Kya limp home aane par ekdam se limp home aata hai ? Aur vehicle chalane par kya dono batteries ekathi discharge hoti hai ? Ya fir pehle ek battery 0 hone ke baad dusri battery use honi shuru hoti hai ?
Mere pas vida v1 pro hai 26k chala liya hai 15 din se battery charging me issue hai dono battery kisi bhi tarike se charge kro 90% tk charge hoti hai charger full show karta hai service center pe dikhaya 2-3din check kiya unhone bola battery Cheng karni padegi new battery 45day bad ayegi etne din bad meri vida 30k chal jayegi mujhe dar hai phir pata nhi battery cheng karege ya nhi kya battry aane me etna samy lagta hai mai kya karu please help
Sir availability ke upar hai kisi service centre ke pass available hogi to wo usi time change kar denge nhi to wait karna padega , aap service centre ke manager se baat Karo ki jabtak battery aayegi tab tak 30000 chal chuki hogi , kyunki available nhi hai isme aapki koi galti nhi hai
I just booked the vehicle but I am worried about limp home I think only when battery se connecters lose hota then limp mode ata hai can I buy this scooter or not bro
Ji , limp home issue ab resolve ho rhe hai , baaki range aapke chalane ke tarike pe bhi depend karti hai , agar aap immediate accelerate doge to range Kam aayegi
@smartNIKHIL24 bhai app clear cache karke bhi dekh liya lekin fir bhi Sahi nahin ho rahi hai bluetooth ka naam to likha a raha hai lekin vah connect nahin ho raha hai usmein main click karta hun na Bluetooth ke name per cannot connect this device
Ather accha hai lekin costly kaafi hai , vida mujhe best lagta as per value for money , app mein abhi issues hai lekin overall vida mujhe best lagta hai
Finally u have covered a sensitive issue
Throttle issue is a main problem for limpo home after battery software update
Hello sir
Key ki range kitni rahti hai, Bina key ke kitna dur tak leja skte h vida ko?
Key on krte time chahiye hoti hai ek baar on ho gyi fir Bina key ke khi bhi lejaskte ho
Kya limp home aane par ekdam se limp home aata hai ?
Aur vehicle chalane par kya dono batteries ekathi discharge hoti hai ? Ya fir pehle ek battery 0 hone ke baad dusri battery use honi shuru hoti hai ?
Limp home ekdum se aajata hai , lekin ab ye issue resolve ho rha hai ,
Batteries dono ek saath discharge hoti hai
Long term review bro
Bhaiya new wala my vida app me remote immobilization hata diya hai please uspar video bnao
Mere pas vida v1 pro hai 26k chala liya hai 15 din se battery charging me issue hai dono battery kisi bhi tarike se charge kro 90% tk charge hoti hai charger full show karta hai service center pe dikhaya 2-3din check kiya unhone bola battery Cheng karni padegi new battery 45day bad ayegi etne din bad meri vida 30k chal jayegi mujhe dar hai phir pata nhi battery cheng karege ya nhi kya battry aane me etna samy lagta hai mai kya karu please help
Sir availability ke upar hai kisi service centre ke pass available hogi to wo usi time change kar denge nhi to wait karna padega , aap service centre ke manager se baat Karo ki jabtak battery aayegi tab tak 30000 chal chuki hogi , kyunki available nhi hai isme aapki koi galti nhi hai
I just booked the vehicle but I am worried about limp home I think only when battery se connecters lose hota then limp mode ata hai can I buy this scooter or not bro
Bro I bought a vida V1 plus before 1 month but I didn't get limp home issue because the issue is fixed by hero vida 4 months before
Mera limp home nahi aaya 3.5 k km chal chuki hai
Limp home ab resolve ho rha hai
@@rjjain4816 maine jabse li hai tabse 850km chala Chuka hu prr limp home nahi aaya
Bro m bhi 7000+ chala chuka hu mujhe koi issue nhi aaya
Vida app is not getting connected via bluetooth...I bought new in November
clear app cache and try again connecting from app to bluetooth
@smartNIKHIL24 done one all the process...Clear cache and data uninstall and reinstall but the issue is same...Not able to connect with bluetooth...
Many user ( I too ) facing this issue , can only wait for the update
3 month ho gaye par abhi tak limp home nahi aaya haa ye jarur hai ki ye 80 se 90 tak hi chalta hai es baar full charge par
Ji , limp home issue ab resolve ho rhe hai , baaki range aapke chalane ke tarike pe bhi depend karti hai , agar aap immediate accelerate doge to range Kam aayegi
Vida app Bluetooth connect problem You can't connect to this device How to fixed this help me 🙏🙏
Sir sbhi ko issue aa rha hai , wait for update
@@ankitgupta-dc9us clear app cache and try again connecting from app to bluetooth
clear app cache and try again connecting from app to bluetooth
@smartNIKHIL24 bhai app clear cache karke bhi dekh liya lekin fir bhi Sahi nahin ho rahi hai bluetooth ka naam to likha a raha hai lekin vah connect nahin ho raha hai usmein main click karta hun na Bluetooth ke name per cannot connect this device
Overall scooter kesa hai ather or tvs ke comparison me
Ather accha hai lekin costly kaafi hai , vida mujhe best lagta as per value for money , app mein abhi issues hai lekin overall vida mujhe best lagta hai
Overall Vida best he
Thanku bhai i booked white colour and its good
Bus limp home na ae 🤣@@ankitgupta-dc9us