@@KoustubhTechVlogs maine aaj mngwaya thoda jor lgao nikal jayega thoda ghuma lena andar silicon lgate hai vo chuut jata hai thoda khiche pr . yeh mai ess leye keh rha hu mujhe wipro walo pe shak ho rha hai 9 watt wala jayda acha hai normal bulb brightness ke mamle me or , mene pehle bhi mngwaya thaa size bhi chotta hai [ thanks for your reply ]
@@AmitKumar-z6f3s yes aapko sirf aapke phone ke hotspot Se ek bar connect karna hai aur uske bad aap jab Bhi Wi-Fi hotspot kholo Apne smartphone mein automatically connect ho jaega.. bus aap apne hotspot ke password Ko Agar change kar doge to yahan per bhi aapko forget network karke fir se password dalkar naya wala connect karna padega
Mobile network se work nki karta kya sir...
yes from anywhere..and any network
Very nice and detailed 😮
Thank you! Cheers! 🍻🥂
merepe wiif nhi h toh kya me phone ke hotspot se chla skta hu isse?
yes..chala sakte ho aap
Music de kaise configured hoga
Ghar me wire connection laga hai uske liye safety hai sir
Yes No Issues...Normal bulb ki tarah chalta hai...bas ek baar pair ho jaaye
❤❤❤
Time schedule kaise karen bulb mein, aur Wi-Fi bar bar disconnect ho jata hai router pass mein hi hai please is per video banaaiye
wifi 2.4 ghz par set kariye brother apko koi dikkat nahi hogi
5ghz me issue hota hai
Bro ek baar smart bulb ka dhakan khol ke dekha do
Dhakkan Nahi Nikalta..ache se chipka hua hai 🥂
@@KoustubhTechVlogs maine aaj mngwaya thoda jor lgao nikal jayega thoda ghuma lena andar silicon lgate hai vo chuut jata hai thoda khiche pr . yeh mai ess leye keh rha hu mujhe wipro walo pe shak ho rha hai 9 watt wala jayda acha hai normal bulb brightness ke mamle me or , mene pehle bhi mngwaya thaa size bhi chotta hai [ thanks for your reply ]
Bhai bord pe wipro bulb k betail kyu likhe ho
Script hai brother...points na bhul jaau isi liye likha tha
@@KoustubhTechVlogs Bhai ek bulb k picche itna hard work
@@KoustubhTechVlogs wifi se ek baar hi connect krna padega kisi hamesa (mere pass wifi nahi hai na hi extra phone hai)
@@AmitKumar-z6f3s yes aapko sirf aapke phone ke hotspot Se ek bar connect karna hai aur uske bad aap jab Bhi Wi-Fi hotspot kholo Apne smartphone mein automatically connect ho jaega.. bus aap apne hotspot ke password Ko Agar change kar doge to yahan per bhi aapko forget network karke fir se password dalkar naya wala connect karna padega
@@AmitKumar-z6f3s yes brother iska setup process thoda sa complex Hai kafi logon Ko samajh mein nahin aata to detail mein Maine points mein likha tha
Can we control this when we are not at home
yes
es bulb ka setup m aapko smart plug use krna pda kya? @KoustubhTechVlogs
normal switch bro and normal bulb holder nothing extra
Bulb on raho ya off Bijli to 12.5 Watts jalti hi rahegi na 🤣🤣
haan brother Supply Rahegi...Par Jab Tak JAlega Nahi..Tab Tak Load NAhi Lega...Stand By Pe Rehta Hai;)