Sir Mera Inverter ac hai Compressor Low Speed pe chalta hai .... Mtlb Dry mode ecco mode par chalta hai Jisme Compressor Full speed nahi hoti ..... Aur Normal Cool mode par chalau to nahi chalta mtlb High Speed pe Compressor Trip karta hai
jab bahar ka temperature thanda ho jata hai ya outdoor unit per pani phek dete hai to AC chal jati hai, or yadi bahar jayada temperature hota hai to nhi chalti. Kya karan ho sakte hai iske, kya aap bta sakte hai.
Sir 2 ton ka sprite ac Hein us mein gass r22 Hein us mein 65 psi pressure rakha Hein mein ne or Yaha ka temperature 22c Hein gass ziyada to charge nai ho Gai kia
Aap ki video bahut achhi lgti h
Thanks amresh ji
Nice 👍..
Sir Mera Inverter ac hai Compressor Low Speed pe chalta hai .... Mtlb Dry mode ecco mode par chalta hai Jisme Compressor Full speed nahi hoti ..... Aur Normal Cool mode par chalau to nahi chalta mtlb High Speed pe Compressor Trip karta hai
Ok details me video deta hoon
@@Amresh11Tech Thanks Sir
Sir ek ac technician ko kiya kiya kam ana cahiye iske upar ek video banao please
Ok bro
Asklm
Sir 2 ton k window ac mein Bristol compressor Hein us mein 45 uf ka capistor Laga hua Hein us mein 55 uf ka capistor Laga saktein hein
Nhi
Ha laga sakte ho
@@ilyaskushinagari3298 compressor m jod pdega or ek na ek dn compressor kharab hojayega 5 uf aage piche hoskta hai 10 nahi
Nahi
jab bahar ka temperature thanda ho jata hai ya outdoor unit per pani phek dete hai to AC chal jati hai, or yadi bahar jayada temperature hota hai to nhi chalti. Kya karan ho sakte hai iske, kya aap bta sakte hai.
Good question ⁉️ capillary, Filter change karke , Vaccum karke fir se Gas Charging Karna padega
Sir 2 ton ka sprite ac Hein us mein gass r22 Hein us mein 65 psi pressure rakha Hein mein ne or Yaha ka temperature 22c Hein gass ziyada to charge nai ho Gai kia
Ampier air gas menten kariye,Sahi hai
How to find which refrigerant in the compressor ( if no sticker on the compressor)
Standing pressure check kariye
Sir 3 second me compressor band ho raha hai eska Karen Kiya hai
Compressor without load ke Start kariye, agar Sahi chalta Hai , to Capillary Filter flush, Vaccum aur new gas charging
Oganral ac compressor triping problem just 2min running Gas 50 persentage change
Compressor without load ke Start kariye, agar Sahi chalta Hai , to Capillary Filter flush, Vaccum aur new gas charging
Sir chalu hote compressor band ho jata hai