Arvind Kumar Bihar se, kirpya Bajaj electric auto ko charge karne ka jo 16am ka charging socket earthing ke sath banane ke liye bola jata hai, to kaise bayenge 16am ka socket, bataye
Mera chetak 2024 premium model 87% charge horaha ha aur uska baad alert symbol ah raha ha. Mera ghar ka earthing ekdam perfect ha. 13% sa 87% tak charge hua uska baad alert symbol aathe he charging stop horaha ha 87% sa aaghe nahi baad raha charging. Please help.
Super sir
Very nice Information sir 👍👍
Super sir❤❤❤
Thanks for your information.realy helpful where no earthing available.👍
Thank you sir
All the best
Thank you 👍
Thanks for your valuable information......thanks so much....
बहुत अच्छा
India is not for beginners bro. Thanks for the advice 😃😃
It works....... thanks 🙏
Vah vah sir kya bat hai
Sir Bajaj ka auto charge ho jaega pls reply sir...
Yes same theory
Thank you 🙏🏻
Thanks bhai
Love you sir ji 😊😊
Arvind Kumar Bihar se, kirpya Bajaj electric auto ko charge karne ka jo 16am ka charging socket earthing ke sath banane ke liye bola jata hai, to kaise bayenge 16am ka socket, bataye
Ok main video banane ki koshish karta hu
Bajaj auto is tareekay say charge ho sakta hai
Yes
Sir 50 ke speed ke aas pass chalane par kitna real range provide karega sir plz reply.
95 on mentained speed
Sir earthing k liye jo wire use ki h
Kitne mm ki h
Can u pls tell me?
1mm
Sir earthing ke liye kya kill gili jagha par daalna hai?
Yes
India is not for beginners!!
Kay earthing nehi hone se charger kharab ho jayega
Scooty hi charge nahi hogi
Thunderstorms mie koi dikkat to nhi ati
🤣 no
Mera chetak 2024 premium model 87% charge horaha ha aur uska baad alert symbol ah raha ha. Mera ghar ka earthing ekdam perfect ha. 13% sa 87% tak charge hua uska baad alert symbol aathe he charging stop horaha ha 87% sa aaghe nahi baad raha charging. Please help.
Sir service station per software update hoga
Bajaj ke auto drive karte hue kaise charge Karen vah batao
Sirji samajh nahi aaya Jo aap puchna chah rahe ho
Bajaj ki eb ko kese charjing kare bhai batao
Aapka sawal samajh nahi aaya.... please explain kare
Bhai me diwali pe chetak lena chahata hu kya bo sehi rehega. Na tvs lena sehi rehega. App ka feed back mere liye important he. Sir
Scooty sach main bahut achi hai and colour display bhi aa gaya hai with 120 range 👍
..,..and heavy hai
@@manubhai3639120?? Kaise??
I try your method baaki sab toh theek hai lekin test ka button press krne pr red light arhi hai
No issue kiyoki ye earthing socet se nahi hai sayad isliye red light jalti hai ...
Service normal socket mein charge karne ki problem hai 😢
Service normal soket konsa can you please share me pic on 8527765165
बहुत अच्छा वीडियो बनाते हैं आप ❤ मैं भी आपके चैनल को सब्सक्राइब कर दिया 👌💐
Thanks for your support 🙏