Mere sasural me mai aise h banati hu Masha Allah bht pasand karte h ab sasural Wale baji khana phele to banate h nai the yaha ❤️ thanks riyaz for ingredients Finally you have strated bht time se apko bole the insta pe bhi msg ki thi ❤️
Assalamualaikum aunty khairiyat ye sabji hai na sach me bahut bahut acchi bani hai aap ka bahut bahut shukriya aunty aur bhaiya ..❤❤❤❤ thanks to street food zaika 😊
Assalamoalaikum buhat tasty recipe lag rahi hai, try zaroor karungi in shaa Allah. Ammi ke kapron aur lace ka dupatta bhi buhat piyare lag rahe hain Maasha Allah
Wow ammi sardi me to green sabzi khane ka alag hi maza hai dekhne me hi itni tasty lg ri h k zurur banegi ab ye mere ghr me😊 ammi ye riyaz bro k ly ek bat h k mere ghr seam k beej qeema banta hai or seam k beej sardi me ate hain ap plz wo apne tareqe se bana k batayye na plz sabziyan sach me bht healthful hoti hai riyaz bro ap chiken motton lover ho bt acha lgta h k sabzi bi khush ho kr khare ho ammi aj ap 1 no lg ri thi masha allah or riyaz bro ap bi black me 👌vry vry nice both of u and recipe allah apko bht ziyada or kamyan ata farmae ameen.🤲
I always have a loud smile on my face while watching the whole video... Both son and mother duo are happy and lively. N i like aunty as i am also from Aurangabad
Asallam Allaikum Aunty and Riyaz Bhai Mashallah maine Mumtaz aunty ke jaise same bnaya tha... mashallah bhut hi tasty bna tha.... shukriya aunty.....Or Alhamdulillah apke sare recipes ko mai follow krti hu or same waise hi bnane ki kosish krti hu
Hello aunti ji mai first time apki recipe watch kar rahi hu . Ap ka sabji banane ka method sabse alag hai , it looks yummy and delicious. Thank you for this recipe 😄😀😃
I tried this recipe and it came out to be so so good, so tasty mashaallah. Ammi sach m, apke recipes pe mujhe pura confidence h ki they're always lovely. I forgot to add adrak lehsun ka paste, but mene kata hua lehsun dala aur mene shengdana ka chilka nhi alag kiya usko aise hi chilke k saath last m kuta hua shengdana daal diya. Mashallah bohot acchi beans ki sabzi bani thi, meri ammi ko b pasand ayi. Merko beans bohot boring sabzi lagti thi magar is recipe pe baad nhi.. Beans ki ye recipe toh bohot hi accha h.
Asalaam walekum Aunty ji Ek baat hame bhooth aachi lagi ap dono ki baaton se abi interest aata hai video dekne ka ap jo dish bi bana te ho na sab aacha rehete hain hum to apki har dish bi bante hain ek baat bolu to hum ko to pakana nahi ata ap ke sath hum ne bhooth kuch pakana sikle hain tq Aunty ji aur reyaz bhai ko bi bhooth tq 👌🏻👌🏻👍🏻🌷❤️
Mashallah aunty aap bahot achcha laziz khana banate ho aap ka tarika dekh k dil bolta hi h is recipe ko banao or aap ka video dekhte dekhte bahot hasi Khushi se kaam kar ne dil bolta h
Ingredients:
1) Green Beans (French beans) 250 gm
2) Potato 150gm
3) Onion 150gm
4) Garlic 7to8 pc
5) Tomato. 100 gm
6) Green Chilli. 3pc
7) Kadi Patta (Curry Leave) 8to10 leaves
8) Dhaniya (Coriander). 1bunch
9) Mutton Masala Powder ...Half tspn
10) Garam Masala Powder ....Half tspn
11) Ginger Garlic paste. Half tspn
12) Penut. 50Gm
13) Jeera. Half tspn
14) Rai (Kali Rai). Half tspn
15) Haldi Half tspn
16) jeera powder ...half tspn
17) Red Chilli Powder ...Half tspn
18) Dhaniya powder 1 tspn
19) Kashmiri Lal mirch Powder ..half tspn
20) oil.....100gm
Mater chilky smait hd hogi anti matro ma sundia b hoti Hai galy b hoty Hai bhair sy pta nahi chalta kholny sy PTA chalta Hai ap NY aisy he pka deay
thanks
Mere sasural me mai aise h banati hu Masha Allah bht pasand karte h ab sasural Wale baji khana phele to banate h nai the yaha ❤️ thanks riyaz for ingredients
Finally you have strated bht time se apko bole the insta pe bhi msg ki thi ❤️
Ammi shandar 1 nub ❤️👍🙏
1 no bhaji banai hain aapne masha Allah. Ye bhi bataona na ki aap Patli kaise hogai hain aap pls batao :-)
Mashallah..mai aaj kal saari sabjiya aapka channal dekhkar banati hu ..bahot bahot shukriya
Masa Allah ammi ka to jawab nhi maine aj banayi seme ase hi Allhumdolillah Bahot yummy bani thanks for sharing this
Assalamualaikum aunty khairiyat ye sabji hai na sach me bahut bahut acchi bani hai aap ka bahut bahut shukriya aunty aur bhaiya ..❤❤❤❤ thanks to street food zaika 😊
Riyaz Bhai bhot achhe hai unki baate bhot pyari lagti hai
Aunty kitni sweet hai😍, verry positive smile. Recipe yummy ☺
Masha Allah
Zabardast blogs
Baji
Maray bhi banayo gi
Different sabzi banaya
From USA
बहोत ही बढिया रेसिपी ..आप के सब व्हीडिओ और रेसिपीस बहोत अच्छे लगते है ..😊 अम्मी जी बहोत हि प्यारी है ..👌🏻👌🏻
Wow bahut hi shaandar beans ki sabji banana bataya hai aapne ma'am ,bahut accha bhi laga aur seekh bhi liya ,thanks
Fantastic recipe aunty…. Too good…. Peanuts gave a completely different taster…. Super … god bless you
Assalamoalaikum buhat tasty recipe lag rahi hai, try zaroor karungi in shaa Allah. Ammi ke kapron aur lace ka dupatta bhi buhat piyare lag rahe hain Maasha Allah
Maa beta ki jodi Allah salamathe rakha Aameen 💐
Masaallha bohat hi badiya banta he me bhi try ki 😋😋😋
Aaj banaya aur bohot hi tasty bani hai. Shukriya is recipe ko share karne ke liye
aunty i love you apko dekh k dil dimag khush ho jata hae , or recepe lajwab h masallah, allah apko khush rkhe
Mujhe aapki video bohat pasand ati hai lekin ammi aur bete ki baate bohat achi lagti hai
Aare Baji Aapney Too Mere Trikese Bnaye Matlab Me Yasehi Bnate Hu Mashallah Badi Jabrdast Bnti hi Ye Sabji 😋😋😋😘😘😘👍👍👍
Salaam aunty.. I made this sabji. Bahot acchi bani. .. Mujhe bahot ache lagte aap k videos.. Aapka aur aapke bete k baatein mazedaar
Wow ammi sardi me to green sabzi khane ka alag hi maza hai dekhne me hi itni tasty lg ri h k zurur banegi ab ye mere ghr me😊 ammi ye riyaz bro k ly ek bat h k mere ghr seam k beej qeema banta hai or seam k beej sardi me ate hain ap plz wo apne tareqe se bana k batayye na plz sabziyan sach me bht healthful hoti hai riyaz bro ap chiken motton lover ho bt acha lgta h k sabzi bi khush ho kr khare ho ammi aj ap 1 no lg ri thi masha allah or riyaz bro ap bi black me 👌vry vry nice both of u and recipe allah apko bht ziyada or kamyan ata farmae ameen.🤲
Aslk mashaallah very nice 👍👌 tasty 😋 recipe eazy method
I always have a loud smile on my face while watching the whole video... Both son and mother duo are happy and lively. N i like aunty as i am also from Aurangabad
Han aur veg recepi bataya ...bihat tasty hoti hai mashallah 😍
Veg looking very tempting very nice Allah bless u
Mashallah khala aap bohot asaan wali recipe batate h jhinga pulao ki recipe dalo please ❤️❤️
Mashallah I will make green beans thanks for writing the ingredients aap ki ami bhot piyari hae her smile is so pretty Mashallah 🤩
Love your dishes Aap ka tarika pakena ekdum apne jaisa lagta hai like Indian Desi kitchen touch
To good zabardast ✌️✨👍✨👌✨👏✨
Mere Bhai Ki favourite Hai yah dish👍🤗🤗🤗
mujhe buhet achi lagi sabzi insha Allah men zaroor banaongi bache shoq se khaenge KUSH raho
👍🏻
Plz share more basic traditional recipies.
Qeema methi ki bhaji
Drumstick ka salan
Baghare baingan
Arvi ka salan
Etc.
bahut hi nice recipe🙏👍
Aunti Mashallah kitna badiya recipe
Anty aap ki recipes mujhe bohat achi lagti hain aur recipes se bhi ziyada aap achi lagti hain
Ap ka explain Karne ka treeka v bohat pyara hai , I love it 😁
Bohet Alaa aunty MA SHA ALLAH from Pakistan.
Mn apki har recipe banai bht tasty bani masallah apki recipe bht achi lagti
Assalamu alaikum mashaallah very nice 👌😋
Mashallh 🌹🌹🌹👌 Jazakllahu khairan unty
Yes mai banati hi apke jaisi sabzi.👍😋
All recipes always tasty
ماشاءاللہ بہت ہی عمدہ اگر مونگ پھلی نہ ھو تو
Shukriya anty😊 ye sabji ko new styl me bana k batane k liye thnks again both of u..
bahut badiya receipe aapney banakar dikaya hain. shukriya.
Mashallah bhut zabardast recipe he.i will definitely try this recipe 👍
Lagta he khushbo Pakistan tak a rahi he MashaAllah
Mashallah bahut acchi recipe 😋😊👍👍
thank you Riyaz bhai for the ingredients list. I will definitely try it. 👍👍👍
वाह👌👌 जरूर बनायेंगे.
Ma sha Allah 😍😍
Hum bhi aise hi banaye.. 😍😍maza aati h aapke vlogs dekh k n muu me pani bhi atahau 😍😋😂
Thank you aunty ji. Kuch aise hi tiffin ke liye recipe batana and very much thanks for the ingredients list.
bohat baria dish bless your mom she is making decisions dishes and very clean bartans and she us neat and does clean work good
Aunty aap simple tarike se bohot acche se smjhate ho khana banana.. Inshaallah main aapke bharose Hi khana banana sikhungi
Asallam Allaikum Aunty and Riyaz Bhai
Mashallah maine Mumtaz aunty ke jaise same bnaya tha... mashallah bhut hi tasty bna tha.... shukriya aunty.....Or Alhamdulillah apke sare recipes ko mai follow krti hu or same waise hi bnane ki kosish krti hu
Amme me daily aapke videos dkh kar recipes try karthe ho
Lots of love from Maharashtra Nagpur
Hello aunti ji mai first time apki recipe watch kar rahi hu . Ap ka sabji banane ka method sabse alag hai , it looks yummy and delicious. Thank you for this recipe 😄😀😃
Yummy yummy nice resipy ammi jaan meri ami bilkul aiese hi banati hai
Assalamalaikum Aunty zaikedaar recipe 😋👍👌✌💗
Thank u riyaz bhai for the ingredients u have put in the description box
meri to bean or aalo bina paani daale gelti hi nahi or time.. bhi bohet leti hei aapki itni jeldi keise gelgaiee . please answer zaror dejiyega
Thank you. Bhai
Wow superb 👏 very delicious 😋
Very nice bahut acchi bani hai Greenpeace ki sabji Jaane aur main bhi aise hi Banti hun bhai Army Assalam Walekum🥗🥙🤪😜
I tried this recipe and it came out to be so so good, so tasty mashaallah. Ammi sach m, apke recipes pe mujhe pura confidence h ki they're always lovely.
I forgot to add adrak lehsun ka paste, but mene kata hua lehsun dala aur mene shengdana ka chilka nhi alag kiya usko aise hi chilke k saath last m kuta hua shengdana daal diya.
Mashallah bohot acchi beans ki sabzi bani thi, meri ammi ko b pasand ayi. Merko beans bohot boring sabzi lagti thi magar is recipe pe baad nhi.. Beans ki ye recipe toh bohot hi accha h.
Aunty aap mujhe bhut ache lgte ho Apka cooking style bhi bhut acha h
Asslamalykum kaise he ap mashalla se bohat he testy pakwan hote he my bhi apki tarah pakati hon apki nok jhok achi lagti he
Lovely recipe very easy
Plz aor vegetables banana batien
Mujhe different style ki pasand hy👍
Lovely family be happy😘
Allah bless you and your family
Assalam alaikum baji you are very joy video making I like it you very nice 👍 thanks you mashallah take care
Masha Allah bahut lajwab recipe bani h
Maa Masha ALLAH aaj bahut achee khilee khilee lug raheen..
Aunty bahot masta bhajji apne share ki aunty thank-you so much👍
Asslam walkum ammi amazing recipe lovely 😋😋👍 kiya hai apki ricip ko 😋 mashallah sukakriy ammi sera kar ny ky liye 🙏🙏
Mai alg method se banati thi lekin abse aanty ke method se banaugi bht mast sikhaye or aanty ye dress me bhot ache lagre h pyare pyare lgre
Bestam best bahot achchi banaye mai kabhi nahi khati thi ab ye to motton jaisa hi banaye
Very happy to see vegetarian dish ❤️
Made your gawar (cluster beans) recipe it turned out yummy thanks dear
My mother also cooks this vegetable same way, even cuts it the same way. She is 85 years.
👌👌👌👌👌👌👌👌🤝🤝🤝🤝🤝
आपको बेटा भी बहुत मायावी
Both of you are so lively and friendly as your dishes.
Naic ha khala 😜🙌👏🙏👍👌🌹🌹🌹🌹🌹
Mumtaz aapa! you looking beautiful 😍. Dupatta 👌👌,
Dress color bhi 👌👌
Hi auntie today I made French bean vegetable it was excellent thank you so much for your lovely recipe. God bless you all
abhi mere ghr me french bean hai main kal ye try krungi Insha ALLAH
and thank u Riyaz for recipe ingredients
Assalamualalikum.. Aaj jumma hai aur hamare ghar me Dal gosht bana hai... But ye bhaji dekh k toh muhh me Paani aagaya.... Waahhh
Main ne aaj bnai,bhut hi zyada achi bani👍
Wow too much yammy recipe God bless you and your family Ameen Suma Ameen Suma Ameen from Pakistan
Very nicely done. Beans vegetable looks very tasty.
Looks like very tasty will try 😋
Assalamualaikum Aunti
Bohot hi acchi sabji bani hai 👌
Nice . 😘😘😘😘😍😍
Ammi mai banati hu bahot sare recipes apke . My kids like it
Very nice maine bhi banakar dekhi.
Ammi' food is really the best. Feel nice watching the receipes.
MA Sha Allah bahot acchi sabji hai
Asalaam walekum Aunty ji
Ek baat hame bhooth aachi lagi ap dono ki baaton se abi interest aata hai video dekne ka ap jo dish bi bana te ho na sab aacha rehete hain hum to apki har dish bi bante hain ek baat bolu to hum ko to pakana nahi ata ap ke sath hum ne bhooth kuch pakana sikle hain tq Aunty ji aur reyaz bhai ko bi bhooth tq 👌🏻👌🏻👍🏻🌷❤️
Assalamualaikum mashalla my aapku fallow karti hoon realy love u aunty aap ka activity nice😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘
Maine aaj hi try kiya tha bhut tasty bana hai ...
Hm log lassan, zeera,Hari mirchi,or haldi ki bnate h ,but aapki recipe bhi bohott achi h.masha Allah.
Looks delicious, thank you. Or mujeh woh tumara kharai bohoth pasand hei.
UntyS smile dam cuteee nd recipe s always Masha allah.😊
Mojy.ap.ki.respi.bhot.achi.lgi
Mashallah aunty aap bahot achcha laziz khana banate ho aap ka tarika dekh k dil bolta hi h is recipe ko banao or aap ka video dekhte dekhte bahot hasi Khushi se kaam kar ne dil bolta h
You both are really True and Genuine.
Ammi you are just so adorable Mashaa'Allah!
Thanks for adding the ingredients.
Please make a special prawn dish 🙂 Thank you!
Nice recipe Thank you so much ajj Riyaz Bhai ka dil tut gaya sabji dekh ke 😔