Ayena apny samny se htaaa yeh na ho khud se pyar ho jay Ustad e Azam khaan e Azam Mosiqar e Azam ❤️ Khan Nusrat Fateh ali khan sahb (Marhoom o maghfoor) May Allah give him higher place in jannah
One thing OSA i want to mention, you are the pioneer in recording quality, but this qawali audio quality is very poor, there is no base and voice is compressed. Please upload in HD quality. please, i hope you will upload asap.
mout ka zour chalta nahi hai Mohabbat Ki Koi Manzil Nahi Hai, Mohbbat Mouj Hai Saahil Nahi Hai Meri Afsurdagi Peh Hanse Wale, Tere Pehlo Mein Shayad Dil Nahi Hai Ajj Hum Nay Younhi Khushi Karli, Dil Jala Kar Hi Roshni Karli Aatay Jatay Raha Karo Sahib, Aanay Janay Main Kyun Kami Kardi Doob Kar Teri Neeli Ankhoon Main, Ghark Humne To Zindagi Karli Ek Fakat Teri Dosti Ka Liya, Sari Duniya Say Dushmani Karli Sar Jis Pe Na Jhuk Jaye, Ussay Dar Nahi Kehtay Her Dar Pe Jo Jhuk Jaye, Ussay Sar Nhai Kehtay Kya Tujh Ko Jahan Walay Sitamgar Nahi Kehtay Kehtay Hongay Lakin Teray Mohn Pe Nahi Kehtay Kabay Main Her Ek Sajaday Ko Kehtay Hain Ibadat Maikhane Main Her Jaam Ko Sagar Nahi Kehtay Kabay Main Muslman Ko Bhi Keh Daite Hain Kafir Maikhane Main Kafir Ko Bhi Kafir Nahi Kehtay Jo Nazar Aar Paar Ho Jaye, Wohi Dil Ka Qaraar Hojaye Apni Zulfoon Ka Daal Do Saya, Teergi Khushgawar Hojaye Teri Nazroon Ko Daikh Paye Agar, Shaikh Bhi Maigusaar Hojaye Tujh Ko Daikhe Jo Ek Nazar Foran, Chand Bhi Sharam Saar Hojaye Aaina Apne Saamne Se Hata, Yeh Na Ho Khud Se Pyar Hojaye Maut Kiss Tarha Aye Bali Per, Tu Agar Ek Baar Hojay Aap Baithe Hain Balin Peh Meri, Maut Ka Zoor Chalta Nahi Hai Maut Mujh Ko Gawara Hai Lakin, Kya Karoon Dum Nikalta Nahi Hai Yeh Adda Yeh Nazakat Brasil, Mera Dil Tum Pe Qurban Lakin Kya Sambhalo Gay Tum Mera Dil Ko, Jab Yahan Anchal Sambhalta Nahi Hai Mere Naloon Ki Sunn Kar Zubanain, Hoongay Maum Kitni Chatanain Mainne Pighla Diya Pathroon Ko, Ek Tera Dil Pighalta Nahi Hai Shaikh Ji Ke Nasiyat Bhi Achi, Baat Waiz Ki Khoob Lakin Jab Bhi Chati Hai Kali Ghatayain, Bin Piyae Kam Chalta Nahi Hai Daikh Lay Meri Maiyat Ka Manzar, Loug Kahanda Badlatay Chalaya Hain Ek Teri Bhi Doli Chali hai, Koi Kahanda Badlata Nahi Hai Maikdha Ke Sabhi Peenay Walay, Larkhara Kar Sambhlatay Hain Lakin Teri Nazroon Ka Jo Jaam Pee Le, Umer Bhar Wo Sambhlata Nahi Hai Aap Baithe Hain Balin Peh Meri, Maut Ka Zoor Chalta Nahi Hai Chicha❤️🙇♂️🙌
Not a brassil this word is sin(سنہ) Ye ada yeh nazakat(nazuk) bhara sin The sin (سنہ) word come to from arabic language which meaning is age ,year ,saal, umer, Yeh ada yeh nazakat bhara saal(year) Nazakat bhari umer (age) Nazak c umer (age)
Except great Nusrat sahib each and every singer who sang this ghazal after word , sung balin and other word which is used brasil , both are wrong. Correct words are baalein(بالیں) meaning on the bed side(سرہانے) and other one sin(سِن) meaning age (عُمر)
Ustad Nusrat Fateh Ali Khan sab ji 😭 nhi rhe 1948 se last see 1997 tk hi sbko chodtke chle gye India ke words singer he no 1 pe inke jaisa koi nhi ga askta ji i miss you ustad ji 😭😭🙏🙏🙏
Today I dropped a comment here if someone likes this song anytime it will realise me about legend Nusrat G.. Hatts off
This qawalli was recorded live in Rehmat gramophone house studio in Faisalabad in early 80s.
Do you maintain any page or blog where you share your info regarding Khan Shaab??
Yes 80’s with Irshad muneer late on 2ndly harmonium and Ghullam Abbas late on side singer
Nusrat Sahib Ji qawali talwaar ki dhaar jaisi Hai.. kalaja chir daati Hai .. 🙏🙏
Legend of world of music truely... Bohat aayaei n aayenge aapk baad.. But no one can replace u ever 💕
Great work OSA for compiling all the works of Nusrat Saab..
Wahaa ustaad 👍👍👍
Very nice very good. Ahll pak jannat ma ala moqam ata farmye nusrat Fateh Ali khan sab ko ameen
Hayeeeee Heart touching hai boht ye qawali
Mai ustad nusrat fateh ali khan saahab ko aksar suntaa hu dil ko sukun miltaa hai unke gaano ko sunkar
Ayena apny samny se htaaa
yeh na ho khud se pyar ho jay
Ustad e Azam
khaan e Azam
Mosiqar e Azam
❤️
Khan Nusrat Fateh ali khan sahb
(Marhoom o maghfoor)
May Allah give him higher place in jannah
Great khan Sahb Kiya baat hai
ये ग़ज़ल न जाने किस ज़माने का है लेकिन अभी सुनने में लगता है आज अभी का है अहसास होता है
Quality h, na ki gazal
Wahhhh Qurban jawuuuu ustaaad
Evergreen voice n always will b liked by every generation 😊
Right brother
nhi koi is jesa
Bohot khub 💞
One thing OSA i want to mention, you are the pioneer in recording quality, but this qawali audio quality is very poor, there is no base and voice is compressed. Please upload in HD quality. please, i hope you will upload asap.
OSA walooun k mazay laga gaye nusrat sahab. abi tak bhait k khaa rahy hain ye log un ki qawwalio sey
🌹 🌷 💐 🌺
لا جواب
The best qawwali by Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
Awaz bahoth methi hai
Aur aaj bhi aawaz me dam hai👌
Mashallah bahut achcha bhai veri nice song
Ek Teri bhi Doli uthi hai
Koi kandha badalta nhi hai 🥺
Made voice looks thick sounds beautiful to listerners.
Thanks.
Very powerful singing by ustad Nusrat ji.
My humble pranams gratitude salutations.
Ya Allah, ustad nusrat fateh Ali k jannat nasib koro...(AMIN)..
Comment from BANGLADESH....
Good/ Seems Allah was waiting for your prayer.
मोहब्बत की कोई मंजिल नहीं है बेस्ट लाइन उस्ताद नुसरत फतेह अली खान
mout ka zour chalta nahi hai
Mohabbat Ki Koi Manzil Nahi Hai, Mohbbat Mouj Hai Saahil Nahi Hai
Meri Afsurdagi Peh Hanse Wale, Tere Pehlo Mein Shayad Dil Nahi Hai
Ajj Hum Nay Younhi Khushi Karli, Dil Jala Kar Hi Roshni Karli
Aatay Jatay Raha Karo Sahib, Aanay Janay Main Kyun Kami Kardi
Doob Kar Teri Neeli Ankhoon Main, Ghark Humne To Zindagi Karli
Ek Fakat Teri Dosti Ka Liya, Sari Duniya Say Dushmani Karli
Sar Jis Pe Na Jhuk Jaye, Ussay Dar Nahi Kehtay
Her Dar Pe Jo Jhuk Jaye, Ussay Sar Nhai Kehtay
Kya Tujh Ko Jahan Walay Sitamgar Nahi Kehtay
Kehtay Hongay Lakin Teray Mohn Pe Nahi Kehtay
Kabay Main Her Ek Sajaday Ko Kehtay Hain Ibadat
Maikhane Main Her Jaam Ko Sagar Nahi Kehtay
Kabay Main Muslman Ko Bhi Keh Daite Hain Kafir
Maikhane Main Kafir Ko Bhi Kafir Nahi Kehtay
Jo Nazar Aar Paar Ho Jaye, Wohi Dil Ka Qaraar Hojaye
Apni Zulfoon Ka Daal Do Saya, Teergi Khushgawar Hojaye
Teri Nazroon Ko Daikh Paye Agar, Shaikh Bhi Maigusaar Hojaye
Tujh Ko Daikhe Jo Ek Nazar Foran, Chand Bhi Sharam Saar Hojaye
Aaina Apne Saamne Se Hata, Yeh Na Ho Khud Se Pyar Hojaye
Maut Kiss Tarha Aye Bali Per, Tu Agar Ek Baar Hojay
Aap Baithe Hain Balin Peh Meri, Maut Ka Zoor Chalta Nahi Hai
Maut Mujh Ko Gawara Hai Lakin, Kya Karoon Dum Nikalta Nahi Hai
Yeh Adda Yeh Nazakat Brasil, Mera Dil Tum Pe Qurban Lakin
Kya Sambhalo Gay Tum Mera Dil Ko, Jab Yahan Anchal Sambhalta Nahi Hai
Mere Naloon Ki Sunn Kar Zubanain, Hoongay Maum Kitni Chatanain
Mainne Pighla Diya Pathroon Ko, Ek Tera Dil Pighalta Nahi Hai
Shaikh Ji Ke Nasiyat Bhi Achi, Baat Waiz Ki Khoob Lakin
Jab Bhi Chati Hai Kali Ghatayain, Bin Piyae Kam Chalta Nahi Hai
Daikh Lay Meri Maiyat Ka Manzar, Loug Kahanda Badlatay Chalaya Hain
Ek Teri Bhi Doli Chali hai, Koi Kahanda Badlata Nahi Hai
Maikdha Ke Sabhi Peenay Walay, Larkhara Kar Sambhlatay Hain Lakin
Teri Nazroon Ka Jo Jaam Pee Le, Umer Bhar Wo Sambhlata Nahi Hai
Aap Baithe Hain Balin Peh Meri, Maut Ka Zoor Chalta Nahi Hai
Chicha❤️🙇♂️🙌
Ustad sahb ko salam
Nusrat Fateh Ali Khan I love you forever and ever and ever
Very, very butiful... Kamal, Aala.... 💐💐❤️
Am looking all videos so nice every one video . I like Nusrat fatha Ali khan..
2019 Listener of this song are real musicians 💖💖💖
Me listening in 2020
2020
2020
Not a brassil this word is sin(سنہ)
Ye ada yeh nazakat(nazuk) bhara sin
The sin (سنہ) word come to from arabic language which meaning is age ,year ,saal, umer,
Yeh ada yeh nazakat bhara saal(year)
Nazakat bhari umer (age)
Nazak c umer (age)
Except great Nusrat sahib each and every singer who sang this ghazal after word , sung balin and other word which is used brasil , both are wrong. Correct words are baalein(بالیں) meaning on the bed side(سرہانے) and other one sin(سِن) meaning age (عُمر)
OSA GREAT WORK
Allah ustaad NFAK Kay darjaat buland karay....aammeennn🤲🤲🤲
Very nice ghazal nusrat ji 👍
Where is NFAK ❤️🔥 lovers 💔
Great qawali
Heart touching
Me also listening qawali in lockdown
God of quawwali.....♥️
God of music
😘😘😘😘👍👍👍 wah Khan sahab
Wording 😭😭😭😭
Kia howa jnb
Ustad Nusrat Fateh Ali Khan sab ji 😭 nhi rhe 1948 se last see 1997 tk hi sbko chodtke chle gye India ke words singer he no 1 pe inke jaisa koi nhi ga askta ji i miss you ustad ji 😭😭🙏🙏🙏
No one can still reach NFAK
Mashallah very nice
❣Legend NFAK💕💕
Niece songs
Sajjan
Listening 21 march 2020
Khan sahib Farrukh fateh ali khan sahib, Sain Irshaad muneer late (2nd harmonium)and ghulam Abbas late (side singer)
The Best
Amazing
Listening qawwali in 2019 jan
God of singing
Lockdown
🌷Legendary Nusrat fateh Ali Khan 🌷
Kaby me har sajday ko kety hen ibadat
Makhany me har jaam ko saghar ni kety
Kia baat ha muslims jis wajha sy pasti me gye us ka ya raaz khol gye hen.
Awesome
Maindbloying
love u nusrat sahab
Nice
His name in English should be transcribed as : Nusrat Fathalikhan
LEGENDRY
no words for this...
Good. song. nice
this isn't the best version to make HD, there is 24 minute version which is better then this version. please make it HD
wha
27/5/2k20 time 01:24 night . Only khan shab 🥰🥰🥰
💅
Sari zindgi no time limt sunte sunte 4 baj chuke hai
Oooooosam khan saaab
Navratan.......😍
listning in july 2020
❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉
Ballin meaning??
5:47
Anyone Urdu?? What is the meaning of "Balin"? Please describe it in easy words in urdu or english.
Charpai ka aik kona
Bed one side
Sar k pass joh bhete hue ho
Thank you. Got it.
FabulouS
What is mean of balin ?
5.50
When night is at its middle shut the door off the light and then listen nfak
💞💞💞💞💞💞💞💞💓💓💓💓💞💞💓💓💓💓💞💞💞
Nice
2020