No nonsense video ❤ Tip : Stabilization ON karke ho sakte toh video shoot kare. Aapko editing mein, shoot karne mein and visual mein bhi kaafi acha ho jayega.
Thankyou bhai...❤️ mujhe to khud first time dekh k ye chiz lagi thi ki unnecessary camera shaking ho rahi...dekhne Wale ko ajib lagega hi...thankyou pointout karne k lie 😊
Hello Man , Yeh centre lagane ke baad silencer mein touch nhi hota hai kya ya chalane par vibrate karne par touch nhi hota ? Gixxer mein silencer mein ek rubber stopper lga hota hai centre stand ko silencer mein touch karne se rokne ke liye
Bahut hi jabardast...starting m 1-2 din thoda hard lagta h...kyunki stock seat bahut hi jyada foam wala h...lekin dhire se lower seat mast lagne lagega...long rides bhi kia hu 200+ kms...koi issue ni hua...bus ye h ki thoda seat k niche gap h...isse air filter m dust jyada jayega...
Le sakte ho bhai...bike acchi h..ap apni requirement ke hisab se dekhna...apni height k hisab se bhi dekhna..test ride kr Lena ek do bar...fir decide karna.
I am hoping Suzuki comes with some essential changes to this bike in 2024. This bike will be a super bike then!
Undoubtedly 🤘
No nonsense video ❤
Tip : Stabilization ON karke ho sakte toh video shoot kare. Aapko editing mein, shoot karne mein and visual mein bhi kaafi acha ho jayega.
Thankyou bhai...❤️
mujhe to khud first time dekh k ye chiz lagi thi ki unnecessary camera shaking ho rahi...dekhne Wale ko ajib lagega hi...thankyou pointout karne k lie 😊
Cable mai koi problem hue risers sai
@@jk01biker No
Hello Man , Yeh centre lagane ke baad silencer mein touch nhi hota hai kya ya chalane par vibrate karne par touch nhi hota ? Gixxer mein silencer mein ek rubber stopper lga hota hai centre stand ko silencer mein touch karne se rokne ke liye
Aisa koi issue Maine face ni Kia h...accha chal Raha ye to...offroad bhi kar lia ispe...3 months ho gaye...
Lower seat mai comfort kaisa hai
Bahut hi jabardast...starting m 1-2 din thoda hard lagta h...kyunki stock seat bahut hi jyada foam wala h...lekin dhire se lower seat mast lagne lagega...long rides bhi kia hu 200+ kms...koi issue ni hua...bus ye h ki thoda seat k niche gap h...isse air filter m dust jyada jayega...
@@akhileshpradhan1 ok thanks brother
Hello brother! Kya 2024 mein bhi ye lena worth it hai?
Le sakte ho bhai...bike acchi h..ap apni requirement ke hisab se dekhna...apni height k hisab se bhi dekhna..test ride kr Lena ek do bar...fir decide karna.
Aapne Himalayan ka centre stand kyu nahi lagwaya
Iski fitting I think alag h...agar Himalayan wala lag raha hota to koi bhi lagwa leta...
@@akhileshpradhan1 yeh bhi sahi hai
Side ke tank pads kaha se lia bro?
Bike purchase Kia tha to company Wale ne hi tank pas aur side pads laga k dia tha...stock wala hi hai ye .Jo website accessories m mention h