Court bhi betuke faisale sunata hai, beti ke liye shaadi ka kharcha huk hai tau bete ke liye kya provision hai vah bhi bataye court; agar kal koi beta shaadi ke liye kharcha maange tau court ka kya faisala hoga? mere khayal se bete ko koi kharcha nahi dilwayega court, kyunki dogale-pan ke liye mashhoor hai court;
Which case?
You shouldn't ask
Court bhi betuke faisale sunata hai, beti ke liye shaadi ka kharcha huk hai tau bete ke liye kya provision hai vah bhi bataye court; agar kal koi beta shaadi ke liye kharcha maange tau court ka kya faisala hoga?
mere khayal se bete ko koi kharcha nahi dilwayega court, kyunki dogale-pan ke liye mashhoor hai court;
😠 gatia judge....
Isiliye Tum judge nhi ho
Jindagi bhar baap ko baap mana nahi aur jab paisa chahiye tau baap yaad aaya, vah bhi case file kar ke;
Shaadi mat karo
Paida kyun kiya beti ko...??? Kharch toh uthana padega, paida Karne se pehle sochna tha