mere khyaal sy talaaq k muaamly mein abhi tak jitni bhi maloomat mili youtube per . ye sab sy achi video mili . halann k ye mere موقف mein nahi tha . mein yehi manta tha k 1 waqt mein teen talaaq ho jati hy . lekin iss bandy ki baat mein Logic hy .
@@razamughal4582Yaar kio bura lg raha ha kia aap ki dukaan b band horahi ha. mufthi sb drust bayan kr rahay hai. aur alfaaz achay isthimal kia karay kio k alfaaz tarbiat ka patha daiti ha.😊
@@scholarspedia9898 yeh sharafat wala zamana nai hain jo mai yeh sochny bhet jao. jo bhi aurat teen talaq k bad sat rehti hain woh rakhel hain aur mufti tariq masood BILKUL TEEK KEHTY HAIN AUR BAT 5 SAAL pehly sabit kar dee tee. yeh itefaa nai hain k jab se duniya meh haram najaiz ulad aye hain tab se yeh hi harami kehny shuru ho gaye hain k teen ek hain.
ماشاءاللہ ماشاءاللہ بہت خوب اللّہ تعالیٰ اجر عظیم عطا فرمائے آمین مفتی کامران صاحب نے بہت ہی بہترین دلائل کے ساتھ طلاق کے مسئلے کو سمجھایا ہہے ۔ ایسا لگا کہ دور نبوی اور خلفائے راشدین کے دور حکومت میں جس طریقے سے طلاق کا مسلے کو حل کیا جاتا تھا ویسے ہی اس کو انھوں نے سمجھا ہے۔ الحمدللہ
اب سوال یہ پیدا ہوتا ہے کہ آپ نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کے حکم کی تعمیل کریں گے یا عمر فاروق رضی اللّٰہ کی؟یعنی سنت نبوی کی اتباع یا عمر فاروق کی
Is haq or sach bt ny Ayaashi ky adoo ko band kr dea..Bilkul 100 percent right bol rhy hu..Ahle sunnat is mamly mn wrong h.. Hazrat apny zalim logo ki dokan band kr di..
Assalamualaikum Sir azaabe qabar ke bareme bataye kya qabar mein azaab hoga ya sidha Qayamat ke din hoga?? Aur jitni riwayat hai azaabe qabar ko leke kya wo sab quran ke mutabik hai ??
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ محترم صاحبان۔اپ حضرات کی باتیں سن کر مجھے ایسا لگتا ہے کہ جب بھی محفل نکاح کا انعقاد ہو نکاح سے پہلے طلاق کہ موضوع پر محفل میں پوری جانکاری ناکح اور موجود لوگوں کو دیا جائے۔تاکہ لوگ صحیح طریقے سے طلاق کا استعمال کر سکیں
Saari baaten 1 hi baat par le kr aa rahe hain khalifa ne apni marzi ki jab keh BAB UL ILM se consult nahi kiaa IBN ABBASS btaate rahe yaad digaani kraate rahe magar wohi baat "jo keh diaa keh diaa"
Love u janab asa smjna smjna hota hai aur bakee koi nhi smjta hai Mera ek dost hai 4 bechy hai biwi pergent hai aur wo apass ma rhana chaty hea USS ne nashy ki halat ma di aur janab USS ko pressurize Kiya Gaya phr USS ne talak di 3 bar SB ne bhot pressurized Kiya phr wo 2no rhna chaa rhy hea😊
Hamal Mai talak hui is pe iddat Ka Kia hukum hai iddat tab SE he shru hojayegi ya phir delivery k baad iddat shru hogi Rehnumayee farmaye .shukria Agar delivery k baad iddat shru hogi to Kia biwi shohar K saath rehsakti hai?
Maazrat k sath youtube pa ye maslay hal krnay k bajaay mufti azam se clear cut likhwa k hr maktaba fikr se jumay k bayan ma chalwa dain.... Deen ko jaisa k youtube pa bayan kiaa jaraha ha membr se q nhi horaha????
Aaj k ma'shrat ko dekhte huye kya nikah Halala jayez ho sakta hai ? Jaisa nikah halala umoomi taur se hua karta hai hamare mumalik mein ? Aapje hisaab se to ho jana chahiye! Kyuki maslehat zyada hai isme.
Assalam Allaikum Mjhe mere shohar ne aik talaq di 2011 me phir rujoh kiya Phir 2017 me aik bar bola phir nikah huwa n rujoh kiya Phir aik bar talaq di 2023 me kiya uske baad koe gungaish hoti he??? Plzzz rehnimaye kree
No Ab ap us k liy r wo ap k liy haram ho gea seway is k keh ap ksi s shadi kryn r pr new shohr fout ho jay ya talaq dy dy to us k bad pr ap pehly shohr s nikah kr skti hn talaq dena nikah m shart na ho
Behn meri baat ghaur say sunain kisi ek paagal k saat reh kr jo aap pr is tarah zulm karey or apni biwi bachiyo ka khayal naa kare us k saat na rahaen qk aap ka x husband aapko 3 baar dechuka talaq alag alaq waqto may zubaani bol kr , aap beshak achi khaatoon haen magr apnay ooper zulm naa karen ab us shakhs k saat reh kr jo already aap ko 3 bar talaq de chuka yeh zina may shumaar hota hae , Allah aapka or aapkay bacho ka haami o nasir ho , Allah pr bharosa rakhen wo aap ki or aapkay bacho ki take care karega.
Agr 4ru aima karam is masla par motafiq han to phir ak firqa q is py bat kr raha hai Mary shohar ny mujy ak majlis ma 3 talaq dy de ab wo waps ruju krna chaty han par mufti sab khty haan ho gai talaq or ma hamla b hu
3talaq ikthe dyna haram hy mean islam m mana hy q k us k bad dono aik dosry k liy haram ho jay gayn is liy mana kia gea hy lkn agr koi aysa haram kr ly to 3he shumar hon ge gunah us k opr ho ga q k us n 3ikthe dy kr gunjaish he khtm kr di Quran o hadees s yahe sabit hota hy ap khud parh lyn .... Nabi pak sa k zmany m aik shakhs ny 3talaq ikthe di to Nabi pak sa ny sakht gussa howy k m ap k drmean mojod hon r Allah pak ki haddo ko tora ja raha hy lkn wo 3talaq 3he shumar howi the same aik aur hadees m hy k aik sahabi ni halat haiz m talaq di jo haram tha halat haiz m talaq dena lkn wo bi shumar kr le gae the ....
قرآنِ پاک کے قول سے کبھی بھی پیچھے نہیں ہٹا جائے گا۔ ہاں جی، یہ مان لیتے ہیں کہ جنابِ عمر نے تین طلاق کو تین ہی قرار دیا، لیکن جنابِ عمر نے اپنی اجتھاد کیا تھا اور اِسکی کوئی دلیل بھی نہیں دی تھی. اگر ایک صحابی کی بات بھی نبی علیہ السلام سے ہٹ جائے تھوڑی تو صحابی کا قوک حجت نہیں ہوگا بلکہ نبی علیہ السلام کا قول ہی حجت ہوگا. ایک مجلس میں ایک وقت پر سو طلاقیں بھی دے دی جائے تو بھی ایک ہی ہوگی. جب ایک مجلس میں تین طلاقیں دینا ہے ہی حرام، تو اِس اُصول کو کیوں نافظ کیا جا ریا ہے...؟؟
Mera shohar mujhse door rehte hai saudi arab mein aur main pakistan aur humara unki maa ki waja se jhagra hua aur unhone mjhe gusse mein 3 bar talaq kaha mera haiz to ruk gaya tha lekin abhi ghussal nhi kiya tha to phir humari hui ya nhi plz plz help me main bohat pareshan hun mere 2chote bache hain aur main apne shohar se muhabbat bhi bohat karti hun plz guide me plz
Love u mufti saahib u r great person aise mufti kam hi miltay hai jo logo ko sahi baat alag alag words kr k samjhaatay hai
مفتی صاحب 🌹
آپ نے طلاق کے مسئلے کو بہت واضح کر کے امت کے سامنے پیش کر دیا ھے
الله تعالیٰ آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے آمین ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔❤
ماشاءاللہ جزاک اللہ خیرا
Mashaallah it's Absolutely 💯 Right.
MA SHA ALLAH
Write in capital letters please
ماشاءاللہ مفتی صاحب جزاک اللہ فی الدارین خیرا جزاک اللہ احسان الجزا
Mufti sahib, really great explanation.
JazakAllah..Allah reward you abundance, Ameen
mere khyaal sy talaaq k muaamly mein abhi tak jitni bhi maloomat mili youtube per .
ye sab sy achi video mili .
halann k ye mere موقف mein nahi tha .
mein yehi manta tha k 1 waqt mein teen talaaq ho jati hy .
lekin iss bandy ki baat mein Logic hy .
He is logical scholar. May Allah bless you❤
اسلام علیکم ۔
ماشاءاللہ عمدہ دلائل کے ساتھ آپ نے بات کو سمجھایا ۔
The ummah needs the ulama like this muftis great job sir
Doh taqy ki rundis do, that are giving birth to haram children
@@razamughal4582 mind your language
@@razamughal4582Yaar kio bura lg raha ha kia aap ki dukaan b band horahi ha. mufthi sb drust bayan kr rahay hai. aur alfaaz achay isthimal kia karay kio k alfaaz tarbiat ka patha daiti ha.😊
@@scholarspedia9898 yeh sharafat wala zamana nai hain jo mai yeh sochny bhet jao. jo bhi aurat teen talaq k bad sat rehti hain woh rakhel hain aur mufti tariq masood BILKUL TEEK KEHTY HAIN AUR BAT 5 SAAL pehly sabit kar dee tee. yeh itefaa nai hain k jab se duniya meh haram najaiz ulad aye hain tab se yeh hi harami kehny shuru ho gaye hain k teen ek hain.
Salam allah app ko or ahle khana ko dunya or akhirat me bhalaiyan naseeb farmaye ameen
ALLAH
Write in capital letters please
ماشاءاللہ مسئلہ کو احسن طریقے سے بیان کیا گیا ۔۔۔ یہ وقت کی ضرورت بھی ہے
اللہ اپ کے ایمان میں اور علم میں برکت عطا فرمائے ameen
Ma sha Allah bahut khub mufti sahab 💐
ماشاءاللہ ماشاءاللہ بہت خوب اللّہ تعالیٰ اجر عظیم عطا فرمائے آمین مفتی کامران صاحب نے بہت ہی بہترین دلائل کے ساتھ طلاق کے
مسئلے کو سمجھایا ہہے ۔ ایسا لگا کہ دور نبوی اور خلفائے راشدین کے دور حکومت میں جس طریقے سے طلاق کا مسلے کو حل کیا جاتا تھا ویسے ہی اس کو انھوں نے سمجھا ہے۔ الحمدللہ
❤ Masha Allah, very informative video
Salamt Rahein ,. Mufti Sahab love from Quetta.
T q so mucb very good information more helfull to me
زبردست طریقہ سے مسلہ کا حل بیان کیا ھے
ماشاءاللہ بہت اچھی طرح سمجھایا
اللہ تعالیٰ جزائے خیر عطا فرمائے آمین
ماشاءاللہ ، مفتی صاحب
Zabardast. Mn sab ko sun sun k almost isi kisam k nateejay par pohancha tha.
مفتی صاحب اس امت کےلیے اللہ کا تحفہ ہیں
Mashallah bohat ala mufti sahab.
Jazakallah ameen
Asif😊
ماشاءاللہ مفتی صاحب ژندہ باد
Great information.masha allah
ماشااللّہ ، تبارک اللّہ
Sir ap na pura concept clear krdia.Allah apko jaza dy
سیدنا فاروق اعظم رضی اللہ تعالٰی عنہ خلیفہ راشد ہیں اور آپ نے دین کو درست جاری فرمایا ہے
MAY YOU DONE A GREAT JOB, THANK U, THANK U, THANK U
Allah aapko accha makaam de!!! Meri uljhan khatam kar Diya aapne jazakallah khair
Excellent
Jazakullah
great mufti
Zabar dast good hoga hai
Most logical explanation of Talak
یہ بلکل ایسے جیسے حضرت عائشہ رض نے کہا کہ نبی زمانے میں اگر عوروں کو دیکھ لیتے تو مسجد جانے سےمنع کر دیتے ۔۔
جزاک اللہ
I 200% agreed with Mufti Sahid
یاالله عزوجل ہم مسلمانوں کو عقل سلیم عطا فرما اور دین اسلام کو سمجھنے کی توفیق نصیب فرما آمین ثم آمین🙏🙏
Bhai syasi faisla nahi administrative faisla kehlata he .lekin acha samjhaya he
These type of scholars we need to listen to. He puts his opinion logically before you if you accept it, great if not then it is UR business.
Well explained
allah app ko jazai khair atta fermay
Jazak Allah khaira
ALLAH APP KO KHUSH RAKHY
Fantastic work brother
Bilkul durust frmaya
❤ from Lisbon
❤ jazàkallah
MashAllah MashAllah wonderful
Inhon ny sahi bat ki hy
Zuburdust.
True zbrdast
Mashaallah bul kul sahi hai
Subhan allah
Mufti sb masha Allah is pur fitna time mein roshni ki kiran hein.
Umar ka rule nobi ki sunnat ke upor nahi hai, Isliye hame manna hoga Allah ki Quran aur nobi ki sunnah, mufti sahab fatwah sohi hai , I respect him
Wrong. Umar ne koi rule banaya hi nai ta. Jo shuru se shariyat chali aye tee woh nafiz ki
Ap mufti se jyada educated ho keya
@@RijuEnterprise mufti hi keh rahy hain k hazrat Umar na koi changing nai ki
Very nice
اب سوال یہ پیدا ہوتا ہے کہ آپ نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کے حکم کی تعمیل کریں گے یا عمر فاروق رضی اللّٰہ کی؟یعنی سنت نبوی کی اتباع یا عمر فاروق کی
Nabi pak saw
رسول اللہ صلی اللہ علیہ والہ وسلم کی اطاعت کریں گے بھائی ❤❤❤
❤
Is haq or sach bt ny Ayaashi ky adoo ko band kr dea..Bilkul 100 percent right bol rhy hu..Ahle sunnat is mamly mn wrong h.. Hazrat apny zalim logo ki dokan band kr di..
wait for series 23 Jawab-e-Shikwa
(surah Tahereem/1)
Wha wha bhi wha
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ مولانا مفت صاحب المعروف کا لمشروط کا مفہوم سمجھا دیں اور یہ اصطلاح کب اور کہاں استعمال ھوتی ھے
ماشاءاللہ جزاك اللهُ احسن الجزا۶ یا مولا نا مفتی صاحب بین وتوجر ایک ایسی ویڈیو بنا دیں جس میں طلاق کا درست اور سنت طریقہ بیان فرما دیں
Right
Khas case ki baat hi nhi horahi, General fatwa dia jaay 3 talaq ek hi count hogi.... Shukriaa
I divorced last month.
Mere divorce de jese Quran main mentioned hai. talaq ik pocodure ha. Gap nhi. I may guide if anyone need guidance.
Thanks
Assalamualaikum
Sir azaabe qabar ke bareme bataye kya qabar mein azaab hoga ya sidha Qayamat ke din hoga??
Aur jitni riwayat hai azaabe qabar ko leke kya wo sab quran ke mutabik hai ??
Ek video is par bhi banaiye k non muslims se shadi kyun nhi kr sakte as per Quran aur shariyat
Mufti sab ap muje fatwa day sakty hai plz mery shohr ne muje 3bar talaq a talaq a talaq a mery bachy choty hai plzz😢😢😢
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ
محترم صاحبان۔اپ حضرات کی باتیں سن کر مجھے ایسا لگتا ہے کہ جب بھی محفل نکاح کا انعقاد ہو نکاح سے پہلے طلاق کہ موضوع پر محفل میں پوری جانکاری ناکح اور موجود لوگوں کو دیا جائے۔تاکہ لوگ صحیح طریقے سے طلاق کا استعمال کر سکیں
😊
Plz i want to ask some think personally
Saari baaten 1 hi baat par le kr aa rahe hain khalifa ne apni marzi ki jab keh BAB UL ILM se consult nahi kiaa IBN ABBASS btaate rahe yaad digaani kraate rahe magar wohi baat "jo keh diaa keh diaa"
Example jaise kisi ki bibi kise dusre ke bahon mein jhoolti Hui milegi to kaise tlaaq dega ya ya qatal karega jabki oh darussalam mein na rahta
فَعَلَيْكُمْ بِسُنَّتِي وَسُنَّةِ الْخُلَفَاءِ الْمَهْدِيِّينَ الرَّاشِدِينَ کا کیا مطلب ھے
En mufti ka maslik kia ha or ye kaha hoty han or en se contacts kese kia jae
کلام میں طول ضرور ہے اور وضاحت بھی پر دلائل فقط زبانی ہیں کاش دلائل کتابوں کو پڑھکر بیان کیے جاتے ______
Janab m karachi m rehta hon kia aap se mill kr hum fatwa lekar apna nikha bacha sakte hean jabky hum 2no boht azeet m hean talaq ko lekar
Ek majlis ke 3 talaak ek hi hute hai please reply
Love u janab asa smjna smjna hota hai aur bakee koi nhi smjta hai Mera ek dost hai 4 bechy hai biwi pergent hai aur wo apass ma rhana chaty hea USS ne nashy ki halat ma di aur janab USS ko pressurize Kiya Gaya phr USS ne talak di 3 bar SB ne bhot pressurized Kiya phr wo 2no rhna chaa rhy hea😊
Ap ka bhot shukira
Molana sb 2 logon say suna hay keh hazrat umer e farooq nay apnay fiaslay ko wapis lia or ufsoos ka izhar bhi Kia. Kia yeh such hay
Assalam o Alaikum
Mufti sb
Sahaba ka nam ihtaram say liya karay
Hamal Mai talak hui is pe iddat Ka Kia hukum hai iddat tab SE he shru hojayegi ya phir delivery k baad iddat shru hogi
Rehnumayee farmaye
.shukria
Agar delivery k baad iddat shru hogi to Kia biwi shohar K saath rehsakti hai?
Bacha paida hoty hi iddat khatam
Maazrat k sath youtube pa ye maslay hal krnay k bajaay mufti azam se clear cut likhwa k hr maktaba fikr se jumay k bayan ma chalwa dain.... Deen ko jaisa k youtube pa bayan kiaa jaraha ha membr se q nhi horaha????
Today we don’t live under umer ra government!
What’s today’s government ruling on that?
He did not make any rules, he implemented the already existing shariah
Pehle ap mufti sahab ko sikhye
جب کسی صحابی کا نام آۓ تو رضی اللہ تعالیٰ عنہ کہا کریں
Beshak
Good saying
Ye jaruri to nhi h
Sirf mustahab h
Aaj k ma'shrat ko dekhte huye kya nikah Halala jayez ho sakta hai ? Jaisa nikah halala umoomi taur se hua karta hai hamare mumalik mein ? Aapje hisaab se to ho jana chahiye! Kyuki maslehat zyada hai isme.
Assalam Allaikum
Mjhe mere shohar ne aik talaq di 2011 me phir rujoh kiya
Phir 2017 me aik bar bola phir nikah huwa n rujoh kiya
Phir aik bar talaq di 2023 me kiya uske baad koe gungaish hoti he???
Plzzz rehnimaye kree
No
Ab ap us k liy r wo ap k liy haram ho gea seway is k keh ap ksi s shadi kryn r pr new shohr fout ho jay ya talaq dy dy to us k bad pr ap pehly shohr s nikah kr skti hn talaq dena nikah m shart na ho
Behn meri baat ghaur say sunain kisi ek paagal k saat reh kr jo aap pr is tarah zulm karey or apni biwi bachiyo ka khayal naa kare us k saat na rahaen qk aap ka x husband aapko 3 baar dechuka talaq alag alaq waqto may zubaani bol kr , aap beshak achi khaatoon haen magr apnay ooper zulm naa karen ab us shakhs k saat reh kr jo already aap ko 3 bar talaq de chuka yeh zina may shumaar hota hae , Allah aapka or aapkay bacho ka haami o nasir ho , Allah pr bharosa rakhen wo aap ki or aapkay bacho ki take care karega.
Agr 4ru aima karam is masla par motafiq han to phir ak firqa q is py bat kr raha hai Mary shohar ny mujy ak majlis ma 3 talaq dy de ab wo waps ruju krna chaty han par mufti sab khty haan ho gai talaq or ma hamla b hu
Teen teen hain aur charo imam IS BAT PEH mutafiq hain k teen TEEN HAIN
Mufti hume ya bataya jaata hai ke teen talaq par sahaba ka ijma hai kiya ye sahi hai?
Aur ya suna ke charo imam bhi esi ke qayel hai kiya ye sahi hai
Al ijma foundation ne Talaq Ke Topic Per Mudallaal kam kiye hai Aap ek bar Sabi ko dekhna chaahiye
kesa kaam?
3talaq ikthe dyna haram hy mean islam m mana hy q k us k bad dono aik dosry k liy haram ho jay gayn is liy mana kia gea hy lkn agr koi aysa haram kr ly to 3he shumar hon ge gunah us k opr ho ga q k us n 3ikthe dy kr gunjaish he khtm kr di Quran o hadees s yahe sabit hota hy ap khud parh lyn ....
Nabi pak sa k zmany m aik shakhs ny 3talaq ikthe di to Nabi pak sa ny sakht gussa howy k m ap k drmean mojod hon r Allah pak ki haddo ko tora ja raha hy lkn wo 3talaq 3he shumar howi the same aik aur hadees m hy k aik sahabi ni halat haiz m talaq di jo haram tha halat haiz m talaq dena lkn wo bi shumar kr le gae the ....
قرآنِ پاک کے قول سے کبھی بھی پیچھے نہیں ہٹا جائے گا۔ ہاں جی، یہ مان لیتے ہیں کہ جنابِ عمر نے تین طلاق کو تین ہی قرار دیا، لیکن جنابِ عمر نے اپنی اجتھاد کیا تھا اور اِسکی کوئی دلیل بھی نہیں دی تھی.
اگر ایک صحابی کی بات بھی نبی علیہ السلام سے ہٹ جائے تھوڑی تو صحابی کا قوک حجت نہیں ہوگا بلکہ نبی علیہ السلام کا قول ہی حجت ہوگا.
ایک مجلس میں ایک وقت پر سو طلاقیں بھی دے دی جائے تو بھی ایک ہی ہوگی. جب ایک مجلس میں تین طلاقیں دینا ہے ہی حرام، تو اِس اُصول کو کیوں نافظ کیا جا ریا ہے...؟؟
ایک حالت پر آپ وضاحت کریں ۔ایک عورت کھلم کھلا اپنے شوہر کے سامنے دوسرے مرد کے ساتھ زنا کرتی ہے کیا وہ تین مرتبہ تلاق کا انتظار کریگا ۔
یہ ہیں مرزے کے بھائی اقوال و افعال میں
حلالہ کی غلط تشریح کر رہے ہیں
مارکیٹ میں نئیں مجتہد آگئے ہیں وہ بھی غلط باتوں کا سہارا لینے والے
@@drsalmanahamad5598one divorce is enough to break marriage
Inse direct mulaqat ho sakti hai?
Mera shohar mujhse door rehte hai saudi arab mein aur main pakistan aur humara unki maa ki waja se jhagra hua aur unhone mjhe gusse mein 3 bar talaq kaha mera haiz to ruk gaya tha lekin abhi ghussal nhi kiya tha to phir humari hui ya nhi plz plz help me main bohat pareshan hun mere 2chote bache hain aur main apne shohar se muhabbat bhi bohat karti hun plz guide me plz
Haiz ya hamal, dono meh teen talaq teen hoti hain
Muftiy sahib aap ka nmbur chahiye