 10 Feet par AP ne KAHA hai k Air-conditioners NAHI chale gay.
या अर्थीग आसमानी बिजली कड़क मैं और घर में भी काम करेगा दोनों में यूज कर सकते हैं क्या सर हिंदी में रिप्लाई दीजिएगा
बिना पाइप डाले जमीन में अर्थिंग नही होगा क्या
अगर बोर करके डायरेक्ट कॉपर का तार डाल दे तो
Loads pr depend h agar 1-3kv h to GI steel ki plates 2*2 feet ki 3 ya 4 plates le lo fir 4*3 feet ka gadda khod lo 5 feet gehra . Fir paltes ko lohe ke angle pr 1 feet ke gap pr welding krwa lo fir gaddee is material ( namak koyala or shora agr ho to) ke sath dal do .. or gadde ko ek do din pani se bhrte rhna fir use kr skte ho
chalta hai bhai meme aise hi kiya hai direct boar Karke koila ,namak or ik lohe ki bhari rod mai hole karke sath copper ki taar tight band kar niche bejdi or mitti se band kar dea tha .
Good information sir ,
Jo Copper Rod ata h jo direct soil me gaadh dete h us par video banye plz
Ussey ye bandhiya hota hai
Copper rod camical earthing me km mehnat hai
Mere ghr ke cooler mein current aa rhi hai aur barsat ke mausam mein jab bijali Marta hai to ceiling fans ud jaate hain to Ye earthing ka kaam karane pe ye problem solve ho Jayegi pls bataiye
Pakistan main bhi hum issko bore hi kehtay hain. No problem.
Chemical Earthing hone ke bad main Pani dalna padta hai .jaise 40 feet ki earthing main Pani dalte hain
Copper earthing for ev vehicles in detailed video make sir!!
What are the raw materials required.
How to charge ev vehicles through copper earthing!!
And so on related electric vehicles please make video related copper earthing for ev cars!!🙏
Aap ko mairi taraf say 200000 lak inam
Sir hamara earthing ghar ke andar hai aur ghar me basement hai earth ka 8number wire tamba bala ghar ke dariya se touch hai to kya ghar ka pure sariya me current aagega ya nahi pls bataye
Pani nikalena ka plan hai kya??
10ft earthing bhi bahuth jyada hai
Thanks sir
Ye shayad neutral ki jagah earthing use karte hain...isliye itna gehra karte hain..
Sir agar pipe ki jagh 40 feet saria 3 soot wala ke saath 8 no wire wind kre to kaisaa rahega hum log dubai mai aisa hi karte the magar 6 feet saria pani mai hota hai
Dhanyvad bhai ji
Very knowledgeable video
Thanks for sharing it
अर्थिंग में Single core cable और starnded core cable मेंसे किसका उपयोग करना चाइए?
Bhai mere chapa kal abb use me nahi hai,pata nahi abb pani lega ki bhi nahi,lekin heavy duty pipe dalwaya tha Tata ka,kya mai usko earthing ke liye use kar sakta hoon,180 ft depth tak garwaya tha.Pls reply
Sir Five feet tak sahi nhi hoga earthing kya. जैसे हमने जे सी बी से खड्डा किया, फिर नमक और कोएला एड किया 5-5 किलो ग्राम। फिर सबसे नीचे ही कॉपर की प्लेट रख दी । प्लेट से ही कॉपर की तार जोड़ कर Pipe के सहारे ही बाहर कर के ले आए।
Sahi hai
आपने जो 5 फीट पे सेट किए मोटर चला की नहीं जरा बताएंगे
Sahi hai boss great 👍 mai kai jagah kiya hu aaise wiring
Q p@@Neerajsahu-te8wv
❤❤❤❤❤ no
सुकरीया सर.... Nice sir..
Kya ek hi borwal se newtal aur earth dono me kam liya ja sakta hai?
हमारे घर पर हैंड पाइप का बोरिंग है जो 45 फिट गहरा है जिससे पानी निकालते थे मगर अब पानी नहीं निकलता है क्या उसमें अर्थिंग बना सकते हैं पाइप लाइन पीवी सी
Bhaiya kiya hum face aur aarthing dono ko bana sakte hai kiya aur govarment se light kaneksan lena na pade esa upay batao na
सर अगर बिजली बिल की बचत करनी हो तो बिजली मीटर से फेज वायर लेकर और धरती से अर्थ वायर लेकर बिल मे बचत हो सकती है क्या कृपया जरूर बताइए
Nahi
टाटाचा असो किंवा कोणताही असो.हा लोखंडी पाईप दिसतोय याला गंज लागणारच.ह्यापेक्षा काँपर (तांब्याची पट्टी ) घासून कोरी बनवून टाका.तिला ताब्याची तार जोडा सर्वात ऊत्तम अर्थिंग तयार
Hume kya karna hoga submersible pump chalane k liye kon sa earth banana padega
मेरा एक बोरिंग खराब हो गया है और पाइप जमीन मे ही है । क्या उसके अगल बगल डेढ फीट गड्ढा खोदकर और चारकोल नमक डालकर अरथिंग बनाया जा सकता है । काम करेगा ?
करेगा 109 टका
मेरे घर में 60 फुट का एक गड्ढा बोरिंग किया हुआ है। उस जगह पर पहले एक हैंडपंप लगा हुआ था लेकिन अब वह हेड पंप वहां से निकाल दिया गया है क्या मैं उस जगह को अर्थिंग के लिए यूज कर सकता हूं
Ha kr skte hai
इस trah earthing karne se sumersible machine chal sakta hai..to pleace reaply..
Yes
Good
क्या समरसेबल बोर 230 फिट जिसमें PVC pipe पड़ा है ,से अर्थिंग बनाया जा सकता है ।
Ha
Good job bai
Is se coller chal jayega or frij bhi aur summer bhi chal sakti hai kya
सर हमने 5•5 फिट गहरा अर्थ किया है लेकिन वो कभी 300 वोल्ट और कभी 100 वोल्टेज निकाल रहा है कृपया इसके बारे मै जरूर बताइए
5 feet gade ki jagah chemical earthing rod ate vo lage sakte hai. 5 feet gade ke liye best hai. Jaldi ho jayega. Earth check karne par 1 ohm ana chaiye neutral or earth ke sath check karna. Pipe vale main 40 feet best hai lekin 10 feet se 20 feet seelan vali jagah ke liye best hai dry jagah ke liye 5 feet jan 10 feet bilkul sahi nahi hai.
Good and original work
Parfact hai sir
Badhiya video Sar aapka
Copper wire ko video me khulaa hi chhod diya gya h. Mtlb ki us pr koi insulation nhi lagaa h. To kya wire kharaab nhi hoga. Yaa jaldi. Jang se gal v to sakta h???
After all you have to cover it with mud or comment
अगर हमारे घर का लोड earthing से चल रहा है।
तो क्या हम safty के लिए दूसरा अर्थ लगा सकते हैं जो हमें इलेक्ट्रिक झटका लगने से बचाता है।
प्लीज़ रिप्लाइ
Bilkul
Bas yaad rakhe
Dono Earth ka gap 10 ft se dur rahe
Thanks sir
Can 1.5 Ton A.C. run with this...?
Earthing ke wire Ko phase neutral ki tarah hi MCB box se hi har room me le jana zaruri hai? Agar earthing ke ek hi wire Ko loop karke har room me le jaye to koi problem? please describe
aap ewc App pr hmse bat kr skte hai
@@electricworkcenter filhaal yahin bata dijiye
मेरे पास एक खराब बोरिंग 40फीट का है उसमे earthing कैसे दे सकते हैं please बताए
Sir अपने घर पर नल में अर्थिंग लगा लें तो नल चलाते समय बिजली का झटका तो नहीं लगेगा
नही लेकिन नल में नही लगाना चाहिए
Is it possible to run 2 tone Air-conditioning by this Earth as neutral. Have you verified it.? Answer please 🙏
Meri ac hand pump ke eirth se nahi chal Rahi 160 fit gehra hai
Fluctuation hota rahta hai .voltage bhi Kam nikalta hai.
Ismein tadit Chalak Laga sakte hain
टाटा जी आई पाईप 200 साल चलने वाला कहा मिलता है
Maine ek sariya Ka 3fit jameen me andar Kar Diya usasae heater BHI chalata hai itane majboot eirt ki kya jarurat
Bhut khoob
Jai ho
Hi,
I am planning to this GI pipe earthing near my plastic water tank,
Will it be safe for us in future?
Please reply
No fruitful,if u put iron pipe inside plastic pipe
Sir mai village mai rehta hu low voltage problem hai kya solid earthing bana kar natural ki tere use kar sakta hu plz help me 🙏
Ha
Very Good ustad...❤️❤️❤️❤️
Sir pipe kitna inch ka hai earthing me jo bor hoke niche Gaya 40 ft??kripya bataye
please make a video of installation of window ac
Sir voltage kam aane ka kya reasoin hai aur ye kaise fir sahi hota hai...aur kabhi kabhi voltage bahot jyada aa jata hai jiske karan hamara upkaran kharab ho jata hai..
& sec. Qa......Kabhi kabhi 3 phase me koi ek bhi phase chala jata hai to yah kaise sahi hota hai. Plzz reply me
Spd lagado bhai or sath me rccb aapke upakaran kharab nahi hoge or ku6 bhi problems hogi to rccb trip ho jayegi
Namak ke sath dusri cheej kya daali thi jo white colour ki thi...?
Very nice video
Bhai. Mai kya Aluminium Taar se Earthing le sakte hai please Reply
Kripya practical krke dikhaye multi meter se ac earth me hai k nahi kese chek kare
हाऊस अर्थिंग यानी अर्थिंग तार का साईज कीतना जाड होना चाईये और कैसा करे
Agar ye earth liya he to kya aapne transformer se koi bhi earth nai liya ??
Ye earth Set hone mein kitana time leti hai ye... 10 din ya 15 din...??
thode din baad hi achhe se chalta hai .
Bhaiya ,,,,school ka kame mujhe mila hai but,,,,aarthing ka jo dimand hai. Wo 15, fit ka,hai keya ak pipe 20 fit ka dall sakte hai koi dikkat nhi hoga p,z bataiye kal hi krna hai
Very good Earthing
1 like for old man......honestly
nice & good
2 pipe may bhi kar sakte hay Kaya matlab 10 fit +10=20 itna may bhi kar sakte hay kaya
Sir es arthing par 1:5 ton ka ac chal sakta h kya sir
इस अर्थिग पर समरसेबुल चलेगा सर
Nal ka mundi 5 fit ke gaddha me namak+sora+koyala dalene par chlega
Asman bijili kya load lega chhat se conection karnese
कोयला कौनसा है लकडी का या पथ्रर का है
Good information
40 feet gada karne ki kya jarurat thi 1 metre mein bhi kam ho sakta tha
Earthing ko chhune par current lagega ki nhi
सर अर्थिग को न्यूटल के साथ जोड़ कर काम मे ले सकते हैं । कोई समस्या तो नहीं होगी ।
Very nice
Thanks friend ❤👍
Best video
VERY NICE
Agar ham submersible ka supporter ka wire ma lga da kaam karega