Sir jese ham account number dusre bank me transfer karate h or Vo transfer hone ke baad Jo hmne account number jha jha ham ne account ki photocopy de rakhi h Vo fir dubara vha deni padegi
sir branch me application sumbit karne ke baad bo apan ko kuch confirmation print out dege kya ya direct new banch me visit karna hoga.. please reply sir cheque book or passbook surrender karni padegi na old branch ko
Ni...direct jis branch me aap transfer kRoge us branch me visit karna padega..aur passbook aur chequebook surrender ni krna hai, passbook aapka vhi rhega, n new chequebook ke liye aap apply kr Dena
Aaj mera account Delhi m h or m account ka transfer ludhiana m krwana chahta hun, or aage kvi fir m apna account bapis ludhiana se Delhi usi branch m account transfer krwana chahu too ho sakta hai kya plz reply sir jii 7009751550
Radhe radhe
Very nice..
😮😮😮😮😮
Good jab keep it up
Very nice 👍
Tq sir
Thanks for knowledge 👍
Thanks sir 👍
Mini transfer kese likha jata hai
Good ❤️❤️
Good 1 ...
Fantastic
Thank you so much sir
Transfer hone ke bad new branch me kyc krwana prta h sir??
Transfer hone per Account number same rahata hai ya change Hota Hai
sir papa gaon mein hai Ulka Account transfer krneka hai koi bhi karsakte hai kya
Sir jese ham account number dusre bank me transfer karate h or Vo transfer hone ke baad Jo hmne account number jha jha ham ne account ki photocopy de rakhi h Vo fir dubara vha deni padegi
sir branch me application sumbit karne ke baad bo apan ko kuch confirmation print out dege kya ya direct new banch me visit karna hoga.. please reply
sir cheque book or passbook surrender karni padegi na old branch ko
Ni...direct jis branch me aap transfer kRoge us branch me visit karna padega..aur passbook aur chequebook surrender ni krna hai, passbook aapka vhi rhega, n new chequebook ke liye aap apply kr Dena
Sr account number transfer hone ke bad IFSC code to apne aap change ho jaega sar
Ha vo change ho jayrga
Sar account number transfer karane ke liye second bank Mein pahle baat karni padegi kya
Ni aap phle apne home branch me baat kariye then jha par transfer krana hai
Hello Sir, Kya Punjab National Bank Mai Current Account Online Khul Sakta Hai Agar Khul Sakta Hai To Kaise...
Sir kya joint account v transfer ho sakta hai.plss reply sir.
Home branch m ja ni skta sir m....
To kese transfer kru account plz reply sir
Aap ek baar jis branch me transfer karana vhahte ho, us branch me jakar pu6 lo...nhi to Internet banking ke through ho jayega..khi ni jana pdega
Local Id na ho toh Sir.. phir kya kre
Sir,Kya transfer hone ke bad Account number bhi change ho jata h...
Thank you sir ji
sir or ye aplication ham dak ghar dwara bhej sakte h
भाई जी में अपना खाता गांव से शहर में लाना चाहता हूं same यही लिखना है क्या या यहां का आधार कार्ड लगेगा
Sir kitne din me transfer ho jayega
Kya hm ye application poore documents k saath online e.mail k through bhej skte h????
Usse hmara account transfer ho skta h??
Plz reply soon....
Online ka alag process hota hai, vo aapko sbi ki official website par mil jayega.
@@TechnoBanking nhi mil rha website pe...
Corporation Bank h
Internet banking use karti hai?
@@TechnoBanking agar hm saara document or application e.mail krde to nhi hoga?? Bank vale mail nhi pdhte kya🙄
Achha try kr skte h n bhej ke??😅
@@TechnoBanking Na
अकाउंट ट्रांसफर होने के बाद पासबुक वह ब्रांच देगी सर दृष्टिकोण डालें
Passbook same rhta hai, ku6 banks me and ku6 banks me jama krwa lete hai to new passbook aapko new branch me mil jata hai
Bhai isme kuch doucment bhi lagte hai kya ....
Kisse passbook ,check book,or debit card etc ......mere sab khi gay hai bas check book hia
Ni bas aapko apna passbook le ke jana hai n aadhr ki photocopy lagegi
@@TechnoBanking brother pass book kho gaya hai ?????
Kafi problem ho rahi hai
@@TechnoBanking plz help ...🙏
Sir ye application bank me kitne dino me success hota hai.
Reply please 🙏🙏
24 ghante me ho jata hai
Csp me accout ha tranfor ho jayega
Ha bhai ho jayega
Sir bank of India opening form fill-up plea.
ua-cam.com/video/zBr25MSyIHQ/v-deo.html
Ye link par aap click karna isme maine bataya hai kaise bank of india ka account opening form bhare
Yah applications jaha par apna account waha dala yah jaha par transfer karna hai waha krpa batya
Aaj mera account Delhi m h or m account ka transfer ludhiana m krwana chahta hun, or aage kvi fir m apna account bapis ludhiana se Delhi usi branch m account transfer krwana chahu too ho sakta hai kya plz reply sir jii 7009751550
Sir mera account jis baNk m h bha pr me ja ni skta to udhr ye application likh kr transfer ho jayega
सर बैंक में डॉक्यूमेंट कौन-कौन से ले जाने होते हैं
शुद्ध हिंदी लिखो पहले।
Thank you sir
Thank you sir