Boycott them and unsubscribe the channel bcoz yeh log sunne wale nahi hai, yeh aise hi videos late rahenge inko bol bol kr thak gaye ki Siya ke Ram or Devon ke Dev Mahadev serial start karo
Isiliye kaha tha Ramayan dekho, Ram ji k Ayodhya lautne par Diwali celebrate ki gayi thi(popular belief). Iske alawa its a way of ancestor worship as well mentioned in Puranas.
@@atheist8890 dhantaras aur dhanwatari do alag chiz hain. Atheist hona achha hai but apna rituals ko bhi maan na k respect hai. Kisiko bound nehi kia jata hai sanatan dharm mein isko mano usko mano,jaise islaam mein zabardasti ye karo nehito gala katdenge
@@spt256Dhanvantari Trayodashi ko hi short mein DhanTeras kehte h😂 Bhai tu jaa aur shastra padh. Atheist hoke v meine padha toh h. Teri tarah hawa mein teer nahin chhod raha.
Diwali to satyug se hi manayi jaati h maine suna tha🤔 jab satyug me samudra manthan hua tha tab usme se jab devi lakshmi prakat hui usi k baad se diwali manayi jane lagi thi or is din lakshmi ji ki puja hone lagi thi fir baad me jab treta yug me Ram ji vanvaas se laute to is Khushi me ek cheez or add ho gyi jo hai diya jalana..dhanteras k din bhagwan dhanvantri prakat hue the samudra manthan se hi jinke haath me ek kalash h jisme aushadhi hoti h
Maa lakshmi samudra manthan se sarad purnima ke din prakat hui isiliye usdin kojagari lakshmi pujan hota he dipavali tretayug se hua he aur satyug vala ki maa lakhmi aur ganesh ji ki pooja ka vidhan tha diye vala baad me aya
Bhai Dhanteras ki kahani bahut lambi hai usmein yamdev aur unke dhuth ka acche vyakti ke prati bhav likha hai bahut sari baten. Is ladki ne kuchh nahin bataya Khali ek do baat bataiye. Purane purane kitabon mein Dhanteras ke real story aapko mil jayegi aap teenon bhai ko bahut bahut pyar 🙏❤❤❤🙏
Bhai, 1.Dipavali(Diwali) 5 day festival h in North India. The main Diwali is on Amavasya(which is celebrated for various reasons/stories). 2.Narak Chaturdashi(one day before amavasya) is celebrated as Chhoti Diwali is dedicated to Sri Krishna defeating a King Narakasur with his wife Satyabhama. 3.Dhanteras(Dhanvantari Trayodashi) falls one day before Chaturdashi which is dedicated to Dhanvantari, the chief deity of Ayurveda(traditional Indian medicine). Mostly we buy something auspicious (jewellery, utensils) in that day.
Ye log hamare bathon sun ne wala nahi hai bro. wo aise hee karthe rahenge hamko fools karthe rahenge . Just unsubscribe and don't watch their videos that's it.
Why you guys are reacting to Raaz channel. It runs fake narrative and stories. Many people are suggesting you good series and channels. Please read their comments.
Alee Bhai, 21 Notes Valmiki Ramayana series first episode. English: ua-cam.com/video/H5KS2lI-lrY/v-deo.htmlsi=lGb4L4Av6IHdGTU7 Hindi: ua-cam.com/video/vbYq9KNEp3Y/v-deo.htmlsi=8UQ0Yyu4glJ2uwyy Alee Bhai, pls iss series ko laayie, isse authentic nahin milega, aapko pasand v aayega aur audience ko v, no copyright strike..
Bro sabkuch mix krdia aapne ye saare alag alag din h. Sabse pehla din dhanteras jo 29 ko hai, uska agla din narak chaturdashi 30 ko h jise choti diwali bhi bolte h, fir agla din main diwali jab laxmi ji wapas swarg aayi thi plus usi din future me ram ji wapas aaye the ayodhya jo 31 ko h, Fir 1 November ko h govardhan pooja, Fir 2 November ko h bhai dooj jab Yamraj Yamuna se mile Ye dates 1-2 aage peeche hojati h kyuki hindu calendar moon and sun ke hisaab se chlta h to kuch log 1 Nov ko diwali manaenge or kuch 31 October ko apne apne hisaab se. Koi 2 ko dooj manayega koi 3 ko kyuki rotation aadhi bati h jese diwali ka muhrat h 31 ko Shaam 5 se 1 shaam 3 tak to log confuse hojate h ki kab manaye. But as diwali is all about night zyadatar log 31 ko diwali manayenge kuch 1 ko same bhai dooj bhi 3 ko manayenge
Ulta pulta batate hain Totally wrong information kyonki devta amar hain unhe bandhi bana sakte hain but maar nhi sakte or ye kah rhe maar diya or sath hi devi ka galat bta rhe Inhe padne ki zaroorat hai ki devta ne amrit piya hai phir mar kaise jayenge 😅kevel haar sakte hain
Alee Bhai, Upanishad Ganga series first episode. Hindi: ua-cam.com/video/TuiVHlYeiBg/v-deo.htmlsi=LkXCxPY_um9TjVso Alee Bhai, pls iss series ko laayie, Aapko bahut pasand aayegi, koyi nahin laaya aap pehle hoge.
भाई आज मैं आपको कई बार बताना चाहता हूं कि सनातन धर्म जो है उसमें इतनी त्यौहार क्यों मनाए जाते हैं देखिए 4000000 साल के बाद में यह सिस्टम रिटर्न हो जाता है फिर दोबारा नया सिस्टम आ जाता है तो सबसे पहले सतयुग आता है जो हम होली मनाते हैं वह सतयुग के टाइम से चलती आ रही इसका मतलब यह हुआ कि कम से कम यह 3500000 साल से चलती आ रही है और उसके बाद में आती है दिवाली जो भगवान श्री राम के नाम से मनाई जाती है जो त्रेता युग में भगवान श्री राम आए थे तो करीब करीब उनको भी 20 लाख साल से ज्यादा का टाइम हो चुका है और उसके बाद में भगवान श्री कृष्ण का जन्म मनाया जाता है तो उसको करीब करीब 5000 साल के आसपास हो चुके हैं तो कहने का मतलब यह है कि इन 4000000 साल के अंदर जो भी अच्छे काम हुए हैं उनको फिर मनाया जाता है तो यार इतने साल के अंदर तो हर रोज कोई तैयार तो बन ही जाता है इसलिए सनातन में सबसे ज्यादा व्रत और त्योहार रखे जाते हैं और हमारा जो इतिहास है वह शास्त्रों के मुताबिक अगर देखे तो एक अरब 97 करोड़ साल से भी पुराना है इतना तो हमारे पुराणों के अंदर वाकई डी में लिखा हुआ है कि कौन राजा कहां पर पैदा हुआ क्या उनके साथ घटना हुई सारी कुछ हिस्ट्री पुराने के अंदर लिखी हुई है तो जो इस्लाम के हिसाब से जो यह 1400 साल पहले की धरती बता रहे हैं ना अब हम तो भाई क्या कह सकते हैं इसके बारे में और इसीलिए ही तुम्हारे जो मौलवी है वह दूसरे धर्म से इस्लाम को काट के रखते हैं क्योंकि जो सच्चाई है वह दूसरों के साथ बैठने से पता लग जाती है की हकीकत क्या है तो फिर इस्लाम को कोई झूठ ना कह दे इसलिए वह दूसरों के पास ही नहीं बैठने देते हैं सच्चाई बड़ी अलग है भाई जय श्री राम जय हिंद
Alee Bhai, Meera Bai life by Swami Mukundananda. Hindi: ua-cam.com/video/MowGD2YJu4Y/v-deo.htmlfeature=shared Alee Bhai, pls isko laayie, Meera Bai ki authentic story by Swami ji.
Ram ji ne jab lanka (Shrilanka) m Ravan ko markar oosko jeet liya tha or apni wife ko wapis Ayodhya lekar aaye the...oonke Bharat wapis aane ki khushi m bhi Diwali celebrate karte hai..
han ye video lagbhag authentic hai but 1 mistake hai yamraj ki behen hai YAMUNA hai jo 1 river hai jisko vasudev ji ne bhagwan ko leke cross kiya thaa aapko yaad hoga
Dr. Vineet Aggarwal ki Ranveer allahbadia ki sath ek podcast hee...name : Shiv Shakti ki love story... uus full podcast per react kijiyee... Ap logo ko bohot kuch pata chale gaa
Adhura story.... dhanvantari ki katha samudra manthan se juda hai aur dipawali ke din hin Bhagwan Vishnu se Mata Lakshmi ne punha Vivah kiya tha.. yami nahin mata Yamuna ne apne bhai Yamraj ko aamantrit kiya tha aur Tilak lagakar mishthan bhojan karvaya tha...
Ye log hamare bathon sun ne wala nahi hai bros. wo aise hee karthe rahenge hamko fools karthe rahenge . Just unsubscribe and don't watch their videos that's it. If they don't give any respect to us why should we?
Reena Sachdev 🙏🙏 Originally dipawali bola jata hai Diwali to baad mein bola jaane Laga short form mein.. Diwali ke agale din Govardhan puja Hoti hai Vishwakarma Devi hota hai.. Bhai duj Diwali ke fifth day aata hai.. Tum teenon confused ho totally tumhen samajh mein nahin aaya abhi tak sahi se koi bhi baat..
Bhai radha krsna ka series dekh lo start kar lo wohi production hai swastik jo mahabharat ka hai wohi director hai sachhi kheta ho maza aayenga kyuki mai tho ho connected krishna ji se par tum log bhi hai
Aree kya samjhe ho aap log diwali to ram ji ke ayodhya lotne ke Khushi m manaya jata h pr ye jo baki sab story batae h wo diwali nhi h diwali ke pehle dhanteras or baad Bhai dooj or baki sab festival manaya jata h
I hate this channel ( raaz ) ye kai bar itni jyada galat information dete hai ...koi research nahi krte...or bolte ese hai jese inhone satyug se seedha abhi junm loya hai...inko kuch nahi pata hota..ye bus script parhte hai
ye vedio achi hai lekin aadhuri information ke sath.. 1. 16100 stree ka kya huya narkasur ke death ke baad..unka kya relation kaise bana Sri Krishna ke sath. 2. Jo dusre dharm ka hai ushe kya pata ki "yamraj" ki behen "yami" kaun hai..Yami koi ar nahi khud yamuna nadi hi hai jo Vrindavan mai hai..kaun batayega ye sab..sirf vedio banalo ar dusro ko confuse karo..
Upnishad ganga series ua-cam.com/play/PLm6DKuwwu5zru7Y0K55cpm2EF91JlEl0M.html&si=A6R8Mdcw-iNjd2xt Sanatan ko is series me sbse jyada acche se bataya gya hai ,is ko dekh loge to sb jaan jaoge .
Plzzzzz bring series on -
Siya ke Ram
Devon ke dev Mahadev
Mahakali
Boycott them and unsubscribe the channel bcoz yeh log sunne wale nahi hai, yeh aise hi videos late rahenge inko bol bol kr thak gaye ki Siya ke Ram or Devon ke Dev Mahadev serial start karo
Isiliye kaha tha Ramayan dekho, Ram ji k Ayodhya lautne par Diwali celebrate ki gayi thi(popular belief).
Iske alawa its a way of ancestor worship as well mentioned in Puranas.
Yes
And doosri baat devta amar hai bo nhi marte kevel bandi ban sakte hain
Raaz is very unauthentic channel. Plz aise channels se videos na laaye.
Kyun sachhai jaan se dar lagta hain. Apna hystory ko pehle jaano. Jo apne astitwa ko nehi jaanta oh kaisa insaan hey re
@@spt256sachhai aur RAAZ?😂
Sabhyata ko samajhne k liye, pramanik shastra padho. Yeh Yamraj aur Rajkumar waali bakwas kis pramanik Puran mein h? Koyi source bataya ya sirf 'trust me bro'?
@@spt256Dhanvantari Trayodashi as the name suggests is dedicated to Dhanvantari, chief deity of Ayurveda.
@@atheist8890 dhantaras aur dhanwatari do alag chiz hain. Atheist hona achha hai but apna rituals ko bhi maan na k respect hai. Kisiko bound nehi kia jata hai sanatan dharm mein isko mano usko mano,jaise islaam mein zabardasti ye karo nehito gala katdenge
@@spt256Dhanvantari Trayodashi ko hi short mein DhanTeras kehte h😂
Bhai tu jaa aur shastra padh. Atheist hoke v meine padha toh h. Teri tarah hawa mein teer nahin chhod raha.
Diwali to satyug se hi manayi jaati h maine suna tha🤔 jab satyug me samudra manthan hua tha tab usme se jab devi lakshmi prakat hui usi k baad se diwali manayi jane lagi thi or is din lakshmi ji ki puja hone lagi thi fir baad me jab treta yug me Ram ji vanvaas se laute to is Khushi me ek cheez or add ho gyi jo hai diya jalana..dhanteras k din bhagwan dhanvantri prakat hue the samudra manthan se hi jinke haath me ek kalash h jisme aushadhi hoti h
Maa lakshmi samudra manthan se sarad purnima ke din prakat hui isiliye usdin kojagari lakshmi pujan hota he dipavali tretayug se hua he aur satyug vala ki maa lakhmi aur ganesh ji ki pooja ka vidhan tha diye vala baad me aya
Bhai Dhanteras ki kahani bahut lambi hai usmein yamdev aur unke dhuth ka acche vyakti ke prati bhav likha hai bahut sari baten. Is ladki ne kuchh nahin bataya Khali ek do baat bataiye. Purane purane kitabon mein Dhanteras ke real story aapko mil jayegi aap teenon bhai ko bahut bahut pyar 🙏❤❤❤🙏
are bhai MAIN REASON BHAGWAN RAM KA HAI JAB woh lautein the 14 saal baad ayodhya....ye UNIVERSAL HAI sikhism ,jainism toh baad main aaye
Bhai,
1.Dipavali(Diwali) 5 day festival h in North India.
The main Diwali is on Amavasya(which is celebrated for various reasons/stories).
2.Narak Chaturdashi(one day before amavasya) is celebrated as Chhoti Diwali is dedicated to Sri Krishna defeating a King Narakasur with his wife Satyabhama.
3.Dhanteras(Dhanvantari Trayodashi) falls one day before Chaturdashi which is dedicated to Dhanvantari, the chief deity of Ayurveda(traditional Indian medicine). Mostly we buy something auspicious (jewellery, utensils) in that day.
Aapko link diya tha fir v aap aise videos laa rahe ho? 🙄
Ye log hamare bathon sun ne wala nahi hai bro. wo aise hee karthe rahenge hamko fools karthe rahenge . Just unsubscribe and don't watch their videos that's it.
@@LokeshKumar-em1cdSahi kaha, unsubscribe kro
Why you guys are reacting to Raaz channel. It runs fake narrative and stories. Many people are suggesting you good series and channels. Please read their comments.
Alee Bhai, 21 Notes Valmiki Ramayana series first episode.
English:
ua-cam.com/video/H5KS2lI-lrY/v-deo.htmlsi=lGb4L4Av6IHdGTU7
Hindi: ua-cam.com/video/vbYq9KNEp3Y/v-deo.htmlsi=8UQ0Yyu4glJ2uwyy
Alee Bhai, pls iss series ko laayie, isse authentic nahin milega, aapko pasand v aayega aur audience ko v, no copyright strike..
this is where Vishnu expanded through out the Universes and all earth and heaven. mentioned in Rig Veda
Raaz ek superb channel.👌👌💯💯🎁
Apko bhi bahot bahot Diwali ki shubhkamnaye bhaiyo 👍Jay shree Ram 🙏🙏🙏
Bro sabkuch mix krdia aapne ye saare alag alag din h.
Sabse pehla din dhanteras jo 29 ko hai,
uska agla din narak chaturdashi 30 ko h jise choti diwali bhi bolte h,
fir agla din main diwali jab laxmi ji wapas swarg aayi thi plus usi din future me ram ji wapas aaye the ayodhya jo 31 ko h,
Fir 1 November ko h govardhan pooja,
Fir 2 November ko h bhai dooj jab Yamraj Yamuna se mile
Ye dates 1-2 aage peeche hojati h kyuki hindu calendar moon and sun ke hisaab se chlta h to kuch log 1 Nov ko diwali manaenge or kuch 31 October ko apne apne hisaab se. Koi 2 ko dooj manayega koi 3 ko kyuki rotation aadhi bati h jese diwali ka muhrat h 31 ko Shaam 5 se 1 shaam 3 tak to log confuse hojate h ki kab manaye. But as diwali is all about night zyadatar log 31 ko diwali manayenge kuch 1 ko same bhai dooj bhi 3 ko manayenge
Happy diwali advance
Diwali me laxmi . Ganesh ki pooja hoti hoti .... Par diwali ke pahle ye sab hoti hai jise dhanterash ..
Raaz is very authentic channel...They do lot of research and potraying every regional unheard festivals😊.He also covered our local festival😊
Hamari Bengal mein Diwali hota hai Kali puja ke liye 🇮🇳🚩🚩👍🚩🇮🇳🇮🇳🇮🇳🚩👍👍
Waose diwali aaj nhi h
Ham Bangladesh ki hai Hyderabad mein rahti hun Bangladesh mein Mata Kali ki Puja Hoti hai Diwali ka din ❤❤❤
Yes , main reasion is shri Ram came to ayodhya, but at the same time diffrent state we all celebrate all the five reasons, all over india.. 18:01
Raaz ki bate sahi hai jo bataya sahi hai ham sanatani share Ram ke Ayodhya aane se manaya jata hai 5 din alag tarike se 🙏
Next reaction❤ Siyà ke Ram❤ please
Ulta pulta batate hain
Totally wrong information kyonki devta amar hain unhe bandhi bana sakte hain but maar nhi sakte or ye kah rhe maar diya or sath hi devi ka galat bta rhe
Inhe padne ki zaroorat hai ki devta ne amrit piya hai phir mar kaise jayenge 😅kevel haar sakte hain
Arre wo diwali nhi diwali k sath diwali ke do dinn pehle aur do dinn baad wale festival bhi bataye hain😀
Wajah chahe jo bhi ho lekin sabhi k gharo me Lakshmi ganesh ji puja hoti hi h diwali pr
Nauratri diwali dashahra . Holi rakshbandhan . Chhat . Bhai dooj . Teej. Karwachouth .
Siya ke ram and Devon ke dev mahadev dekho
Diwali to Prabhu Shri Ram ji ke Aagman ki khushi me celebrate ki jati hai, Aur Baaki festival bhi celebrate kiye jate hain unka alag alag day hai
Dipawali kyon manaya jata hai.... Aniruddha Aacharya Maharaj Ji se sune.. uspe react kare❤❤❤
Jai Shree Krishna
Alee Bhai, Upanishad Ganga series first episode.
Hindi: ua-cam.com/video/TuiVHlYeiBg/v-deo.htmlsi=LkXCxPY_um9TjVso
Alee Bhai, pls iss series ko laayie, Aapko bahut pasand aayegi, koyi nahin laaya aap pehle hoge.
Thanks.....🎉🙏🪔🪔🪔🪔🪔
भाई आज मैं आपको कई बार बताना चाहता हूं कि सनातन धर्म जो है उसमें इतनी त्यौहार क्यों मनाए जाते हैं देखिए 4000000 साल के बाद में यह सिस्टम रिटर्न हो जाता है फिर दोबारा नया सिस्टम आ जाता है तो सबसे पहले सतयुग आता है जो हम होली मनाते हैं वह सतयुग के टाइम से चलती आ रही इसका मतलब यह हुआ कि कम से कम यह 3500000 साल से चलती आ रही है और उसके बाद में आती है दिवाली जो भगवान श्री राम के नाम से मनाई जाती है जो त्रेता युग में भगवान श्री राम आए थे तो करीब करीब उनको भी 20 लाख साल से ज्यादा का टाइम हो चुका है और उसके बाद में भगवान श्री कृष्ण का जन्म मनाया जाता है तो उसको करीब करीब 5000 साल के आसपास हो चुके हैं तो कहने का मतलब यह है कि इन 4000000 साल के अंदर जो भी अच्छे काम हुए हैं उनको फिर मनाया जाता है तो यार इतने साल के अंदर तो हर रोज कोई तैयार तो बन ही जाता है इसलिए सनातन में सबसे ज्यादा व्रत और त्योहार रखे जाते हैं और हमारा जो इतिहास है वह शास्त्रों के मुताबिक अगर देखे तो एक अरब 97 करोड़ साल से भी पुराना है इतना तो हमारे पुराणों के अंदर वाकई डी में लिखा हुआ है कि कौन राजा कहां पर पैदा हुआ क्या उनके साथ घटना हुई सारी कुछ हिस्ट्री पुराने के अंदर लिखी हुई है तो जो इस्लाम के हिसाब से जो यह 1400 साल पहले की धरती बता रहे हैं ना अब हम तो भाई क्या कह सकते हैं इसके बारे में और इसीलिए ही तुम्हारे जो मौलवी है वह दूसरे धर्म से इस्लाम को काट के रखते हैं क्योंकि जो सच्चाई है वह दूसरों के साथ बैठने से पता लग जाती है की हकीकत क्या है तो फिर इस्लाम को कोई झूठ ना कह दे इसलिए वह दूसरों के पास ही नहीं बैठने देते हैं सच्चाई बड़ी अलग है भाई जय श्री राम जय हिंद
Sakleen Samir Ali
Sabhi ka Dhanyawad
Happy diwali
Aap log sanatan samaj ahe hai wahi khushyo ka tyohar hai
Dhanyawad
Alee Bhai, Meera Bai life by Swami Mukundananda.
Hindi: ua-cam.com/video/MowGD2YJu4Y/v-deo.htmlfeature=shared
Alee Bhai, pls isko laayie, Meera Bai ki authentic story by Swami ji.
Dhantri god is din samundar manthan se sinkle the sath me devi laxmi is liye dhantarsh bana te ha gold laxmi ke liye khird te ha
Jay shri krishna
Aap sab ko bhi happy diwali 🎇🪔
diwali hi manate hai sab
The mystery of chakravyuh lao...the young podcast ka
Ram ji ke ayodhya bapas aane pr sabse pahle diwali manayi gyi thi but usse pahle bhi diye jalte the but itna nhi tha
Ram ji ne jab lanka (Shrilanka) m Ravan ko markar oosko jeet liya tha or apni wife ko wapis Ayodhya lekar aaye the...oonke Bharat wapis aane ki khushi m bhi Diwali celebrate karte hai..
Nahin aap galat ho ho sakta hai Ramayan ke liye banata hai Bengali mein Diwali ki bhi banata hai Kali puja ke liye 🇮🇳🇮🇳🚩👍🚩🇮🇳🇮🇳🇮🇳🚩👍
The Ranveer Show TRS ke Full episodes dekna chahiye
Bharat ke har Hospital Bhagwan Dhanvantari ki subah subah puja hoti hai aur kaam ka aagaaz karte hain.
Main dewali festival sirf bhgwan ram.jee kee bajeh Sai hee mante hai
Nice video but aap Ramanand Sagar ki shree Krishna serial par reaction start Karo.
Aap mere se bat kar ke pooch lo dvali holi keshe manate he
Hamare odisha me....14purus yani pichhle chouda purbaj ko pind dan...arrr abahan karte hne.... jisko odia me...badabadia daka.. kahete hne
han ye video lagbhag authentic hai but 1 mistake hai yamraj ki behen hai YAMUNA hai jo 1 river hai jisko vasudev ji ne bhagwan ko leke cross kiya thaa aapko yaad hoga
Yamuna ji ko yami bhi kahte hai
RANA JI DASHAVTAR ANIMATED MOVIE PLEASE
Lve Kush video Ramayan video layiye
Bhai dipawali asal name hai . iska short diwali hota hai. Shri Ram ke wapas ayodhya aane par hi manaya jata hai .baaki next din me manate hai.🎉🎉🎉
Dr. Vineet Aggarwal ki Ranveer allahbadia ki sath ek podcast hee...name : Shiv Shakti ki love story... uus full podcast per react kijiyee... Ap logo ko bohot kuch pata chale gaa
Main Ram ji vali h diwali
Laxmipuja k bare me to kuchh batayahi nhi
Adhura story.... dhanvantari ki katha samudra manthan se juda hai aur dipawali ke din hin Bhagwan Vishnu se Mata Lakshmi ne punha Vivah kiya tha.. yami nahin mata Yamuna ne apne bhai Yamraj ko aamantrit kiya tha aur Tilak lagakar mishthan bhojan karvaya tha...
Please react on dashavatar animated movie 😊😊
Nepal ke dipawali ko reaction karona vaijan
Watch Vishnu Puran by BR Chopra to understand the 10 Avatars of God Vishnu
Ye log hamare bathon sun ne wala nahi hai bros. wo aise hee karthe rahenge hamko fools karthe rahenge . Just unsubscribe and don't watch their videos that's it.
If they don't give any respect to us why should we?
Mai bhi Hindu hun par ye baat galat lag rahi hai mera matlab aadhi adhuri
Guys seriously 🙄 what the hell are you doing
Reena Sachdev 🙏🙏
Originally dipawali bola jata hai Diwali to baad mein bola jaane Laga short form mein..
Diwali ke agale din Govardhan puja Hoti hai Vishwakarma Devi hota hai..
Bhai duj Diwali ke fifth day aata hai..
Tum teenon confused ho totally tumhen samajh mein nahin aaya abhi tak sahi se koi bhi baat..
😂yami nahi yamuna ye kuch bhi bta rahe hai krishn ki ptni
Bhai radha krsna ka series dekh lo start kar lo wohi production hai swastik jo mahabharat ka hai wohi director hai sachhi kheta ho maza aayenga kyuki mai tho ho connected krishna ji se par tum log bhi hai
Devon ke Dev Mahadev par reaction dijiye log kab se bol rahe Hain log
Mahakali series dekho
Deewali samundra manthan se judi hai thodi or research kar lijiye
Aree kya samjhe ho aap log diwali to ram ji ke ayodhya lotne ke Khushi m manaya jata h pr ye jo baki sab story batae h wo diwali nhi h diwali ke pehle dhanteras or baad Bhai dooj or baki sab festival manaya jata h
I hate this channel ( raaz ) ye kai bar itni jyada galat information dete hai ...koi research nahi krte...or bolte ese hai jese inhone satyug se seedha abhi junm loya hai...inko kuch nahi pata hota..ye bus script parhte hai
ye vedio achi hai lekin aadhuri information ke sath..
1. 16100 stree ka kya huya narkasur ke death ke baad..unka kya relation kaise bana Sri Krishna ke sath.
2. Jo dusre dharm ka hai ushe kya pata ki "yamraj" ki behen "yami" kaun hai..Yami koi ar nahi khud yamuna nadi hi hai jo Vrindavan mai hai..kaun batayega ye sab..sirf vedio banalo ar dusro ko confuse karo..
Kahani kuch bhi ho sub log deep. Hi jalate hai
Lot of wrong information here. Stop watching this channel.
Ghatiya Aur fake story hai pata nahi ye kaun sa nasha karte hai
Sav galt bTaya he
Mai hindu hu maine ye kahani pehli bar suni hai kuch bhi😂😂😂😂
Diwali kewal bhagwan shree ram ji k liye manaya jata hai...... Aur kisi k liye nahi
Upnishad ganga series ua-cam.com/play/PLm6DKuwwu5zru7Y0K55cpm2EF91JlEl0M.html&si=A6R8Mdcw-iNjd2xt
Sanatan ko is series me sbse jyada acche se bataya gya hai ,is ko dekh loge to sb jaan jaoge .
Plzzzz bring series on -
Siya ke Ram
Devon ke Dev Mahadev
Mahakali