Skin series | Aymen zahra | glass skin

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 27 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 191

  • @Imjussssagurll99
    @Imjussssagurll99 18 годин тому

    Breadroot ki jaga kucu or nahi use kar saqtaa ??

  • @atharunnesaa267
    @atharunnesaa267 5 днів тому

    Coffee aur beetroot ka substitute kya h hmko allergy h plzzz tell

  • @MaheraFerdous
    @MaheraFerdous Місяць тому +7

    Next full body series +health series chahiye.

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Noted

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Bilkul Mahera Jaan Agli series full body care aur health tips par hogi, inshaAllah! Stay tuned! 😊

  • @MaheraFerdous
    @MaheraFerdous Місяць тому +1

    Ap har koi ka comment ka rply deti hai😊😊❤️❤️❤️.or apka har rply koi bhi youtuber esa nahi deta apki rply itna details me rehti.apka externally body care ki video dekhkar se bhi zyada agar koi apka comments ki rply read kare to bohot khshi hoga internally and mentally apka har word itna lovely mashaallh.by the way mera is language itna accha nehi hai kiuki main 13 years old girl from bangladesh.allah hafiz.

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Aww, bohot pyari baat likhi hai! ❤️ Allah tumhe hamesha khush rakhe aur tarakki de, Ameen! Tumhara language bilkul amazing hai, aur itni choti umar mein tumhara confidence dekh kar bohot khushi hui! 😊
      Tumhare lovely words aur feedback ke liye bohot shukriya. Allah tumhe hamesha sehatmand aur khush rakhay. Stay positive aur apne dreams ke liye hard work karti raho! 🌟 Allah Hafiz! ❤️
      Agr koi or questions hoo to aap Puch sekti hoo jaan...

  • @Nida_khann
    @Nida_khann 12 днів тому

    Ata lena hai mrmg mai uski jagah face wash use krle ?

  • @Fatherprincess285
    @Fatherprincess285 Місяць тому

    Good remedies ❤❤❤❤

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Thank you! ❤❤ I'm glad you liked them!

  • @KomalSingh-d1z6r
    @KomalSingh-d1z6r 11 днів тому

    Di skin pa Nishan h unko saf karna k liya bata do

  • @aqsasughrio883
    @aqsasughrio883 Місяць тому

    Best❤

  • @14priyarani25
    @14priyarani25 Місяць тому

    Best ever 💫

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Aww, thank you so much! 💫 You're the best too! Stay awesome and keep spreading positivity! 😊❤️

  • @Nida_khann
    @Nida_khann 12 днів тому

    Face wash mai simple ka face wash and moisturizer emolene cream use kr skte h

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  12 днів тому

      Ji bilkul, Simple ka face wash aur Emolene cream ek acha combination hai! Yeh sensitive skin ke liye gentle aur moisturizing options hain.

  • @muhammadhassnain2517
    @muhammadhassnain2517 12 днів тому

    Week 3 nhi ga kia

  • @kosarsaifi885
    @kosarsaifi885 Місяць тому

    Wo jo aapne betroot power or alovera jel k face mask btaya h wo mere paas betroot juice or or alovera jel ko ek baar m bna kr freeze m rakh sakte h

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  29 днів тому +1

      Agar aap beetroot juice aur aloe vera gel ko mix kar ke skin par directly lagayengi, to wo zyada beneficial hoga kyunki fresh mask skin ko zyada nourish karta hai. Agar aapko ek baar mein zyada banana hai, to aap ise fridge mein kuch din ke liye rakh sakti hain. Freeze karna bhi ek option hai, lekin fresh application zyada effective hoti hai. 😊

  • @sonamtanwr9787
    @sonamtanwr9787 Місяць тому +1

    Aapi koi si bhi year wale beetroot mask use kr skte he 20 year wale

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Ji haan, 20 saal ke age wale bhi beetroot mask use kar sakte hain! Ye skin ko nourish karta hai aur glow deta hai. Aap meri skin series follow karein, 100% best results milenge!
      ua-cam.com/video/FaRRG7cbHNA/v-deo.htmlsi=KYIi1lfi-PG6LXSe

  • @MahiraKhan-l1d
    @MahiraKhan-l1d Місяць тому

    💋💋💋 m ny aj ja kr Saman laea best m bohat happy hun 😘

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Wowwww, yeh bohot accha hai! 🎉 Agar aapko koi bhi help chahiye ho toh zaroor comment kar sakti hain, main madad ke liye hamesha available hoon! 😊

  • @Funwithchachu
    @Funwithchachu Місяць тому +1

    assalam o alaikum api ek request thi is skin series ma plz dark circles pr bhi guide kren

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Ji, hum is series mein dark circles ke liye bhi guide karenge,! Tab tak stay tuned 😊 Btw, aapko kis type ke dark circles ka issue hai?

    • @Funwithchachu
      @Funwithchachu 22 дні тому

      @@Aymen_zahra meri eyes k ird gird full dark brown sa hua hua ha aaur eyes thori si andar bhi hein meri sis k bhi hein usko bht zada hein uski eyes k gird full dark grey ha aur uski eyes bht andar bhi hein

  • @kosarsaifi885
    @kosarsaifi885 Місяць тому

    Appi aapki eyes pr eyeliner bohot pyara lg raha h 😊

  • @NainTara-KK
    @NainTara-KK Місяць тому

    Api beetroot juice ma alovera jel dalny se wo paste to bany ga nai to wo patla sa paste e laga len....ya us ma rice flour daal len to thick paste ban jye ga kyu k mujy beetroot powder nai mila

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Aap beetroot juice mein aloe vera gel dal kar usse directly laga sakti hain, agar wo thoda patla hai to koi problem nahi. Agar aapko paste chahiye to aap rice flour dal sakti hain, isse wo thoda thick ho jayega. Dono hi methods kaam karenge, bas aap apne comfort ke hisaab se choose kar sakti hain.

  • @kosarjahan9625
    @kosarjahan9625 Місяць тому

    ❤❤❤❤❤

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      ❤❤❤❤❤ Aapka pyaar bohot special hai! 😊 Stay amazing and take care! 💖

  • @PammiDhiman-v9z
    @PammiDhiman-v9z 28 днів тому +1

    Aymen agar hamari age 16 hai toh kya hum ye remedy use kr sakte hai ?

  • @shamimakhtar4164
    @shamimakhtar4164 Місяць тому

    Rice besan wala jo pack tga usee lagane ka baad jalan hota ge or fir skin red red ho jati he kra karuu

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Wash kar lein aur aloe vera gel ya chamomile cream lagayein. Agli baar, pehle patch test karna behtar hoga, taake aapko reaction ka pata chal sake.

    • @shamimakhtar4164
      @shamimakhtar4164 Місяць тому

      @Aymen_zahra okyy thank you so much aap kitni achhi ho hamesha reply deti he allah tala aapko hamesha khush rakhe aapii

  • @seemapillania2002
    @seemapillania2002 Місяць тому +1

    Thank you so much sweetheart 😊😊..
    Baby oil ki jgh coconut oil ya almond oil kr skte h kya use....

  • @MahiraKhan-l1d
    @MahiraKhan-l1d Місяць тому

    Next video ka bohat besabri se w8 ha muju bohat maza atta ❤😊

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Aww, thank you so much Meeri shooni! 😊 I'm so glad you're enjoying the videos! Stay tuned, the next one will be up soon. ❤️

  • @roshnahannan5400
    @roshnahannan5400 27 днів тому +1

    Ek question h k jab bhi aap face mask aaply krte h uss k baad face wash krne k baad aap moturizer use krne k bajae hamesha rose water use kr sakte h ya ni

  • @firdausjahan2726
    @firdausjahan2726 Місяць тому

    Dandraf wali video me apne 3 alag alag tips bataye hai teeno alag alag day kare ya ek saath hi plz mam ye bata dijiye

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Meeri Jaan Aap teeno tips alag alag din use karein taake har remedy ka proper result mil sake. Ek saath karne se effect utna acha nahi hoga.

    • @firdausjahan2726
      @firdausjahan2726 Місяць тому

      Shukriya sis 😊

  • @SanaRiaz-p4n
    @SanaRiaz-p4n Місяць тому

    Winter mai caroots, beetroots available hotay summer mai phir kia drink use karain

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Summer mein bhi carrots aur beetroots ke alternatives mil jate hain, jaise cucumber, watermelon, aur mint. Aap ko summer k leye bhi bht achi tips miilin gii...

  • @arfiyayasmeen1273
    @arfiyayasmeen1273 Місяць тому +1

    Assalamualaikum api ye beetroot mask night me 7days regular apply karna hai?

  • @KamalPreet-i8t
    @KamalPreet-i8t Місяць тому +1

    Agar honey na ho toh kya use kre ???

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Meeri Jaan, Agar honey na ho, toh aap aloe vera gel, rose water, ya milk cream (malai) use kar sakti hain. Yeh bhi skin ko hydrate aur nourish karte hain. 😊

  • @kosarsaifi885
    @kosarsaifi885 29 днів тому

    Are appi bta dijiye ki wo bna kr freeze m rakh skte h betroot juice or aloevera jel

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  29 днів тому +1

      Jii Bilkul, aap beetroot juice aur aloe vera gel ko mix karke freeze Kar sakti hain.

    • @kosarsaifi885
      @kosarsaifi885 29 днів тому

      @Aymen_zahra thank you appi jaan btane k liye

  • @qmano4773
    @qmano4773 Місяць тому

    Morning me rose water ki jga dahi dal skhtyy ???

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Aap rose water ki jagah dahi bhi use kar sakti hain, lekin dono ke benefits alag hain. Rose water skin ko refresh karta hai, jabke dahi moisturizing aur skin ko soft banata hai. Agar aapki skin dry hai, toh dahi ka use beneficial hoga.
      ua-cam.com/video/FaRRG7cbHNA/v-deo.htmlsi=KYIi1lfi-PG6LXSe
      Aap meeri skin series follow karin

  • @MaheraFerdous
    @MaheraFerdous Місяць тому +1

    How to get pink plumpy skin iskilye video dijiyega. Jese pakistani actrees ki normally skin hoti hain.matlab nose area cheeks plumpy pink hota hain

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Celebrity series start karugi ab main next

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Shooni,...Pink aur plumpy skin ke liye ek detailed video zaroor banayenge, jo aapko Pakistani actresses jaisi glowing aur hydrated skin achieve karne mein madad karegi! Stay tuned! 😊

  • @marianiaz5896
    @marianiaz5896 26 днів тому

    Make a video on malasma, please

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  26 днів тому

      Skin care routines, sun protection tips, ya skin healing after sun damage par video Plan Kar rhe hu, jo melasma se related hain. Agr koi or bhi recommendation hoo to aap mje bata sakti hain. Stay tuned for more tips! 😊

    • @marianiaz5896
      @marianiaz5896 25 днів тому

      @Aymen_zahra thank you so much. So nice of you❤️❤️. Bs yhi pochna chah rhy thy, abi kuch days mai hi melasma hoa hai, night routine b koi 2 months before start ki, sandwich method sy skinoren and adaplene alternative days mai, day m og organix powerhouse serum, moisturiser and sunblock.

  • @tannuchaudhary-mj6ht
    @tannuchaudhary-mj6ht Місяць тому +1

    Di Muje pimples Hore bhoot toh plzz koi acha facewash suggest kro naa plsss!!

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Hamaliya ka acha hai acne free wala

  • @arshkurshi8876
    @arshkurshi8876 Місяць тому

    Appi ham hair searis ab sardiyon me bhi start kar sakte h or same method se hi krni h

  • @Omar-u5z7p
    @Omar-u5z7p 20 днів тому

    Api kya coffee mask subho hi lgana duphair ko lga skty hain

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  19 днів тому +1

      Haan, aap coffee mask dopahar ko bhi laga sakte hain. Bas dhyaan rahe ke dhoop mein zyada na nikle, kyunki coffee skin ko thoda exfoliate karti hai.

    • @Omar-u5z7p
      @Omar-u5z7p 19 днів тому

      @Aymen_zahra ok thanks a lot 😊

    • @Omar-u5z7p
      @Omar-u5z7p 19 днів тому +1

      Acha api mene pucha tha ke hair prossity check krny ke liye kya zruri hai ke jese ap ne baal toor ke check kiya tha wese karein...hum aeise nhi kr skty mtlb mere roots se le kr ends tk haath lagany se khudi baal haath mei aa jaty hain tou kya wahi baal se hair prossity check kr skty hain? Or kya mai ap ko hair prossity check kr ke pic snd kr skti hun agr muje smjh naa aye

    • @Omar-u5z7p
      @Omar-u5z7p 19 днів тому +1

      ​@@Aymen_zahraapi muje btaye ga...or again thanks❣️ap mere hr comment ka reply dety hain🥰❤️❤️❤️

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  19 днів тому +1

      Ap insta py send karma picture

  • @Burhan123-f1u
    @Burhan123-f1u Місяць тому

    Sister shots ki jaga un sari chezo ka salaad bana k kha skty

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Ji bilkul, sister shots ki jagah aap salad bana kar kha sakte hain.

    • @Burhan123-f1u
      @Burhan123-f1u Місяць тому

      @Aymen_zahra thank you 💖 love a lot for u.princess😊

  • @kanhajikiduniya3286
    @kanhajikiduniya3286 Місяць тому

    Aap bahut achhe ho di love you diii❤
    Di please lips k liye bhi kuch bataye...😢

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Aww, thank you! 😘💖 Love you too! 😊
      ua-cam.com/video/FaRRG7cbHNA/v-deo.htmlsi=KYIi1lfi-PG6LXSe
      Lips ke liye aap meri skin series follow karein, main jald hi pink lips ke liye bhi Video laa rahi hoon! Stay tuned! 😊

    • @kanhajikiduniya3286
      @kanhajikiduniya3286 Місяць тому

      @Aymen_zahra okayy dii thank uhh😘🫶🫶

  • @Payal_parjapati07
    @Payal_parjapati07 Місяць тому

    Aalo ka ras ko skip kar ke sunscreen use kar skte h kya

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Nahi Meeri jaan you can't skip potato juice (Aloo ka ras) and use sunscreen instead. Because dono k different purpose hain..

  • @TayyabBashir-i2f
    @TayyabBashir-i2f Місяць тому

    Sis pink salt sy hair growth tu nhi ruky ge ya phir hair breakage???

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Pink salt peene se hair growth nahi rukti aur na hi hair breakage hota hai.

  • @nidaamjad8550
    @nidaamjad8550 Місяць тому

    Api apny first 7 days ma haldi use ki hain
    Api haldi hum powder form ma nh use krty kachi haldi use karty hain ab kase karon use haldi ??? Plz anserr

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Aap kachi haldi ko pees kar use kar sakti hain hain jaan..

  • @NidaNoor-r9h
    @NidaNoor-r9h Місяць тому +1

    Aymen hair series ka day 56 tk hi stop kar diya ha kiya 60 days ki series thi na plz bta dain

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Nai Chanda agy hai, m thora busy hu video record karugi

  • @swasii09
    @swasii09 Місяць тому

    pink salt ka alawa r kuch add kr sakta ha kya ??

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Shooni...Aap meri skin care series follow karein, usmein sab kuch mentioned hai. Agar phir bhi koi question ho, to zarur poochhein! 😊
      ua-cam.com/video/FaRRG7cbHNA/v-deo.htmlsi=KYIi1lfi-PG6LXSe

    • @swasii09
      @swasii09 Місяць тому

      @Aymen_zahra agar pink salt available nhi ho toh kya add kra??

  • @MaliyatMiha
    @MaliyatMiha Місяць тому

    Api dark circles ke liye kya karu?

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Aap meri skin series follow karein, inshallah aapko dark circles ka 100% cure milega. 🌸
      ua-cam.com/video/FaRRG7cbHNA/v-deo.htmlsi=KYIi1lfi-PG6LXSe

  • @azmimansoori8076
    @azmimansoori8076 Місяць тому +1

    Meri nhi ja rhi meko smjh nhi aa rha h kha se shuru kru kha se nhi 1 part nhi dikh rha h 😮😮

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Playlist m jaen? Yaha sab mil jae ga
      ua-cam.com/play/PLZETGxCQw9ughfJ-h4sqVc7w-_ccLkcNR.html&si=Kq_qVODeOSLme1Th

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Jaan, Skin series ka link hai, isay poora dekhein, aapko confirm best results milenge! 😊
      ua-cam.com/video/FaRRG7cbHNA/v-deo.htmlsi=KYIi1lfi-PG6LXSe

    • @azmimansoori8076
      @azmimansoori8076 Місяць тому

      @@Aymen_zahra jii appi in sh Allah m hair ke liye bhi start Kiya h aaj mera day 7 thaa thnx you so much 😘

  • @AqsaMudassarLahore123
    @AqsaMudassarLahore123 Місяць тому +1

    Love 😘 ho gya

  • @nidaamjad8550
    @nidaamjad8550 Місяць тому

    Hair serie ma day 46 tk rosemary toner use kiya hajn day 47 ma flaxseed gel banye hain apny ye kitna din use krna hain api ? Apny kaha hain 7 days use krna hain lkn 3 din bd apny day 50 ma toner bana liya hain just 3 days laga hain gel?
    Day 48 wala hair mask ki b video nh hain is mask ma kya add kiya hain apny ?? 47 48 49 days miss hain
    Or day 50 ki video hai jis ma apny torner banaye hain again
    Plz answer me

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Jaan agr Jo flaxseed gel aur rosemary toner ka use kar rahi hain, unhe 7 din tak lagana hota hai, lekin aap 3 din ke baad flaxseed gel use kar rhe hain, toh aap continue kar sakti hain.
      Hair mask ke liye, jo main ne Day 48 ko diya tha, Agar yeh video miss ho gayi ho, toh aap previous videos mein check kar sakti hain ya main aapko details kuch kal pin kardugi Inshallah.
      Aapki hair care routine ko follow karna bohot zaroori hai, aur agar koi question ho toh zarur puch sakti hain.

    • @nidaamjad8550
      @nidaamjad8550 Місяць тому

      G thk hy aap kr dyna pin
      Bht bht shukriya aap foren answer deti hy koi b nh answer krty warna

  • @TamannaRafai-he8yz
    @TamannaRafai-he8yz Місяць тому

    Appi cucumber powder aur rice powder and alovera gel kii link dijiye na

  • @ZahidaParveen-p4w
    @ZahidaParveen-p4w 19 днів тому

    Hony zroori hy .? suger use kar lain?

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  19 днів тому

      Meeri Jaan Honey Ko sugar sy compare to nhi kar sakte naa...
      yess Honey is must...

  • @ShrachaAsthana-bd6gu
    @ShrachaAsthana-bd6gu Місяць тому

    Di beetroot ko agr ikattha grind krke rkhle juice nikalkr one week tk to khrb to nhi hoga?

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Fridge m b khrab ni hoga behter hai ice cubs bna lain, jab use krna ho aik ice cube nikal lain ,

    • @ShrachaAsthana-bd6gu
      @ShrachaAsthana-bd6gu Місяць тому

      @@Aymen_zahra ok
      Thnqqq sooo much kindest soul

  • @SavitaKumari-ff9wu
    @SavitaKumari-ff9wu Місяць тому

    Pichel week ka nhi kiya the to yaha se start kar sakte hain

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Meeri jaan Agar koi step miss ho gaya ho, to usko skip na karein, bas aaj se shuru karen aur consistently follow karein.

    • @SavitaKumari-ff9wu
      @SavitaKumari-ff9wu Місяць тому

      @@Aymen_zahra okh thank you ji

  • @latika_mehta
    @latika_mehta Місяць тому

    Make video on blackheads and whiteheads

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Ok done

    • @Omar-u5z7p
      @Omar-u5z7p 20 днів тому

      ​@@Aymen_zahraapi plzz full face pe black heads hain plzz koi asan c remedy bta dein bht medicine khai or lgi hai but dubara phr se aa jaty hain

  • @salmanmander4306
    @salmanmander4306 Місяць тому

    Di pimple hai skin p and sensitive skin hai to j uske liye shi hai ithink coffee suit nhi krti

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Aap meri skin care series follow karein, usmein sensitive aur acne-prone skin ke liye bhi remedies hain. Agar phir bhi koi question ho, to zarur poochhein! 😊
      ua-cam.com/video/FaRRG7cbHNA/v-deo.htmlsi=KYIi1lfi-PG6LXSe

    • @salmanmander4306
      @salmanmander4306 Місяць тому

      @Aymen_zahra hanji mene follow ki hai 1st week to complete kr lia

  • @NainTara-KK
    @NainTara-KK Місяць тому +1

    Ap sab ko reply karti hen siwye mery.......plz plz plz es dfa karyiga....ap hair series ki video upload kuu nai kar rahii.

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Nain Tara meeri jaan....Meeri koshish hooti hai k main sub k reply karu Aap meri hair care series follow karein, usmein low porosity, damage control aur hair fall ke liye sab kuch hai. Aur nayi videos bhi jaldi aayengi, inshaAllah! 😊 Kya aap series ke tips follow kar rahi hain?
      ua-cam.com/video/rgYJt1N0s9o/v-deo.htmlsi=WWYRWegwU3628pq4

    • @NainTara-KK
      @NainTara-KK Місяць тому

      ​@@Aymen_zahraG api ma sath sath ap ki series ma hun day 55 k bad video aa e nai rahi

  • @shamimakhtar4164
    @shamimakhtar4164 Місяць тому

    Mujhe rose water Shayad suit mahi kar raha he pipal ho ja raha he kya karuu

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Aap aloe vera gel ya green tea toner try kar sakti hain jo zyada gentle hota hai. Agar pimples barh rahe hain, to salicylic acid ya tea tree oil bhi help kar sakte hain.

    • @shamimakhtar4164
      @shamimakhtar4164 Місяць тому

      @@Aymen_zahra ji thik he

  • @MahiraKhan-l1d
    @MahiraKhan-l1d Місяць тому +1

    Next video Kun nhi aye abi tak am waiting

  • @SajidAli-k7j7p
    @SajidAli-k7j7p 24 дні тому

    Kon sa solt pink salt

  • @amnaKhan-g3o
    @amnaKhan-g3o Місяць тому

    Beetroot powder kahan se milega

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  29 днів тому

      Beetroot powder aap local health stores, organic stores, ya online marketplaces jaise Amazon ya Daraz se le sakti hain. Aapko easily beetroot powder mil jayega.

  • @ZillaBaba-x2g
    @ZillaBaba-x2g 23 дні тому

    kaya ya teenagers ka Liya suitable ha

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  23 дні тому

      Jii yeh remedies teenagers ke liye bhi suitable hain, bas patch test zarur karein aur mild ingredients ka use karen. Meri skin care series follow karein for best results! ❤️

  • @chillnilly-z8p
    @chillnilly-z8p Місяць тому

    Plzz Small comidones k leye koi remedie bta dain😢 sb ko reply krti hain ap mjy v kr dain🥲

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Hii !! Main sub k comments ka reply karti hu....aap meri skin and hair series follow karin best result ayegy .
      ua-cam.com/video/FaRRG7cbHNA/v-deo.htmlsi=KYIi1lfi-PG6LXSe
      Comedones ke liye steaming, salicylic acid cleanser, clay mask, aur tea tree oil try karein, yeh aapke pores ko clean karne mein madad karenge! 😊

    • @chillnilly-z8p
      @chillnilly-z8p Місяць тому

      Sis kya coconut oil Use kr skty face pr overnight k leye?

  • @sonamtanwr9787
    @sonamtanwr9787 Місяць тому

    Koi si bhi skin Wale beetroot mask use kr skte hr

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Ji Bilkul Meeri jaan, beetroot mask har skin type ke liye safe hai! Ye skin ko brighten karta hai aur dark spots ko lighten karta hai. Aap meri skin series follow karein, 100% best results milenge!

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Meeri shoni....Jo remedy aap ne apply ki thi, us se face mein jalan ho sakti hai agar skin react kar rahi ho. Ye allergy, overuse, ya skin sensitivity ki wajah se ho sakta hai. Face ko thande paani se dhoye aur smoothing moisturizer lagaye. Agar irritation zyada ho toh doctor se consult karein!
      Wo aapki skin ko proper dekh k reason bataega,

    • @sonamtanwr9787
      @sonamtanwr9787 Місяць тому

      @@Aymen_zahra api aap konsi remedy ka keh rhi he , aapi jan betroot mask ka kh rhi he ky ap ki isase elergy ho skti he please btaye 😔 mene abhi tk face pr kuch bhi appy ni kiya aapi lekin betroot mask se pinky glow ata he isliye mujhe wo use karna he api jan

  • @kalyanisonawane1819
    @kalyanisonawane1819 17 днів тому

    Aalu ko raf karne ke bad wash karna he ya vese hi chodna he?

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  16 днів тому

      Aalu ka juice skin ko soothe karta hai, lekin thodi der baad wash karne se skin par irritation ya sticky feeling nahi hoti. Rub karne ke baad thodi der ke liye chhod kar, phir lukewarm pani se achi tarah se rinse kar lein.

  • @NainTara-KK
    @NainTara-KK Місяць тому

    Api day 56 se agy upload kar den plz 3 din reh gye hen....kam mukan dewo k

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Jee bilkul! 🌸 Main apni poori koshish kar rahi hoon ke next days ke videos jaldi upload kar doon.

  • @PrincessBatra
    @PrincessBatra Місяць тому

    Next body care please

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Main already skin series par kaam kar rahi hoon, jo actually body care series hi hai. Aap ise zarur follow karein, aapko best results milenge! 😊

  • @AneelaYousaf-e2y
    @AneelaYousaf-e2y Місяць тому

    Mene thora late join kia h but shamil hu aj mera third day tha

  • @SultanMahmood-r6s
    @SultanMahmood-r6s Місяць тому

    Api mujy apky replies nahi show ho rahy

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Browser refresh karein, aur cache clear kar ke phir check karein. Kya ab sab thik hai? 😊

  • @Tasmiyasiddiqui_
    @Tasmiyasiddiqui_ Місяць тому

    Juise ka to apne bataya hi nhi 🙂 jisme palak or mint leaves us hoga me to sab le aayi thi

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Wo btaya hai naw ,
      Is se pichly wali video dekhen , main link de rai hu
      ua-cam.com/video/oYNn_zY7NW8/v-deo.htmlsi=yTP8eI99y5n1nVNQ

    • @Tasmiyasiddiqui_
      @Tasmiyasiddiqui_ Місяць тому

      Thankyou thankyou di got it but jaisy apki machine wesy juic niklega batao me kya kru kaise kru ?

  • @RahatAfreen-m4p
    @RahatAfreen-m4p Місяць тому

    Mam hair fall bhut horha h

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Aap meeri hair series (Playlist) follow karin bht achy result millin gy...

  • @iamjanhvi5
    @iamjanhvi5 Місяць тому

    Alovera Suit nhi krte to kys usse kare uski jgha

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Meeri jaan Agar aloe vera aapko suit nahi karta, toh aap uski jagah rose water (gulab ka arq), cucumber gel (kheera ka ras), ya honey (shahad) use kar sakte hain.

  • @TayyabBashir-i2f
    @TayyabBashir-i2f Місяць тому

    Sis app tu makeup k bgair itni pyari ho app ko makeup ni krna chahiye tha You are so beautyfull without makeup Wesy mera khyal hai k makeup ko ap ki zaroorat hai app ko makeup ki nhi😊

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Thank you so much Brother.

    • @TayyabBashir-i2f
      @TayyabBashir-i2f Місяць тому

      @@Aymen_zahra sis mai brother ni sister hoon meri id mn apny husband k name sy bnai hai😄😄😄

  • @raziababy8085
    @raziababy8085 Місяць тому +1

    W̤h̤e̤r̤e̤ i̤s̤ b̤r̤o̤a̤a̤d̤ c̤a̤s̤t̤ c̤h̤a̤n̤e̤l̤

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      instagram.com/channel/AbbQw-Ze7QHY0wXI/

  • @Mahi143-pm3nu
    @Mahi143-pm3nu Місяць тому

    Api hand feet ki jaldi jaldi start kry plzzz naaaa

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Bilkul Jaan, hand aur feet care ki series jaldi start karenge, inshaAllah! Tab tak stay tuned! 😊❤️
      Aap k mind main koi bhi question ho to puch sakti hoo...

    • @Mahi143-pm3nu
      @Mahi143-pm3nu Місяць тому

      So sweet of you api Jan ❤❤❤​@@Aymen_zahra

  • @RahatAfreen-m4p
    @RahatAfreen-m4p Місяць тому

    Mam bhut hair fall horha h

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      ua-cam.com/video/rgYJt1N0s9o/v-deo.htmlsi=WWYRWegwU3628pq4
      Sis Jaan Aap meri hair care series follow karein, InshaAllah aapko 100% best results milenge. Aapke baalon ki porosity kya hai?

  • @VandanaJarwal-mw9mh
    @VandanaJarwal-mw9mh Місяць тому

    Mai apki new folower hu plz muje b yaad rakhiye apki haur series follow kar rhi hu

    • @VandanaJarwal-mw9mh
      @VandanaJarwal-mw9mh Місяць тому

      Aaj Mera 5day h daily head massage krti hu or kalonji vala toner dono tym use kr rhi hu serum b bna liya h maine

    • @VandanaJarwal-mw9mh
      @VandanaJarwal-mw9mh Місяць тому

      Pr mam mai chhoti bnati hu to mere hair bht jyada dry ho jate h end k hair kya kru kuch btaye

    • @VandanaJarwal-mw9mh
      @VandanaJarwal-mw9mh Місяць тому

      Pls mam reply jrur krna bht ummed se follow Kiya h apko or dil se apki hr remedy use kr rhi hu

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Shukriya itna pyaar dene k leye Meeri jaan! 😊 Aap ko meri series pasand aa rahi hai, yeh bohot acchi baat hai! Stay tuned aur agar koi bhi question ho toh zaroor poochna.

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Wow, bohot accha! 🌟😊 Aapko results kaise lag rahe hain ab tak?

  • @SaminaZafar-it1tc
    @SaminaZafar-it1tc Місяць тому

    Plzz lens Mt lgya kren

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      Thank you so much meeri Aapi jaan, Main samajh gayi hoon, agle videos mein dhyan rakhungi. Aapka support ka bohot shukriya!

    • @SaminaZafar-it1tc
      @SaminaZafar-it1tc Місяць тому

      Apki khud ki eyes itni pyari henn

  • @mudssarhabib2069
    @mudssarhabib2069 Місяць тому

    Me tu ap ki vedio par pic jo lagi hoti wo bhi dhek kar khuch hon jati hon dhakti bad me hon 🎉

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Awww so sweet of u, ap k comments Mjy bohat zeada motivate krty hn , you are my strength and motivation. Thankx for your comments

    • @mudssarhabib2069
      @mudssarhabib2069 Місяць тому

      @ 🥰🥰😇😇

  • @rukhshindaparween3084
    @rukhshindaparween3084 Місяць тому

    Botox ka kamal h brooo

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому

      Haha, bilkul Meeri Shonii! Botox kaafi logon ke liye ek instant solution hai, jo wrinkles aur fine lines ko smooth karta hai. Lekin, natural skin care bhi zaroori hai taake long-term results milen. 😊

  • @AqsaMudassarLahore123
    @AqsaMudassarLahore123 Місяць тому

    ❤❤❤❤❤❤❤

    • @Aymen_zahra
      @Aymen_zahra  Місяць тому +1

      thank you so much! ❤❤❤❤❤❤❤ Aapka pyaar bohot special hai! 😊 Stay happy and keep shining! ✨