boht boht shukriya samina ji,main ne tou hamesha maida ya atta dal k hi gondy ka halwa bnaya hai ab is se bna k dekhongi.or agr main ne gondy k halwe ki recipe bnai tou aap ko zaroor mention kr dongi ,aik bar phr boht shukriya . hope aap mind nhi krengi
Uffff mam kia bt hai apki... Apka bolny ka style smjhany ka style bilkul aisahai jesay mothers betiyo ko sikhati hain u r awesome mam...seriously... Mai khana bnana sikhna strt kia hai apki recipes follow krti hn bht tasty banti hain... Plz guide kijye gehu dry kerny k lye directly dhoop me rkh de???
janat ADAM (a.s) gandum orat ...? in men say kuch samjh aya , wesy app zareen hain wo gandum ko ankrit kar rahen then to wo app ki ami kesy ho gaen baat kuch samjh nahi aai
I also same method use Kya but no grow. I m live in USA but inside living warming . Over one week no grow . Cover small towel with water sprinkle . Big towel fold 2-3 time whole pot coverd Nd put in Almira in kitchen . Burt no grow. Pls reply
Bohat acha tareqa btaya aap ne Hum b ese hi bnatey hain lakin hum isko nasasta kehty hai Is ka halwa kamer dard k leye badhya hai Love from Azad kashmir ❤❤❤❤❤❤❤
Samina ji main aap ki tama videos dekhti hoon abi aap ki beti ki dresses dekhi Bohat acha vlog tha Sub se acha aap ka abaya laga main b esa hi penti hoon Khud design kar k
Kuch sawalat hain ...1. Ajkal sardi hey aur ghar mein heating on hoti hey .Kya bhega huwa geyhon fridge mein roz rakh saktey hain 4 din tak ,, 2 .UK mein ajkal dhoop nahi hoti .4 days ke badh kya gehon ko room mein table per bicha ker shukha saktey hain ? yahan pankha bhi nahi chala saktey ajkal ....
3 din paani may bhigotay hn genhu ko or rozana iska paani change krna hota hai,phir isay peesa jaata hai,hmne is trah seekha,apka tareeqa kafi mukhtalif hai
Thanx aapa lekin in ke english aur hindi dono naam bataye kyoki hamare Yaha kuch chize nahi milti hai? Is liye ham canfuse hojate hai. Plz reply kare ! Allah Hafiz
Pls I have made this samnak but it turned rotten and bad smell is always coming so it got wasted v have to throw in garbage 🚮 pls advice me how its growth comes
Shukriya is anokhi recipe k liye
ماشااللہ
Aapka bahot shukriya jo aapne hame ye halwe ki recipe di
Sis hm ise aur kis trha bnye k ye pora sal ham use kr sake ye garmi me to asani se bn jye ga sardi me kya kre ge plz gaid from Pakistan
Nice sharing
میری پیاری بہن
Masha Allah very nice 👍
Thank you soo much. Allah app ko khush rahky. Kub sy Yi recipe talash ker rahi thi.
Your welcome
boht boht shukriya samina ji,main ne tou hamesha maida ya atta dal k hi gondy ka halwa bnaya hai ab is se bna k dekhongi.or agr main ne gondy k halwe ki recipe bnai tou aap ko zaroor mention kr dongi ,aik bar phr boht shukriya .
hope aap mind nhi krengi
Aapke comments Hume hamesha khushi dete hain, mind karne jaisi koi baat bilkul bhi nahi hai. Jald try kijiyega.
Masha allaha bohat khoob
Uffff mam kia bt hai apki... Apka bolny ka style smjhany ka style bilkul aisahai jesay mothers betiyo ko sikhati hain u r awesome mam...seriously... Mai khana bnana sikhna strt kia hai apki recipes follow krti hn bht tasty banti hain... Plz guide kijye gehu dry kerny k lye directly dhoop me rkh de???
Verygood bohat acha
Now what to do with this? Just keep in house for barkat?
Assalam o alaikum aapa aapka har recipe bahot behtrin hota h
Nice baji aap bohot talentid h
wah aapa apka jwb nh hr fun mola bilkul sahi lqb apka supr se bhi upr😙💖👌👌👌👍😍🤗😎
Bohot shukriya
Hi samina
How can I dry sprouted wheat if there is no sun light?
Very informative video thanks appi😃😃😃😃😃😀😀
Assalmalikum w.rb Mashallah
Etani mahanath aur peyar sa samjhana .eak ammi ki tarha.
Allah bless you always ameen summa ameen 💕 💞 💝
Walekumassalam dear shukriya jazakallah
janat ADAM (a.s) gandum orat ...? in men say kuch samjh aya , wesy app zareen hain wo gandum ko ankrit kar rahen then to wo app ki ami kesy ho gaen baat kuch samjh nahi aai
assalam o alaikum sis ma na ap kay tareekaysa kia lkn is ma bht ziada smell hoo gai or 5 din ma bhi roots nii nikle asa q?
Mam mera wheat thora black deakhta hai aur smell bhi araha hai kya karun
Is ate ka faida kia he??
kia iss ko jiss mrzi mosm main bna sktay hain ??? plz bta dain maine bnaya tha to kharab ho gia
Ye sun light py rakengy ,ya room temperature?
Good tutorial ❤
Very nyc n gud efforts
Assalamo Alekum........very good.......ab kisi roze samnag ka halwa bhi banana sikhen please......shukria......khush rahie.
Ma'am mera gandum to whitesh or badbu wala hogya ab kia karu?
Very nice .plz ap apne blender ka name or company bta dain
Phillips ka he
Nice
Doda burfi isi ate ki banti h kya
Are wah baji aapne meri farmaish puri kiye baji zajakallah baji but abi barish me dhup nhi aari to ghr me fan me sukhau
Dhoop me hi sukhana he barasat k bad banayen
I also same method use Kya but no grow. I m live in USA but inside living warming . Over one week no grow . Cover small towel with water sprinkle . Big towel fold 2-3 time whole pot coverd Nd put in Almira in kitchen . Burt no grow. Pls reply
Yr mere wheat bahir rakhny sy kale ho jaate hy us mn uleee lg jaate hy
Thank you very much very nicely you explained I was rrealy looking but we have snow weather no dhoop
Try in full summer sessions
Bohat acha tareqa btaya aap ne
Hum b ese hi bnatey hain lakin hum isko nasasta kehty hai
Is ka halwa kamer dard k leye badhya hai
Love from Azad kashmir ❤❤❤❤❤❤❤
Bohot bohot shukriya dear love you too
tania javed ye sardiyoon ka ek anmol tufa hai
Zaroor try kejey ga
Samina ji main aap ki tama videos dekhti hoon abi aap ki beti ki dresses dekhi
Bohat acha vlog tha
Sub se acha aap ka abaya laga main b esa hi penti hoon
Khud design kar k
+Rabiha Butt nice to see you
rashi Khan Thanks
Bohat kob .is samnak say Habshe halwa bhe banaen
Kuch sawalat hain ...1. Ajkal sardi hey aur ghar mein heating on hoti hey .Kya bhega huwa geyhon fridge mein roz rakh saktey hain 4 din tak ,, 2 .UK mein ajkal dhoop nahi hoti .4 days ke badh kya gehon ko room mein table per bicha ker shukha saktey hain ? yahan pankha bhi nahi chala saktey ajkal ....
No
MASHALLAH,ALLAH PAK sehat Dy apko Ameen.
Superb is se sohn hlwa bhi bnana sikhain Great work
OK dear zarur Thanks
Samnag ka Ata taiyar kanhase milega ?
Great video!!!!!!!!!
Sohan halwa kase banata hai es aate s ?
Ye raha link
ua-cam.com/video/KZPtw2b6tso/v-deo.html
Gehon chilke wale hony chahyen?
agar kisi k pas wakt na ho to kahan se len ye samnak
Khari bawli fateh puri se
M bhi aap k hi area ki hu kya aap classes deti h
Assalamoallekum sameena ji shukriya m aaj marcket gee thi whan khi nhi mila ye aata thank you
Khari bawli me milega
Thank you. Samina Ji kya aap ko NISHASTA banana bhi maaloom hai?
please agar maaloom hai to please recipe share karein.
Ye raha link
ua-cam.com/video/WpYAXdbaWm4/v-deo.html
super baji iss se sohn halwa banana b sikha din pls me waitin halwa recipe.form Germany
Inshaallah zarur dear Thanks
Can I use wheat sprout flour from Amazon do u think it is angooi ?
Yes you can
is aata ka kya kya fyde hain
Gonde k halwa me use hota he
@@SaminasKitchenTips use to theek hain lekin iske kya fyde aur nuksaan v btye
very good.
Mashallah Bahut Achi recipes batati hai aap Allah aapko Khush Rakhe
When you dry the wheat , is it supposed to be hard.?
Full dry karna he
Agr dhoop na ho tu teez pankhe me sukha skti Hon.?
No
Baji meri gehu pr 3 4 din k bad fungus ajata he mene 2 3 bar try kiya bùt hamesha fungus ajata pls bataye Kya mistake hosakti he
12 se 15 ghante k bad sukha kar pees len accha aata tayyar hoga
Salam samina dear......
please tell me from where i can buy this samnak.....sprouted wheat
please tell us the good thing about consuming this atta., ang what can we do with this atta.
Ye raha link
ua-cam.com/video/KZPtw2b6tso/v-deo.html
Zabardast 👌 👍
Salaam Thanx a lot lot lot for explaining so clearly
*Yummy...*
MashaAllah
Humaray pass naa chaatt hai naa dhoop what can do to dry it
No option dear
3 din paani may bhigotay hn genhu ko or rozana iska paani change krna hota hai,phir isay peesa jaata hai,hmne is trah seekha,apka tareeqa kafi mukhtalif hai
👌👌👌👌👌👌👌👌
Sardi my kaisy bany ga
Aise hi bnega
Nice G winter mn kam aye ga aur baniyaun ge
Shehla Sajid h
Chatpate dahi ki recipi bataye aapa
Assalam alaikum mam oregano aur baki herb me kya hota hai plz hindi meaning bataye plz reply Karen
Azwain ,tulsi ,or kai plant ki sukhi pattiyan hoti hen ye
Thanx aapa lekin in ke english aur hindi dono naam bataye kyoki hamare Yaha kuch chize nahi milti hai? Is liye ham canfuse hojate hai. Plz reply kare ! Allah Hafiz
Ma'am zinger bnana sikha dain
Very sweet way of describing the process but
What to do if you are living in a place where sunlight is not an option or not easily available.
Dry in oven. Low temp
Summers main tu itni deer dip kerny sy smell aata hai water main, tu kia kareen?
isi liye hamne ise dhoya he or dhoop me sukhaya he
Samina's Kitchen Tips ma'am Mery tu sprouting hote hoe smell aany lag gae aur dhoop main rakh ker nahi khtam hoe, so what did I wrong plz mention
Good
Very useful tips thanx
Kai Dino ki mehnat ho gai iss me aapa
Yes dear
Apka asal may abaaye alaq kaunsa hain?
Kitny din min sukh jata hy
5 days
mam plz plz spraud daliya bnake shair kro w ky hota aur kse bnta muje nhi pta mam Ji plz daliya spraud
Aapi is aate ka istemaal kiya hota he or iske fayede kiya he
Gounde ka halwa me dalta he gounde ka halwa ki video aap hamare dusre chennal zaika dilli 6 par dekh sakte hen
Is atte se ky istemal hota hai
Gonde ka halwa banta he or mithaiyon me bhi use hota he
Shurkran auntie.
Mere gehon me smell ho gay hy
Sprout nhi ho Rahy
Normal gehun len zyada sardi me na banayn
@@SaminasKitchenTips acha ok jazakillah
Pls I have made this samnak but it turned rotten and bad smell is always coming so it got wasted v have to throw in garbage 🚮 pls advice me how its growth comes
Smell khatam hoti he kia paki baat he
I got same cocker any body can tell me how it make 2/3 cities ????
2 siti 15 minutes
3 siti 18 se 20 minutes
Ye samnak English bolta hai ya urdu me bolta hai or ye atta ready mate melta hai k nahi mai dubai me ho ider mogy zaroorat hai
India me readymade milta he ye Urdu ka nam he
Kifayat Ullah pakistan mn bhi ye rady made milhata g ecen samnak flour is alsi available.
Aslam alaikum ,iss se MULTANI SOHAN HALWA banta hy.thank u .
Walekumassalam dear shukriya
Thnx for this
Very nice baji
Recipe sahi batay me ne 2 dafa is Tareqe se banaya nahi bana logo ka saman ziya hota hi
Boht easley samjhaya
awan main sukha sakte hain dhop main pori tarah nahin shokhe
No oven only dhoop me
Nice
Angorit chezen sehat KY ley achi nhi hti unky andr khad ban jti ha proten khatm ho jti h
Kachri qeema bnana seekhai
Bohot jald hi dear Thanks
I am first comment nice video
Please give us this slogan halwa made with angoori
Ye raha link
ua-cam.com/video/KZPtw2b6tso/v-deo.html
Bahtreen aapa
Thanks alot ...
Love you dear
Or atta ho geya garam, chakki me peso
Ara apa itni mehnat ka bad be Ata banaya what a joke 😂😂😂😂😂😂😂😂👍
very nice thanks very much.......... Multani sohan Halwa be isee say banta ha
Hm aese ni banat