In India 95% men wear Ready-made clothes only 5% people go to tailor shops for stitching clothes although I had my SALWAAR KAMEEZ stitched last month and paid Rs 300 to the tailor in Noida city .
India has : 1. Largest cotton production in the world 2. Favorable government economic, taxation and business policies + subsidies for businessmen 3. Cheap labor due to surplus manpower 4. One of the largest production of electronics, cellulars, shoes, spices, tea, rice, wheat (atta) etc. These ECONOMIC FACTORS help Indian customers get the best prices which other countries can't provide.
دنیاں کی سب سے اچھی مارکٹ گاندھی نگر ہے میں سبھی کپڑے گاندھی نگر سے ہی خریدتا ہوں میرے گھر سے سیدھی میٹرو گاندھی نگر مارکٹ تک آتی ہے اللہ حافظ جے ہند राम राम जय हिन्द 🇮🇳🇮🇳
Pune me alag alag prise he silai ki jese ki city me 250 he or gaav me 80 rupye he shirt pant ki ye fark he yeha to baki States me pata nahi satara me to 120 rupaye he shirt pant ki silai he
Sar actually Mein yah sab kam machine per hota hai yahan kam machine Karti Hai button bhi machine Lagati Hai Aur Silai bhi machine Karti Hai labour Nahin lagti hai aadami ka kam sirf machine check karna hota hai vah machine ke upar Khade hote hain aadami bus Dhaka To Nahin Tuta yah dekhna hota hai aadami ne
Bhai ye log sell quantity main dete h isliye agar 1shirt pat 1 ₹ margin bhi rkhe to 2 lakh shirt ki sell pr profit 2 lakh. Or bhai ye ek ek piece shop or baith kr nhi bechte I ka sell all India hota h or export bhi
Yah wholesale market wholesale market Mein yahi rate hota hai detail Mein uska double ho jata hai.. Bharat Mein har category Ke logon ke liye kapda milta Hai 50 rupaye ki short bhi mil jayegi 100 rupaye ki Saree bhi mil jayegi 60 ki saree Mein mil jayegi sar per ki shirt bhi mil jayegi.. Garib lower middle class middle class har category Ke logon ke liye kapda available rahata hai Bharat Mein kisi Ko kisi chij Ki Kami nahin rahti hai kapda Sab Ke liye Hi acche se achcha.. Bharat ka comparison kahin se bhi nahin Banta kyunki Pakistan lutero ka Desh Hai.. Pakistan mein har koi ek dusre ko lootane ke liye taiyar hai.. Aur lootane Ke liye iman jajba sabse jyada hai pakistaniyon mein 😀😀
Moassam silayi ke liye jhuk ke bhi payment karta hai isliye 500rs me hi kam chal jata hai agar india jhuk ke payment doge to dukandar ulte 500 tumhe dega 🌚😂
@@arjaan1625 uper se bol rha ek hi set lene mat aana, wo timepass hota h. Matlab arrogance itna aur fir bhi chuna hi lga rha h, kyunki achhi wali shirt to 110 se start ho rhi h.
Bhai ji silai karke pehna india me bhi mehanga hai , minimum shirt silai 300 hai kam se kam , ready made short acchi short 300 se mil jata hai retail me ,ye jo video me dekha rha hai whole sale ka rate hai whole sale me bulk me banata hai , ek bar me hazaro pis kattta hai ,isliye costing kam padti haiv
10 rs m nahi hoti h.. thoda fake bhi banate h... Or hogi bhi to.. bekar cotton hoga... Mene khud kapdo ka karobaar kiya h.. .. first wash m bekar... Is liy thoda aachi quality chahiye to thoda 100+ rs lagya per piece to khuch thik hoga.. itna saste bekar hi hota h
Apke rate sun kar to mei behosh ho raha hun, aap logo ki salary fir 3-3.5 lakh rupay to hogi na. . .vaise ab mujhe vedio dekhne me maja nhi aata, jitna ki apki baaton ko sunna achha lagta hai.
Tariq bhai you will never believe me but i am telling you the truth last year on my brother daughter wedding i wear pathani kurta payjama cost me 800 rupees
Bhai yeh kya video Bana rahe ho tariqbhai Bhai kuch logical ya current affairs pe bano yeh kya pagalpan hai khallivalli kare shirt and pant Really disappointed
India me bacche ab shirt nahi pehante vo sab t shirt pahante Isliye customer ko attract karne ke liye baccho ki shirt sasti batai kyuki vo sale hi nahi hogi to kaun lega chahe 10 ki hi kyu n ho
Ledger se cutting hota hai.stretching bhi robot se hota hai.
In India 95% men wear Ready-made clothes only 5% people go to tailor shops for stitching clothes although I had my SALWAAR KAMEEZ stitched last month and paid Rs 300 to the tailor in Noida city .
Kasam se..... Video ke baad aap logo ki conversation,,ladai dekhne bahut mza aaya🤣
Ye to najar laga ke chodenge 😅😃
Made in India power 🦁
500 rupaye my best jeans t shirt aata hai best quality ka
Ha bhai 😁😂😅🤣
India has :
1. Largest cotton production in the world
2. Favorable government economic, taxation and business policies + subsidies for businessmen
3. Cheap labor due to surplus manpower
4. One of the largest production of electronics, cellulars, shoes, spices, tea, rice, wheat (atta) etc.
These ECONOMIC FACTORS help Indian customers get the best prices which other countries can't provide.
Ao Bhai india mai aapko india gumaunga
Kaisa laga india 🇮🇳 shock number 2😅😅😅😅😅😅
دنیاں کی سب سے اچھی مارکٹ گاندھی نگر ہے میں سبھی کپڑے گاندھی نگر سے ہی خریدتا ہوں میرے گھر سے سیدھی میٹرو گاندھی نگر مارکٹ تک آتی ہے اللہ حافظ جے ہند राम राम जय हिन्द 🇮🇳🇮🇳
Pune me alag alag prise he silai ki jese ki city me 250 he or gaav me 80 rupye he shirt pant ki ye fark he yeha to baki States me pata nahi satara me to 120 rupaye he shirt pant ki silai he
Wah wah itna sasta bhi nhi h india...
Panipat hmare yha aise hi milta hai
Muje kabhi kabhi lagta h.. y chasme wala Banda ji reaction deta h.. thoda.. mind se dhila h.. kai episodes m iski soch.. ajeeb hi h...🙈🙊🙉😀🤣
Silai gaon mein Rs 170 aur Delhi mein 350 se start jho jati hai.. baki design pe depend karta hai...
Indian punjab , ludhiayna main ghanta ghar me aa jao jitna marji sasta kapda lai jao Pakistan
Ghaziabad me 250 rupay me salwar kameez silti hn jaisi aap log pehente ho. Hum iss dress ko Pathani Suit bolte hn
Mai jb Bangalore me study krta tha 2010 me us time shivaji Nagar market me mane b dekha tha but vahan pr 10 shirt milta tha 100 rupees mein..
Yaar ismein koi badi baat nahin Hyderabad maybe aise bahut sare wholesale price mein milte hai 🤪 Mera 6 mahinon ka kapdon ka sirf 10000 budget banta hai .... Sach mein yaar aapke reaction dekhkar maje a jata hai ekadam garibon wale reaction dete ho app 🤣🤣 Pakistan mein itni garibi hai mujhe nahin pata tha
Bhai india me jo chote karkhana lagate he unko Indian Government subsidy deti he
Bhai Indian street food pe bhi reaction do 🔥
Robotics machine se bante hai bhai
10 rs me ek nahi hai pura set lena padega bhai ye bhi to dekho.
Aur quality bahot hi kharab lag rhi h, bilkul patla h. 2 baar use karne se transparent ho jaayega.
Thats wholesale price for retail shop 10*72=720 rs
Shop will sell each piece for 100rs
72*100=7200rs
Gujrat me surat me sadiya versity me bhot sasti milti hai.Ahemdabad me bhi nan woman children ke sare wears bhot saste miljate hai.
Sar actually Mein yah sab kam machine per hota hai yahan kam machine Karti Hai button bhi machine Lagati Hai Aur Silai bhi machine Karti Hai labour Nahin lagti hai aadami ka kam sirf machine check karna hota hai vah machine ke upar Khade hote hain aadami bus Dhaka To Nahin Tuta yah dekhna hota hai aadami ne
True 😅😁 china bhi esw hi bulk me production karta hai scale of production
Up mai Shirt aur Pants dono ka Silai 500 hii
Nhi bhai yaha rajsthan jaipur me 250 ua 300 last hh
Mujhe lagta hai mai bhi apni pharmaceuticals industry ka bhi video bana ke send Karu ye rate sun ke rone lagege 😂
Ha ha 😁😂😅🤣
Bulk mei Banta hai toh jada profit hota hai . UA-cam mei Delhi manufacturing ka video available hai dekh lo
6 pair socks 50 rs. Me milti hai.
Videshi old fashion kya Mal hai jinki container ki boli lagti Gujarat mein sasta padta hai
Bhai ye log sell quantity main dete h isliye agar 1shirt pat 1 ₹ margin bhi rkhe to 2 lakh shirt ki sell pr profit 2 lakh. Or bhai ye ek ek piece shop or baith kr nhi bechte I ka sell all India hota h or export bhi
Tarek bhi ya bazar mana bhi dakha ha sab such h..
Abe lari me 5tshirt 50 rupe ke milte he.. salo ye normal he ye 🤣🤣
Bhaijan yeah sab apko darjjano mai karidna paregha to pice mai 10rs mai paadega or ap dukan Mai 200 250 mai bechoge
I buyed US polo T shirt for ₹350 only
गांधी बाजार फैक्टरी हैं 300,400 भाई और होलसेल हैं
Ab yousuf bhai se video start karao tarikk bhai
Bhai koi nhi krwata silai 😂😂😂sab bna bna aata h
Yah wholesale market wholesale market Mein yahi rate hota hai detail Mein uska double ho jata hai..
Bharat Mein har category Ke logon ke liye kapda milta Hai 50 rupaye ki short bhi mil jayegi 100 rupaye ki Saree bhi mil jayegi 60 ki saree Mein mil jayegi sar per ki shirt bhi mil jayegi..
Garib lower middle class middle class har category Ke logon ke liye kapda available rahata hai Bharat Mein kisi Ko kisi chij Ki Kami nahin rahti hai kapda Sab Ke liye Hi acche se achcha..
Bharat ka comparison kahin se bhi nahin Banta kyunki Pakistan lutero ka Desh Hai.. Pakistan mein har koi ek dusre ko lootane ke liye taiyar hai.. Aur lootane Ke liye iman jajba sabse jyada hai pakistaniyon mein 😀😀
15 August Mubarak ho.
Bai react kro bir Khalsa agt all stars 2023
Maximam works done by machine/robat .
Moassam silayi ke liye jhuk ke bhi payment karta hai isliye 500rs me hi kam chal jata hai agar india jhuk ke payment doge to dukandar ulte 500 tumhe dega 🌚😂
Selai cutting sob automatically robot krta he, ek mint me 100 pic bante he 😂😂😂
Labour nahin lagta computer mein production hota hai aur bakta hai malvi silai hota hai computer
Bhai shrak tank india pr rection do
Tarak bhai kurta pajama ki Silai 300 se 500 rupay tak hai
Continue dekhta hun video dekhta video Delhi kyon Aisa mere Ko nahin maloom. Koi pada Mela mein kuchh hai. Pahle wala aadami kahan chala gaya.
Apne gaon ka video banao
Tiruppur baby shorts 3rs start
Top 8rs start men top 42rs start
Girls top 45rs start
Used rehta hai. Lena nahi. Yeh bartan deke le jaate hai kapde den yaha bech te hai.
Used nahi rehta hai bhai bas set pura lena padta hai fir kuchh aapka bike ya bache us se mtlb nahi hota. Meri khud ki shop hai kapde ki
@@arjaan1625 uper se bol rha ek hi set lene mat aana, wo timepass hota h. Matlab arrogance itna aur fir bhi chuna hi lga rha h, kyunki achhi wali shirt to 110 se start ho rhi h.
😂🤦Bhai market mein wholesale mein sab size leni padti hai! Set khareedne padta hai Bhai..and actually inke shirt toh achee showroom se achee hote hai😂👌 experience hua hai!
Bhai.500.me.paint.sart.dono.aati.hai
Arey purana maal hoga tabhi 10 se 30 tak ki bech raha hoga lekin delhi open market me 80 se 100 ke mil jate hai 😌
Kahin per Ho chala Gaya kya Ho yah naya naya deuda me hai purana wala kahan gaya
Bro Raja Hisariya ke Mumtaj Gaane Per React Karo.....!! Aapko Bohat Pasand aaega definitely
Bhai ji silai karke pehna india me bhi mehanga hai , minimum shirt silai 300 hai kam se kam , ready made short acchi short 300 se mil jata hai retail me ,ye jo video me dekha rha hai whole sale ka rate hai whole sale me bulk me banata hai , ek bar me hazaro pis kattta hai ,isliye costing kam padti haiv
Tarak bhai yeah sirt shop main 200 rs ka milta h
Tariq bhai tum aagar bharat me aayoge aagar mauka mile to aagar mharstra me aaye to tumhe mai mere gav jarur leke jaunga
Pura pack Lena padega
Bhai.500.me.3.jens.pait.aati.hai.jai.bhart
Wo manufacturing karte hai warehouse mein rakhte hai warehouse se hi dikha Rahe Thai
Indian government electricity ta bhot discount dendi ahh ta krka cheepest ahh
Yeha top shirt indian company ki market mai 250 mai achi quality mai mil jaati hai
Kurta pajama silai 250 RS india
500 ka two shirts in bazar kolkata
Are yar ...pahla indian ruppes ko pak ruppes ma convert to karo
Jeans ke liye Delhi tank road ki video lo
10 rs m nahi hoti h.. thoda fake bhi banate h... Or hogi bhi to.. bekar cotton hoga... Mene khud kapdo ka karobaar kiya h.. .. first wash m bekar... Is liy thoda aachi quality chahiye to thoda 100+ rs lagya per piece to khuch thik hoga.. itna saste bekar hi hota h
Tusi sasta kah kah ke manga krava ke mano ge
Gandi Nagar Market Wholesale Market hai ye wholesale price tha 10 Rupees or minimum order 10 thousand ka order dena padta hai
60to100rs. Ki jeans aati h gandhi nager m hamari dukanse le lo
Bhai brand ka name hota hai actual value same hi hoti hai
Tum log ladte kyu ho.. Bhai Pakistan pe v milega low price... Textile industry hai itna bada . .. Jake toh dekho
Apke rate sun kar to mei behosh ho raha hun, aap logo ki salary fir 3-3.5 lakh rupay to hogi na.
.
.vaise ab mujhe vedio dekhne me maja nhi aata, jitna ki apki baaton ko sunna achha lagta hai.
Aaaaaaaaaaaa
Jiska video banaye wo Asia ki garments ki sabse badi wholesale market h
Nalki in india 1rs =1
पेंट सरट 350 मे दरजी शीता
Nice reaction
999 rs main 3 Jeans milta h
Bhai yeh bhut jayada quantity mein banate hai isliye cost kam ho jati hai ....
Sasta isliye hota he ,
Kyuki Jada quantity me produce hota he.
Yes jese china me hota hai wese hi india me
Kapde ka koi fix rate nhi hota jitna leleo cosmor se
Allah ksm teeno bde manhoos lgte ho 😂
Retailers 200/- Rs me bekta he
Hukku nahin dusra. Dusra
250 me bikta hai shirt,
Tarak bhi bda bda. Pasa Bala khardri karta h..
Tariq bhai you will never believe me but i am telling you the truth last year on my brother daughter wedding i wear pathani kurta payjama cost me 800 rupees
Bhai bulk me production hoti hai India me to sasta padega bhai jese china me scale of production 😊🙂☺️
Bhai sara kam masin se hota h
10sy190py to bat katam ho gi hi
Bhai aapke yaha chadiya kitne ki milti hai
Tax no child and chor bajar the rate Delhi
Magar yakub ko mat lana
Bhai yeh kya video Bana rahe ho tariqbhai
Bhai kuch logical ya current affairs pe bano yeh kya pagalpan hai khallivalli kare shirt and pant
Really disappointed
Bhai silai 300- se 400 rs
200 mea kurta pjama
Thanks to Mamta banerjee (tax benefit) cloth is quite cheap in Kolkata
Tshirt easily available for Rs 60 retail price (1 piece bhi le sakte hain)
Are bhai review ke chakkar me apas me lad lena....
200
India me bacche ab shirt nahi pehante vo sab t shirt pahante
Isliye customer ko attract karne ke liye baccho ki shirt sasti batai kyuki vo sale hi nahi hogi to kaun lega chahe 10 ki hi kyu n ho