Dentistry In US Vs INDIA

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 27 гру 2022
  • #dental #dentalcareer #dentist #dentistry #dentalvlog
    Dentistry in India is highly saturated, अगर आप India में dentistry कर रहे है तो आप अपना time ख़राब कर रहे है| इससे अच्छा तो आप कुछ और कर लेते .. या कुछ न करते … | हर गली में dental clinic है… हर चौराहे पे 10-10 dental clinic है…| Clinic तो है लेकिन पेशेंट्स किसी के पास नहीं है ..| ये तो छोड़ो, dental के job भी नहीं है और है तो पैसे कहा मिलते है? भाईसाहब आपने डेंटिस्ट्री करनी ही नहीं चाहिए थी…
    अगर आप इंडिया की किसी कॉलेज से dentistry कर रहे है या already dentistry complete कर छूके है आओर अपने dental circle से … seniors से .. relatives से ऐसी बाटे सुन सुन के …इस self doubt में आ गए है की …मेरी तो ज़िन्दगी ख़राब हो गई … गलती करदी मैंने .. तो इस वीडियो को पूरा देखे|

КОМЕНТАРІ • 8

  • @Rmpppcunt
    @Rmpppcunt Рік тому +6

    Ek baat bahut accha kaha Dr Pranav apna kaise marketing kare woh curriculum ka part bane aur banana bhi chahiya is field mai har kisiko entrepreneur banna hai.Dentistry bahut buri halat main hain because awareness hi ek karan nahi hai balke hazaro karan hai pedagogy sabse pehla kiu ke zyadatar collegehai, student intake kar ke paise kamane ki soch rahi hai rather than promoting itself as quality treatment provider aur teacher log quota karke quantity pe focus zyada aur quality pe kam de rahe hai aur is profession mai jo senior hai inko lanat hai sharm ani chahiye unke khudgarzi keh liya woh azadi ke 75 saal bad bhi is field ke regarding na to awareness faila pai hai nato industry scale ya to evolve kar pai hai puri industry bahut unorganized reh chuki hai potential Employment generation capacity dental services industry ki abhi bhi nam matra hai ya na ke barabar hai micro cottage industry level par reh gayi hai aur jis hisab se log arahe hai aisa lag raha hai kirane ka dukan jaise laga ge unemployment to aur battar se battar hoti chali jayegi dr pranab aap bol rahe ho India ke Tier 2 Tier 3 mai scope hai waha bhi bheed hai waha par market demand bhi utni nahi hai dentistry is suffering from double whammy with saturation in cities and no market in hinterlands. Aap jaise log jo ke social media influencer hai aap se guzarish hai mass level pe awareness aur sarkar ke saath facilitating Policy banane pe aap Ji log awaz pohucha sakhte hai.

    • @Starwar99421
      @Starwar99421 Рік тому +1

      Bhot sahi kha bhai apne
      Bhot zarori ha ki iske regarding logon ko aware krne ki
      Ajj dentist ko logon ki yeh halat ha ki 5000 milta ha mahine me BDS ke baad
      Aur yeh log jo skill skill ka rona rote rahte ha na
      Bhai murte bnane bhi skill thi ajj kya haal ha becharon ka.
      Agr zarorat dawai ki ho aur murte bnane wale 10 baithe ho to ghanta puchega koi skill ko
      Chlege to wo dawai wale dukan hi na
      Yehi haal dentistry ka ha jagh jagh dental clinical khul jayege to bass skill ka rona rote rahna. Humara profession degrade hora ha aur uske jimedaar bhi hum khud hi ha.
      Agr hum aaj yeh nai jaan paye to wo bhi din door nai jab students admission lene waqat puchege
      Ki BDS ke lya NEET bhi zarori hota tha kya?
      Ajkal to boards ke number dekhte ha bass

  • @np3247
    @np3247 Рік тому +1

    Sir plz make a complete informative(like cost, fee ,eligibility, experience ,pathway ,guidelines, visa etc) video about carrier option in us after bds from india..

  • @bobbysharan2437
    @bobbysharan2437 Рік тому +1

    Good evening . I'm planning to do a course in cosmetology and trichology. I have one doubt can dentists practice cosmetology and trichology in India?

    • @dr.disiasab6760
      @dr.disiasab6760 Рік тому

      Please reply 😢

    • @MrNeonx
      @MrNeonx 6 місяців тому

      Without an MDS degree from omfs?? Don't go for it. These crash courses will only land you in legal troubles. We are dentists, not MBBS general physicians or dermatologists or plastic surgeons. Focus on your field and specialty instead.

  • @eranmccandlish5803
    @eranmccandlish5803 Рік тому

    👊 "Promosm"!!!