Muraqaba (مراقبہ) : A Guide to Sufi Meditation Practice by Shaykh Humayun Hanif دامت بركاته | Urdu

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 10 вер 2024
  • Lesson 1 of Naqshbandi Asbaaq is explained by Hazrat Shaykh Humayun Hanif Naqshbandi Mujaddidi. Anyone is allowed to perform this Sabaq.
    --------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
    Shaykh Humayun دامت بركاته explains the proper way to perform Muraqaba.
    Introduction:
    The video focuses on Muraqaba, a Sufi meditation practice used in the Naqshbandi order.
    Performing Muraqaba:
    Preparation:
    Ideal time: When your stomach is slightly empty and you feel peaceful.
    Sitting position: Preferably on the ground with legs crossed, although a chair is also acceptable.
    Eyes: Closed.
    Focus:
    Breathe gently.
    Silently recite "Allah" in your heart.
    Concentrate on your heart "listening" to the recitation.
    Challenges:
    Difficulty concentrating: It's normal, especially at first.
    Distractions: Shaytan (Satan) may try to distract you with thoughts.
    Persistence:
    Don't be discouraged by initial challenges.
    Continue practicing Muraqaba regularly.
    Guidance:
    Discuss any difficulties you experience with your Sheikh (spiritual guide).
    Additional Notes:
    Feeling your heartbeat is not a mandatory aspect of Muraqaba.
    The key aspects are sitting, performing Muraqaba, and sharing your experiences with your Sheikh.
    --------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
    Recommended Videos:
    • Dua Before Sleeping | ...
    • Video
    • Eik Amal- Imaan par Kh...
    • Benefits of Miswak | م...
    • Sareed Khanay ki Fazil...
    • Video
    • Dajjal's Fitna | دجال ...
    • ALLAH ka ولی bannay ka...
    • Kalonji (Black Seeds) ...
    • Kapra Jharnay Ki Sunna...
    -----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
    Biography:
    • Hazrat Shaykh Humayun Hanif is a highly educated and accomplished individual, devoted to transform the lives of others. Once, an accomplished jet-setting businessman and a board member of various philanthropy organisations took the path to Tasawwuf in his early thirtees. His vision is to purify and connect the individuals to Allah Subhan O Taala by following the path of His Last Prophet ﷺ. His mission is to ensure that we succeed in this life and hereafter by being active Muslims.
    • With his diverse experience and education he understands the problems posed by the modern day life, therefore, believes in a holistic approach to success, encompassing the finite and the infinite life. Through his lectures, he proves the dangers of viewing Islam in isolation from the rest of the world and corroborates Islam as a deen- a way of life and not just a set of rituals. Through his practical example, he demonstrates how to follow Islam in the footsteps of Rasul Allahﷺ, encompassing faith and action, behaviour and morals, uniting the practical and the spiritual aspects of life together.
    • He was authorised a Shykh in the Naqshbandi Sufi Order by Hazrat Maulana Shamsur Rahman Al Abbasi Db in 1994. Travelling widely, he has been blessed by the company of various other Awliya, and was further authorised in the Naqshbandiya, Chistiya, Qadriya and Soharwardiya Orders by Hazrat Dr. Ismail Memon Madni DB who is the Khalifa of Shaykh-ul-Hadith Hazrat Maulana Mohammad Zakariya Kandhalvi . Hazrat Shaykh Humayun Hanif had been authorised a Shaykh in the Shazliya order by Maulana Ishaq Sajid DB who is the Khalifa of Maulana Ali Murtazaؒ of Gadei Shareef.
    • As a Shaykh he takes his duty with extreme diligence and care therefore, being a Saalik( student) under his direction means constant guidance and support. To achieve the desired outcome in his students, he is readily available through various means of modern communication. He guides his students through his own radiating love for Allah and Rasul Allahﷺ and truly helps evolve personalities and cleanse the souls of those in search of Allah - Tazkiya e Nafs.
    • Bi weekly lectures and Zikr Halqas are conducted at his House with a separate, Shariah compliant arrangement for ladies so that they are not deprived the chance to learn the Zikr of Allah.
    • With his devotion and commitment, Allah Subhan O Taala has transformed countless lives across the globe. His students, from all walks of life, endeavour to bring a positive change in their lives and the society, by being true Muslims.

КОМЕНТАРІ • 438

  • @islah-e-Nafs
    @islah-e-Nafs  4 роки тому +13

    Thanks For Watching. Umeed hay Apko Ye Clip Pasand aya hoga. Please share it with your friends and Don't forget to SUBCRIBE & COMMENT. Jazakallah

    • @shotsabahar
      @shotsabahar 4 роки тому

      Shaykh Sahab me apse mulakat karna chahta hoon. Please tell me kahan apka ki khanka he.

    • @saimanabeel1461
      @saimanabeel1461 4 роки тому

      Aoa respected hazarat sab ...ap ne jo jo baate is vedio me kahi ha aise hi same mere saath hota ha jab me muraqbah karti ho ..mene abi koi one month howa ha shuru kia ha..tu ap bataye k me tu kisi b hazrat se rabiye me nai ho tu muje kia karna chahiye...mene aisi hi vedio se hazrat k bait k kalimat perhe the or shuru kar dia muraqbha ..tu ab muje kia karna chahiye....

    • @saimanabeel1461
      @saimanabeel1461 4 роки тому

      Hazrat zulifqar ahmad naqshbandi ki vedio se bait k kalimat perhe the...tu plz meri rahnumai ferma de k muje kia karna chahiye ...me apna muraqbha jari rahko aise hi ...??
      Kab tak???plz bata de

    • @dashindash
      @dashindash 4 роки тому

      MashaAllah apki videos bohat achi hain par yah kya behuda tasverain laga rakhin hain app nay videos ma.
      Ap ki shikayat karni paray gi peer sb ko... Yah ap khud e sharm kar lain thori

    • @umair53
      @umair53 4 роки тому

      Saudi Riyadh may kahi koi buzrug ya majlis hoti hai to , please contact number send kar diye.

  • @muzzammilshah3223
    @muzzammilshah3223 Місяць тому

    ❤❤❤❤❤KIYA BINA IZAZAT KAR SAKTE HAIN...❤❤❤❤AAP KI IIZAZAT HAI.....

  • @saniyayousar7905
    @saniyayousar7905 Рік тому

    Subhan Allah ❤❤❤

  • @hifzamuin464
    @hifzamuin464 5 років тому +5

    muraqba karne se dil Allah ta'ala k qarib mehsus hota h.. zehan focus hota h Allah ki taraf.. dil me ek sukun mehsus hota h..aur jab hame apna aap Allah se qarib mehsus hota h to apne gunaho par nadamat hoti h aur rona bhi ata h...

  • @arshadmirza7605
    @arshadmirza7605 Рік тому

    Jazakallah

  • @shabinaerum2339
    @shabinaerum2339 6 років тому +2

    اَلَّهُمَّ صَلِّ عَلَى ُمحَمَّدِ ُّوعَلَى اَلِ مُحَمَّدٍ كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى اِبْرَاهِيْمَ وَعَلَى اَلِ ابْرَاهِيْمَ اِنَّكَ حَمِيْدُ مَجِيِداَلَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمّدِ ٌوعَلَى اَلِ مُحَمّدٍ كَمَابَارَكْتَ عَلَى اِبْرَاهِيْمَ وَعَلَى اَلِ اِبْرَاهِيْمَم اِنَّكَ حَمِيُد مَّجِيد

  • @Islahenafs
    @Islahenafs 4 роки тому +1

    ماشاءاللہ بہت عمدہ کلپ

  • @mukhtarahmad291
    @mukhtarahmad291 2 роки тому

    جزاک اللہ خیرا قبلہ حضور

  • @sonalkapoor6166
    @sonalkapoor6166 7 років тому +1

    Allahhumma Salleala Muhammed Sallallaho Alaihewasallam

  • @75khanlala
    @75khanlala 6 років тому +4

    Jazak Allah

  • @adeelnaqshbandi8048
    @adeelnaqshbandi8048 6 років тому +9

    ماشاءاللہ جی اللہ آپ کو سلامت رکھے آپ جیسے رہنماؤں کا ہمارے سر پر تادیر سایہ قائم اور دائم رکھے اللہ تعالی

  • @syedjeelan4605
    @syedjeelan4605 5 років тому +1

    Mashallah JAZAKALLAH khair

  • @maryamlatif7663
    @maryamlatif7663 4 роки тому +1

    Masha Allah

  • @m.salimsabir6924
    @m.salimsabir6924 5 років тому +1

    Aameen

  • @zakimalik2732
    @zakimalik2732 5 років тому +1

    hazert hanif saheb l lov u shabbir nagra daska pakistan

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 років тому

      Jazakallah

    • @mrs.sajidaali9616
      @mrs.sajidaali9616 5 років тому

      @@islah-e-Nafs
      aoa sir
      ye kaisay pata chalay ga k ab 2nd lesson start kerna hai?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 років тому

      @@mrs.sajidaali9616
      Apnay halat apnay shaykh ko batatay rahain woh batain gay kab start karna hai khud say na unsay mangain na shuro karain

  • @fakiresarkarjilanimiya9323
    @fakiresarkarjilanimiya9323 2 роки тому +1

    Subhanallah

  • @helmandobeid
    @helmandobeid 6 років тому +19

    الله عزوجل نبى پاک صل اللہ علیہ و آلہ و سلم کے صدقے آپ کے علم اور عمر میں اور اضافہ کرے ۔ اور آپ کو اور تمام علمائےاہل سنت کو بوری نظر سے بچاے۔ ہمارے سلسلہ عالیہ نقشبندی میں مرشد کے تصور اور مراقبہ کا درس مغرب کے نماز کے بعد ہے۔ اور جب بھی مراقبے کے لیے بیٹتا ہو تو ایسے ایسے خیالات آتے ہیں کہ ڈر لگتا ہے۔ پہر آخر میں چھوڑ تا۔ مگر آپ نے اب بہت رہنمائی کی۔ آج کے بعد کوشش کرکے آدھا گھنٹہ پورا مراقبے میں بیٹوں گا۔

    • @maqsoodmaqsood8714
      @maqsoodmaqsood8714 2 роки тому

      #آیٸےآنلاٸن_ذکر_و_مراقبہ_سیکھیۓ
      #جماعت_محمدیﷺ_پاکستان_عالمی
      #اندر_باہر_تو_ہی_تو
      #اللہ_ھو_اللہ_ھو
      ‏ہم اپنے منہ اور ہاتھوں کو دن میں" پانچ
      پانچ بار دھوتے ہیں مگر
      دل کو کئی سـال نہیں دھوتے
      حالانکہ گناہوں کی میل تو ہمارے دلوں پر بھی
      جمی ہوتی ہے
      آئیں ہم اپنے دل کی زمین کو اللہ کے ذکر منور کریں۔
      ذکر مراقبہ روحانی علم معرفت و محبت سیکھنے کے لئے رابطہ فرمائیں
      03074592291 مقصود احمد

  • @khalistawheedosunnat786
    @khalistawheedosunnat786 3 роки тому

    ماشاءاللہ

  • @auffansari7657
    @auffansari7657 6 років тому +1

    جزاک اللہ

  • @afjalansari6623
    @afjalansari6623 6 років тому +1

    Masha ALLAH

  • @saranivlogs4800
    @saranivlogs4800 6 років тому +1

    Subhan Allah

  • @ausaafali5560
    @ausaafali5560 5 років тому

    JazakAllah..
    Dua ki darkhwast .

  • @ferdausparvin6290
    @ferdausparvin6290 Рік тому

    Thank you so much vaia . Very informative.

  • @maryamaltaf7760
    @maryamaltaf7760 2 роки тому

    Hazrat JazakAllah bht khoob.bht behtarn smjhya hai apny.Allah apko jaiz Kaseer ata farmyn ameen

  • @mohammedasif8688
    @mohammedasif8688 4 роки тому +1

    Subhan Allah....Jazak Allah Sahab ..app mere Duwa Farmai kay May khub Qulbe zikr karow .

  • @ShadabKhan-wq6gk
    @ShadabKhan-wq6gk 6 років тому +1

    ا اللہ آپ کو جزائے کخےر دے

  • @mahwashanzafar2775
    @mahwashanzafar2775 6 років тому +2

    Allah ap ko jazaye khair de !

  • @Kashmirking00000
    @Kashmirking00000 2 роки тому +1

    Wazaif ki rujjat khatam karne ka tarika bataeye. Meharbani hogi apki.

  • @raazbaba7029
    @raazbaba7029 4 роки тому

    Jzak allah

  • @mohammadhassan3015
    @mohammadhassan3015 5 років тому

    Jazaakallah. . . .

  • @mohsin_123xd
    @mohsin_123xd 5 років тому

    Bohat dil Khush howa ap ki video sey..madad k liye shukria ...JazakAllah kher

  • @ayeshatyagi3157
    @ayeshatyagi3157 6 років тому

    Assalamualeikum vo rehmatullahi vo barakatuhu mashaallah bahut achchha tarika batayal h
    aapne kiya bat h jazakallah

  • @abidanoor1863
    @abidanoor1863 7 років тому +22

    اسلام و علیکم
    حضرت صاحب میں سلسلہ نقشبندیہ سے بیعت ہونا چاہتی ہوں آپ مجھے بیعت کر لیں اللہ کی رضا کے لیے میں اپنی اصلاح کرنا چاہتی ہوں

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  7 років тому +1

      Please Contact : 0345-2123881

    • @ShadabKhan-wq6gk
      @ShadabKhan-wq6gk 6 років тому

      اسلام الیکم باجی

    • @ShadabKhan-wq6gk
      @ShadabKhan-wq6gk 6 років тому +1

      مے بھی اپنی اسلاح کرنا چاھتی ھوں

    • @ShadabKhan-wq6gk
      @ShadabKhan-wq6gk 6 років тому +1

      پر حم لڈکی ہے کھی جا بھی نی سکتے

    • @ShadabKhan-wq6gk
      @ShadabKhan-wq6gk 6 років тому +1

      فربھی اللہ تعالیٰ کا کرم ہے فون کے جرے سے حام کامیاب حو ساکتے ہے

  • @syedbari1405
    @syedbari1405 6 років тому

    bahtarin

  • @NavedKhan-vn8hm
    @NavedKhan-vn8hm 3 роки тому +1

    Main apne Rab ke bahut kareeb hun
    Aur Alhumdulillah
    Darood Ibrahim. 1000 se bhi jayda everyday parhti hun. Inshallah. Ab main Murakba bhi shuru karungi
    Waise Mera dil se hamesha Allah ka zikr jari hi. Kabhi Astagfar ki shakal me kabhi. Allah ke achche achche naam
    Leqin main ye khud se karti hun. Kya Shaikh ka hona zaroori hai
    Please rehnumai karen

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 роки тому +3

      Ji haan Sheikh se tarbiyat aur tazkiya bohat zarori hai, warna nafs apne aap ko bara bana kar insaan ko dhoke mein daal deta hai.

    • @NavedKhan-vn8hm
      @NavedKhan-vn8hm 3 роки тому +1

      @@islah-e-Nafs Ye kaise mumkin hi
      Jabke main to hamesha apne Allah aur Apne pyare Nabi Sallallahu AliWassallam ki yaad me siskiyon se roti hun
      Unka naam sunte he mera dil aur aankhein nam ho jati hi
      Kya phir bhi mera Nafs mujhe dhoka dega

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 роки тому +3

      Ji Iblees mualamul Malaika tha. Zameen ka koi gosha aisa nahin jahan usne sajda na kiya ho, lekin uske ghuror ne usko mardood bana diya.
      Isi liye sheikh tarbiyat o tazkiya karte hain

    • @aamirdelhiwala1619
      @aamirdelhiwala1619 Рік тому

      @@islah-e-Nafs Best example ALLAHUAKBAR

  • @RespecttoALL786.92
    @RespecttoALL786.92 5 років тому

    SubhaanAllah

  • @shahidmahmood4160
    @shahidmahmood4160 6 років тому

    جزاکم اللہ خیرا

  • @SNIZAM-oo2il
    @SNIZAM-oo2il 2 роки тому

    Moulana saad sb nizamuddeen markaz me jo bait dete hai us silsile ka naam kea hai,and Allah Allah ka zikr kai se kare,

  • @shamaila1104
    @shamaila1104 5 років тому +5

    Ma b muraqba krna chahti ho mare Lea dowa krin Allah moje kamyab kre

  • @mohammedmustafa2097
    @mohammedmustafa2097 3 роки тому +1

    Aap ke naam ke last me bd ka pura name bataye

  • @sheza7cr
    @sheza7cr Рік тому

    AssalamuAlaikum.. Molana me bhi muraqba karti hu. Duao me yaad rakhna

  • @baydamm
    @baydamm 2 роки тому

    To do this murakiba is it necessary that I shall be bait in naqshbandi. Or I can get its benefits without doing bait in any silsala

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  2 роки тому

      To do the first lesson is not necessary to be bayt

  • @muzzammilshah3223
    @muzzammilshah3223 Місяць тому

    ❤❤❤ Assalam wa alaikum...kiya jin ka koi murshad nahhi hai .wo bbhi muraqabba kar sakte hain...ya aiiise hazrat kis se izazat llain....pl... REHNUMAI FARMAYEN..

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  Місяць тому

      Walaikum as salaam wrwb
      Pehla muraqba - Latifa e qalb- ki aam ijazat hai . Is kay lyay kisi say poochnay ki zuroorat nahi

  • @raabkhan3608
    @raabkhan3608 3 роки тому

    m ny peer zufiqar ahmad naqashbndi sy 4 saal pehly beth li te to kia m b ye asbaq follow kr skti hu???? baqi azkar to m krti hu muraqba b krti hu

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 роки тому

      Aap apne peer sahib se raabta kejie. Dosra sabaq se onwards Mureed peer ki ijazat ke bagher khud sabaq nahin le sakta.

  • @A.kworld.
    @A.kworld. 2 роки тому +1

    Assalamwalaikum, i want to ask is that any age limit or age recommendation

  • @HennaKhan-bi7dh
    @HennaKhan-bi7dh 3 роки тому

    Mai hazrat wali Rahmani rh a se bait hun kya mai muraqba kar skti hun please reply

  • @hamadshahid9456
    @hamadshahid9456 3 роки тому

    Kia muraqba krny k liay hmain ijazat lena zarori hai

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 роки тому

      Pehle sabaq keliye aam ijazat hai. Aap karsakte hain

  • @waleedaamir4138
    @waleedaamir4138 6 років тому +2

    Salam .
    Kya muraqba key liye wuzu shart hai ? Yan baghair wuzu bhi kiya jasakta ?
    Please let me know .
    Jazak'Allah Brother .

    • @uroobagardezi
      @uroobagardezi 6 років тому +3

      Waleed Aamir wuzu k beghair bhi kiya jaa skta hai . . Wuzu shart nahi hai. .behral agr wuzu kr liya jaye tou behtr hai. Zikr e qalbi wuzu ho nau ho dono surton m jaiz hai. . .(jahan tk mjhe maloom h). . .

    • @waleedaamir4138
      @waleedaamir4138 6 років тому +1

      Aima Gardezi Jazak'Allah :)

    • @uroobagardezi
      @uroobagardezi 6 років тому

      Waleed Aamir آمین ۔ ۔

  • @PreciousAdvice419
    @PreciousAdvice419 7 років тому +1

    Please ye batain k me jb b maraqba kero to bohaat jhatke lgte ha...is se koe noqsan to nhi hota

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  7 років тому +1

      Aap ko zikr karna nhi hay sunna hay.
      ye khayal karen kay dil keh raha hay or aap sun rahay hain.bus
      muraqba say pehlay 313 martaba Ya Hafizu Ya Hafeezu perh lia karen.

  • @user-hx5uc8oy4z
    @user-hx5uc8oy4z 4 роки тому

    maine sona h k agr thori c b ghaklti hojy tu pori batasi gir b jati h

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 роки тому

      Aasi koi baat nahi hai.
      Aap nay ghalat sona hai

  • @dailylifeexperience4870
    @dailylifeexperience4870 3 роки тому

    A.o.A I'm a girl me b murakba kerna chahti ho or me kisi ko baet nahi ho to kya me yeah murakba kr skti ho

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 роки тому

      Ji aap Muraqbah shuroo karsakti hain.
      Lesson 1 keliye bayt zaroori nahin.
      Lesson 2 onwards keliye bayt zaroori hai
      Muraqba lifetime karna hai.
      Itlae shaykh keliye jab aap bayt hote hain to monthly update message ke zariye dena hota hai.

  • @thakorhumayu7138
    @thakorhumayu7138 4 роки тому

    Asslamu alikum hazraat isme dil ki dhadkan se padhana jaroori he ya khali tasawwur dil me jamana he????

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 роки тому

      Parhna bilkul nahi hay.
      Sirf Sukoon say bethna hay or khayal say Sunna hay.

  • @moinmansuri7874
    @moinmansuri7874 6 років тому

    Shaikh sahb mene aapko shaikh man kr ye pahla zikr shuru kiya tha lgbhg 3 mahine phle or sb thik chl rha tha apni nafsani khwahise kaabu me aa rhi thi. Lekin fir na jane kya hua ki namaze chhut gyi or me bhatk gya kuch ibadt krne ka ji nhi krta tha or gunah krne lga tha jese k mera nfs muje k rha he k ab tu aazad he. Pr aakhir kb tk ye nfs muje apne Allah se gafil rkhta muje fir tofik hue or mera dil jhoke ibadt me jmne lga or ye plha zikra jari tha ab 2sra zikr dene ki ijazt de. Or aap mere shaikh he to aapse gujarish he k apne is adna murid ko na bhule... or Aage safr e ilahi ki trf raahnumai kre. Khuda Hafiz

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 років тому

      Jee app hazrat say time lay Kay bayt karain aur phir watsapp par directly rabtay main rahain
      00923452123881
      Iss number par contact karkay time lay lain

  • @humairaaslam2749
    @humairaaslam2749 6 років тому +1

    aoa. main muraqba karna chahti hon or buhat time sy murshad ki talash main hon. main kesy contact karon shykh humayun hanif sahib.

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 роки тому

      Please contact +92-345-2123881 (Islahenafs Team)

  • @rashgori8399
    @rashgori8399 6 років тому

    Mai Silsilae Razviya me mureed hu to kya mujhe bhi inki ijajat h ya sirf Silsilae naqshband me hi h ya Apne Sheikh ki ijajat leni hogi. Rehnumai farmae

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 років тому

      Rash Gori
      Jee pehlay sabaq ke aam ijazat hai

  • @sumerakousar417
    @sumerakousar417 4 роки тому +1

    kya bger shekh ko itla diye moraba kr skte he?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 роки тому

      Itla Dena bhi zaroori hay or Muraqba karna bhi. Ager aap Bayt Hain to.

  • @dailylifeexperience4870
    @dailylifeexperience4870 3 роки тому

    Or yeah murakba kitny din krna chahiye or sheikh ko itla kaisey krni ha

  • @shaikhnagsaad
    @shaikhnagsaad 4 роки тому

    Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu hazrat ye aajiz b silsilay naqshbandi se bait hai muraqabe k talluq se kch baat arz krni thi kya ham raat me sote waqt lete lete muraqaba kr sakte hai ya baithkr hi krna asal hai jawab ke muntazir hai.

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 роки тому

      Raat ko sotay waqt Muraqba Ki Niyat to karsaktay Hain lekin ye Asal Muraqba nahi hoga.
      Neend Kay Ghalbay ki wajah say.
      Behtar ye hay Kay Neend Puri Karli Jaye phir Muraqba kia Jaye.

    • @shaikhnagsaad
      @shaikhnagsaad 4 роки тому

      @@islah-e-Nafs Jazakallahu khair wa jazakumullahu ahsanal jaza..

  • @cookwithab7059
    @cookwithab7059 2 роки тому

    Assalamualaikum wr wb Bhai Hazrat se raabta kis tarha kiya jaaye .Tazkiya karana hai hum Beit hain Hazrat se.

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  2 роки тому

      Aap agar karachi se bahar hain, to Hazrat se letter ya email ke zariye raabta karsakte hain.
      Agar karachi mein hain to Sunday ko zikr Halqa attend karsakte hain aur Hazrat se mulaqat bhi karsakte hain
      Email: hazrat@islahenafs.org

  • @arshadparvez327
    @arshadparvez327 4 роки тому +1

    Mai india say ho mai bait hona chati ho

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 роки тому

      Aap WhatsApp no. +92 345 2123881 par message karay

  • @zubaidabilal8066
    @zubaidabilal8066 4 роки тому

    Ap kaha s hai? Doosra srf naqshbandi hai ya nqasgbandi mujadidi,??

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 роки тому

      Aap Hazrat ki biography youtube video par ya Islahenafs.org websaite par parh lejie.
      Hazrat ko Naqshbandia, Qadria , shazlia, chistia aur dosre salasil mein bhi Ijazat hai.
      Aap whatsapp+ 92 345 212 3881 par message kejie

  • @latesttecknews4333
    @latesttecknews4333 5 років тому

    jnab mufti sahb aik masla poochna tha plz ap pooch kar bta din k main muraqba kartin hon baz ratoon main koi chez mary seeny aur jisam pa charh jati hey nind mai aur hilny nihi dayti main nind say kisi had tak jag jati hon par uth ni sakti phir ayt ul kursi aur surtin parhti ho to wa wazan chal jata hey aur main uth kay baith jati hon plz mari help karin pooch kar bta din bay had mahrbani ho gi aur ya k ya kia cheez hey aur kis had tak naqsan puncha sakti hey

  • @parveenmussarrt2240
    @parveenmussarrt2240 6 років тому

    Aapse Rabta kaese kare phone nhi milrhee aur whatsapp msg bhi nhi receive horn i
    Barae mehrbaani rabta farmae

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 років тому +1

      Parveen Mussarrt
      App iss number par rabta karain
      03222182087

  • @rizwana7588
    @rizwana7588 7 років тому

    Ass Salam o Alikum sir ap na kaha apny kahfeet apny shiekh ko bataty rahe lakin ager kisi na bathe nae ke aur koe shiekh guideness ka lea nae tu kya kare?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  7 років тому +1

      Shaykh ko Dhunday or Apni Islah Karaye.

  • @wasimnr452
    @wasimnr452 6 років тому

    Aslamualy kum
    Hazarat aap ne Jo video uploaded kiye usme sirf 20 sabak hai, hazarat aap aur sabak upload karo Jo 35 hai maafi chahta hu lakin islah ke liye kaha

  • @qazihassan4946
    @qazihassan4946 5 років тому

    Qazi Ahmed Mukhtar Dua ki darkwast hai Mara waldain k intaqal hogaya hai mukhtasar ya hai k Mara peacha Dua karna Wala kowi hath nahi hai obliged thanks.

  • @helpyourself2247
    @helpyourself2247 5 років тому

    Shukrya hazrat

  • @sadiakiani8724
    @sadiakiani8724 3 роки тому

    Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu hazrat kya Ap saifi silsile sy hain

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 роки тому

      Hazrat damat barkathum Aali ko Naqshbandia, Qadria, Chishtia, Suharwardia, Shazlia salasil mein ijazat hai.

  • @moinmansuri7874
    @moinmansuri7874 6 років тому

    Asslamu alaykum shaikh sahab. Me aapka saagird Moinuddin mene ye phla Zikre Qalbi kiya he. To ye kb tk krna he or isse kya kya fayde hasil honge or agla Zikr kitne dino bad se Shuru krna he ????? pls bataiye..

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 років тому

      walaikum as salam wrwb Pehlay sabaq ka faida yeh hai kay Nafsani Khuahishat qabu mian ati hain, aur agla zikr sirf unn logon kay liay hai jo kisi shaykh say bayt hain, aur apko apka shaykh he batay ga kay agla zikr kab shuro karna hai
      was salam

  • @dr.nabilahassan2123
    @dr.nabilahassan2123 4 роки тому

    Assalam o alaikum
    Kya silsila qadria waley yeh ker saktee hain.kya iss ka sawab silsila qadria ko pesh karen.agar sheikh yahan nahee to kaifiyat kesy battain

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 роки тому

      Walaikum as salaam wrwb
      G kar saktay hai

  • @Nisab
    @Nisab 2 роки тому

    Sajda ke halat m kiya jasakta h?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  2 роки тому

      Ji tariqa bataya gaya hai, usko follow karen

  • @nihaalkhan5279
    @nihaalkhan5279 3 роки тому

    Kitne lesson tak ijaazat-Aam hai ? Agar koi dusre peer s mureed hai (jo silsile Qadriya ho) unko kitne lesson tak ki ijazat hai ?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 роки тому

      Agar koi dosre shaykh se mureed hai, to unko apne shaykh se hi ijazat leni hogi
      Naqshbandia silsila ka sirf first sabaq aam hai

  • @aamirjafri9588
    @aamirjafri9588 3 роки тому

    AoA ye muraqaba kab tak karna chahyea ya konsee kafyat paa hone per aage berhna chayea yani agle sabaqper.....jazakallah

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 роки тому +1

      Muraqbah jab tak zindagi hai, Allah ki taufeeq se karna hoga.
      Agla sabaq kab dena hai, yeh aapke shaykh ko pata hota hai. Yeh mureed ki marzi se nahin hota.
      Mureed keliye Muraqbah ka asal maqsad ikhlaq e razeela ko khtam karna aur qurb e elahi ko haasil karna hai.

  • @muhammadahsan874
    @muhammadahsan874 7 років тому

    Sir adha ghnta zamen pa baith k murakbah krny sa mere dono legs sun hon jate ha aur mujhy apni legs philani prhte hain plz iska Koi hul bta dain

  • @shoaibhassan6184
    @shoaibhassan6184 4 роки тому +1

    Kya ye possible hai k sheikh k bghair ye maraqba kr sakte hain ?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 роки тому +1

      Jee lekin sirf 1 Sabaq Qalb ka Zikr

  • @OYaaray
    @OYaaray 3 роки тому

    Muraqaba k lyey sheikh ka hona zaruri hai? Main Lahore main rehti hun aur mainay kisi k haty py beyat ni ki hui, krna chahti hun pur koi milay nahin. Tou agar koi sheikh na hun tb b kr sktay hain?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 роки тому

      Ji first lesson bagher bayt ke karsaktay Hain
      Latifa e Qalb - First Lesson, lekin lesson 2 se agay bayt zaroori hay.
      Agar aap Hazrat se bayt karna chahti hain to khanqah ke number par whatsapp par rabta karen.
      +92 345 212 3881

  • @derridevils5110
    @derridevils5110 7 років тому

    Mashallah Bhai bhahut achi aur Sahi bath karre ap me bhahut videos Dekha lekin ye bhahut achi lagi meko Bhai Mera ek sawal hai me jab muraqba kartahu mujhe pink colour dikhta hai iska matlab apko malum hai tou bataiye aur muraqba me aur konsi konsi kefiyat hote woh bhi Zara rehnumahi karre jasakallah

  • @lazybubble9742
    @lazybubble9742 7 років тому +1

    sheikb ye b bta den ye silsila owaisia hai ya koi aur

  • @Hamsterkombatnews-k8v
    @Hamsterkombatnews-k8v 3 роки тому

    Hazrat mai muraqaba karti hu please mere liye dua karen ki allah mujhe kamayab kare

  • @azharnazir786
    @azharnazir786 7 років тому +2

    what indicates red colour .. Can we see this colour ? and where is the rooh (Not lataif rooh) of human situated ..?Please reply

    • @asmatraja
      @asmatraja 6 років тому

      azhar nazir Location of the heart

    • @syedsohailali4263
      @syedsohailali4263 6 років тому

      Red color is the 2nd point of Zikr e Qalbi . It’s in left sidel

    • @rise3000
      @rise3000 4 роки тому

      I think so jahan lataife rooh ha waha hi

  • @ShariqMKhan
    @ShariqMKhan 5 років тому

    Your some of the descriptions are OK but the method you are describing lacks of many information and detail . There is nothing to link to Naqshbanidi or any one else for basic startup. Meditation is carried by many religions in their aspects and believes and there are many scientific method proven to do this. So Nashqbandi? ??

  • @mehmood6490
    @mehmood6490 4 роки тому

    Assalamualaikum aapke Shaykh Kya Shaykh Muhammed Adil ar Rabbani h?? Qki Naqshbandi Aaliya me wahi h Shaykh.

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 роки тому

      Hamare Shaykh ka Naam Hazrat Shaykh Humayun Hanif DB hay. or In sahab ko hum nahi jantay. Naqshbandia Silsilay kay Bohat saray buzrug hain Phase 6 DHA Karachi main Hazrat Shaykh hain.

    • @mehmood6490
      @mehmood6490 4 роки тому

      @@islah-e-Nafs Yeh Shaykh Nazim k Bete hai aur inko Sir mila hai. Aur Shaykh Nazim ko kaun nahi jaanta

  • @sjcomicdubbing9272
    @sjcomicdubbing9272 5 років тому

    Bht achy

  • @user-wo9lo9qp6s
    @user-wo9lo9qp6s 5 років тому

    assalam o alikum sir ma na murakba shuro kiya ha lakin hamaray koi peer nahi hn jin ko ma bata saku k kia kafeeyat hoti ha or muja zada information b nahi havis baray
    bs ak dost na bataya to ma na ya shuro kr liya
    pochna ya tha k is k liya zaruri ha k kici ooliya ka hath pa baat ki jaya????or agar ma na ya shuro kr liya bagar kici guideline k to kia ma isa jari rakhu???????????

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 років тому

      Walaikum as salaam wrwb
      Pehlay sabaq ki aam ijazat hai, os kay karnay kay liyay bayt shart nahi magar Baihtar hai.
      Aap muraqba jari rakhay aur kisi Shaykh e Haq ki talash karay

    • @user-wo9lo9qp6s
      @user-wo9lo9qp6s 5 років тому

      Islahenafs - Shaykh Humayun Hanif
      lakin sir agar hum ghr sa bhr na ja sakain or ya sb sekhna b chahain to
      to kush ho sakta ha kia???
      muja ya sb sekhna ha lakin na to hamara ghar walay peero ko manta hn na un k pss jatay to kia ap rahnumai kr sakta hn

  • @rajukhemlani7431
    @rajukhemlani7431 3 роки тому

    Sab pad sakte hay, yaa sirf bait ho chuke hazrat.

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 роки тому

      Sabaq 1 sab ko ijazat hai. Aap bagher bait ke karsakte hain.
      Sabaq 2 onwards bayt ke bagher nahin hote

  • @orshidfaar7280
    @orshidfaar7280 5 років тому

    Shaikh assalam alaikum. #2 video ki link yahan share Karen plz,

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 років тому

      No. 2 also available on
      www.islahenafs.org

  • @syedmudasir823
    @syedmudasir823 7 років тому +3

    Assalamu alaykum wa Rahma tul laahi wabara katuh
    Aap sai gujarish hy aap mobile number ya whats app number sand karain woh aap ki mahar bani hogi Shukriyah

  • @shabirstar777
    @shabirstar777 5 років тому

    Hazrat Phele Sabaq ki ijazat hai. Dosre Sabaq ki ijazat aap dein gaye? Aur Bait kis tarhan hona hai?
    Plz guide kar dein!

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 років тому +2

      Pehlay sabaq ke ijazat sabko hai dosray sabaq ke ijazat apko apkay Shaykh dain gay
      Bayt Kay mutalliq Malina Kay liay +923452123881 par rabta karain

  • @mashhoodahmed6642
    @mashhoodahmed6642 6 років тому +1

    aap se milna chahta hon...address bata dain...agar lahore yan islamabad mai aap ko ankareeb visit hu tu bhi bata dain...punjab mai kahin bhi ..shukrya

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 років тому

      Is Number Per Rabta Karen : 0345-2123881

    • @mashhoodahmed6642
      @mashhoodahmed6642 6 років тому

      Shukrya yeh no hazrat ka direct no hai yan ?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 років тому

      Nahi Ye Direct Number Nahi Hay.

  • @nidamalik195
    @nidamalik195 5 років тому

    JAZAK ALLAH

  • @mohammedmustafa2097
    @mohammedmustafa2097 3 роки тому

    Db ka Fullform bataye

  • @moinmansuri7874
    @moinmansuri7874 6 років тому

    Shaik saab Assalamu alaykum mujhe aapse jaruri bat puchhni ye k me apne dhadkno pe dhyan dene lg gya tha or Hr dhrkn pr Allah mahsus krta tha or apne aapme rhne lga tha pr 1. 2 bar Asa hua k me so rha tha or jese k me kome me ja rha hu or me khud ko hila nhi pa rha tha bs Hlki Hlki saans chl rhi he or aankhe hil rhi thi. To me bhot dr gya uske bad mene apne upr gyan krna chhod diya to ye sb kya tha kese kefiyt thi plz jawab dijiye

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 років тому

      Yeh Jo kaifiat hai iska rohaniat say koi talluq nahi kabhi maiday ke garmi ke wajah say aisay hojata hai app apna zikr kartay rahain

  • @gulshanaman883
    @gulshanaman883 2 роки тому

    Taswar our maraqba main keya farq hai

  • @saniyayousar7905
    @saniyayousar7905 Рік тому

    Hazrat sahb ham to kisi se bait nhi😢ham kia kren

  • @artlover2609
    @artlover2609 2 роки тому

    Mujhe bhi ijazt darkar hy maraqbe ki

  • @ayzalBrand
    @ayzalBrand 3 роки тому

    میرا نام حسنین ہے میں راہ فقر اختیار کرنا چاہتا کو اور اپنی ذات کو فنا کر کے معرفت الٰہی کی انتہاؤں تک پہنچنا چاہتا ہوں لیکن مجھے اک شیخ کامل کی ضرورت ہے میرے آپ سے درخواست ہے کہ میری مدد کریں
    جواب ضرور دیجئے گا
    جزاک اللّہ

    • @ayzalBrand
      @ayzalBrand 3 роки тому

      پلیز میرے کمنٹ کا جواب دیں پلیزززز

  • @JannatShaikh4126
    @JannatShaikh4126 5 років тому +1

    Assalamu alikum hazrat ji Mai BHI muraqaba Karne chatei hu for India

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 років тому +1

      Walaikum us salam wrwb jee pehlay sabaq ke sabko ijazat hai app bilkul karsaktay hain

  • @paripari7222
    @paripari7222 2 роки тому

    Sir yeh btaaye kya ladkiya bhi muraqba kar sakti hai raat mai

  • @SaraikiEntertainment1970
    @SaraikiEntertainment1970 5 років тому +1

    حضرت جی السلامُ علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ! بھانت بھانت کے پیرفقیرسادہ لوح لوگوں کو بہلاپھسلاکریوٹیوب پرسبسکرپشن لینے کیلئے رنگ برنگی ویڈیوزلوڈ کرکے چکمہ دینے میں لگے ہیں۔جب کہ حقیقی اسلامی روحانیت کی نعمت سے مالامال متبعین شریعت سلاسل سے منسلک آپ جیسے حضرات صرف آڈیوکے ذریعے ہی لیکچرز پراکتفاکرتے ہیں۔۔۔ ناچیزپُرتقصیرکے خیال میں محافل ذکرومراقبہ لائیوہوں اوراسباق بھی۔اگرایساممکن نہ ہے توکم ازکم پریکٹیکل کیلئے ویڈیومحافل جس میں مقامِ لطائف کی تفصیل ،طریقہ ذکرومراقبہ وغیرہ مبتدیوں کے ساتھ ساتھ صاحبِ فکرفہم ونظر احباب بھی شاملِ محافل ہوں تو سونے پر سُہاگہ۔۔۔۔۔۔ والسلام! خاک پائے نقشبند؛ سعید

  • @amnahalwoor8147
    @amnahalwoor8147 4 роки тому

    Assalam alaikum wa Rahmatullah WA barakatuhu
    Shaikh se bait hue nahi toh kya kare
    Kya mei ye aise he kar sakti hoon
    Mei Karnataka Hubli, india se hoon
    Ek bar hazrat ji peer Zulfikar Ahmed naqshbandi se baith kay kalimat padle hai record kiya hua bayan tha

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 роки тому

      Recording say Bayt nahi hoti Live hona zaroori hay

    • @shahzadahmad5012
      @shahzadahmad5012 4 роки тому

      @@islah-e-Nafs
      To kya bina bayt muraqba kar sakte hain mai bhi India se hoon