Bohot badhiya video banaya apne....do din se gadi start nai horaha tha....filter clean kar k sensor k pin pe polish paper mara to gadi start hogayi....apka bohot bohot dhanyavad....
Achha video banaya, water in fuel senser ek dusri gadime chalta he kya? Agar senser kharab ho or mil nahi raha to usko bypass kese kare , please jara bataye
Hi Bhai I have see yours lot of videos its very nice I got a problem please give solution I have a accent Hyundai crdi 2006 model From few day I got a problem of full of black smoke from silencer and pick up is down I have shown to some mechanics near my house they told me Turbo fault there but turbo fan is working then another mechanic told me to clean the silencer then cleaned by acid till Now I can solve my problem please suggest me what should i do Bhai give me good suggestion What should I do
Bhai Mera Maruti Zen mein bhi same problem hai kya krna ho go ek mistre. Bola Break booster ka problem hai ek bola throttle body ka please reply dijaya ga
Brake booster kharab hoga to brake pedal bahut hard ho jaega ya FIR brake booster fat jata hai tu race badh jaane a ka problem hota hai lekin brake booster fatta nahin hai
@@Tariktechnician bhai to kya krna ho ga throttle body ya break booster same video wla problem hai break pr pair rekhna sa engine slow down ho jata kabhi kabhi bnd bhi ho jata hai
Sir my tata safari 3.0lx model 2006 loosing esclaration in middle . One time paddle was fix by mechanic and now again same problem . Where can I get escalation sensor. And how much price it will cost
Bhai ek tata indigo gaadi h uska na runnig me taffid exaust side ka pura tut gaya tha to sab kaam kar diya hu to abhi na jaise hi start karo to gaadi bahut jayda race ho rahi h automaticlly kiya karun bhai kuchh bataow please
भाई ये बताओ हमारी गाड़ी जो कि टाटा indica h और इसमें इलेक्ट्रिक पम्प था पर अब मैंने उसे सदी करवा दिया हूं तो क्या इसका चेक इंजन लाईट कभी बंद नहीं होगी क्या
Sir bahut bdia, meri car me problem aa rhi hai rpm ko leker koi tarika batao throttle clean kar wa liye phir bhi dikat thik nhi ho rhi apni service center kaha hai
hello sir scarpio me rpm 3 par hai uske filter me pani nhi hai aur na hi koe taar break hai aur engine cheak ki light jal rhi hai sir kya problams ho sakti hai sir g plz.
Hello sir.. Meri indigo tdi engine hai. Same problem aa rahi hai. But ac or headlight on karne se rpm normal ho jata hai and off karte hi badhne lagta hai. Kya prob ho sakti hai.
Bhai maine apni gadi charo injectors valve badle hai kharab the but tab se ek problem aa rhi hai gadi knowking kar rahi hai aor jaise hi mai gadi chalata hu bahot jhatke lene lagti hai aor jab rpm 2000 ke uper jata hai to sahi ho jati hai please help tata indigo cr4 Delphi injector
Hello sir meri safari 2.2 me engine se avaj ati h heat hotel hi Jesé injectors chowk ho par injectors ki service abhi 2day phele hi karvai h to bhi avaj vahi h please help sir
Hello sir mera naam Sanjay kumar suratgarh thermal ka rehne wala hu mere pas indigo ls 2007 he Sir meri gadi ki check engine light jaldi he Maine check krwaya tha mujhe ye code btaye gye
Bhai ji mere pas tata indigo cr 4, 2012 model car hai. Usme LOW OIL PRESSURE ki red light on ho jati hai car start hone ke 30 mint ke baad... mane engine oil ka pump or switch b new dlva dia hai.. pr problem ka koi sloution nhi hua hai... please bhai koi option btao ki akhir kya problem hai... idle speed pe LOP ki light on hoti hai or RPM increase krne pe light off ho jati hai... please help bhai ji
Bohot badhiya video banaya apne....do din se gadi start nai horaha tha....filter clean kar k sensor k pin pe polish paper mara to gadi start hogayi....apka bohot bohot dhanyavad....
Thanks sir aap se bahot sikhne ko milta hai mera car work shop hai aurangabad me thanks you sir
thenks bhai aaj mene bhi apni car ki sam condition shi ki
USTAD apki video dekh ne pahle hi like kardeta hu aapki har video lajawab he NICE MAHINDRA BOLERO T.D.C PUMP T.D.C ka video banaye please
Nice USTAD . Bahut acchi video he . USTAD sensor kese check karte usper bhi kohi video banaye please.
USTAD aapki har video bahut acchi he khas tor pe reale or wiring ki dhamaka he USTAD bahut acchi video he.
Ek nos bhai... I have same prob... Kal garage Lee kar try karta hun... So far I tried cleaning filters and fuel tank but still same prob
Allah ap ko aur kamyab banay .thankx sr
Bahut mast video that bhai pura detailing kar dete how bhai
Bhai bahat bahat dhanyavaad aapko 🙏🙏🙏
Brother 3 wire crank senser k bare me video bnayen thanx
You are very nice teacher and leader
I miss very proud of you
Ok brother
@@Tariktechnician gui
Indica Vista se related videos h kya apke pas
Very good video kindly tell if not done like this what is another fault then. I have the same problem but not working
Beta good job.k ri on, bodia explained kiya. god bless you
Thanks
Indigo Jo meter pe indicator aarha tha vo wiring thik karne ke baad khud thik hojayega ya scanner se reset karna padta he
Bahot sahi explain karte ho bhai
Sir agar vire brack nahi ho to aisi condition me kya karna chahiye... Or kabhi kabhi atoto matic race bhi high hoti hai uska kya kare
Achha video banaya, water in fuel senser ek dusri gadime chalta he kya? Agar senser kharab ho or mil nahi raha to usko bypass kese kare , please jara bataye
Thanku...my bro best explain
App scanning ke lite kaunsa device use karte hai
Jha se apne wire nikala tha uske thoda side me ek aur socket me plug lga hua tha. Meri gadi me vo tuta hua hai.vo kis sensor ka plug hai?
Revarse switch. Ka. Vayar. Hai. ...revarsh light. Jalti. Nahi. Hogi
@@khalifashahbaz2813 nahi bhai reverse lights to work kar rahi hai...
Nice. Happy new years Bhai
Same to you
Brother
Sir tata mahindra maruti ke liye konsa scanner lu
Malti car scanor
Sir do tar bala water in fuel sensor rohega to kiya akoi problem hoga?
Masha Allah bahut acha bataya bhai
Hi Bhai I have see yours lot of videos its very nice
I got a problem please give solution
I have a accent Hyundai crdi 2006 model
From few day I got a problem of full of black smoke from silencer and pick up is down
I have shown to some mechanics near my house they told me Turbo fault there but turbo fan is working then another mechanic told me to clean the silencer then cleaned by acid till
Now I can solve my problem please suggest me what should i do Bhai give me good suggestion
What should I do
konsa scanner hai? or prise KA hai ?or kon kon gari me came karega,
Aap konsa scanner use kr rain hai
I smart
Seat belt is not working
I have the same problem in my tata sumo grande. Thnx soo much
Bhai Mera Maruti Zen mein bhi same problem hai kya krna ho go ek mistre. Bola Break booster ka problem hai ek bola throttle body ka please reply dijaya ga
Brake booster kharab hoga to brake pedal bahut hard ho jaega ya FIR brake booster fat jata hai tu race badh jaane a ka problem hota hai lekin brake booster fatta nahin hai
@@Tariktechnician bhai to kya krna ho ga throttle body ya break booster same video wla problem hai break pr pair rekhna sa engine slow down ho jata kabhi kabhi bnd bhi ho jata hai
This information is very useful every Tata car owner
isse kam bala koi scanner v hai ki nhi sir?
Same problem mere car main hai thanks u bhai
Indica vista tdi ka pick up leta hai kabhi nahi leta kya problem hoga
Bhai turbo kitne Kilometers pe clean kerna chaiya in Tata indigo ecs
Sir agar hum cupler nikal da to bhi gadi malfunction ka light dikhayagi
bhai mere ek bhoult code aya hai p0700 aur p2427 iska kya change karna panega chevrolet ki car hai
Wow best ho sar aap ek number aor banaiye ohk sar
Ok
Aap Hyderabad ke hai
Thanks sir Nice video
Achha chanel hei bhayya
Bhot he zabardast bahi jan
Bhai cab you post Tata Indigo petrol engine ideal sound
Osam Boro i like your video
Thanks
Brother, do Maruti Swift petrol car has this of sensor?
Maja AAA gaya bhai badiya. Video he
Bhai yeh konsa scanner aur kithne ka hai yeh
Bhai ritz vdi me rpm late le rha h pikup bhi kam h uska injecter. Intercoolr. Egr manifold sab clean krwa diya kya problm ho skta...
Scan karo
Bro... Plz batao ye fuel sensor kaha mile ga humare local market ne available nahi hai
Bhai Delhi se order kar do
Bhai order kaise krna plz koi no. De do
Sir my tata safari 3.0lx model 2006 loosing esclaration in middle . One time paddle was fix by mechanic and now again same problem . Where can I get escalation sensor. And how much price it will cost
Bhai ek tata indigo gaadi h uska na runnig me taffid exaust side ka pura tut gaya tha to sab kaam kar diya hu to abhi na jaise hi start karo to gaadi bahut jayda race ho rahi h automaticlly kiya karun bhai kuchh bataow please
भाई ये बताओ हमारी गाड़ी जो कि टाटा indica h और इसमें इलेक्ट्रिक पम्प था पर अब मैंने उसे सदी करवा दिया हूं तो क्या इसका चेक इंजन लाईट कभी बंद नहीं होगी क्या
bhai mere gadi indica ls v2 h. o avreg nahi dheri h . 5000 km ka 22000 dizel gai hi. please batao
Sir bahut bdia, meri car me problem aa rhi hai rpm ko leker koi tarika batao throttle clean kar wa liye phir bhi dikat thik nhi ho rhi apni service center kaha hai
paramjeet singh , bhai kaunsi gaadi hai
Sx4 2008 zxi
Please rply sir for my tata indigo cr 4 LOW OIL PRESSURE problem...
hello sir scarpio me rpm 3 par hai uske filter me pani nhi hai aur na hi koe taar break hai aur engine cheak ki light jal rhi hai sir kya problams ho sakti hai sir g plz.
kosa softwear aap use kar rahe ho
Carman Ka
Bhai aap kounsa scanner use kerte ho
Carman ka
Bhai mera to diesel filter ka signal nano ata h par ras barista h brack dabane se kam kata h please reply me
check light se 7.50 voult pr balb jalega ????.....
Hi bro , very gud video . Please keep it up
Tata indigo CS TDI me normal rpm aur AC on rpm Kitna Hota h
Agar ye wala sensor na lagaye to kya gadi start nahi hogi?
Sansar nikalne ke bad diesel girne lagega , gadi start nahin hogi, sansar ka tar nikalne par gadi start hogi
Bhaiya Meri gaadi indica ev2 ka sensor k 3 pin soket k taar Tut gy h pls koi solution Bata sakte h kya
Yah Bimari Ka vajah se starting problem hota hai kya
Aap ke pass kounsa system hai bhai
Bhai tata Indigo ka fuel filter kaha par located hai
Sar meri scorpiyo ka rimote kharab ho gaya hai ab vo chabi se kese unlok hogi
Hello sir.. Meri indigo tdi engine hai. Same problem aa rahi hai. But ac or headlight on karne se rpm normal ho jata hai and off karte hi badhne lagta hai. Kya prob ho sakti hai.
Kafi din me ate he apke video's
Thenks baradar nic video
Workshop address share kro apna kaha pe thik krte ho car's customers jha pe a k apni car chek krwa ske ???!
Bro MERI Chevrolet Cruze 2.0 mai aa Raha hai ye code fuel filter BHI change Kar diya kese Sahi karen plz help
Nice video...bhai
Ye video super se uper hai
Sir diesel gaadi k rpm bdhne k kya karan hota h
RPM badhane ke Kaee Karan ho sakte hain gadi ko scan karo fault pata chal jayega
Bhai maine apni gadi charo injectors valve badle hai kharab the but tab se ek problem aa rhi hai gadi knowking kar rahi hai aor jaise hi mai gadi chalata hu bahot jhatke lene lagti hai aor jab rpm 2000 ke uper jata hai to sahi ho jati hai please help tata indigo cr4 Delphi injector
injector coding karo
Thanks very useful information
Abhi yaha scanner kitna ka hai aur kaha pa milaga aur shop contact no
good job
apka kam kis shehar me h
Details on causes of DTC P0171 and troubleshooting steps. Common fixes include cleaning the MAF sensor and repairing for vacuum ...
Ok
Nice viedio bare bhai
Sir Safari dicor hai p0253 ka code aa raha kya check kare
Hello sir meri safari 2.2 me engine se avaj ati h heat hotel hi Jesé injectors chowk ho par injectors ki service abhi 2day phele hi karvai h to bhi avaj vahi h please help sir
Bhai mere pass santro gadi h start krne pr clutch padal pr par rakthe hi gadi bar bar band ho jati h plz upaye btaye
Bhai aap ke pass kon SA computer hai check Karne ko kya nam he India me kitne k milt hai .. bhai mere msg k plzzzz really denA
मस्त भाई जान
Sir meri indica dlg he uska tamprechure miter upar niche ho raha h solution batayiye plzz
Aap ka workshop kaha per hai..I am from Delhi if u are here I request u to check my vehicle plz
Up gonda
Bhai is Skinner kitne ka aata hai aur konsi company ka hai
Hello sir mera naam Sanjay kumar suratgarh thermal ka rehne wala hu mere pas indigo ls 2007 he
Sir meri gadi ki check engine light jaldi he
Maine check krwaya tha mujhe ye code btaye gye
my caliper is broken what can i do
bhai indego cr4 slow me gadi off ho ja rha hai kya wajah hoga
Bhai meri tata indica ev2cr4 hai yska rpm meter over speed bata raha hai aur diesel meter kaam nahi kar raha uska koi solution batao plz
Sir AAP k paas scaner konsa hai
Car man
Bhai Tata indigo CS TDI ka bataye rpm set karna normal rpm on AC rpm please
Bhai ji mere pas tata indigo cr 4, 2012 model car hai. Usme LOW OIL PRESSURE ki red light on ho jati hai car start hone ke 30 mint ke baad... mane engine oil ka pump or switch b new dlva dia hai.. pr problem ka koi sloution nhi hua hai... please bhai koi option btao ki akhir kya problem hai... idle speed pe LOP ki light on hoti hai or RPM increase krne pe light off ho jati hai... please help bhai ji
bhai 1number video banayahe
Thanks
. Indigo cr4 high pressure pump ke main pipe pay diesel Nahin a Raha
Thank you for video
Good job sir 👌👌
Sir meri gaadi yahi he speed Bina race diye 60 pe jaati he ..plz solutions